Bhai avi starting hai aur phone se hi videos bana rhe hai....samjh skte hai thoda quality increase karne ka jarurat hai aur hum try v kar rhe hai ......i hope aaplog samjh skte hai ki new creator ke pass finances ki thodi kami rehti hai...magar dheere dheere sab cheezo ko sahi karunga .......I will try my best to deliver as much as i can do ........... I've changed my phone also and newer videos will we slightly better ❤️.....Keep supporting....and i will deliver my best .......Ride safe until you reach 🏍️
According to user manual iska air filter clean nahi kiya jata na hi air se na hi oil se. Ise sirf replace karna hota hai, kyo ki paper ka airfilter block ho jata hai High pressure air marne se
Because when the clutch plate got burnt it starts to friction with the clutch hub and clutch hub got the line's which later on damage another clutch plate if we don't change it same time........... that's why we have to change both of them together.......it improves the engine life and clutch plate life 🧬😊
Bhai 2-3 tarika se pata chal jata hai ....1st ki bike utna jaldi pickup nhi lega .....2nd bike ki top speed kam ho jayegi aur bhari chalega bike....3rd bike 1st gear me aage nhi badhega ☺️
Bhai hum aaj tak accident nhi kiye hai .....bike stand par khada tha aur hum khane me busy the 👀....piche se thik diya mera bike 🥺 isme meri kya galti 🥲
Bhai exact yaad nhi 😅😅 video me bataye hai hum har cheez ka cost aur kitna kharcha total aya hai....shyad 2200 tha ya ussi ke aas pas ...ek baar video dekh kar confirm karlo bhai 🤌🥺❣️
My personal experience with this bike after 45k kms and 1.5years is not so good. Clutch hub aur sab chizon ka quality hadd se jyada degrade hokr hai .. mujhe laga tha Mera fzs v3 last lot wala gadi bas bekar hai ... But yeh new model v4 ka clutch hub toh 5000kms chalne se pehlw ho pura destroy hochuka hai .....means ...haddd hao bhaiii....itna rhird class quality ka spare hai iske andar..... Trust me bhai .. hadd se jyada degraded hai new version.... So poor quality... Not expects this frm Yamaha.... So worst quality
@@ayushfriendsforever sahi bhaii!! Bura feel hota hai hard earn money aise hi kissi product k peeche chale jate hain . tab bada dukh hota hai. Bhai ap hmesha 1100ml engine oil dalna gaadi pe. Oil filter badalne waaley time Aur yamha ka oil bht worst quality ka hai. So usse 1700kms k baad badalte rehna. Aur Bhai. Jab engine/clutch cover khulle tab engine oil 1200ml dalna rehta hai. Company waale thoda galat boldiye hain quantity ko lekar aapse. Ab jb apka gaadi ka clutch repair hua hai, sab oil nikal gaya rehta hai waise scenario men .. then make sure to fill oil total capacity 1200ml+. Or else gadi engine starvation men chalega bhaii .aur wear and tear bahr severe level men hota hai waise scenario men engine se. Aur clutch lever ka free play ache se maintain karke rakhna bhai 3-4mm. Pura tight rehne se clutch plates jaldi jal jata hai ...
Thank you bhai for your suggestion.....hum ye comment pin kar dete hai taki bakiyon ko v information mil ske ......aur channel ko subscribe kar lena bhai taki next video v dekh sko ❤️😇....Love you bro ❤️😇
@@ayushfriendsforever thanks bro ... Lov u ... Keep growing.. aj hi pehli bar apka chanl mila hamein . .. m also happy .coz iske chalte logon ko help jarur milega. I m ur new subscriber. Aage apko grow karte hue dekhne ka mann hai bhai ... Good luck !!!! ☺️
Bhai Yamaha ka apna engine oil use krna bandh kro, sbse bekar mobil hai ye. Kisi v company ka Full synthetic oil use kro clutch plate lamba chlega. Tumahra running v jada hai bike ka isliye bol rha hu.
