कुछ लोग छात्र को ही गाली दे रहे हैं और बोल रहे हैं कि स्कूल मैनेजमेंट की गलती कहां है। पहले स्टोरी समझो फिर अपना कमेंट दो। स्कूल के 3 गेट हैं और जो location admit card वाले address डालने पर आई, वह कॉलेज का back gate था, जो कि बहुत ही narrow road थी। उसके बाद वहाँ पहुँचने पर एक random person ने बताया कि map पर location दूसरी डालो, हमने डाली और हम पहुँच गए main gate पर। वहाँ पहले से ही बच्चे खड़े थे, लेकिन 9 बजे ही आकर कोई बताता है कि इस gate से entry नहीं होगी, कोई तीसरा back gate है, उससे entry होगी। तो बच्चे भागते हुए 3rd gate पर गए। एक gate से दूसरे gate पर पैदल जाने में लगभग 15-20 मिनट का time लगता है। जो बच्चे पहले से time पर पहुँच गए थे, वे स्कूल के main gate के सामने खड़े थे और फिर भी paper नहीं दे पाए। इसमें स्कूल मैनेजमेंट की साफ़-साफ़ गलती है, वहाँ present SDM mam ने भी इस चीज़ पर ध्यान नहीं दिया, तो बात सीधे system से जुड़ गई। system की कमी थी, तभी तो बच्चे time पर जाने के बाद भी exam नहीं दे पाए। कुछ कह रहे हैं कि UPSC ने लिखा है कि एक दिन पहले जाकर देख लो, एक दिन पहले जाकर भी देख लिए तब ही तो main gate पर ही जाकर पता लगा कि हाँ यही कॉलेज है, अब कौन से gate से entry होगी यह तो कहीं नहीं लिखा। कुछ पूछ रहे हैं कि system की क्या गलती है इसमें, गलती यह है कि इन बच्चों की किसी ने नहीं सुनी, एक साल बेकार हो गया। जिनके हाथ में power है उनके बच्चे modeling करते-करते भी IAS बन गए और ये जो दिन-रात मेहनत कर रहे हैं, स्कूल admin की गलती की वजह से exam नहीं दे पाए। system को पूजने वालों को तो वो भी नहीं दिखेगा कि UPSC जैसे exam भी safe नहीं रहे, fake documents पर IAS बन जा रहे हैं उनके बच्चे जिनके हाथ में system है।
Guys pay attention Exams jo wo TATA karata hai Govt ka pura Tata Sambhalti hai Management Ye tata ne kiya hai agar last hote hai then lena nahi hai ye sab tata ne bola hai Yaha tak ki system PC and Jo ap paise pay karte ho FEE wo bhi TATA ko jati hai Govt ko nahi ap sochte ho ki ye sab Govt kar rahi hai lekin aisa nahi hai pura management TATA ke hath mai dena hai toh Tata ko gaali doo Govt also Responsible because tata jaise logo ko contract diya hai
Bro it's sad but always arrive at exam center 1hr before entry this happened with me also. These people don't care and govt will not conduct exam again for some people.
Jo bhi khud saal do saal taiyari khud karega vo kabhi bhi aese students ko block nahi karega aur unki situation samjhega. Aajkal exam centers par rules ke naam par nautanki jyada hoti hae aur kaam kam.
Jab admit card mein saaf saaf likha h ki ek baar apna centre confirm kr len jisse ki dikkat na ho, to thoda pehle pahuchne mein kya dikkat h ???? Gate half hour pehle band hota h matlab 9 baje, to 9 baje hi kyu pahuchna h..... agar dur se aate ho to itna jldi niklo ki pahuch kr apna centre bhi confirm krlo aur agar koi dikkat ho to use handle bhi krlo...... Kuch cases genuine ho skte hn lekin ye saare nhi lgte genuine......
Agar NTA jaisa etna bada testing agency ke papers leak ho skte h toh UPSC koi dhoodh ka dhula nhi h. NTA ke medical entrance NEET ka paper leak huwa aur 18th june ko Assistant professor UGC NET ke papers leak kraye gaye aur etne durr bacchr travel krke gyr kitna kuch sacrifice krke pregnant 🤰 women se lekr apne 1 saal k baccho ko padosi ke ghar pe chhorkr aur 19th ko news aata h ki paper hi cancel krwa dia ❌. Shame on our education system. Its a very serious issue.
Are u mad? U r comparing UPSC to NTA? Candidates are the one who r at fault. If the admit card location was wrong then other students could not have made it to the centre.... government just provides the centre name and basic location. Now PPL will demand a detailed map in the admit card. 😂. And not a single case was reported of paper leak. What r u poking at idiot?
