RRB Technician S&T(Signal Gr-3) Job Profile | Duties Of Technician S&T | Promotion |

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 14 พ.ย. 2024

ความคิดเห็น • 29

  • @bhavishyakhichar3584
    @bhavishyakhichar3584 5 วันที่ผ่านมา

    Please reply

  • @bhavishyakhichar3584
    @bhavishyakhichar3584 5 วันที่ผ่านมา

    Sir blacksmith ka kya kam hota h

  • @rahulsarkar4921
    @rahulsarkar4921 14 วันที่ผ่านมา

    Sir failure me Extra paesa dete hai ya Nahi....S And T Technician ke sallary slip pe video Banaeye

    • @dyadavvlog1341
      @dyadavvlog1341  14 วันที่ผ่านมา

      Failure attend karne ke alag se koi paise nahin milte hain lekin agar aap apne headquarter se dusre station 8 km se adhik ho jate hain to aapko TA(travelling allowance )milega S&T me aapko jitna jyada knowledge hoga utna adhik aapke supervisor (JE /SSE)aapko kahin bhi failure attend karne bhej sakte hain ye apne sath le ja sakte hain |

    • @rahulsarkar4921
      @rahulsarkar4921 14 วันที่ผ่านมา

      @dyadavvlog1341 Is Department to dikkat hi hai Sir fir to

    • @dyadavvlog1341
      @dyadavvlog1341  14 วันที่ผ่านมา

      @@rahulsarkar4921 dikkat kya isme paresani hai failure me jyada baki failure nahin ho to utni paresani nahin hai baki aapko aage preparation karne ka moka Bahut milta hai jitna chhota station milega aapko aage preparation ka time utna adhik milega agar isi departmental me aage jana hai to knowledge bahut jaruri hai jitna jyada knowledge aapko rahega aapke supervisor and officer aapko utna value bhi denge lekin failure me jyada bagna bhi padega | baki pahle selection hone per join kar lijiye |

  • @bhavishyakhichar3584
    @bhavishyakhichar3584 5 วันที่ผ่านมา

    Jay shree Ram ram

    • @dyadavvlog1341
      @dyadavvlog1341  5 วันที่ผ่านมา

      🙏 blacksmith ka kam PWI ke saath block me Jyadatar rahta hai agar koi naya TWS point dala ja raha Ho wahan bhi kam rahta hai , SSD ka maintenance karna or bhi miscellaneous kam hai jaise rail cut karna ,fish plate bandhne ke liye rail me hole karna halaki rail change ke samay welding team bhi hoti hai |

  • @kartiksharma-jf2et
    @kartiksharma-jf2et 4 วันที่ผ่านมา

    Sir s&t department ki training kitne mahine ki hoti hai?

    • @dyadavvlog1341
      @dyadavvlog1341  4 วันที่ผ่านมา

      Technician Gr -3 (S&T) Ki Training 12 months ki hoti hai jabki Technician Gr -1 ki training 18 months ki hoti hai

    • @kartiksharma-jf2et
      @kartiksharma-jf2et 4 วันที่ผ่านมา

      @dyadavvlog1341 classroom training kitne mahine ki or field training kitne mahine ki hoti hai sir?

    • @dyadavvlog1341
      @dyadavvlog1341  4 วันที่ผ่านมา

      ​@@kartiksharma-jf2etTotal 110 working days lagbhag 2-2 months ka do Phase me training, Training Institute me hota hai pahle phase ke bad fir se line training me bhej diya jata hai es trah total 12 months ki training hoti hai phir posting |

    • @kartiksharma-jf2et
      @kartiksharma-jf2et 4 วันที่ผ่านมา

      @dyadavvlog1341 thank you sir

  • @sanjoysahu5594
    @sanjoysahu5594 2 หลายเดือนก่อน

    Grade 1 signal ka work profile kaisa hai?... electricity ka khatra rahata hai kya ?

