each n everything which uh have shown in this video with description is commendable...because the people who have no yet visit there may be it will so helpfull for them...n so helpfull n educative video uhh have ever post...definitely i will be packing like this only whenever i get chance to do hajj or umrah...inshallah..thank uh so much for sharing it in such a descriptive way...may allah give uhh azar of this
Mashallah aapne sab bataya par shayad yeh kuch tips.... 1-surf powder ke badle mein liquid surf sachet le, 2-Ehram soap ke chote chote tukde karle, so that aap har baar soap easily carry karsake, 3-water bottle small size carry kare,cold water har jagah milega, Zam zam ke liye foldable bottle wahan se kharidle, baadme bhi kaam aayenge,
Koshish kare kam se kam samaan le, kyunki return mein samaan bohot hoga..... Isliye Jo bhi samaan carry kare disposable items rakhe jisse luggage limit cross hone pe wahi par chod sakte hai.....
Yes corret lakin 1 aap ne kaha liquid wo spill ho sakta hai soo nahi lay powder ya soap sahi hai Ehram soap ka kaha usme bhi smell aata hai thoda hum ko sahi nahi laga aap chahe to lay sakte ho Water bottle srif airport Ke liye he hai
Waha jane me bhot waqt lagta hai is liye zaruri hai pani sab jagah milta hai correct lakin paise zaya hote hai or soudi me free milta hai lakin itna zaya utha ke jana bottle hotels me thoda taklif ho jato hai hamare saath huva tha is liye zaruri
Or rahi naat soap ki 2 lay mecca me rkh day lane ki zarurat nahi hai 2 madina me dusra use kare jo aap apne ghar se laye jaye lake kyu phirna smart work kare
Hum log inshaaAllah 5jan ko jaa rahe hain hamare saath ek saal ka baccha hai mujhe yeh jaanna hai is waqt wahan ka mosam kesa hota hai bacche ke liye garam kapde bhi lagenge kiya. Plz btaye aapki video bht informative thi Allah paak aapko jaza e khair ata farmaye. Aameen
Jii haa garam kapde zarur rkhe bacah ki liye or uski dawai bhi rkhe vomit, sardi , loose motion, ki dawa bhi rkhe bache ke weather badal jata he bacho par zayda aasar hota he
Aoa.Im in Makkah right now Alhamdulillah, coming back from Madinah.Madinah me khasi ziada sardi hy,garam karpe zaroor sath rakhen.yahan Makkah me garmi hy magar sham me jab hawa chalti hy to thandi hoti hy kafi.Madinah me temperature 20 b hy to sardi kafi ziada lagti hy
कान में डालने के लिए कंपास ले लेना एरोप्लेन में बेटने के बाद कानों में दर्द बहोत ज्यादा होता है, हमें किसी ने बताया नहीं था बोहोत दर्द होता रहा कान में सुन बढ़ जातें हैं कान
खांसी बोहोत ज्यादा होती है बुखार भी आता है, ज्यादा करके खांसी कि दवाई लेकर जाना, हम गए थे अगस्त में तों खांसी बोहोत ज्यादा हों गई थी हमारे पुरे Group में और बुखार था, अल्लाह का शुक्र है, आने जाने के लिए हॉटल वालों की तरफ से बस थीं, टुवर वाले,सब बुक किए थे, और वजन कम लेलों आंतें वक्त वजन ज्यादा होता है। फिर वहां पर निकाल लेते हैं
5 chakkar me wazu tut jaye to 5 chakkar phir se start kare wazu kar ke pehle ke 4 chakkar gin lay lakin pehle me 2 me ya 3 tuth jaye to phir se start kare tawaf
Best guidelines for Umrah 👍👍
Bohat achese apne chizo ko explain kiya hai, Thank you it would be of great help👍
Mashallah informative video
each n everything which uh have shown in this video with description is commendable...because the people who have no yet visit there may be it will so helpfull for them...n so helpfull n educative video uhh have ever post...definitely i will be packing like this only whenever i get chance to do hajj or umrah...inshallah..thank uh so much for sharing it in such a descriptive way...may allah give uhh azar of this
🥺 thank you so much
Thank u for this vdo, really helpful.... I will surely remember this list for Umrah travel... inshallah 😊
Aamin🤗🤲🏻
Mashaallah ,hamare liye bhi dua karen ki hume bhi umrah or huj naseeb ho
@@indianyoutubertubakamran inshaallah
paper soap milta h bgair khushbo k.wo har time pass rakhein.
Behtareen mashwira❤❤❤❤
Mashallah aapne sab bataya par shayad yeh kuch tips....
1-surf powder ke badle mein liquid surf sachet le,
2-Ehram soap ke chote chote tukde karle, so that aap har baar soap easily carry karsake,
3-water bottle small size carry kare,cold water har jagah milega,
Zam zam ke liye foldable bottle wahan se kharidle, baadme bhi kaam aayenge,
Koshish kare kam se kam samaan le, kyunki return mein samaan bohot hoga.....
