क्या जुल्म को बर्दाश्त करना है इमोशनल स्ट्रेंग्थ?

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 16 พ.ย. 2024

ความคิดเห็น • 31

  • @jeetu9373
    @jeetu9373 5 หลายเดือนก่อน

    8:51 kya zabardast baat boli hai Aanand Sir aapne yahan pe❤🙏 ki Sant Kabir ki ye shikshae 'Sadhako' ke liye hai na ki aam janta ke liye!!! Ye unke liye hai Jo Satya Janna chahate hai.
    To ab sabse pehle to ek Satya ke khoji ko apne aap se choti choti baat par hurt/insulted feel hone par ye puchna padega ki kya mein sadhak bana bhi hu ya nahi. Fir shayad ye saari dukh dene wali ghatnae hame Satya ke taraf le jayengi aur ahankaar pighlega, 'mein kaun hu' ye sawal hum khud se puch payenge😮😅
    Ek baar fir se aapka bahut bahut dhanyawad, aapka pravachan sunkar zabardast shifting mili🙏🙏
    Sab ke liye Maya bhi ab sidi ka kaam kare, sabhi ahankar se mukti prapt kare, sab ki jholi chetna ki daulat se bhar jaye ye Nirakaar se prarthana 🙏

    • @AnandDwivedi369
      @AnandDwivedi369  5 หลายเดือนก่อน

      padhkar anandit hua...! Dhanyavad

  • @Vs82-y8k
    @Vs82-y8k 6 หลายเดือนก่อน

    My take home message
    Anything that hurts you - is up for introspection. And more often than not , it is your ego which is the problem
    Thanks 🙏 sir

  • @nidhioberoi2351
    @nidhioberoi2351 6 หลายเดือนก่อน +1

    Guru ji I have no words..... Ye bilkul mere kahani hai... Mai bilkul chup rehti hu Mai bhi bacho ko tution padati hu mere husband bhi mere sath hi padate hai jo bhi income ati hai me unko hi deti hu. Man karta hai to wo mujhe kharche ke liye de dete hai.. Wo bhi kai baar Nai.. Nai to mai mangti nahi ..fir mujhe aisa lagta ki Mai kuch Aisa karu jisme Mai khud se kama pau

    • @AnandDwivedi369
      @AnandDwivedi369  6 หลายเดือนก่อน +1

      bahut sunder ! aap dhyan ka abhyas bhi kijiye ( mere channel per kuch video hain ).....BE HAPPY !

    • @nidhioberoi2351
      @nidhioberoi2351 6 หลายเดือนก่อน

      Ji bilkul apki video se hi maine ye Sab sikha

    • @Rishabh-Dev
      @Rishabh-Dev 6 หลายเดือนก่อน

      Didi aap cloud kitchen start karlo ghar se.

  • @merealfaaz3862
    @merealfaaz3862 6 หลายเดือนก่อน

    Thank you❤😊

  • @shubhi989
    @shubhi989 6 หลายเดือนก่อน

    Guruji muhje fear lgta hn jan koi kaam horha hn soh agar galat or srong way se hota 😢😢😢 .par agar aacha kaan bhi confidence bhi nhi aata jab accha kam karu kaise .olse help in it

  • @Rishabh-Dev
    @Rishabh-Dev 6 หลายเดือนก่อน +2

    Sir jab mein kisi ke liye kuch acha karta huun aur mujhe return mein khaalipan milta hai toh mera mann bahut anxious ho jata hai. Iska koi solution batayein guruji. Aur sath hi mein नैतिक ओसीडी se bhi suffer kar rha huun guruji. 🙏

    • @AnandDwivedi369
      @AnandDwivedi369  6 หลายเดือนก่อน +1

      naitik ocd ke liye. best solution hai MEDITATION....mere channel per kuch video hain meditation ke.......CREATIVITY se bhi madad milegi......jab kuch achha kero to aise kero ki NEKI KER KUNYEN MEIN DAL.....badlei mein kuch nahin chahiye...

  • @nehabatra1155
    @nehabatra1155 6 หลายเดือนก่อน +1

    Sir mujhe chronic disease hai or 5 saal se me ghr pr hu career m bhi kuch nhi kar parhi isi vjh se or meri disease ka koi treatment bhi nhi milra mujhe .. medicine bhi mujhe nhi lagti mujhe irritable bowel syndrome or IBD hai … ab in situations k vajah se me depression me ja chuki hu… overthinking itni hoti h ki Kbhi Kbhi panic attacks bhi ajate hai … bht koshish ki in sbse niklne ki par kuch bhi nhi ho para hai … meditation bhi nhi krpati usi tym overthinking bht jada hojati hai … emotionally bhi kafi weak hogyi hu … kya Ap guide kr skte hai ?