Guys pay attention Exams jo wo TATA karata hai Govt ka pura Tata Sambhalti hai Management Ye tata ne kiya hai agar last hote hai then lena nahi hai ye sab tata ne bola hai Yaha tak ki system PC and Jo ap paise pay karte ho FEE wo bhi TATA ko jati hai Govt ko nahi ap sochte ho ki ye sab Govt kar rahi hai lekin aisa nahi hai pura management TATA ke hath mai dena hai toh Tata ko gaali doo Govt also Responsible because tata jaise logo ko contract diya hai
UPSC ne admit card me entry ka time mention Kiya tha agar koi time par n pahuch paye to isme UPSC ki kya galti ham exam se 1 din pehle hi Ghar se nikal gaye the
IAS banna chahte hai, system badalna chahte hai aur fir rote isliye hai k system theek nahi hai. Exam se ek din pehle jaake chk karna chaiyea tha. Hum apne board exam k centre ko bhi ek din pehle jaake chk kartay thay aur inn aspirants ko itna bhi nahi pata ..
Yeh gate bahut jaldi band kar dete hai mera bhi 2022 mai yha exam tha upsc pre.ka mai toh ander chali gayi thi but husband ne bataya ki gate jaldi band hone ke karan tab bhi bahut students ka exam reh gaga tha. From dehradun
Gareebon ka nahin, gair zimmedaar logo ka... Humne to bahut door door ja k exam diye hain aur hamesha ek din pehle hi visit kiya hai pehle se aur exam ke din b ek ghante pehle pahunche hain hamesha. Itna bhi discipline Nahin rakhoge to UPSC pass Karke kya kar loge.. One day before centre visit karo agar dusre shahar mein ho to aur agar same city me ho to jese hi centre mile wese hi wahan ja k sab pata krlo..
Guys pay attention Exams jo wo TATA karata hai Govt ka pura Tata Sambhalti hai Management Ye tata ne kiya hai agar last hote hai then lena nahi hai ye sab tata ne bola hai Yaha tak ki system PC and Jo ap paise pay karte ho FEE wo bhi TATA ko jati hai Govt ko nahi ap sochte ho ki ye sab Govt kar rahi hai lekin aisa nahi hai pura management TATA ke hath mai dena hai toh Tata ko gaali doo Govt also Responsible because tata jaise logo ko contract diya hai
Kyun hogi jabki instructions me likha hua h admit card k kitne time pehle jana h kuch pata to h nahi..bas bol do aa k inka galti nhi h kya itna casually kon leta h aise exams ko

Upsc kbhi jldi galti nhi krta rules and regulations me bhut strict hai sab chahte hai Ghar baithe hi sab kuch mil jaye jab door Jana hai toh 1 din phle niklo aur abhi ek logo ke liye gate khol de toh bad me kuch ho jaye toh fir system ko gali denge center nhi pta toh 1 din phle dekh lo Mere ghar se 2 km door high school ka exam tha but Mai do ghante phle pahuch gai abd ek din phle hi Jake center dekh liya And es video me ek didi boli 1 gate se nhi dusre gate se aana hai aur doosre gate me 5 min lag jayenge toh baki bacche kaise gaye wo bhi phle gate 1 par aaye honge and jb entry ka time aaya hoga to unhe gate 2 par bhej diya hoga wo bacche bhi dur se aaye honge par late nhi aaye to entry mil gyi Aur ek bhaiya bol rhe sarkar koi vyastha nhi kr rhi students ke liye Galti khud ki aur ab chahte hai ki sarkar helicopter ride de paper ke liye😅😅 Mere bhi college me paper hua tha paper 8 baje ka tha reporting time 7:30 ka tha par Mai 6 :30 pe pahuch gyi and Mai gate 1 se enter kr rhi thi but guard ne kha gate no 6 se aao mujhe pta bhi nhi tha ki gate no 6 hai kha Gate no 6 mere college se aadha kilometres door tha par Mai paidal hi chali gyi ghumti Hui but tab bhi wha Mai 1 ghante khdi rhi and mujhe 7:30 baje entry mili without any problem jisko paper dena hota hai na wo 2 din phle hi aa jatta hai Baki baccho ko sapna aaya tha ki dusre gate se jana hai unhe bhi center pr jaakar hi pta chala hoga wo log bhi dur se aaye honge unhe entry mil gyi Galti khud kro name upsc system ka lagao Aur agar upsc thodi choot de de then baad me koi galti ho jaye to phir upsc par phir chillao Time se aana nhi hai aur blame upsc pr 😂
Rubbish Management. Kitne baccho ka saal barbaad ho jaata hai aur inko koi fark ni padta, UPSC jese prestigious exam ka bhi ye haal hai to baki education system ka andaza laga sakte hai. Shame on the Govt and school administration for this.