Ha bhai humko v aisa feel ho rha hai....iss bar Bharat petroleum ka Mak synthetic oil dalwaye hai .....uska pricing 530 pada humko joki normal wale se 100 rupees mehnga hai.... lekin bike smooth chal rha hai 🤌❣️❣️❣️
भाई एफजेड में पावर काम है लगता है क्लच प्लेट खराब हो गया है पहले भाई टॉप स्पीड चला लो देखो 115 110 जाता है कि नहीं अगर जा रहा है 110 तो क्लच प्लेट खराब नही हा हमको भी भाई सर्विस सेंटर वाला बोला था की क्लच प्लेट खराब है लेकिन जब हम देखें कि मेरा टॉप स्पीड 110 112 पहुंच रहा है तो हम क्लच प्लेट चेंज नहीं नहीं कारण मेरा 15000 km चलने वाला। हा यामाहा वाला चोर है अपने मन से बोलता है की क्लच प्लेट जल गया हा
Bhai Ab chori kiya hai ya kya kiya hai kehna muskil hai magar clutch hub kat chuka tha video me maine dikhaya hai....baki avi 1700 - 1800 km hua hai fir lag rha hai clutch plate jalega 🥲🥲🥲
@@ayushfriendsforeverbhai but mileage check kiya kar lo tab jakar clach plate change karana itna jaldi Mera to 3 se 4 sal Ho Gaya abhi tak clutch plate ne kharab hua hai service centre wala bola tha ki clach
Bhai mere taraf road sahi nhi rehta hai aur clutch bar bar pakad kar chalana padta hai isliye v mera jaldi jal gaya hoga aur v log bike use karte hai mera …….to maybe uske wajah se hua ho
Bohot ghatia vdo banate ho yaar.....camera stability hi nhi hai...
Bhai avi starting hai aur phone se hi videos bana rhe hai....samjh skte hai thoda quality increase karne ka jarurat hai aur hum try v kar rhe hai ......i hope aaplog samjh skte hai ki new creator ke pass finances ki thodi kami rehti hai...magar dheere dheere sab cheezo ko sahi karunga .......I will try my best to deliver as much as i can do ........... I've changed my phone also and newer videos will we slightly better ❤️.....Keep supporting....and i will deliver my best .......Ride safe until you reach 🏍️
R15 Bala Synthetic mobile dalo pickup problem dur Clutch nahi jalaiga Smooth Engine ho jayega Mainay apni gari may kiya hai 4years ho gaya hai
Hello bro
Next service me R15 ka engine oil use karo fully synthetic hai
Acha rahega gadi keliye
Engine smooth revs and smooth gear shifting 👍
Bilkul bhai ❤️🥰
According to user manual iska air filter clean nahi kiya jata na hi air se na hi oil se. Ise sirf replace karna hota hai, kyo ki paper ka airfilter block ho jata hai High pressure air marne se
Ha to ye humesa change hi hota hai bhai. 😊
headlight off kare wala switch lagwae hain kya
Nhi wo humesa on hi rehta hai …….sabhi Led Headlamps wale bike me wo humesa on hi rehta hai
clutch plate kitna k.m mne change hua bhai
Bhai 4700 km
@@ayushfriendsforever BHAI ITNA JALDI
Ha bhai .....pata nhi kaise......1 year hua hai hai avi bike ko ...... aur traffic v hai patna me maybe uske karan 🥲
Hello bro
Next service me R15 ka engine oil use karo fully synthetic hai
Acha rahega gadi keliye
Engine smooth revs and smooth gear shifting 👍
Oohk bhai iss baar try karunga jab change karwaunga to 😇❤️......And Thank you brother for your value addition ❤️🥰
Bro fz v3 ka rpm unlock kitne km me hoga ya service center pe unlock kardenge plzz batao
Bhai rpm unlock service centre par hi hoga 😇
@@ayushfriendsforever service center wale second service ke bad khud kardenge ya hamhe kehena padega unko
Unko bolna RPM set kar de
What's the need to change the clutch hub? why not just change the clutch plates?
Because when the clutch plate got burnt it starts to friction with the clutch hub and clutch hub got the line's which later on damage another clutch plate if we don't change it same time........... that's why we have to change both of them together.......it improves the engine life and clutch plate life 🧬😊
Kaise pata chalta h ki Clutch plate kharab hua h ??
Bhai 2-3 tarika se pata chal jata hai ....1st ki bike utna jaldi pickup nhi lega .....2nd bike ki top speed kam ho jayegi aur bhari chalega bike....3rd bike 1st gear me aage nhi badhega ☺️
Bhai pura clutch plate change hau hai kya
Ha bhai pura change hua hai......full video dekho bhai ❤️......sab kuch usme dale hai 😇
Clutch plate itna jaldi kyu jaal gaya
Bhai pata nhi kaise jal gaya ......aise patne me traffic jyada hai to i think uske karan hua hoga
Bhai kitne km me close plate change hua
4600 km par bhai 😇
@@ayushfriendsforever itna jaldi bhai
Ha 🥲🥲
Bhai eak bar batao jese hum bike kharid ke home pe rakhke baha aa Gaye Hain uska battery kitna din tak charging rakhta hai
2-3 din bas uske baad battery discharge ho jata hai 🥲 mere sath 2-3 baar aisa ho chuka hai 🥲🥺
75 k driven on my fz still no clutch replacement . Your riding method is wrong.
Bhai mere tarf bahut traffic rehta hai jiske karan Mera clutch plate jal jata hai.... Riding method mera sahi hai .....lekin improvement scope humesa rehta hai 😇
Bhai video short ho to achha h
Oohk bhai next time se dhyan rakhunga 🤌❤️.....Aise kuch suggestion ho to jarur share kare like kitna minutes tak sahi rhega?
