Namo Buddha 🙏🏻Namo Dharma🌷Namo Arya Maha Sangha 🪔 May all beings practice charity, generosity and loving kindness and cultivate merit to realise Nirvana 🙏🏻 Aap bahut punya ka kam kar rahe he Bhagwan ki sacchi shiksha ko Tripitak ko Dhamma ko bata rahe hai Aapke is prayas ko mai Anumodan karta hu 🙇🙏🏻 Aapka aur Sabka Mangal ho Sabhi Nirvan ko Bodhi ko prapt kare 🙏🏻
@@Hitler-v1h han kyoki astik log biswas ke naam par trishna ko pakdate hai par nastik log practical cheejeo ko mahtv dete hai yah hai trishna yaha bhi hoti hai par wo log jante hai ki iccha poori hona na hona kucch bhi pata nahi hai
इस देश में बुद्धिज्म को नास्तिक दर्शन कहा गया क्योंकि जब ब्राह्मण धर्म का उदय हुआ उन्होंने जो ब्राह्मणधर्म के वेदों की बातो को नहीं मानते उन्हें नास्तिक की कैटेगरी में डाल दिया।
Pahle baat to jo Gautam Buddha ke naam par granth hai wo unke baad likhe Aur fir jo marg practical base tha wo esi baaten kyu karega Jo na to scientifically ho aur na practically Gautam Buddha ne baise bhi madhya marg baat ki kyoki agar wo astik ko nastik bankar kucch kahte to samsya jyada hoti unhone bahas baaji me na padkar madhyam marg aur shunyawaad ki baat ki jiske samane astik kamjor pad gaye
Or ek bat unhone to ye bhi kaha hai agar kishi kitab me likha hai to mat mano agar dhrm guru bhi kah raha to mat mano apni buddhi pe ya vivek pe sahi utre to man na nahi to koi bat nahi agar tumare vivek ke bic me mai bhi aata hu to muze mat mano thik hai kalam sutt me likha hai
Kalam sutta thik se padh lijiye mitra ...jo likha he aap ne wo galat he aur Kalam sutta Google photos se mat padho...suttacentral website jesi authentic source se padhiye....
@@Khushvantsingh2691 I am hindu muje Buddhism ghatiya bhakwas lagta hai. Atma paratma nhi lekin punarjanm, moksh, karm faal kaha aaya. Buddha ne atma paratma ko nakar hai fir kuch saal baad 100% turn lekar manne lage.
@@LordDajjal432 punarjanm ka concept bhi bina aatma ke bataya gaya hai me fir bhi us par vishvas nahi karta 31 lok ki baat bhi ese hi lagti hai Han main shiksha ek alag baat hai char Arya Satya aur Arya astangik marga kaam ki hai aur practical bhi aur Gautam Buddha ko manana na manana faltu cheej hai Han Jainism ko chhodkar esa koi doosra dharm nahi jo mind par itana kaam karna sikhata ho bas dabe jaroor hai hinduism jyada par India ki halat dekhkar khaskar hindu jinki sankhya jyada hai
@@dasoham5 isliye bajrayani, mahayani ka accha bura sab humara hai.. we own that.. Theravadi chule me jaiea..... Sabhi shaiv, vaisnav, shakt, vajrayani, tibet Buddhism, mahayani sab Sanatan dharmroopi briksha ke sakha hai.. Lekin theravadi nhi.. Wo bhad me jauea unke sath humara koi rista nhi.
@@LordDajjal432 bilkul. Bah khas karke ab ke vajrayani aur Hinduism mein koi mat bhed nahi hai. Aur Dalai Lama bhi temples mein jate rahte hai . Dalai Lama ek tarah se secular ho gaya hai . Aur Rahi anek monk aur Lama Hinduism ke supporter bhi hai. Agar Buddhism bilkul alag concept hai to phir unke devi devta yakahya kinnar gandharv apsara swarg narak sabke nam bilkul hindu sastra ke saman kyu hai ? Sirf itna hi nahi bhulok ka cosmology hindu jain aur Buddhism mein same hi hai . Especially jambudvip ki . Vajrayani , zen , Jain's havan bhi karte hai . Video internet par available bhi hai .