System sahi h bhaiya aap log exm Dene gye ho kisi party me nhi jo ,jb jis time pr aaoge aapko entry mil jaegi ,,time ki kimat smjho ,upsc apne niyam pr chl rha ,,aap apni glti dekho
@@reenaverma2497 galat adress dena bhi niyam hai kya. Address galat, gate galat, aur jo bacche dur se aye hain unko paidal jana pada jisme time laga. Isme galti student ki kese hai
Guys pay attention Exams jo wo TATA karata hai Govt ka pura Tata Sambhalti hai Management Ye tata ne kiya hai agar last hote hai then lena nahi hai ye sab tata ne bola hai Yaha tak ki system PC and Jo ap paise pay karte ho FEE wo bhi TATA ko jati hai Govt ko nahi ap sochte ho ki ye sab Govt kar rahi hai lekin aisa nahi hai pura management TATA ke hath mai dena hai toh Tata ko gaali doo Govt also Responsible because tata jaise logo ko contract diya hai
@@Bhajan_Sanhita koi galat address nhi deta hain UPSC. Ye log Google maps me dalke search karenge aur galat location niklega to UPSC ko blame doge? Mere admit me centre ka nam along with the nearest metro station and metro station k kaunse gate se nikalna hain sab likha hua tha. UPSC ko mazak samjhte ho kya? They are damn serious about their job.
@@radhika.shivamapko ek din pehle visit karna chahiye tha centre, notification mei saaf likha hota hai,aur ek do ghante pehle pahunchna hota hai... UPSC bhi disciplined n aware students demand karti hai
Bhai esme government ki koee galti nhi hy ye... School management ki laprwahi ka khamiyaja hy jo unhone UPSC ko location galt provide kari... Mera bhi exam tha Delhi me jb me centre pr pahucha to waha board pe likha huwa tha entry picche ke gate No 2 se horhi hy.... UPSC ne kiliyr notification me likh kr diya tha apne exam centre pr 1 din phle visit kr ke check kr le... me us notification ki baat kr rha jo exam hone se 2 din phle aaya tha... Sayd aap logo ne notice nhi Kiya hoga... Khej jo hogya hy usko badla to nhi ja sakta but usme sudhar ho sakta hy... Chaho to aap log mil kr School management pr case kr sakte ho
@@radhika.shivam to? Kya farq padhta hain isse? Chahe wo 200 km dur se hi kyu na aaye ...1 din pehle nearest city me ake nhi tehr sakte the? Rules are rules. Period.
@@Techno_Thinkers ki saaf saaf instructions pehle aata h jise padh kr agree click krne pr hi e-admit card generate hota h jisme wo instructions bhi included hote hain again. 2 bar chnc milta h instruction pdhne ka jisme clearly mention h sab centre Kab band hoga or kitne baje pehle jna h or ye sab agar ek aspirant ignore kr rha h to wo serious hi nhi h exam k liye to kiski galti hui ye

Humesha exam se pahle ek baar exam centre pata kar Lena chahiye madam rone se kuch nahi hone wala time per pahuch ke exam dogi Babu Sona ko saath leke ghumo 😂

Hmmm ye panga to bhuto ke sath hota h, islie inlogo par bhrosa na krte hue 1 din phle visit kr lena chahiye, and exam se 1 hour phle phunch jaite, vrna 1 attempt logo ka brwad ho jata h
Bhai sahi baat hai ye exam center wale side sadhe bachon par jyada rules legate hain, sleeves kaat dete hain suit ki sari jewellery hatwate hain, bas nanga nahi karte humko exam me jaane se pehle, jabki paper to 2-3 pehle hi leak ho jata hai 😂😂😂😂😂😂😂
Yah glthi sudents ki hi school ke kitne bhi Gate ho entry hmesha ek hi gate se hoti h....yha approximately 40-50%bacche exam de rhe honge...jb centre dur h tho jaldi niklna chiye tha....9 bje tak last entry hoti h...uske baad nhi ho skthi entry kl ko apko bhi ye system smbhalna h...🎉..best wishes for next year.... Vo ladki sharanpur seDehradun jana h centre pr morning 6 o clock nikli h late tho apne aap hi hogi....yah delhi m hi centre tha 30 km dur hu tab 6 bje nikle...jaam sbko miltha h.. esliye pls time pr nikle..
Student ka time important nahi hai kya jo 60-70 km dur se aate hai, 2 min late huye student ki entry band, vo bhi school admin ki galti se, to dikkt kya thi entry dene m
@@radhika.shivamkaunsi galti Kia school ne? Gates band rkhe? Hamesha ek hi gate khula rehta hain. Aur 1 min late bhi late hain. Officer banna hain to itna responsibility hona chaiye.