    • @AnandDwivedi369
      @AnandDwivedi369  6 หลายเดือนก่อน +2

      is per ek video banayeinge ek do din mein....

  • @mihirjena5984
    @mihirjena5984 6 หลายเดือนก่อน +1

    Guru ji mai student hoon life ko lekar bht chinta hoti hai kahin se achee guidance nhi mil paa rahi hai life kya karna hai kaise karna andar se hamesha ek khaali pann rehta hai bht he udaas mann rehta hai dhokha hone ke baad mnn aur udaas ho gaya hai......... Kahin mnn nhi lgta hai

    • @AnandDwivedi369
      @AnandDwivedi369  6 หลายเดือนก่อน +1

      meditation ka abhyas shuroo ker dijiye..(mere channel per kuchh video hain) + music suniye aur gaiye.. sath sath dance bhi kijiye.....hamesha, pal pal upne aap se kahiye : MERE ANDER PARMATMA HAI....SAB THEEK HAI..

  • @shobha1414
    @shobha1414 6 หลายเดือนก่อน

    Thank you sir 😊🤍

  • @YogendraSingh-uc7kx
    @YogendraSingh-uc7kx 5 หลายเดือนก่อน

    Muje jab koi bura bolta he me turant gusse me muh me bool deta hu mujse bilkul bhi control nhi hota kya y cheej khtm ho skti he

    • @AnandDwivedi369
      @AnandDwivedi369  5 หลายเดือนก่อน

      aap meditation ka abhyas kijiye . mere channel per kuch video hain......jab gussa aye to kuch bhi bolne se pahale 10 sansein ginein..

  • @amlan1967
    @amlan1967 6 หลายเดือนก่อน +1

    sir ji, mujhe meditation karte time nind aa jate hee ... kripiya iss problem pe thoda marg darshan kare ... Pranam🙏

    • @AnandDwivedi369
      @AnandDwivedi369  6 หลายเดือนก่อน +1

      walking meditation try kijiye . mere channel per ek video hai...JAHAN SHAREER WAHIN MUN

    • @amlan1967
      @amlan1967 6 หลายเดือนก่อน

      @@AnandDwivedi369 🙏🙏

  • @rishabhgahlawat12
    @rishabhgahlawat12 6 หลายเดือนก่อน

    Sir jiddu krishnamurti ki statement hai ki " the observer is the observed " and " the thinker is the thought" inhe aap thoda discuss kare or hame samjhayein........thank you sir 😊

    • @AnandDwivedi369
      @AnandDwivedi369  6 หลายเดือนก่อน

      iska matlab log alag alag batate hain...DAVID BOHM ka vichar hai ki Krishnamurti ji ki baat clear nahin hai....phir bhi mujhe kuch aisa lagta hai :--- MOVIE mein 29 photos/second chalte hain...yadi speed kum ker do....(like 5 photos/ sec) to movie disintegrate ho jayegi . Aur photos ko hatate jayen to SCREEN khali. dikhta jayega...! Discontinuation of photos means NO MOVIE !

  • @MrArela
    @MrArela 2 หลายเดือนก่อน

    Dadaji mujhe lagta hai ki abhi ke hisab se Rajneta acchey sadak hai koe fark nahi padta unhe..😂😂

  • @jeetu9373
    @jeetu9373 5 หลายเดือนก่อน

    Aam aadmi party chodkar Sadhna Party join karni hogi!

  • @ganeshthakur4580
    @ganeshthakur4580 6 หลายเดือนก่อน

    क्या साधक होना समाज और व्यवस्था में चल रही अनीतिया, दुर्व्यहवार, कुकर्म से नज़रे हटाना है ? अगर ऐसा है तो फिर व्यवस्था के शोषक हमेशा ही उच्चतम स्थान पर होगे।
    अगर कोई व्यक्ति ऐसे दुर्व्यवहार और कूटनीतियों का विरोध अपने परिवार में भी शुरू कर देगा तो वह एक बड़ा कदम है एक सम, करुणामयी और न्यायपूर्ण समाज की ओर।

  • @fantasyworld1779
    @fantasyworld1779 6 หลายเดือนก่อน

    Na shareer na man na indriya na mastisk Mera, na Maine ise banaya , na mujhe pata hai ki yeh kaise bana, fir kis baat ki ahankar?