Sir Maine 15_wt ki CFL se matter khola to bahut aachha khula tha lekin Pani dalte dalte pura screen saph hokar White ho gya jaise decoting powder se saph kiya jata h
Hi sir Mai screen printing ki bohot practice kar chuka hu Exposing me bohot problem ho rahi hai Aur ink fahel jaati hai tshirt pe Tshirt business shuru nahi kar pa raha hu Mujhe training ki zaroorat hai Aapka whatsaap number nahi mil raha hai Mai mumbai se hu Aapki help miljaye toh bohot acha hoga... Big fan sir Very helpful videos...
aap frame sahi se kholne ki koshish karo to ink nahi failega iske liye hamare channel par ek playlist ka option upar dikhai dega iise sambandhit kai video hain dekh lo
Muje 1 project bnana tha printer wale ne muje purani screen de di us par screen stencil film se coating ki hui h 2 din se koshis kar raha hu film puri trah se clean nhi ho raha plzzz aap help kare
बहुत अच्छा सर
good job sir ji , thanks
Thanks 👍
Tq sir
sir mai jab frem me ink dalta hu to vo poora kard ink se lal ho jata hai plz conttekt koi bhi dost mujhe batao yar kya karu
matter expose karte waqt kewal akshar saaf karo poore frame me laga supercoat nahi
🙏
Sir nitro khatm ho gya hai mai kya kru ink me milane ke liye
Sar 500 Watt halogen se Kitni Dena plate khulega
Sisha kitna mm ka hai
Sir jo lakdi ka box banate hai uska lbh kya hota hai
usi se to chhapai hoti hai
yah spreyar me kya bharkar sichai kar rahe hai sir
water
Kya 9wat ke havale bulb se matter khol sakte hai kya
yes
100Wt ke pile bulb se khol sakte
khol sakte hain but cfl best rahega
LED bulb se kitana Watt ka use kar sakte hai
jitna jyada watt ka use karoge utna kam time tak dikhana padega
9 watt ka LED bulb use Kar sakte h
Ok
सर दो कलर मटर कैसे बनाते फीरेम्पर
Sir kitne kitne Watt ke bulb se expose Kiya ja Sakta hai
Kit na time light dethayen.
video me bataya hai
ok
Sir kitna time tak light dhikhana hai
video me bataya hai
How to buy sokta
printing press ki shop par milega
Sir dhone ke bad coating bhi dhul jata hai
thoda sa sesitizer aur mix kar lo
Mera metter nhi khul rha h barish me
mere channel par sabhi video dekh lo phir try karo khulega jarur
Apne kaunsa spray mara hai Mera Nahi khulrahai
Wahi jo naai use karte hain
Sir mera mater expose nhi ho rha h kya karu jisse akshar aasani se khul jay
aap faware ka use karo
Sir Raat Mein CFL Se Metar Khol kar Sukhaein Kaise Aur Kis Chiz Se
fan se
Kapda kitna no ka chahiye
frame bana banaya le lo
bhai shab farem safe ho jati h es ka kaya kare plzzzzz batao
aap halka sa dhoop aur dikha diya karo
fram nahi khulta hai kaya kare
try karo khulega
Sir, isss design paper ka naam Kya Hain please..jisme design banayenge us page ka nam Kya Hain??
butter paper
@@SabkaHelp kyaisa cost parega per paper??
Cost kyaisa parega sir??
Thanks sir ham aapko video dekhe aur kiye to mera metar khul gaya
bhai shab pehli bar bna rhe ho kya
kyon bhai aapko koi dikkat.
बल्प को कितनी देर चलाना पड़ता है
poora video dekho samajh me aa jayega
100 wat wale bulb se nahi khul sakta hai jo bulb 12 rupees me milta hai
Matter ke liye paper kaun sa use karte hai
butter paper
मैटर खुल नही रहा है सर
try karo khulega
Sir metter kon sa paper mein bantavhai
butter paper
matter kis page per print hota hai....
A4 size
eled balab se bhi ho jayga kiya
Metter pura black print nhi hoti hai hp laser printer se Corel Draw me please help me sir
font ko black kar lo fir na print ho to ink riffil karwa lo
sir ji may card chap raha hu to nai chapa raha kyo
7800669610 only whatsapp
Mera bi ni chhp rha
सर स्क्रीन कैसे बनाये मेरा स्क्रीन बांधते ही फट जाता है
aap screen bana banaya printing shop se le lo
सर हमारे मार्केट में रेडीमेड स्क्रीन नहीं मिलाता है
sir 2 spoon me super coat me sensitizer powder kitna mix krenge aur sensitizer me pani nhi dalenge sukha hi mix kar denge
hamare channel par mixing ka video bana hai dekh lo
meter kese banana h
Thanks Bro Is Technique ki mujhe zaroorat thi.
Sir Maine 15_wt ki CFL se matter khola to bahut aachha khula tha lekin Pani dalte dalte pura screen saph hokar White ho gya jaise decoting powder se saph kiya jata h
to app super coat me thoda sa sensitizer aur mix kar lo fir kholo
Or mater bi bahne lagta hai ek side se
aap halka sa sensitizer aur mix karlo
METTER KAHA PAR BANEGA OR KESE BANEGA
iske liye ya to aap laser printer le lo ya printing shop par pata karo ban jayega
Hi sir
Mai screen printing ki bohot practice kar chuka hu
Exposing me bohot problem ho rahi hai
Aur ink fahel jaati hai tshirt pe
Tshirt business shuru nahi kar pa raha hu
Mujhe training ki zaroorat hai
Aapka whatsaap number nahi mil raha hai
Mai mumbai se hu
Aapki help miljaye toh bohot acha hoga...
