Assalamualaikum...Masha Allah behtareen....aapki vedeos se bohot kuch maloom horaha hai....aap ek vedeo Aisa b banayen jo aap Saudi se wapas aane ke time kis tarah pack karti hain...kaise lekar aati hai...
Assalamualaikum Juveria ji.Main India se hoon aap k vlogs dekhti hoon bht.informative hote hain.Main bhi apni family k saath2019 mein haj par ayi thi. Aap ne yeh nahin bataya k baaqui kaluggage jo aap ka tha woh aapk ghar kaise pahuncha jo extra bags they. Allah se dua hai k hum sab ko phir se Allah huj aur Umraah par bulalen.
Hum log ke saath bhi 2din pahle jidda airport me kilos count nahi hote pices hote hai bohut zyada pareshani hui hume ye log ditel me shuru me me nahi bolte baad me pereshan karte hai aur mera samaan gum hogaya 10hazaar ka tha dua kare mil jaye🤲🏻
Check in Luggage me konsi cheezyn restricted hyn ya ka rakh sakte hyn kia nh. And hand carry me kia nh rakh sakte. Is k bare me bhi details Bata den. Jazak Allah
اسلام علیکم پلیز آپ میں سے کوئی بتائے گا کہ ایک طرف مسجد عائشہ جانے کے لئے دو بندوں کا کیا کرایہ ہے پلیز پلیز ضرور بتائے گا کیونکہ اس ماہ ستمبر24کے آخری ہفتے میں اور میرے میاں جا رہیے عمرہ کے لئے ہماری ہلپ ہو جائے گی آپ کے بتانے سے
Sister pata nahe app comment's read karte be hai ke nahe. mai app ke sari video dekhta hon bohet he malomati video hote hai. but app aik video ahse banahai ke jis mai bachon ke malomaat ho ke mai ketne he ahse bando ko janta hon ke wo sirf is wajha se umra per nahe ja rahai ke un ko bachon ke samajh nahe ahte ke un ka keya keya jahai. ke ye thaka dene wala amal hai. airport flight per hotel umra sath mai bachey hon to ye sab kis tarah manage karen. mera khud ka aik 4 saal ka aik 8 saal ka or aik bete hai 11 saal ke but hamen nahe samajh ah rahe ke keya karen. khaas kar islamabad per flight per jadah sey makkah per hotel or umra. kindly app is topic per zaroor video banhai. 🙏
I m from kashmir dear plz mujhe bolo mujhe baby ke liye kon kon se cheezain sath laani hai kyunki mein pehly baar umrah ke liye jaa rhi hon ramdan mein he. My baby is 11 months old
Salaam Javeria how are you I pray you an your family are well sister this is my third times I’ve been messaging you about the kiswa please my sister give me some information how to visit the place where they make the kiswa please I’ll be waiting for your reply Jzk 🙏🙏
Khashkhash ?? Poppy seeds ?? Kyu Nahi Lana I mean just for info ..kyu mana hai sis
Poppy seeds Used to make opium (sedative Drug)..
@@Musicweb123. jazakallah Khair for ur reply I was not known about that
becoz isse بھنگ ka plant cultivate kia ja sakta
Umrah permit compulsury in ramadan?
Mashallah nice sharing ❤sister
MashAllah, very very impressive tips u gave us, May Allah bless you sister ❤
Mashallah
Mashaallah aap bahut hi nek kaam kar rahi hai Allah pak aapko jazaye khair ata kare aameen summa aameen
G bohat achee maloomaat Hain aap kee
V awesome 😊
Mashaallah thanks for information please duaa me yaad rakhna
❤ mashallah
Mashallah ❤
MashaALLAH
Very good thanks
MashaAllah😊
We just travelled few days back and our luggage was 3.5kg more than allowed weight and luckily they they allowed us without any additional fair.
You are so lucky 🥺
Thanks alot 😊
Ok thanks for information 😊😊😊😊😊😊😊😊❤❤❤❤❤❤❤❤
Assalamualaikum...Masha Allah behtareen....aapki vedeos se bohot kuch maloom horaha hai....aap ek vedeo Aisa b banayen jo aap Saudi se wapas aane ke time kis tarah pack karti hain...kaise lekar aati hai...
Umrah travel essentials for umrah after Ramzan!!! Video on this please
Humien jo btaya us mein free beggage likha hai lhr to ksa waly area mein
Assalamualaikum Juveria ji.Main India se hoon aap k vlogs dekhti hoon bht.informative hote hain.Main bhi apni family k saath2019 mein haj par ayi thi. Aap ne yeh nahin bataya k baaqui kaluggage jo aap ka tha woh aapk ghar kaise pahuncha jo extra bags they. Allah se dua hai k hum sab ko phir se Allah huj aur Umraah par bulalen.
Hum log ke saath bhi 2din pahle jidda airport me kilos count nahi hote pices hote hai bohut zyada pareshani hui hume ye log ditel me shuru me me nahi bolte baad me pereshan karte hai aur mera samaan gum hogaya 10hazaar ka tha dua kare mil jaye🤲🏻
Insha Allah mil jayega
Wheel chair k hawale se bhi kuch bata dn please.