@@radhika.shivam In logo ne hi to modi modi karke vote diye hai.......ab bhukto....pahle state ke exams leak ho rhe the ab NEET & NET jaise exam bhi leak ho rhe hai.....modi ne hi NTA ko banaya......ab kyu nahi vo CBI investigation kar rha.......
Guys pay attention Exams jo wo TATA karata hai Govt ka pura Tata Sambhalti hai Management Ye tata ne kiya hai agar last hote hai then lena nahi hai ye sab tata ne bola hai Yaha tak ki system PC and Jo ap paise pay karte ho FEE wo bhi TATA ko jati hai Govt ko nahi ap sochte ho ki ye sab Govt kar rahi hai lekin aisa nahi hai pura management TATA ke hath mai dena hai toh Tata ko gaali doo Govt also Responsible because tata jaise logo ko contract diya hai
Upsc ka soch kr family ko convince krna h kisi exam ki trh hota h, bola jata h ki upsc se acha koi or job dekh lo, ghr kaise chlega, fr v log apne sapno k liye ldte h, ek aspirant bnte h, koi result na milne pr society k taane sahte h, Result day pr bhuto ko rota dekha h, exam se phle upsc aspirant ko rota dekh lgta h ki es sbko lekr kiski accountability h, #all aspirants are fighters they prepare themselves for next battle, but es journey k starting m hi aisa result, unhe system ko dekhne ka njriya hi badal dega, Esme dukh h unka jinhone yeh bol k permission li hogi ki papa bss ek aakhiri chance de do, fr shadi krani hogi kra dena, jo kahoge vo krenge bss ek last attempt, unka lyf or system ko lekr jo mindset build up hoga vo unke contact m aane vale hr ek ko affect krega, or bss centre management k poor arrangements, or es baat k liye kisi ki jvabdehi na hone k karan.... Hard to swallow such kind of disappointment and failure as a student as a guardians as a fighter. 😓😓#upsc #aspirants
@@radhika.shivamIn India, Serious aspirants aren't burn their own admit card in front of college, only 1% people can do this and that boy is in that category 😄😂👍
Hey government aapko job Dene wali nahin hai sirf job ke naam per aapko Brahman ki sthiti mein dalkar vah sirf vote Lena chahti hai bus aur kuchh nahin aap log kuchh nahin Ho government ke najar mein sirf Adani Ambani ka shasan chalega bus
Corrupted system. Or ye hamesha rahega wait karo 😅. BJP govt m or bad gaya hai. Andhbkhat royenge jese unka ghar BJP chalate hai. Berojgar hai par BJP ko support karna hai
Ye sare govt agencies ekdm bikau mc h. Nta kitne exam me fraud kiya, students ki life barbad kr di. How dare these bhadwas block entry. Ya to gate no. Admit card me likh ke de. Aise mere sath hua tha but dusra gate atleast 2 min me daudh ke phuche hm log.
कुछ लोग छात्र को ही गाली दे रहे हैं और बोल रहे हैं कि स्कूल मैनेजमेंट की गलती कहां है। पहले स्टोरी समझो फिर अपना कमेंट दो। स्कूल के 3 गेट हैं और जो location admit card वाले address डालने पर आई, वह कॉलेज का back gate था, जो कि बहुत ही narrow road थी। उसके बाद वहाँ पहुँचने पर एक random person ने बताया कि map पर location दूसरी डालो, हमने डाली और हम पहुँच गए main gate पर। वहाँ पहले से ही बच्चे खड़े थे, लेकिन 9 बजे ही आकर कोई बताता है कि इस gate से entry नहीं होगी, कोई तीसरा back gate है, उससे entry होगी। तो बच्चे भागते हुए 3rd gate पर गए। एक gate से दूसरे gate पर पैदल जाने में लगभग 15-20 मिनट का time लगता है। जो बच्चे पहले से time पर पहुँच गए थे, वे स्कूल के main gate के सामने खड़े थे और फिर भी paper नहीं दे पाए। इसमें स्कूल मैनेजमेंट की साफ़-साफ़ गलती है, वहाँ present SDM mam ने भी इस चीज़ पर ध्यान नहीं दिया, तो बात सीधे system से जुड़ गई। system की कमी थी, तभी तो बच्चे time पर जाने के बाद भी exam नहीं दे पाए। कुछ कह रहे हैं कि UPSC ने लिखा है कि एक दिन पहले जाकर देख लो, एक दिन पहले जाकर भी देख लिए तब ही तो main gate पर ही जाकर पता लगा कि हाँ यही कॉलेज है, अब कौन से gate से entry होगी यह तो कहीं नहीं लिखा। कुछ पूछ रहे हैं कि system की क्या गलती है इसमें, गलती यह है कि इन बच्चों की किसी ने नहीं सुनी, एक साल बेकार हो गया। जिनके हाथ में power है उनके बच्चे modeling करते-करते भी IAS बन गए और ये जो दिन-रात मेहनत कर रहे हैं, स्कूल admin की गलती की वजह से exam नहीं दे पाए। system को पूजने वालों को तो वो भी नहीं दिखेगा कि UPSC जैसे exam भी safe नहीं रहे, fake documents पर IAS बन जा रहे हैं उनके बच्चे जिनके हाथ में system है।
Guys pay attention
Exams jo wo TATA karata hai Govt ka pura Tata Sambhalti hai Management
Ye tata ne kiya hai agar last hote hai then lena nahi hai ye sab tata ne bola hai
Yaha tak ki system PC and Jo ap paise pay karte ho FEE wo bhi TATA ko jati hai Govt ko nahi ap sochte ho ki ye sab Govt kar rahi hai lekin aisa nahi hai pura management TATA ke hath mai dena hai toh Tata ko gaali doo
Govt also Responsible because tata jaise logo ko contract diya hai
Bro it's sad but always arrive at exam center 1hr before entry this happened with me also. These people don't care and govt will not conduct exam again for some people.