@@dasoham5 aur suno bhai buddha ko jisne meditation sikhaya wo alara kalapam bramhan samkhya philosopher the.. Lekin yeh Buddhist itne nafrat se bhare hai ki jo maa hai Sanatan dharm usko hi nakarte hai kahete hai buddha ne yeh sab aapne aap banaya.. Inke darshanik dekhlo jitne darshan likhe Buddhism sab bramhan hi the. Nagarjuna bramhan hi tha.... Inke tripitak me vedic god hai. Kya inko dusra koi god nhi mila. Varn ashram ke bramhan,kshtriya vashiya, shudra ke aalwa dusra koi naya system nhi mila tha kya... Sab bramhan,kshtriya the inhone Sanatan dharm ke darshan me kat chhat jodh thod laga kar darshan banaye.. Koi alag nhi. Inke Buddhism ka 90% dharna Sanatan dharm se hi hai.. Lekin yeh itne makkar hai swikar hi nhi karte. Inka mahayani, Tibetian, Buddhism to advait darshan ka hi copy hai bas aur kuch nhi. Upasthapana thoda alag hai..nhi to sab ek hi hai... Jaise advait darshan me sabhi ka upasthpana alag hota hai lekin antim conclusion sabhi ka ek hai... Inko haq kisne diya yeh kahene ke kiye Buddhism Sanatan dharm ka ek branch nhi.. Dusre se copy kar sampradaya banaenge fir kuch samay bitne par kahene denge arey hum totally alag religion hai Sanatan dharm se humara koi rista nhi sab humne aapne aap khoj hai.. Aaj bhi yehi kabir panthi,bramhakumari, lingayat wale alag religion ki mang kar rahe.. Asl me yeh west ka chal hai Sanatan dharm thod kar alag alag kat dena hai.
Aap ne kaha tha goenka ji ka vipasana *hi * karna padega.... Isliye mene kaha ki esa nahi he. Vipasana kisi ki nahi he.... different different vipasana nahi hoti he. BHGAVAN buddha ne jo maha aati patthan suta me bataya he....wahi vipasana he. Wese hi same Jo sikha raha he wo kijiye.
Sir i have a question as buddhism teaches love and kindness towards the world but in the cruel world where people are so selfish, should we still be kind towards these people are bad people and hurts us I am confused what to do in this situation??
@@BUDDHATheWayOfLivingbrother is real intention naam channel ek aur video banai hai jisme Buddha kehte hai jo chandal hote hai dekhna bure hote hai kale hote hai kya ye Buddha bola hai agar esa bola hai to kyu bola hai chandal agar dhrider hai gareeb hai to Buddha ji unse itna nafrat kyu ab jab koi Raja nahi hoga uska pas kuch nahi hoga to koi insan dhrider hi hoga Buddha ji esi baat kyu bolte hai samjha nahi aya merko ye to ek choti soch hai
@Nazi817 pura sutta padhiye to aap samaj jayenge easily. Wo bich ki lines bataya he...sutta ka essence nahi batata he kabhi. Aap ko padhna he English me , to.sutta central website pe.mil jayega. Hindi me chahiye to telegram group me msg kare.
Ab baat yahi hai jab ishwar aur aatma nahi to punarjanm kaise baise punarjanm ka concept Vipassana bataya jata hai par ye bhi scientifically proof nahi ho sakta hai Aur sabhi shiksha to science based hai jaise sheel samadhi pragya aur practical base par bhi mujhe to kucch locha lagta hai in grantho me likhne ka vaise pahle Heenyaan aur mahayan me jab bate to sahi galat ki lafde baaji padi Maine to Gautam Buddha un sabhi shiksha ko follow karta hoon jo practical hai
Bhai , kaha padh liya aap ne ki punarjanam ka concept Vipassana he. Vipasana ek pragya he. Punarjnam jan na he to pratityasamutpad ke bare me janiye.... Playlist mil jaayegi isi channel me.