Check in Luggage me konsi cheezyn restricted hyn ya ka rakh sakte hyn kia nh. And hand carry me kia nh rakh sakte. Is k bare me bhi details Bata den. Jazak Allah
Any tips for hotel
sister ap hajj karo gi tu plz vlog zaror banaye ga
Scissors or nail kuter rakh skta hy check in bags me... Or bchon ke medicine kesa rkha liquids wali
Please tell us where can we find Quran for recite.
Agr one piece allow ho to kia bagpack bhi allow hoga is mai ya nhi
Sabhi airlines me 7 kg handbag allowed hai
Kiya ap allergy pen lekar jaa sakte he agai doctor se note hue? Meri beti ko allergy he.. to pir vod medication paas rakne pare gai
Aoa hamen soudi Arab men istri yane iron kimat batni h wahan k shoping mal se
اسلام علیکم پلیز آپ میں سے کوئی بتائے گا کہ ایک طرف مسجد عائشہ جانے کے لئے دو بندوں کا کیا کرایہ ہے
پلیز پلیز ضرور بتائے گا
کیونکہ اس ماہ ستمبر24کے آخری ہفتے میں اور میرے میاں جا رہیے عمرہ کے لئے
ہماری ہلپ ہو جائے گی آپ کے بتانے سے
Sister pata nahe app comment's read karte be hai ke nahe.
mai app ke sari video dekhta hon bohet he malomati video hote hai.
but app aik video ahse banahai ke jis mai bachon ke malomaat ho ke mai ketne he ahse bando ko janta hon ke wo sirf is wajha se umra per nahe ja rahai ke un ko bachon ke samajh nahe ahte ke un ka keya keya jahai.
ke ye thaka dene wala amal hai.
airport flight per hotel umra
sath mai bachey hon to ye sab kis tarah manage karen.
mera khud ka aik 4 saal ka aik 8 saal ka or aik bete hai 11 saal ke but hamen nahe samajh ah rahe ke keya karen.
khaas kar islamabad per flight per jadah sey makkah per hotel or umra.
kindly app is topic per zaroor video banhai.
🙏
1 piece ka matlab samjhao, plz explain
Return ticket mein 5 ltr zamzam bottle 23 kg mein included hai ? Mtlab usey bag mein rkhna hoga ?
Ya us ke liye separate pay krna hoga ?
23 + 5ltr Zamzam can
1 piece ja kya matlab hai?
yani k 1 hi bag mein mein sara samaan andar hona chahiye!?
Aap sab j comments k jawab dijiye na.😢
Kiya ramzan me.. masjid nabwi ke andar babies allow karty hai?
Mera bhi yahi question hai insha'Allah 19 March ko 3 bachchon ke saath aa rahi hu Allah asaan kare Ameen summamin 🤲🏻
Meku flight m chakkar aati kya karu.
M
Ap koi job karti hain Kya ya saudia my hi rehti hain q k ap ki hamesha isi tarha ki video ati hain
sister hand carry ka b bata den plz usko b 1 peiece count kia jae ga???
7 kilo weight haath mai le ja sakte hai
@@shaminabegum4671 mtlb 7 kg ka hand carry khali aur usme saman 7kg tak ka?
@@khushikhan5549 hand carry mai saman 7 kg le ja sakte hai
As salamu alaykum sister ap kab umrah par ja rehi Han
Scissors ly k ja skty hyn luggage mai???
Yes
Khash khash kiya chij hai??
Poppy seeds
I m from kashmir dear plz mujhe bolo mujhe baby ke liye kon kon se cheezain sath laani hai kyunki mein pehly baar umrah ke liye jaa rhi hon ramdan mein he. My baby is 11 months old
As salamu alaykum sister ap kab ja rehi han
Salaam Javeria how are you I pray you an your family are well sister this is my third times I’ve been messaging you about the kiswa please my sister give me some information how to visit the place where they make the kiswa please I’ll be waiting for your reply Jzk 🙏🙏
As salamu alaykum sister ap kab umrah par ja rehi Han
@@arslanmalik8943 Walikumsalaam sister InshaAllah Ramadan make dua for me InshaAllah you will be in my duas
mtlb hamara khali bag bhale 40 kg hi ka kyn nhi ho andar saman 23kg se zyada nhi hona chahiye?? rite plz explaine?
As salamu alaykum sister ap kab umrah par ja rehi Han
What about hand luggage, how many kg can one take?
7 kg
Sister i m confused
Agr 2 pieces allow han 32 kg k toh dono pieces ka wait ek sath 32 ho ga ya 1piece 32kg or 1 piece 32kg ka plz help❤
Two 32 kg bag allowed hain app ko
@@waqasjamil6200 mtlb ek bag ka alag weight 32kg ho ga
@@00abdullahayub ji each bag 32 kg allow hai agher two piece likha hai ticket per
@@waqasjamil6200 thanku sooooo much
Mjhy b smjj ni ai k 32 kg two piece me 16kg, 16kg hoga ya 32kg aik or 32 kg aik?
Arahm ma aurt kasy wazo kry ...
As salamu alaykum sister ap kab umrah par ja rehi Han
Masha ALLAH