1kw ka conection h sir kiya 2000 watt ka heater use kr skte h lod aayega kiya bill me extera ya fir 2kw ka krna chaiye conection dar h kiya sir use krne pr
Aaj 18 October 2024 ko up purvanchal vidyut se 2kw ka connection hai par .aaj bill 22 unit ka 1190 rs nikala hai meter wala aisa kyun(gharelu connection hai)
bijli khapt is bat par nirbhar karta hai ki aap kya bijli upkaran chala rahe hai .agar aapka 2 kw ka connection hai aur aap 1kw upyog karte hai to bijli uinit khapat 1kw ka hoga .1kw ya 2kw hone par fixed charge me antar hota hai .
ye bilkul galat jankari hai. 2kw ka matlab ye nahi hai ki app 2 se guna kar de. 2kw ka matlab hai aapki fixed charge double dena hoga. Galat jankari par itne views, logo ko gumrah kar rahe hai.
Bhai ye to bahut basic h....100 unit tak kitna , uske bad kitna aise karke video banaye..
1kw ka conection h sir kiya 2000 watt ka heater use kr skte h lod aayega kiya bill me extera ya fir 2kw ka krna chaiye conection dar h kiya sir use krne pr
Aaj 18 October 2024 ko up purvanchal vidyut se 2kw ka connection hai par .aaj bill 22 unit ka 1190 rs nikala hai meter wala aisa kyun(gharelu connection hai)
Yadi mera 1 kw h avi usko 2kw me convert karege to kya bill badhega
1kw se 2kw badhane par fixed charge increase double ho jayega.bijli jyada khapat karenge to bijli bill v increase karega.
2 kilowatt mein aadha kilo wat chalega to kya bijali bil 2 unit ke hisab se hai 2 kilo wat ke hisab se aaega
bijli khapt is bat par nirbhar karta hai ki aap kya bijli upkaran chala rahe hai .agar aapka 2 kw ka connection hai aur aap 1kw upyog karte hai to bijli uinit khapat 1kw ka hoga .1kw ya 2kw hone par fixed charge me antar hota hai .
2 kilowatt ka fix charge kitna hota hai
2 kilowatt se1 kilowatt karenge to kya metre change hoga
Meter change nahi hoga
2 kilowatt se aadha kilo wat karva sakte h kya
Mera 2 cooler 3 pankh 1 inwater kitna lod lena hoga 6 balb
1kw ka connection le lijiye.
1 mahine ka bijali Bil Kitna aaega
2 kilowatt se aadha kilo wat mein karva sakte hain kya
Bhai bas yeh or bata do ki 1 kw or 2 kw unit price same rehta hai ya wo bhi dugna ho jata hai ❤
Unit price same rahta hai 1kw ho ya 2kw ya kitna v kw ho unit price same rahta hai
To kay 2kw mein unit jada uthega??suppose ek water pump 1 kw mein ja bill hoga 2 kw ka connectn me kay same bill ayga???
Miter ka charge add kiye hai aap Esme
Meter charge add nahi hai.bihar me meter charge nahi lagta hai
@@DilipTechHelp ok
Mai up se hoo
3 fan normal,
1 kitchen exhaust fan,
1 water moter 1 hp,
1 fridge 184 lte,
1 44" Led tv,
10 bulb 10 watt,
1 mix grinder
Kitna kw le bhai
Fridge kavi kbhar 2 ghante chalta hai
Moter 40 minutes chalta hai
sabhi ka watt add kar 1786 watt hota aise me aapko 2000 watt (2kw) ka bijli connection le lijiye.
@@DilipTechHelp magar bill pe darz bhaar 7 dikha raha hai bhai
Boliye bhai darz bhaar 7 kyu dikhaya mujhe
1 kilo mahine ka charge 2 kilo mahine ka charge donon ka क्या-क्या hai metre ka
Humara connection 2kw ka tha use 3kw ka kar diya h automatically. Use dobara 2kw me kase krwa skte h
Mera ghar me 2 ac chal hai or 2 water heater mera metar ka lod 0.50 hai aise light bill jada aata hai ky lod bada na padega ky
Sirf 2 AC ke liye 3kw ka load chaiye.uske bad aur bhi bijli upkaran hoga.sab ka watt add kar ke jitna hota hai utna kw load badhana hoga nah
5 kw ka load lijiye@@DilipTechHelp
ye bilkul galat jankari hai. 2kw ka matlab ye nahi hai ki app 2 se guna kar de. 2kw ka matlab hai aapki fixed charge double dena hoga. Galat jankari par itne views, logo ko gumrah kar rahe hai.
2 kilowatt ka fix charge kitna hota hai
No clear information, ek time mein 2kw ka meter kitna load leha chahiye,
Hi
BAKWAS