होटल से नॉन वेज पार्सल ला सकते हैं क्या बौद्ध धर्म की अनुमति है। नॉन वेज शॉप की दुकान से नहीं ला सकते क्योंकि वहां हम जिंदा जानवर देखते हैं मर्डर करते हुए अपने लिए। कृपया जवाब दे ..
@@zenishshahi4140 are mai tumhe agnostic beliefs bata raha hu koi bhagvan ki mamla mai confused hai agnostic vo hote hai Buddha hisab koi suprem being nahi hai to vo confused kaise hua phir inki videos dhyan se dekh lo pata lag jayega Buddha clearly. Bola hai God nahi Buddhist bina atma ki karn sidhanth maante hai thik se inki videos nahi dekhi tumne
@@Hitler-v1h tumhe pata hai kya jab tum tumhare ma ke garv me aane se pehle kon the kaha the kya karte the agar nahi toh tum kiu believe karte ho ki purna janam hota hai agar hota bhi hai toh hame yad nahi hoga jo yad hi nahi uska matlab kya huwa is liye mai ek agnostic Atheist bana hu jo bat aab tak kisi ko pata nahi chala hai aaru logo ko jab hum evidence mang te hai toh woh kiu bato ko ghuma kar batayega isliye na kiu ki use vi pura gyan nahi hai muje nafrat pasand nahi hai manavta badhi bano koi dharam ka sahara ki jaru rat nahi hai yesa mera man na hai 😊
@@zenishshahi4140Bhai karam sidhanath ko mai bhi nahi mante Mai tumse agree karta hu mujhe to phir samjh nahi ata jab itna bada crime karke kiska kuch nahi bigad jata to ye karn dhram philosophy kya hai par shyad is time buddha ji us time Mai karn siddhanth log mante the to buddha ji bol dia karn ki accha fal bura fal milta hai balki mere hisab se to na koi accha karm fel milta hai na bura karm ka ye to buddha ki perspective according tha mai to is karn dhram philosophy mere liya bekar hai balki even charvak phir is cheez Mai Buddha se zyda rational lagte hai jo hai is duniya mai accha bura hai yahi par hai swarg bhi yahi hai narak bhi hai charvak zyda practical bate karte hai buddha ki philosophy clearlty nahi jab apne bhagvan nahi mana Jo hame hamara karn ki hisab se fel deta hai to karn fal siddhant bekar hai apne ap automatically thodi kisko karn saza mil jayegi
Namo Buddha 🙏🏻Namo Dharma🌷Namo Arya Maha Sangha 🪔 May all beings practice charity, generosity and loving kindness and cultivate merit to realise Nirvana 🙏🏻 Aap bahut punya ka kam kar rahe he Bhagwan ki sacchi shiksha ko Tripitak ko Dhamma ko bata rahe hai Aapke is prayas ko mai Anumodan karta hu 🙇🙏🏻 Aapka aur Sabka Mangal ho Sabhi Nirvan ko Bodhi ko prapt kare 🙏🏻
साधु साधु साधु 🙏🏻🪷☸️
सभी निर्वाण को प्राप्त हो ।
Support के लिए बहुत बहुत धन्यवाद मित्र🙏🏻 🙏🏻😊☸️
Thanks for your post for disclosing the truth about Mahatma Budha.