Rules ye hai ki, 1 din pehle city mei aakar, aas pas hotel mei ruko, aur private taxi se center jao, isme paisa bachane ki koi jrurat nahi
Jo bhi khud saal do saal taiyari khud karega vo kabhi bhi aese students ko block nahi karega aur unki situation samjhega.
Aajkal exam centers par rules ke naam par nautanki jyada hoti hae aur kaam kam.
Jab admit card mein saaf saaf likha h ki ek baar apna centre confirm kr len jisse ki dikkat na ho, to thoda pehle pahuchne mein kya dikkat h ????
Gate half hour pehle band hota h matlab 9 baje, to 9 baje hi kyu pahuchna h..... agar dur se aate ho to itna jldi niklo ki pahuch kr apna centre bhi confirm krlo aur agar koi dikkat ho to use handle bhi krlo......
Kuch cases genuine ho skte hn lekin ye saare nhi lgte genuine......
Main to sala 6:00 hi centre per pahunch gaya tha main to risky Lena nahin chah raha tha risk nahin Lena bilkul
@@beingdevotional618stupid
1 din pehle visit karna chahia tha mai bhi 800 km door gye thi exam k liye or dia bhi pehle time pe niklte hai or fir kehte hai system thik nhi
Bhai yha traffic jam h , ldkiyo k liye aasan nhi h ye sab
Sahi baat galti sbse hoti h but ayog ne phele hi likha is baat ko
Right
@@SauravKumarSingh-i1k bhai inko samajh nahi aayegi ye baat
Absolutely!
ये वे हैं जो पूरे पूरे Time पर पहुंचते हैं
आग तो ऐसे स्कूल प्रसाशन को लगाना चाहिए😢😢😢
ये आयोग की नहीं बच्चों की गलती है वो लोग जो परीक्षा देने समय पर नहीं पहुंच पा रहे हैं वो प्रशासन व्यवस्था कैसे चलाएंगे
Agar NTA jaisa etna bada testing agency ke papers leak ho skte h toh UPSC koi dhoodh ka dhula nhi h. NTA ke medical entrance NEET ka paper leak huwa aur 18th june ko Assistant professor UGC NET ke papers leak kraye gaye aur etne durr bacchr travel krke gyr kitna kuch sacrifice krke pregnant 🤰 women se lekr apne 1 saal k baccho ko padosi ke ghar pe chhorkr aur 19th ko news aata h ki paper hi cancel krwa dia ❌. Shame on our education system. Its a very serious issue.
Are u mad? U r comparing UPSC to NTA? Candidates are the one who r at fault. If the admit card location was wrong then other students could not have made it to the centre.... government just provides the centre name and basic location. Now PPL will demand a detailed map in the admit card. 😂. And not a single case was reported of paper leak. What r u poking at idiot?
Humesha kaha jata h ki ek din pahle jaakr centre dekh lo.
Lekin san last moment krna h
Agr koi bhot dur se aaye to kisi k paas 1 din phle aakr rukne k paise khane k paise na ho to ?
