This sounds like a real "noha". May Allah assist you in your efforts. Looking forward to hearing more of such nohas with a solid message in them. The modern musical nohas don't sound like azadari at all. JAZAKALLAH
Mashallah, Allah Salamat rakkhe!! Ek correction - Yeh nauha Janab Mujahid Lucknowi ka likha hua hai (Listen at 7 mins 30 seconds - "Hai Mujahid* ke lab par ye bain alwida"). I love Sachay Bhai's Nauhas. He was born in India (Azamgarh) and many of his Nauhas were by the great Indian poets of that time - Sahir Faizabadi, Mehshar Lucknowi, Mujahid Lucknowi, Tajammul Lucknowi etc. Jazakalla
Mola koi gulti qohtae hogae ho qami regae ho ap ke khidmut ma to ap maf kerdiyega agar agle barus rahe to phir yahi gum hoga or yahi fersheaza hoga or ek bar ap ko razi kerne ke koshish hoge or agr ya akhri sal ha to hamare is adna se ibadut ko bohat sa sumjh k apni bargah ma qabool kerliyega 😭😭😭😭😭😭😢😢😢😢🙏🙏🙏🙏
Noha lyrics: Alvida ay Hussain Noha lyrics: Alvida ay Hussain Alvida alvida alvida ay Hussain 1. Yay sadaey fugha aur yay majlisay Matamo noha aur ghum ki yay zinatay Chahata hay yay dil yoohi qayam rahay Aaha phutta hay dil kis turha yay kahay Alvida alvida alvida ay Hussain 2. Mayray mehman hay akhri yay salam Tuj pay qurban hay akhri yay salam Shah-e-Zeeshan hay akhri yay salam Dil hay veeran hay akhri yay salam Alvida alvida alvida ay Hussain 3. Buksha day hogaee ho jo koee khata Haq kay khidmat na hum say ada ho saka Ghum yahi hay na ji bhur kay matam kiya Tayri katil na kyoo apna sur daydiya Alvida alvida alvida ay Hussain 4. Gur jiyay saal bhur phir karaingey yay ghum Roaingey phir tayray ghum may milkur baham Aur agar mur gaey to yay hoga alam Haey ufsos ji bhur kay roway na hum Alvida alvida alvida ay Hussain 5. Alvida ay Hussain ay Hussain alvida Alvida ay Shah-e-Mushrakain alvida Bint-e-Ehmad kay ay nooray ain alvida Ay Mujahid kay lub pur yay bain alvida Alvida alvida alvida ay Hussain
Infinite blessing to ali, for carrying his fathers legacy.
This sounds like a real "noha". May Allah assist you in your efforts. Looking forward to hearing more of such nohas with a solid message in them. The modern musical nohas don't sound like azadari at all. JAZAKALLAH
Pdhne ka andaz bhot hi acha Masha allah....maula slamt rkhy👌👌😭😭
MashaAllah Moula Salamat Rakhey... Elahi Ameen...
Alveda aye Hussain😭😭
Alvida ay merey moula o Aaqa Hussain as,gar app k gham ma koi Kami reh gaey ho to moaf farma Dyn,
Mashallah, Allah Salamat rakkhe!!
Ek correction - Yeh nauha Janab Mujahid Lucknowi ka likha hua hai
(Listen at 7 mins 30 seconds - "Hai Mujahid* ke lab par ye bain alwida").
I love Sachay Bhai's Nauhas. He was born in India (Azamgarh) and many of his Nauhas were by the great Indian poets of that time - Sahir Faizabadi, Mehshar Lucknowi, Mujahid Lucknowi, Tajammul Lucknowi etc.
Jazakalla
Informative.
Legend bhai sachy
mashallah and who are 16 from yazeeds lineage who have disliked it ?
Now 32 lanati
Now 38
mola hum sb ko maaf krna agr hum se koi kami regi ho to agr zida rahy to ap ki safe matam agly saal pher bechayen gy
الوداع الوداع الوداع اے حسین
Ammar Yasir 0
Salam Ali
Moula Ap ko salamat rakhain aur siway gham e Hussain koi gham na daina ameen ba haq e masoomeen inshallah
Ameen
Ameen
Mashallah S Ali Rizvi
alvida aye hussain
Masha Allah
Moula salamat Rakhee
بے مثال اور صداءقلب😢😢
Alvida Alvida aa Hussain A.S
4:13 is best 😢😢
Very heart touching. Just great. Jazakallah
mashallah alvida ya hussain
Mashallah
Alwada aye Hussian😭
MashALLHA mola salamat rakhe alvida mola hm ji bhar kr ro na sake alvida
MASHA ALLAH sada jien
Haey Hussain❤️
Mashallah geo matmion
Alwida Alwida
Mola koi gulti qohtae hogae ho qami regae ho ap ke khidmut ma to ap maf kerdiyega agar agle barus rahe to phir yahi gum hoga or yahi fersheaza hoga or ek bar ap ko razi kerne ke koshish hoge or agr ya akhri sal ha to hamare is adna se ibadut ko bohat sa sumjh k apni bargah ma qabool kerliyega 😭😭😭😭😭😭😢😢😢😢🙏🙏🙏🙏
mashallah nice tune mashallah
😭😭
Ye nauha Maine dusri taras me suna hai... That one suits more...
Salaam ya hussain
Hi I love you know as I love it
Noha lyrics: Alvida ay Hussain
Noha lyrics: Alvida ay Hussain
Alvida alvida alvida ay Hussain
1. Yay sadaey fugha aur yay majlisay
Matamo noha aur ghum ki yay zinatay
Chahata hay yay dil yoohi qayam rahay
Aaha phutta hay dil kis turha yay kahay
Alvida alvida alvida ay Hussain
2. Mayray mehman hay akhri yay salam
Tuj pay qurban hay akhri yay salam
Shah-e-Zeeshan hay akhri yay salam
Dil hay veeran hay akhri yay salam
Alvida alvida alvida ay Hussain
3. Buksha day hogaee ho jo koee khata
Haq kay khidmat na hum say ada ho saka
Ghum yahi hay na ji bhur kay matam kiya
Tayri katil na kyoo apna sur daydiya
Alvida alvida alvida ay Hussain
4. Gur jiyay saal bhur phir karaingey yay ghum
Roaingey phir tayray ghum may milkur baham
Aur agar mur gaey to yay hoga alam
Haey ufsos ji bhur kay roway na hum
Alvida alvida alvida ay Hussain
5. Alvida ay Hussain ay Hussain alvida
Alvida ay Shah-e-Mushrakain alvida
Bint-e-Ehmad kay ay nooray ain alvida
Ay Mujahid kay lub pur yay bain alvida
Alvida alvida alvida ay Hussain
💔❤
Yazid muawiya jahannum mein hai