Thank you sir🙏🙏
सराहनीय कार्य भाई 🙏 नमो बुद्धाये 🙏🙏
साधू 🌸 साधू 🌼 साधू 🌸🙏🌸 सबका मंगल हो सबका कल्याण हो 🌼🙏
Buddha Vastavik the, na Astik aur na Nastik
Nastik bhi science ko lekar chalte hai to wo bhi nastik hi hai
@@Khushvantsingh2691😂😂 ye sb word ka kkhel he
Namo Buddhay
baghwan buddh se bada aastik kon hoga bhala ,,❤
Kyu ram aur Krishna kamjor pad gaye
Video dekhna ki baad tumlog akal nahi ati vo nastik astik kuch nahi Buddha ji ki liya ye sab bate vyarth hai
@@Hitler-v1h han kyoki astik log biswas ke naam par trishna ko pakdate hai par nastik log practical cheejeo ko mahtv dete hai yah hai trishna yaha bhi hoti hai par wo log jante hai ki iccha poori hona na hona kucch bhi pata nahi hai
🙏🙏❤️
Namo Buddhay. Jai Bheem.
Sadhu Sadhu Sadhu.
Yes science journy wale
इस देश में बुद्धिज्म को नास्तिक दर्शन कहा गया क्योंकि जब ब्राह्मण धर्म का उदय हुआ उन्होंने जो ब्राह्मणधर्म के वेदों की बातो को नहीं मानते उन्हें नास्तिक की कैटेगरी में डाल दिया।
Kripya tripitaka books Hindi mein available hai kyaa 🙏 kripya kharidne ke liye link bhejde 😊
Han.... telegram group me pdf form me mil jayegi.
Telegram group link , discription box me mil jayegi
@@BUDDHATheWayOfLiving mujhe book 📚 ke form me chahiye jiss se phone se door rahoon aur screen time kam rahe
Telegram par msg kare. Share karta hu.
Ha sahi hai ye thik laga muze agar mai nastik hu to buddha ko nahi man sakta kay
Pahle baat to jo Gautam Buddha ke naam par granth hai wo unke baad likhe
Aur fir jo marg practical base tha wo esi baaten kyu karega Jo na to scientifically ho aur na practically
Gautam Buddha ne baise bhi madhya marg baat ki kyoki agar wo astik ko nastik bankar kucch kahte to samsya jyada hoti unhone bahas baaji me na padkar madhyam marg aur shunyawaad ki baat ki jiske samane astik kamjor pad gaye
@@Khushvantsingh2691 ha agar mai nastik hu to kya buddha ko nahi man sakta kya veshe bhi mai unko guru manta hu na ki bhagwan na hi koi avtar
Or ek bat unhone to ye bhi kaha hai agar kishi kitab me likha hai to mat mano agar dhrm guru bhi kah raha to mat mano apni buddhi pe ya vivek pe sahi utre to man na nahi to koi bat nahi agar tumare vivek ke bic me mai bhi aata hu to muze mat mano thik hai kalam sutt me likha hai
Kalam sutta thik se padh lijiye mitra ...jo likha he aap ne wo galat he aur Kalam sutta Google photos se mat padho...suttacentral website jesi authentic source se padhiye....
@@Waman_meshramthik kaha, buddha koi avatar nahi the balki maanav ka hi avatar the budhha bhagwan nahi balki margdata the.
Sabi 6 shiksha ke upar ek video banao plz
I am hindu but I love buddha and Buddhism
Chahe love karo ya hate budhism kisi cheej ka mohtaaj nahi hai to ye jaatakar kya sabit karna chahate ho
@@Khushvantsingh2691 kyo bhai buddha aur Buddhism tumhare baap ki jagir hai kya?
Tum bhimto ke karan Buddhism ka naam kharab hota hai
@@Khushvantsingh2691 I am hindu muje Buddhism ghatiya bhakwas lagta hai.
Atma paratma nhi lekin punarjanm, moksh, karm faal kaha aaya.
Buddha ne atma paratma ko nakar hai fir kuch saal baad 100% turn lekar manne lage.