Dear friends, galat hua
Lekin upsc notification me saf saf likha hota,
सेंटर दिए हुए समय पर पहुंचे,
एक दिन पहले सेंटर पर विजिट करे, रास्ता समझ लेवे,
Guys pay attention
Exams jo wo TATA karata hai Govt ka pura Tata Sambhalti hai Management
Ye tata ne kiya hai agar last hote hai then lena nahi hai ye sab tata ne bola hai
Yaha tak ki system PC and Jo ap paise pay karte ho FEE wo bhi TATA ko jati hai Govt ko nahi ap sochte ho ki ye sab Govt kar rahi hai lekin aisa nahi hai pura management TATA ke hath mai dena hai toh Tata ko gaali doo
Govt also Responsible because tata jaise logo ko contract diya hai
UPSC ne admit card me entry ka time mention Kiya tha agar koi time par n pahuch paye to isme UPSC ki kya galti ham exam se 1 din pehle hi Ghar se nikal gaye the
Khud ko time ki ahmiyat pta nhi h...fir system ko gali dete h
Kyoki System Ek Anpadh Ke Haath Main Hai 😡😡😡😡😡
@@travelwithrishi465 maan liya system anpadh k hath m h..lekin tum to padhe likhe ho..tb bhi admit card k instructions nhi padh paye
@@travelwithrishi465aur tum kon ho andhe
@@Scrollwithanika754 Tum To Padhi Liohi Gawar Ho Batado Phir India Ke Poora Name Agar Ek Bao Ki Aulad Ho To
Har exam mei scam hai, NEET, UGC NET, NVS, ab UPSC
ये तोह ओम बिड़ला के बेटी कहाँ से बनती पिछले साल😢😢😢
IAS banna chahte hai, system badalna chahte hai aur fir rote isliye hai k system theek nahi hai.
Exam se ek din pehle jaake chk karna chaiyea tha. Hum apne board exam k centre ko bhi ek din pehle jaake chk kartay thay aur inn aspirants ko itna bhi nahi pata ..
Kis gate se entry hogi ye kha likha hota hai ?
Yeh gate bahut jaldi band kar dete hai mera bhi 2022 mai yha exam tha upsc pre.ka mai toh ander chali gayi thi but husband ne bataya ki gate jaldi band hone ke karan tab bhi bahut students ka exam reh gaga tha. From dehradun
Government ka yah rule hai ki amir log pahle, phir mahnti
Sahi baat hai
even 10th and 12th ke board admit card me bhi likha hota hai ki ek dinn pehle centre ko visit karna chahiye, ye to UPSC ka paper tha
Are didi centre to visit kr le lekin kisi ko ye bhi to btana chaiye ki entry kis gate se hogi, student late nahi hai, school ka mis management hai.
Har jagah garib ka hi swasan hota hai.system sirf amario ke liye bana hai garibo ke liye 😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢
Bhai gareebo ko tha BS majdur bnate hai IAS nahi
Gareebon ka nahin, gair zimmedaar logo ka... Humne to bahut door door ja k exam diye hain aur hamesha ek din pehle hi visit kiya hai pehle se aur exam ke din b ek ghante pehle pahunche hain hamesha. Itna bhi discipline Nahin rakhoge to UPSC pass Karke kya kar loge..
One day before centre visit karo agar dusre shahar mein ho to aur agar same city me ho to jese hi centre mile wese hi wahan ja k sab pata krlo..
@@bhawnarajpoot346 kitna dur gye the
Aaj tak single sarakari naukri ka form na bharne ka ghamand he…😂😂🙌🏻
Mere sath bhi aisa ho chuka h, 2 gate ki wajeh se problem or entry nhi mili
Location?
Jb khi out of the city center ho to hmesa phle hi jana chaiye chahe 4 ghnte phle chle jao mgr time pr mt niklo
Guys pay attention
Exams jo wo TATA karata hai Govt ka pura Tata Sambhalti hai Management
Ye tata ne kiya hai agar last hote hai then lena nahi hai ye sab tata ne bola hai
Yaha tak ki system PC and Jo ap paise pay karte ho FEE wo bhi TATA ko jati hai Govt ko nahi ap sochte ho ki ye sab Govt kar rahi hai lekin aisa nahi hai pura management TATA ke hath mai dena hai toh Tata ko gaali doo
Govt also Responsible because tata jaise logo ko contract diya hai
Is video ko senior journalist ko share kro tb sunwai hogi or jada se jada viral kro
Try kiya hu bhai
@@radhika.shivam ok tb thik hai Koshish kro Ravish kumar sir tk jay wo jrur awaj uthaynge
Mera exam bhi trefik ke vjh se chuta hai dinbhar royi😢😢😢do sal khrab
Kyun hogi jabki instructions me likha hua h admit card k kitne time pehle jana h kuch pata to h nahi..bas bol do aa k inka galti nhi h kya itna casually kon leta h aise exams ko
Guys pay attention
Exams jo wo TATA karata hai Govt ka pura Tata Sambhalti hai Management
Ye tata ne kiya hai agar last hote hai then lena nahi hai ye sab tata ne bola hai
Yaha tak ki system PC and Jo ap paise pay karte ho FEE wo bhi TATA ko jati hai Govt ko nahi ap sochte ho ki ye sab Govt kar rahi hai lekin aisa nahi hai pura management TATA ke hath mai dena hai toh Tata ko gaali doo
Govt also Responsible because tata jaise logo ko contract diya hai
Give justice to these students😢😢
Admit card m likha hua h ki ek din phle ja k center ja k dekh le..fir ku nhi gye
Same mera bhi yehe argument hai.