Big fan sir
Very helpful videos...
aap frame sahi se kholne ki koshish karo to ink nahi failega iske liye hamare channel par ek playlist ka option upar dikhai dega iise sambandhit kai video hain dekh lo
sir 100 watt ka bulb use kar sakte haui kya .
yes
sir mater ko kon sa printer se print krna h mere pass hp ka m105 h a4 wala
Sisa kitna mm ka lena padega...
daabne par tute na bas isi hisaab se le lo
bahut achaa
Sir fram ko light me dikhane ke bad matter ka dag dikhta hai dhota hu matter khulta nahi hai plz mai new hu
bhai aap hamare sabhi video dekho samajh jaoge
sir super cot me sensitizer kitna milate ho ap pls bata dijie kyoki ki mera matter clear open nhi ho rha hai
Give me suggestion
bhai iska video bana hai dekh lijiye
Sir ji screen pr matter utarne k bad matter khul ni pa rha achhe se
aap sare video dekhkar try karo matter khulega
+Sabka Help amit
+amit kumar mobile no do
kya is process se pvc pack par print kar sakte hai
sona kot to hara colar hota he aur ap jo delha rhe he wo red kyo he please reply
Ek gall bai green ho or red ho green wala vadia hunda ae
sona coat hara aur red mein aata hai but hamare yahan red colour hi milta hai aap koi bhi colour lo isse koi dikkat nahi hogi.
apne jagah par dono sahi hai.
frem ko doop main kitna time tak dekhana hai sir plz
sir maine silver print kiya hai magar frem ko dhone par nhi nikal raha hai
theenar aur mittitel se
kaisen karun fir niklega
frame saaf karne ka video bana hai dekh lo
Sir plate thode ke baad cotin nikal jata he kyu
aap thoda sa dhoop aur dikhaya karo.
Sir; matter khulta Nahi dag dikhata hai Mai new hun plz
Sir Fram ko dhota hu to; matter ka dag dikhata hai dhone ke bad khulta nahi
sir fawware me kiya bhara huwa h
or sir apse zaroori baat bhi Karni thi Plzzzzzz sir apna no. de
mera matter Sahi Se khulta nhi h
water
do colour me kaise print late sir
aap single color use karo
Film banne ke bad jab sukhne ke liye rakhate hai to sukhne ke bad kuch word band ho jate hai or printing main nahi ate
ये कौनसा तरीका एक्सपोझ करनेका
dhoop na nikalne par light dwara
Sat ji
Muje 1 project bnana tha printer wale ne muje purani screen de di us par screen stencil film se coating ki hui h 2 din se koshis kar raha hu film puri trah se clean nhi ho raha plzzz aap help kare
clean wala video hamare channel par dekho
maitar ugane ke liya fwara kya pani ya chemical se mara jata hai
only water
Sir printing achhe se nahi ho rahi hai pahla pag achha aata hai fir agla pag me ink hi nahi utr raha hai
ink ko patla karo fir chhapai karo
Sir LED bulb ka use kar sakte hai kya ..
yes.
प्लाई का बॉक्स बना कर उसमें 3 छोटे ट्यूब लाइट लगा कर कितना टाईम तक लाईट ऑन करना है please comment sir
usse ye jyada aasan hai
nice video bro....fawara mein kiya dal kar spray kartein hain plz batayein
only water
Sentaijar kitana dale
sensitizer mix karne ka video bana hai aap dekh lijiye.
frem sukaangy kasay
normally sukhaoge to thoda samay lagega aap fan se sukha sakte ho.
Iska kard me samane Lena hu chahta to mughe saman khan se lena padega or kis saman ki kitni praise hogi
aprrox 2000 me sab mil jayega printing shop par
sir ji aapka number mil skta he aapse 2 m bat krni he please sir helf
good guru good thanks
Whatsapp no. Kya h
Sir apna number dijiye
Sir mobile kaha dala hua hai send me
AUR SAMAN KITNA ME MIL JAYEGA
approx 2000 rs
up me kaha se ho sir
Shravasti se
butter paper bole hain n
yes
naic vidios
#gujaratgraphics
Pura meteriyal kaha kis dukan se milega
printing press shop se
Kitna time korna padega
Sir supercoat decoatar sensitizer printing ink printing frame glass foam ki price ke bare me bataye
aapko printing shop par sab kuchh mil jayega only 2000 rs
wedding matter de pacemaker mei
100 watt use kar sakte
yes.
sir frem ka price kitna hogs minimum
18*22 ka frame approx 250 rs.
hallo sir baat Kar Na chahta ha
7800669610 only whatsapp
App apna number dijiye
7800669610 only whatsapp
Total saman ka name detels me bataiye
hamare channel par iska video bana hai dekh lijiye.
kitne minat tak dikhayege
बहुत ही बढ़िया जानकारी शेयर की है आपने ।बहुत अच्छा लगा ।मैने आपके व्हाट्सएप्प पर मैसेज किया है कुछ जानकारी के लिए ।कृपया बतायें।धन्यवाद .....
Sir aap bahraich me aap kaha se ho
frame mai kaiseijali hoti hai
matter. mere pass hai
Nice video I have subscribed your channel I m from pakistan
Aap ko shikna hai to bolo bhai yese to bahut taime lage ga bhai dhup se ya 1000 wat hailojan se expo.. karo 1menit me hoo jaye ga
Sir cilip art nahi hai
No