@@LordDajjal432 punarjanm ka concept bhi bina aatma ke bataya gaya hai me fir bhi us par vishvas nahi karta
31 lok ki baat bhi ese hi lagti hai
Han main shiksha ek alag baat hai char Arya Satya aur Arya astangik marga kaam ki hai aur practical bhi aur Gautam Buddha ko manana na manana faltu cheej hai
Han Jainism ko chhodkar esa koi doosra dharm nahi jo mind par itana kaam karna sikhata ho bas dabe jaroor hai hinduism jyada par India ki halat dekhkar khaskar hindu jinki sankhya jyada hai
@@Khushvantsingh2691 tumhare jaise ghatiya log hi Sanatan dharmi aur Buddhist ko ladate ho..
Aaj hindu ke andar ghrina tum logo ne hi Dale..
Bhai vajrayana Buddhism ke bare me bhi video banao please
Mahayani, bajryani sab bramhan ka banaya hai..
Theravada buddhiism real Buddhism hai.
@@LordDajjal432wah kya bat hai .
@@dasoham5 isliye bajrayani, mahayani ka accha bura sab humara hai.. we own that..
Theravadi chule me jaiea.....
Sabhi shaiv, vaisnav, shakt, vajrayani, tibet Buddhism, mahayani sab Sanatan dharmroopi briksha ke sakha hai..
Lekin theravadi nhi..
Wo bhad me jauea unke sath humara koi rista nhi.
@@LordDajjal432 bilkul. Bah khas karke ab ke vajrayani aur Hinduism mein koi mat bhed nahi hai. Aur Dalai Lama bhi temples mein jate rahte hai . Dalai Lama ek tarah se secular ho gaya hai . Aur Rahi anek monk aur Lama Hinduism ke supporter bhi hai.
Agar Buddhism bilkul alag concept hai to phir unke devi devta yakahya kinnar gandharv apsara swarg narak sabke nam bilkul hindu sastra ke saman kyu hai ? Sirf itna hi nahi bhulok ka cosmology hindu jain aur Buddhism mein same hi hai . Especially jambudvip ki .
Vajrayani , zen , Jain's havan bhi karte hai . Video internet par available bhi hai .
@@dasoham5 aur suno bhai buddha ko jisne meditation sikhaya wo alara kalapam bramhan samkhya philosopher the..
Lekin yeh Buddhist itne nafrat se bhare hai ki jo maa hai Sanatan dharm usko hi nakarte hai kahete hai buddha ne yeh sab aapne aap banaya..
Inke darshanik dekhlo jitne darshan likhe Buddhism sab bramhan hi the.
Nagarjuna bramhan hi tha....
Inke tripitak me vedic god hai.
Kya inko dusra koi god nhi mila.
Varn ashram ke bramhan,kshtriya vashiya, shudra ke aalwa dusra koi naya system nhi mila tha kya...
Sab bramhan,kshtriya the inhone Sanatan dharm ke darshan me kat chhat jodh thod laga kar darshan banaye..
Koi alag nhi.
Inke Buddhism ka 90% dharna Sanatan dharm se hi hai..
Lekin yeh itne makkar hai swikar hi nhi karte.
Inka mahayani, Tibetian, Buddhism to advait darshan ka hi copy hai bas aur kuch nhi.
Upasthapana thoda alag hai..nhi to sab ek hi hai...
Jaise advait darshan me sabhi ka upasthpana alag hota hai lekin antim conclusion sabhi ka ek hai...
Inko haq kisne diya yeh kahene ke kiye Buddhism Sanatan dharm ka ek branch nhi..
Dusre se copy kar sampradaya banaenge fir kuch samay bitne par kahene denge arey hum totally alag religion hai Sanatan dharm se humara koi rista nhi sab humne aapne aap khoj hai..
Aaj bhi yehi kabir panthi,bramhakumari, lingayat wale alag religion ki mang kar rahe..
Asl me yeh west ka chal hai Sanatan dharm thod kar alag alag kat dena hai.