    • @dyadavvlog1341
      @dyadavvlog1341  2 หลายเดือนก่อน

      Same yahi hai usme training 18 months ki hoti hai uske bad independent posting kisi station per ke di jati hai electricity ka koi khatra nahi rahta hai kyonki signaling gear ke liye kam voltage ka use hota hai

  • @heyytpeople
    @heyytpeople 12 วันที่ผ่านมา

    Signal se km workload telecommunication me hota h..😮

    • @dyadavvlog1341
      @dyadavvlog1341  12 วันที่ผ่านมา

      Signal se bahut kam workload Telecommunication me hota Signal me koi failure 30 minutes bhi ho jata to busy section me train bahut detain hone lagti hai jada der failure rahne per JE /SSE /ADSTE sabko bhagna padta hai

  • @shivamsrivastava3350
    @shivamsrivastava3350 3 วันที่ผ่านมา

    Sand t Koi khatre wala jib toh hi cirre t se juda😢

    • @dyadavvlog1341
      @dyadavvlog1341  3 วันที่ผ่านมา

      S&T ka job khatre bala nahin hai kyonki iske signal or track circuit me kam supply ka use kiya jata hai point machine me bhi kam voltage ka use kiya jata hai halaki duty aapko line per karna hoga iske liye aapko safety ka dhyan rakhna hoga khaskar night mein failure ke samay |

  • @rajarajak8226
    @rajarajak8226 12 วันที่ผ่านมา

    Sir me bhi isi post me dale hai s&t me but ek problem hai sir mera ek eye se 25% dikhta hai sir aur mai isi ka taiyaru kar raha hu sir mai medical me pass ho jaige sir bahut doubtful me chal raha hu sir please please please reply me sir

    • @dyadavvlog1341
      @dyadavvlog1341  12 วันที่ผ่านมา

      Technician signal ke liye medical standard B1 hai 6/9. 6/12 with ya without glass baki aap pahle exam pass hokar select hoyiye aise railway me EYe ka medical pass karna jaruri hota hai pahle aap exam per focus kariye

  • @kaushikch2108
    @kaushikch2108 14 วันที่ผ่านมา

    Namaste sir apse sampark Krna hai kaise kre thdi baat krni thi S&T ki regarding

    • @dyadavvlog1341
      @dyadavvlog1341  14 วันที่ผ่านมา

      🙏 kya jankari chahiye aapko S&T ke bare me batayiye

    • @Adjdhhayuisldldkd
      @Adjdhhayuisldldkd 14 วันที่ผ่านมา

      ​@@dyadavvlog1341 sir isme promotion kitne time pr hota hai aur mujhe aage ssc ko taiuyari agr karni hai to time milega ya nahi??

    • @kaushikch2108
      @kaushikch2108 14 วันที่ผ่านมา

      @@dyadavvlog1341 telecom department kaise allot hota hai sir isme

    • @dyadavvlog1341
      @dyadavvlog1341  14 วันที่ผ่านมา

      ​@@Adjdhhayuisldldkdposting ke lagbhag 2 se 3 sal me Technician Gr- 2 (level 4 ) uske 2 se 3 sal me Technician Gr -1(level 5) ban jayenge uske bad fir seniority ke aadhar per MCM (level 6) banenge usme 5 sal lag jata hai baki ala alag division me time alag alag lagta hai baki aapko bahut accha knowledge hai to 3 sal ke bad JE LDCE ka exam de kar JE ban sakte hain baki S&T me SSC ya koi or competition ki taiyari ka achha moka milta hai

    • @dyadavvlog1341
      @dyadavvlog1341  13 วันที่ผ่านมา +1

      ​@@kaushikch2108pahle signal or Telecom ke alag alag vacancy nikalti thi isbar dono ek hi me kar Diya hai abhi clear nahin Telecom me kitni vacancy hai or kis aadhar per signal Technician or Telecom Technician ko alag karega aise Telecom achha hai signal se lekin uski vacancy bahut hi kam hogi signal ki jyada hogi

  • @bhavishyakhichar3584
    @bhavishyakhichar3584 5 วันที่ผ่านมา

    Or sir blacksmith 3 ka kya kam hota h