Ye to bhot bda scam hai brother ❤
Shame on the education system of India. Shame
Bhiya kis jagah ka hai ye centre
Dehradun
@@radhika.shivam upsc ke liye ye haal hai
Emcet ke exam me jaise map ka print aata hai usi tarah location map hona chahiye centre ka ...har entrance , competative exams k liye
Guys pay attention
Exams jo wo TATA karata hai Govt ka pura Tata Sambhalti hai Management
Ye tata ne kiya hai agar last hote hai then lena nahi hai ye sab tata ne bola hai
Yaha tak ki system PC and Jo ap paise pay karte ho FEE wo bhi TATA ko jati hai Govt ko nahi ap sochte ho ki ye sab Govt kar rahi hai lekin aisa nahi hai pura management TATA ke hath mai dena hai toh Tata ko gaali doo
Govt also Responsible because tata jaise logo ko contract diya hai
ਇਹ ਪੁਲਿਸ ਵਾਲਾ ਪੱਕਾ ਰਿਸ਼ਵਤ ਦੇ ਕੇ ਲੱਗਿਆ ਹੈ ਮੈਨੂੰ ਤਾਂ ਨਹੀਂ ਲੱਗਦਾ ਇਹ ਮਿਹਨਤ ਕਰਕੇ ਪੁਲਿਸ ਵਿੱਚ ਭਰਤੀ ਹੋਇਆ ਹੈ
Upsc kbhi jldi galti nhi krta rules and regulations me bhut strict hai sab chahte hai Ghar baithe hi sab kuch mil jaye jab door Jana hai toh 1 din phle niklo aur abhi ek logo ke liye gate khol de toh bad me kuch ho jaye toh fir system ko gali denge center nhi pta toh 1 din phle dekh lo
Mere ghar se 2 km door high school ka exam tha but Mai do ghante phle pahuch gai abd ek din phle hi Jake center dekh liya
And es video me ek didi boli 1 gate se nhi dusre gate se aana hai aur doosre gate me 5 min lag jayenge toh baki bacche kaise gaye wo bhi phle gate 1 par aaye honge and jb entry ka time aaya hoga to unhe gate 2 par bhej diya hoga wo bacche bhi dur se aaye honge par late nhi aaye to entry mil gyi
Aur ek bhaiya bol rhe sarkar koi vyastha nhi kr rhi students ke liye
Galti khud ki aur ab chahte hai ki sarkar helicopter ride de paper ke liye😅😅
Mere bhi college me paper hua tha paper 8 baje ka tha reporting time 7:30 ka tha par Mai 6 :30 pe pahuch gyi and Mai gate 1 se enter kr rhi thi but guard ne kha gate no 6 se aao mujhe pta bhi nhi tha ki gate no 6 hai kha
Gate no 6 mere college se aadha kilometres door tha par Mai paidal hi chali gyi ghumti Hui but tab bhi wha Mai 1 ghante khdi rhi and mujhe 7:30 baje entry mili without any problem jisko paper dena hota hai na wo 2 din phle hi aa jatta hai
Baki baccho ko sapna aaya tha ki dusre gate se jana hai unhe bhi center pr jaakar hi pta chala hoga wo log bhi dur se aaye honge unhe entry mil gyi
Galti khud kro name upsc system ka lagao
Aur agar upsc thodi choot de de then baad me koi galti ho jaye to phir upsc par phir chillao
Time se aana nhi hai aur blame upsc pr 😂
Rubbish Management. Kitne baccho ka saal barbaad ho jaata hai aur inko koi fark ni padta, UPSC jese prestigious exam ka bhi ye haal hai to baki education system ka andaza laga sakte hai. Shame on the Govt and school administration for this.
Maybe the Govt and school administration need to take an "exam" on managing things better!
System sahi h bhaiya aap log exm Dene gye ho kisi party me nhi jo ,jb jis time pr aaoge aapko entry mil jaegi ,,time ki kimat smjho ,upsc apne niyam pr chl rha ,,aap apni glti dekho
@@reenaverma2497 galat adress dena bhi niyam hai kya. Address galat, gate galat, aur jo bacche dur se aye hain unko paidal jana pada jisme time laga. Isme galti student ki kese hai
Guys pay attention
Exams jo wo TATA karata hai Govt ka pura Tata Sambhalti hai Management
Ye tata ne kiya hai agar last hote hai then lena nahi hai ye sab tata ne bola hai
Yaha tak ki system PC and Jo ap paise pay karte ho FEE wo bhi TATA ko jati hai Govt ko nahi ap sochte ho ki ye sab Govt kar rahi hai lekin aisa nahi hai pura management TATA ke hath mai dena hai toh Tata ko gaali doo
Govt also Responsible because tata jaise logo ko contract diya hai
@@Bhajan_Sanhita koi galat address nhi deta hain UPSC. Ye log Google maps me dalke search karenge aur galat location niklega to UPSC ko blame doge? Mere admit me centre ka nam along with the nearest metro station and metro station k kaunse gate se nikalna hain sab likha hua tha. UPSC ko mazak samjhte ho kya? They are damn serious about their job.