Bhang gyan ho jaye to kya apay gatiyon se mukt rahenge plz rply
Sotapanna banne ke bad hi , apay se mukt ho sakte he.
@@BUDDHATheWayOfLiving bhang gyan hone ke liye goenka guruji ka Vipassana hi karna padega
Nahi esa nahi he.
@@BUDDHATheWayOfLiving to fir koun sa dhyan karna hai plz rply
Aap ne kaha tha goenka ji ka vipasana *hi * karna padega....
Isliye mene kaha ki esa nahi he.
Vipasana kisi ki nahi he.... different different vipasana nahi hoti he.
BHGAVAN buddha ne jo maha aati patthan suta me bataya he....wahi vipasana he. Wese hi same Jo sikha raha he wo kijiye.
But jain siddhant to permanent atma ko mamte hai .
Sir i have a question as buddhism teaches love and kindness towards the world but in the cruel world where people are so selfish, should we still be kind towards these people are bad people and hurts us
I am confused what to do in this situation??
Keep your mind with metta ( maitri bhavna ) for them and leave them.
@@BUDDHATheWayOfLivingbrother is real intention naam channel ek aur video banai hai jisme Buddha kehte hai jo chandal hote hai dekhna bure hote hai kale hote hai kya ye Buddha bola hai agar esa bola hai to kyu bola hai chandal agar dhrider hai gareeb hai to Buddha ji unse itna nafrat kyu ab jab koi Raja nahi hoga uska pas kuch nahi hoga to koi insan dhrider hi hoga Buddha ji esi baat kyu bolte hai samjha nahi aya merko ye to ek choti soch hai
@Nazi817 pura sutta padhiye to aap samaj jayenge easily. Wo bich ki lines bataya he...sutta ka essence nahi batata he kabhi.
Aap ko padhna he English me , to.sutta central website pe.mil jayega.
Hindi me chahiye to telegram group me msg kare.
Quick suggestion, please remove add system from your channel, because it breaks a link while learning about buddha.
Ab baat yahi hai jab ishwar aur aatma nahi to punarjanm kaise baise punarjanm ka concept Vipassana bataya jata hai par ye bhi scientifically proof nahi ho sakta hai
Aur sabhi shiksha to science based hai jaise sheel samadhi pragya aur practical base par bhi mujhe to kucch locha lagta hai in grantho me likhne ka vaise pahle Heenyaan aur mahayan me jab bate to sahi galat ki lafde baaji padi
Maine to Gautam Buddha un sabhi shiksha ko follow karta hoon jo practical hai
Bhai , kaha padh liya aap ne ki punarjanam ka concept Vipassana he.
Vipasana ek pragya he.
Punarjnam jan na he to pratityasamutpad ke bare me janiye....
Playlist mil jaayegi isi channel me.
@@BUDDHATheWayOfLiving ok aapne bataya thanks
Bodhi dhama ki Sikkha ko Majhik Kaha ja sakta hai
Kyaa shaadi karna chahiye hai aur kyaa shaadi problem hai buddha banne mein?
होटल से नॉन वेज पार्सल ला सकते हैं क्या बौद्ध धर्म की अनुमति है। नॉन वेज शॉप की दुकान से नहीं ला सकते क्योंकि वहां हम जिंदा जानवर देखते हैं मर्डर करते हुए अपने लिए। कृपया जवाब दे ..
Ha le sakte hai, kyoki vo special apke liye nahi bana hai
Why your youtube channel make a open a college in kemmannu village in udupi status in karnataka dist become that is no college her in this village
Agnostic Hai 😂
Agnostic vo hote hai jo bhagvan ki bare confuse ho bhagvan hai ki nahi buddha clearly bola hai koi supreme being nahi hai to vo agnostic kaise
@@Hitler-v1h kehna Kya chate ho kiu confused banate ho vai Kabhi kai teh ho Hai Kabhi kehte ho Nahi saf saf batao na Hai Ki Nahi ?