Sir I am using liquid sensitizer and mix without any percentage some time the expose result come very good but mostly the coating washout how to resolve this please help me
Ye ghol ko kitna din tak rakh sakte hai.kya ye jyada din rakhne se kharab to nahi ho jayega.plz reply sir. Aaka sabhi vedio bahut achchhe hai, thanks for gyan batne ke liye.
आदरणीय नमस्कार मैं भी स्क्रीन प्रिंटिंग करता हु लेकिन मेरे साथ एक समस्या हमेशा रहती है।कि 1 बार मे मेटर खुलता ही नही है।और अगर हल्का खुलता है तो बहुत ज्यादा स्प्रे करना पड़ता है।जबकि मैं सोना कोट और सिटेसाइजर की मात्रा को भी कम ज्यादा करके देख लिया। क्या कारण हो सकता है।कृपया बताइए। अभी अभी आपके वीडियो देखा बहुत अच्छा लगा। लाइट से बनाता हूँ।10 मिनिट का समय रहता है।समय कम ज्यादा भी करके देख लिया।पर समझ मे नही आ रहा है।एकदम जैसा खुलना चाहिए वैसा नही खुलता। 1-2 बार धूप पर भी बनाकर देखा पर वो खुला ही नही। धूप में बनने के लिए कितने समय के लिए धूप दिखना पड़ता है। कृपया बताइए गा। धन्यवाद। संतोष कुमार यादव मुस्कान कंप्यूटर,छपारा जिला सिवनी मप्र
sir butter paper ek bar use kar skte hai Man lijiye pahli bar matter nhi aaya to usi butter papper ko dubara use kar skte hai ya dusra phir butter paper nikala pdega
Sir...super coat me sensitizer milakr kitne din tak rakh sakte he...kyuki mere mix 3 din bad bahut patla ho jata he...patla hone par koi problam to nhi ayegi..plzzz
Sir mera frame bilkul halka aaraha h 5 mint tak rakha tha tube light k paa,agli br 10 mint k liye rakha tu us se halka aya,maala knha aaaraha hai thora guide kare
sir main ish kaam pe naya hun aur maine apka video dekhkar frem banaya par paint karne par paint bahot jaldi sukha aur frem par hi chipak gaya aur mera kaam adhura ho gaya pls help mi
SAMAJ SEWA KE LIYE BAHUT BAHUT THANKS MERE BIG BROTHER
स्क्रीन प्रिंटिंग सीखने के लिए मेरे चैनल पर आएं। uv करना सीखें अच्छी क्वालिटी की छपाई करना सीखें।
Uv
Super idea bro
bahut bahut achha hai sir.
Is k. Hisab se dhop men aur light men timing kitna rakhna hae sir?
iske upar kai video maine bana rakha hai aap hamare channel par dekh sakte hain
Bhabi ji ki awaj bhi aa rahi thi......nice
sir red wale superkot mai kitna sensitizer milaye our sensitizer ka pauch kitne ml ka hota hai kyoki hamare paas khulla hai isliye
Sir क्या हम 1 सप्ताह पहले प्रिंट किये हूए बटर पेपर को यूज़ में ला सकतें हैं
Hlo sir apke pass koi screen printing ki koi asi video hao apke pass jisme cot ko bnane se lekar screen exposed karn tak video hoe
is video me cotin banaya to hai jyada jankari ke liye aap hamare channel par jakar sabhi video ko dekho samajh jaoge
T-shirt printing k liye kya sonakote aur super coat use kar sakte hain?
yes
Bai water based colour ke liye couating konsa hi aur screen barbar use kar sakate hai pls batao
VERY NICE VIDEOS SIR
thanks.
bahut aacha
Bhai can you tell me in which ratio amount of sensitized in textile emulsion
Apke video sabhi ek se ek hai Bro. ..
Thank You
sir please my help meter achhi trah se nahi khul raha hai iska kya upaay hai
Supercot ki jagh par sonacot use kar raha hun keys ye sahi hai
MST vidio
Sir ye batai sentizer ko supercoat me jyada daldenge to frame khulega ki nani khulega
khul bhi sakta hai but aapko dhoop kam dikhana padega
Sar likavid wala senstraijer or sonakot ki % parsentej bataye or light pe spoj karne ka time kitana lene ka hoga
Sir frem khlta nahi ap batye dhoop or dikhayun ya kam dikhun 5 mint dikhta hun main
hamare channel par part 1 aur part 2 video dekho samajh jaoge
Light frem ke dwara screen kaise khole btao
nice video sir
hello, can you say me that, how much time should we expose it,??
koting lagane ke bad jo shes bach jata hai kya ham dusare din ya tisre din usako ham fir farem par kya laga sakte hay ya nahi
laga sakte ho
Ok
Sir m Janna chahta hu Ki sirf is liquid se hi kaam bn jayega ya fir film bhi lgani pdegi ?
thank you sir
Aur j mixer agr frame par lagane k baad Bach jaye toh isko kitna din ja mahina rkh skte hai????