Isliye Jo bhi samaan carry kare disposable items rakhe jisse luggage limit cross hone pe wahi par chod sakte hai.....
Yes corret lakin 1 aap ne kaha liquid wo spill ho sakta hai soo nahi lay powder ya soap sahi hai
Ehram soap ka kaha usme bhi smell aata hai thoda hum ko sahi nahi laga aap chahe to lay sakte ho
Water bottle srif airport Ke liye he hai
Waha jane me bhot waqt lagta hai is liye zaruri hai pani sab jagah milta hai correct lakin paise zaya hote hai or soudi me free milta hai lakin itna zaya utha ke jana bottle hotels me thoda taklif ho jato hai hamare saath huva tha is liye zaruri
Jii 👍
Or rahi naat soap ki 2 lay mecca me rkh day lane ki zarurat nahi hai 2 madina me dusra use kare jo aap apne ghar se laye jaye lake kyu phirna smart work kare
Masha Allah ❤
Mashallah thanks
Aamin
hand gloves allow nhi hein ahraam me
Thank you from India
Mein ny to chaye ka saman khany ka saman electric cooker bhi rkha hai baqi cheezy to kum hi hen
Hum ko bhi knowledge hai ..kiya kiya lekar Jana hai ..
To ye video aap ke liye hai he nahi
Aap ne maere views badha diye thanks😊
Very helpful video..jo wheelchair pe hain wo riyazul jannah me namaz kaise padhenge itne rush me??plz help
@@popingo9559 unke liye alag section Hota Hai
@@popingo9559 or wheelchair wale insaan ke saath ek or bhi jaa sakta hai aaram se
@@popingo9559 bus same day appointment, hona chahiye
Hum log inshaaAllah 5jan ko jaa rahe hain hamare saath ek saal ka baccha hai mujhe yeh jaanna hai is waqt wahan ka mosam kesa hota hai bacche ke liye garam kapde bhi lagenge kiya. Plz btaye aapki video bht informative thi Allah paak aapko jaza e khair ata farmaye. Aameen
Jii haa garam kapde zarur rkhe bacah ki liye or uski dawai bhi rkhe vomit, sardi , loose motion, ki dawa bhi rkhe bache ke weather badal jata he bacho par zayda aasar hota he
Same date
Inshallah humlog 30 dec
Mey b ye puchne wali thi
Aoa.Im in Makkah right now Alhamdulillah, coming back from Madinah.Madinah me khasi ziada sardi hy,garam karpe zaroor sath rakhen.yahan Makkah me garmi hy magar sham me jab hawa chalti hy to thandi hoti hy kafi.Madinah me temperature 20 b hy to sardi kafi ziada lagti hy
Hand glove sy b dam at Hy I think 🤔
Hand gloves is dry so dont worry
Dil ki tasally ke liye molana se puch lijye
Mere saath mera One year ka baby bhi jaa raha hai uske liye kiya kiya rakhna hoga
Keep baby food thermos for hot water milk powder warm clothes socks caps, ac bohat hoti hai masjid me
Baby food lake jaye uski napi
Uki napi lay 20 days ke liye jaa rahe hai to 40 /50 napis lay
Hand bag me napis rkhe atlist 20 allah na kare luggage kabhi gum jaye to b baby ka saman aap ke pass ho
Dawai apne hand bag me rkhe description ke saath
Inshallah hum 1 jan ko ja rahe h kya ladies socks pahan sakti h umrah karte waqt
Jii haa pehan sakti hai
Ladis ko koi problem nahi hai , boys nahi pehan sakte
Phen sakta he but na bhen k kerna ziyada afzal
कान में डालने के लिए कंपास ले लेना एरोप्लेन में बेटने के बाद कानों में दर्द बहोत ज्यादा होता है, हमें किसी ने बताया नहीं था बोहोत दर्द होता रहा कान में सुन बढ़ जातें हैं कान
Jii cotton zaruri hota hai
Kam lag sakta h ya kam aasakta h😂
खांसी बोहोत ज्यादा होती है बुखार भी आता है, ज्यादा करके खांसी कि दवाई लेकर जाना, हम गए थे अगस्त में तों खांसी बोहोत ज्यादा हों गई थी हमारे पुरे Group में और बुखार था, अल्लाह का शुक्र है, आने जाने के लिए हॉटल वालों की तरफ से बस थीं, टुवर वाले,सब बुक किए थे, और वजन कम लेलों आंतें वक्त वजन ज्यादा होता है। फिर वहां पर निकाल लेते हैं
Jii sahi kaha
Mje ye bta dn k umarah k darkiyan wuzu toot jae to kese kren sister
5 chakkar me wazu tut jaye to 5 chakkar phir se start kare wazu kar ke pehle ke 4 chakkar gin lay lakin pehle me 2 me ya 3 tuth jaye to phir se start kare tawaf
Hand glove sy b dam at Hy I think 🤔