Maybe your battery was not charged so they charged you for that ....but I don't know about any type of battery cleaning till now.......you must have to asked them before paying....😇
sir may ne vai FZS V4 deluxe model buy kiya hay just 1 month hua hay 1st service just hua hay but ak question puch na tha ki jab bike morning pe start karta hun to compact sound ata hay but jab gara ka engine garma hota hay to sound me thora change ata hay matlam chanchan karke halka sa sound hota hay it is normal ??? ap ke bike pe kya same hota hay ??
Bhai ye same sound ata hai mere me v ......aur ye normal hai ......ek tip dena chahunga..... morning me jab v bike start karo to uslo pehle neutral me start karo aur start karke hi bike ko saaf karo isse kya hoga ki engine ko thoda time milega set hone me.... Direct start karke chalana mat ....kyuki usse bike ko jhatka lagta hai....30sec bike ko start rakha karo taki wo air le sake proper tabtk bike saaf kar liya karo......for good to go 🤗
Avi garmi ka time hai isliye engine heat hona normal hai kyuki ye air cooled engine hai jo direct air se thanda hota hai lekin air avi garm hai jise engine jaldi thanda nhi ho pa rha aur Mausam v bahut garam hai......😇😇😇😇😇
Milega bahut cheezo par depend karta hai........jaise ki ....Mobile, mobile filter, air filter, Road, traffic, aur chalane ke tarike par..........isme koi shak nhi ki ye bike 45-50 kmpl ka average aram se de skti hai.....magar 3rd servicing ke baad se......1st aur 2nd servicing tak sari bikes bahut kam milega deti hai......aur mai isko lagbhag humesa hi 80+ rakhta hu......aur bas city me under 40-50 chalata hu......aur bike jyadatar 80 or 100 ke bich me hi chalti hai isliye thoda kam milege hai avi......but agar tum isko under 50 chalaoge aur bas kabhi kabhi 80+ le jaoge to aram se ye bike 45kmpl de degi bina kisi shak ke😄😄😄😄
Nhi bhai ....pichle wale version se bahut jyada increase huyi hai.....bas thodi si bike overpriced hai .....magar milege or comfort me isse achi koi nhi ....easy to handle v hai😊
What is battery terminal cleaning,they charging me 200

thank you @@ayushfriendsforever
Welcome bhai 😁
Location of service centre
Dashratha road 70 feet
After service bike ki pickup thodi badi ki nhi ??
Ha performance 2kmph badha hai...magar jyafa ka fark nhi pada......
Bhai mai ne bike le ke 15 days huwa hai or mere engine heat horha hai please reply
Avi garmi ka time hai isliye engine heat hona normal hai kyuki ye air cooled engine hai jo direct air se thanda hota hai lekin air avi garm hai jise engine jaldi thanda nhi ho pa rha aur Mausam v bahut garam hai......😇😇😇😇😇
Oil filter ka price kitna
80 Rupees 😇
Bhai parts ke leye alag charge lagta he
Ha bhai😇
Milage kitna hai
Bhai full mileage video hai ye ...isko dekh lo 😇
th-cam.com/video/GgHEfxwUwUc/w-d-xo.html
N160 crying 😭
Kyu Bhai? 😳
Milage ?
Avi 32kmpl hai ...... average speed 50-60 rehta hai mera......3rd servicing ke baad 45-48 kmpl estimated hai.....dekhte hai.....
@@ayushfriendsforever vaiyaa itna kam ... Saviii to bolrahahe 45 - 50 minimum degahii dega
Milega bahut cheezo par depend karta hai........jaise ki ....Mobile, mobile filter, air filter, Road, traffic, aur chalane ke tarike par..........isme koi shak nhi ki ye bike 45-50 kmpl ka average aram se de skti hai.....magar 3rd servicing ke baad se......1st aur 2nd servicing tak sari bikes bahut kam milega deti hai......aur mai isko lagbhag humesa hi 80+ rakhta hu......aur bas city me under 40-50 chalata hu......aur bike jyadatar 80 or 100 ke bich me hi chalti hai isliye thoda kam milege hai avi......but agar tum isko under 50 chalaoge aur bas kabhi kabhi 80+ le jaoge to aram se ye bike 45kmpl de degi bina kisi shak ke😄😄😄😄
1st service ke phle hi..55 ka mileage de rha
Bhai tab to achhi baat hai.....shayad under 50 chalate hoge bhai 😇......
Bike kesi hain?
Bike bahut achi hai bhai......bahut hi comfortable hai .....bas speed kam hai iski🥲
80 tak vibration to ni krti
Nhi bhai koi vibration nhi hai engine me 😇
Headlines visibility kam h