15 din tak kharab nahi hoga
@@SabkaHelp thank you so much
सर इस मिक्स कोट को कब तक उपयोग में ला सकते है.....कृपया बताए
15 din tak
Sir is coating ko lagane ke Bad dopar ke dhup Me kitna der dikhayenge
Sir I am using liquid sensitizer and mix without any percentage some time the expose result come very good but mostly the coating washout how to resolve this please help me
kitne ml pani kitna sensitizer milaye
क्या इससे ऑइल पेंट कि पेंटिंग कर सकते है ?काम होनेके बाद बारबार use कर सकते है ?नही तो कुछ तरीका बताये
Bhai please tell me and make the video on textile emulsion
Kitna time btana hai dhup mai
SUPER SIR LOVE YOU
hello sir
kiya super kot me sunsiter milana zaroori h agar na milaye to kiya nuqsan h plz sir Jawab de me abhi is kaam me new hu plzzzzzzzzzzzzzz
agar nahi milaoge to frame se super coat nikal jayega
sir agar adhik supercoat me senstizer sahi matra me mix kar rakh de to kharab nahi hoga
15 din tak kharab nahi hoga
Sir ye batai ki Super coat me senstizer kam dale to aacha ki jyada dale to achha
video dekho jitna bataya hai utna dalo to achchha rahega
T shirt print ke liye kon sa coular istmal karna padta h
jo color aapke market me khoob chalta ho
Sabka Help
Market me to bhut se coular caLTE h kon sa istmal karna h
PLZ TELL ME THE QUANTITY OF COAT AND BIO CHEMIC (IN ML OR GMS)
Ye ghol ko kitna din tak rakh sakte hai.kya ye jyada din rakhne se kharab to nahi ho jayega.plz reply sir.
Aaka sabhi vedio bahut achchhe hai, thanks for gyan batne ke liye.
15 Din se jyada rakhne par kharab ho jata hai.
Sir mujhe super coat nahi diya par A1 EMULTION (GREEN) diya hai iska kya kare plzzzzz
wahi to supercoat hai
Jo kapre ki tarh ho hai us Ka kya name hai ....sir jee
आदरणीय नमस्कार
मैं भी स्क्रीन प्रिंटिंग करता हु लेकिन मेरे साथ एक समस्या हमेशा रहती है।कि 1 बार मे मेटर खुलता ही नही है।और अगर हल्का खुलता है तो बहुत ज्यादा स्प्रे करना पड़ता है।जबकि मैं सोना कोट और सिटेसाइजर की मात्रा को भी कम ज्यादा करके देख लिया।
क्या कारण हो सकता है।कृपया बताइए।
अभी अभी आपके वीडियो देखा बहुत अच्छा लगा।
लाइट से बनाता हूँ।10 मिनिट का समय रहता है।समय कम ज्यादा भी करके देख लिया।पर समझ मे नही आ रहा है।एकदम जैसा खुलना चाहिए वैसा नही खुलता।
1-2 बार धूप पर भी बनाकर देखा पर वो खुला ही नही। धूप में बनने के लिए कितने समय के लिए धूप दिखना पड़ता है।
कृपया बताइए गा।
धन्यवाद।
संतोष कुमार यादव
मुस्कान कंप्यूटर,छपारा
जिला सिवनी मप्र
hamare channel par aur kai sari video screen printing ko lekar hai aap dekh lo sari prakriya samajh me aa jayegi
Bhai silver ink main kya kuch mix karna padta hai kya word bar kar ate hai kabi saf aa jate hai nahi to chichadapan ata hai
nitro mix karo
Thanx Bro
Q- Super Coat ya Sensitizer expire bhi ho jata he?
yes
Sir ye pure super code me sensetiger Mila denge to kharab to nhi ho jayega ye
15 din tak kharab nahi hoga
Sir es process se kya t-shirt print kiya ja skta hain?
yes
Pani ke shath bhi Mila sakte hai kya
No
Inkjet printer se butter paper par print le sakte hai Kya?
le sakte ho lekin clearity nahi rahegi aur frame khulne me dikkat aayegi
Supercot me senslizer milane ke baad kitna din tak istemal kr skte hai
15 days
A1 emulsion me Kitna sensitityzer Milana chhahiye
100 ml me 12 ml sensitizer aur 88 ml super coat
frem par supar cot lagane ke bad use kitane der tak shukha sakate hai aur 1 din me upyog me la sakate hai ya 2 3 din tak kam kar sakate hai kya
aap jab chaho use kar sakte ho,dhoop dikhane ka koi fix time nahi hota hai kyonki kabhi dhoop kam kabhi jyada hoti hai.
Banaya gya emultion kitny dino thak kar amad hota hai??