@@ayushfriendsforever almost 5to10 mints aaj kal logo k pass jyada time nahi hai ...
Oohk bhai abse yahi karne ka try karege 🤌❤️
Mileage konta
Watch this video
th-cam.com/video/GgHEfxwUwUc/w-d-xo.html
Acchese chalaoge kuch nahi hota
Meri v3 ko 2 saal ho gaya abhi tak engine nahi khula 😅
Bhai biker hai ......humlog ka kabhi hard kabhi soft hote rehta hai chalane ka tecnic👀👀👀
Bhai tumhari gadi ki halat dekh kar lagta nahi hai ki tum gadi theek se chalate go, itne jagah scratch daal rakha hai😂
Bhai hum aaj tak accident nhi kiye hai .....bike stand par khada tha aur hum khane me busy the 👀....piche se thik diya mera bike 🥺 isme meri kya galti 🥲
@ayushfriendsforever ok then, but bahut scratch hai apki bike me dono hi side se. To mujheaga bike Kai baar fir chuki hai
Kitna kharcha aya bhai totally
Bhai exact yaad nhi 😅😅 video me bataye hai hum har cheez ka cost aur kitna kharcha total aya hai....shyad 2200 tha ya ussi ke aas pas ...ek baar video dekh kar confirm karlo bhai 🤌🥺❣️
50000 km से पहले क्लच प्लेट चेंज नहीं होता ह
Bhai itna to mera koi bike nhi chala hoga 😂😂😂
My personal experience with this bike after 45k kms and 1.5years is not so good.
Clutch hub aur sab chizon ka quality hadd se jyada degrade hokr hai .. mujhe laga tha Mera fzs v3 last lot wala gadi bas bekar hai ... But yeh new model v4 ka clutch hub toh 5000kms chalne se pehlw ho pura destroy hochuka hai .....means ...haddd hao bhaiii....itna rhird class quality ka spare hai iske andar..... Trust me bhai .. hadd se jyada degraded hai new version.... So poor quality... Not expects this frm Yamaha.... So worst quality
Bhai tumhara aur mera dukh same hai 🥺......Aaja bhai sath me rote hai🥲🥲🥲
@@ayushfriendsforever sahi bhaii!! Bura feel hota hai hard earn money aise hi kissi product k peeche chale jate hain . tab bada dukh hota hai. Bhai ap hmesha 1100ml engine oil dalna gaadi pe. Oil filter badalne waaley time
Aur yamha ka oil bht worst quality ka hai. So usse 1700kms k baad badalte rehna.
Aur Bhai.
Jab engine/clutch cover khulle tab engine oil 1200ml dalna rehta hai. Company waale thoda galat boldiye hain quantity ko lekar aapse.
Ab jb apka gaadi ka clutch repair hua hai, sab oil nikal gaya rehta hai waise scenario men .. then make sure to fill oil total capacity 1200ml+. Or else gadi engine starvation men chalega bhaii .aur wear and tear bahr severe level men hota hai waise scenario men engine se.
Aur clutch lever ka free play ache se maintain karke rakhna bhai 3-4mm. Pura tight rehne se clutch plates jaldi jal jata hai ...
Thank you bhai for your suggestion.....hum ye comment pin kar dete hai taki bakiyon ko v information mil ske ......aur channel ko subscribe kar lena bhai taki next video v dekh sko ❤️😇....Love you bro ❤️😇
@@ayushfriendsforever thanks bro ... Lov u ... Keep growing.. aj hi pehli bar apka chanl mila hamein . .. m also happy .coz iske chalte logon ko help jarur milega.
I m ur new subscriber. Aage apko grow karte hue dekhne ka mann hai bhai ... Good luck !!!!
☺️
Bhai Thank you for subscribing my channel......jab v grow karunga aaplog se jarur milne aaunga .......apni Dream Bike se 🥰❤️🥺🥰❤️
Bhai zada tez mat chalao please
Nhi bhai jyada tez nhi chalaye hai ❤️....aise v bhai ye bike ka top speed 108 km/h hi hai 🥺
Bhai Yamaha ka apna engine oil use krna bandh kro, sbse bekar mobil hai ye. Kisi v company ka Full synthetic oil use kro clutch plate lamba chlega. Tumahra running v jada hai bike ka isliye bol rha hu.
Ha bhai humko v aisa feel ho rha hai....iss bar Bharat petroleum ka Mak synthetic oil dalwaye hai .....uska pricing 530 pada humko joki normal wale se 100 rupees mehnga hai.... lekin bike smooth chal rha hai 🤌❣️❣️❣️
Kuch fark dikh raha mak engine oil and yamaha engine oil mai?