Cat eye nail extensions tutorial | how to do cat eye nails | nail extensions tutorial for beginners

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 7 ก.ค. 2024
  • 💅🏻 namaste sab nail art premiyo! ✨ kya aap tayyar hain cat eye nail extensions ke jadoo mein doobne ke liye? Hamara mazedar aur informative tutorial dekhiye jo Apko nail game ko next level pe le jaayega! Chahe aap beginner ho ya pro. Yeh step by step guide Apko chat eye nails banane mein madad karega bina kisi problem ke.
    Is video hum Apko batayege ki kaise gel polish aur magnet ka istemaal kar ke wo cat eye effect pa sakte hain. ✨💅🏻 dekhiye kaise hum Aam nails ko colourful creativity kar sakte hain. Jo apke cat 🐱 ko bhi shock kar daalega. ✨
    Toh aap apne Nail tools ready kijiye, aur inner nail artist ko jagayein . Video ko like karein, subscribe karein , aur apne nails squad ke sath share karein. Bell 🔔 icon ko dabana mat bhooliye taki apko hamare nail-tastic moments kabhi bhi miss na ho!
    Dekhne ke liye dhanyawad, aur yaad rakhiye: life boring nails ke liye bahut choti hai! Stay fabulous 🥰✨💅🏻 #nailart #cateyenails #nailextension #nailextensionathome #beautytutorial #beautytips #beabeautiful iful
  • แนวปฏิบัติและการใช้ชีวิต

ความคิดเห็น • 4

  • @pallavitembhare1653
    @pallavitembhare1653 18 วันที่ผ่านมา

    Perfect 🤩

    • @Tinytipswithshivani
      @Tinytipswithshivani  18 วันที่ผ่านมา

      @@pallavitembhare1653 all thanks to you ❤️

  • @user-qh7zg6zj3o
    @user-qh7zg6zj3o 17 วันที่ผ่านมา

    agr kisi na startup karna ho nail extensions ka to kis cheezo ki zarorat hoti hy

    • @Tinytipswithshivani
      @Tinytipswithshivani  17 วันที่ผ่านมา

      Hey! Yeh kuch basic chize hai Jaise- nail,tips,glue gel ya acrylic extensions ke liye materials. Nail clippers, buffers, filler, cuticle pushers, aur brushes. Nail polishes,
      Yeh sab apki basic essentials hai