15 din tak kharab nahi hoga
Thanks bro
Sar firem lena pade ga ya banana pade ga
Lena Padega market se
Sir green wala supercoat hai
Isi matra me usme bhi senstizer milaye
Yes..
super kot tayyar honek bad ye kitna din rakh sakte hain
15 din tak
Super Cot Aur Sona Cot Ke Bare Mein Kuch Bataiye
Kiya yeh ghol open light main rak saktain hai
Nahi
sir butter paper ek bar use kar skte hai Man lijiye pahli bar matter nhi aaya to usi butter papper ko dubara use kar skte hai ya dusra phir butter paper nikala pdega
Vo hi butter pepar use ho jayega, bs butter pepar pe pani nhi lagna chahiye
@@azabgzab9500 thanks brother
Royal screen printer & trainer
Sir mujhe screen printer ka kaam sikha sakte h
7398887759
pune ki kahape milega
ye kitne din tak rakh sakte hai mixture
15 days tak
Sir isko ek hi bar use kar sakte hai ya kai bar
bar-bar use kar skte ho
Suparkot me sensitaizar mila kar kitne din tak rakha ja sakta hai. Jisase upyog layak rahe.
15 days
super sir
Kitna time mix krna ha ?
2 minute mix krne ke baad 1 ghante ke liye rakhna hai fir use karna hai
Dhanwaad!
Sir...super coat me sensitizer milakr kitne din tak rakh sakte he...kyuki mere mix 3 din bad bahut patla ho jata he...patla hone par koi problam to nhi ayegi..plzzz
15 din tak kharab nahi hoga
@@SabkaHelp thank you sir. ..
sir mera super coat green wala he .. usse koi problem to nahi hai
Nahi Koi pareshani nahi hogi
Sonu Soni no
Mai Sona Coat laga ke 45/50mnt Sukhata hoo Par Jab wash karta hoo to Sona Coat vi Wash hojata hai.. aisa Kyu hota hai Sir..
Supercod sensitizer aur dividing bhi mila sakte hai
No
Kitna minutes dhup me sukhya jata hai
Koi new video uploade. Nhi kari Abhi tak
kai video hamare channel par bana hai dekh sakte ho
Mater to badiya khul raha hai lekin card par ink pahuch hi nahi raha hai ASA kenyo
akshar ko faware se kholo fir dekho
भाई लिक्विड सैससटाईजर का मिश्रण कैसे किया जाता है विडियो मे बताऐ
88 ml super coat aur 12 ml sensitizer
Sir ji kya sensetizer KO amoniom dicromet kahate hain
Sir.... Synthesiser liquid form me hai to Kitna add karna honga........
100ml banane k liye 88ml super coat aur 12ml sensitizer
Ye mix supercoat kitni din tak rahegi ?
15 day
Golden Color sukha powder h to usse kaise print karege
printing shop se paste wala purchase karo
Milane ke kitne time baad fream me lagaye
10 minute
Brother sensitizer ka pack kitane gram ka hai
kyoki hamare yaha apane dikhaya waisa pack nahi milata hai
ink konsa use kare
pvc ink
Mash kah milta
Sir mera frame bilkul halka aaraha h 5 mint tak rakha tha tube light k paa,agli br 10 mint k liye rakha tu us se halka aya,maala knha aaaraha hai thora guide kare
aap hamare channel ke sabhi video dekhne ke baad kaam start karo maine sab kuchh bataya hai
@@SabkaHelp m aap ki videos dekhta hn,,chalo phr se dekh lo ga,phr masla hal ho jae,,, shukriya g
Sir mj se print nhi nikal raha h kia krna pare ga
aap frame ko faware se kholo fir chhapai karo
super
sir ye super coat kaha or kis shop sy available hota hy
printing press shop par
yousha zaidi you can buy from me i am the owner of product
Ye diba kitne dino Tak rakh sakte hen Mila kar
15 din tak
Bhai 100gram emulsion mein kitne gram senstiser milayen
100 ml banane ke liye 88 ml super coat aur 12 ml sensitizer
pura panise dhul jata hi kitna time ligt me rakhe shab pareshan huaa hu
aap thoda sa dhoop aur dikhaya karo
yah jo apne banaya h,,, yah kitne din tk kharab nhi hoga......?
15 din
Kya bcha hua super cot ham reuse kar sakte he
yes
Thanks sir
Super coat me sensitizer milane se gaj de raha hai to Kya Kare
शादी कार्ड छापने के लिए कितना नम्बर का mesh कपड़ा यूज करे।
aap printing shop se bana banaya frame le lo aur use karo
Sir ji Kitne din tak rok skte hai ise
15 days
sir main ish kaam pe naya hun aur maine apka video dekhkar frem banaya par paint karne par paint bahot jaldi sukha aur frem par hi chipak gaya aur mera kaam adhura ho gaya pls help mi
aap ink me nitro mix kar ke chhapai karo
sir supar coat ko patala kar sakate hai kya aur kaise kar sakate hai supar coat ko patala
supercoat me halka sa paani mix karke patla kar sakte ho lekin patla karne se koi fayda nahi hoga.
sir sensitizer mere packet me hi gila hai wo kharab hai Kya
shop wala bol rha tha summer me gila hi ho jata hai
kharab nahi hai
sir mojh culer mix karne me parishani ho rahi hai....