Full support hoga , ye government ko dekhna hoga education me
SDM mam ke samne hi hua hai ye kaand
@@radhika.shivamapko ek din pehle visit karna chahiye tha centre, notification mei saaf likha hota hai,aur ek do ghante pehle pahunchna hota hai... UPSC bhi disciplined n aware students demand karti hai
Bahut himmat chahiye....
ये पुलिस वाले ज्यादा नेता बन रहे हैं अगर इनका UPSC निकल गया तो तुम लोगों की बाट लगा देगे ❤
late khud karo aur dosh dusro ko do
Yeh UPSC CSE ka exam hai ya UPSC PCS ka ??
U guys should go to court for saving ur attempt
Bhai esme government ki koee galti nhi hy ye... School management ki laprwahi ka khamiyaja hy jo unhone UPSC ko location galt provide kari... Mera bhi exam tha Delhi me jb me centre pr pahucha to waha board pe likha huwa tha entry picche ke gate No 2 se horhi hy.... UPSC ne kiliyr notification me likh kr diya tha apne exam centre pr 1 din phle visit kr ke check kr le... me us notification ki baat kr rha jo exam hone se 2 din phle aaya tha... Sayd aap logo ne notice nhi Kiya hoga... Khej jo hogya hy usko badla to nhi ja sakta but usme sudhar ho sakta hy... Chaho to aap log mil kr School management pr case kr sakte ho
Baat sahi hai bhai, lekin ye ladkiya 80-90 km dur se aai hui hai
Unke liye paper Ghar nhi bhijwa diya jayega ias bnne ja rhi hai toh itna to struggle krna pdega 😂😂😂
@@PriyankaTrivedi-dt5br aap hi lete aana next time
@@radhika.shivam to? Kya farq padhta hain isse? Chahe wo 200 km dur se hi kyu na aaye ...1 din pehle nearest city me ake nhi tehr sakte the? Rules are rules. Period.
Sab center ke near stay krein ek din pehly ….ye log apni galti nahi manenge
Tum bhi thi kya wahan pe??woh ladki jo ro rhi h tum ho na???15 minnnnntttttt lagegnge wali??
@@Sinnchan209 ji nahi 🙏
Jos tarah ka system chal Raha he na dekhke aisa lagta he ki kisidin hatiyar uthane padenge 😡😡😡😡
File a writ in the high court
Tum abhi se time par nhi pohche toh jb officer bann jaogye yoh time par kaam or time par office kaise pohchogye gajab yaar
Failure of Indian exam system
It's a serious issue that needs to be addressed.
Waah bhai koi gyaan na ho to blame hi dal do ki govt. hi failure hai
@@mydigitaldiary935 kya gyan nhi hai bhai tum de do gyan
@@Techno_Thinkers ki saaf saaf instructions pehle aata h jise padh kr agree click krne pr hi e-admit card generate hota h jisme wo instructions bhi included hote hain again. 2 bar chnc milta h instruction pdhne ka jisme clearly mention h sab centre Kab band hoga or kitne baje pehle jna h or ye sab agar ek aspirant ignore kr rha h to wo serious hi nhi h exam k liye to kiski galti hui ye
@@mydigitaldiary935 to bhai gate thoda I bnd kr demge
Exam etna important tha to 10 min phle Ana chye
Abe 1 ganta phele✌😏
Guys pay attention
Exams jo wo TATA karata hai Govt ka pura Tata Sambhalti hai Management
Ye tata ne kiya hai agar last hote hai then lena nahi hai ye sab tata ne bola hai
Yaha tak ki system PC and Jo ap paise pay karte ho FEE wo bhi TATA ko jati hai Govt ko nahi ap sochte ho ki ye sab Govt kar rahi hai lekin aisa nahi hai pura management TATA ke hath mai dena hai toh Tata ko gaali doo
Govt also Responsible because tata jaise logo ko contract diya hai
ye to aam baat h India m … kya hi frk pdta h kisi govt ko
Guys pay attention
Exams jo wo TATA karata hai Govt ka pura Tata Sambhalti hai Management
Ye tata ne kiya hai agar last hote hai then lena nahi hai ye sab tata ne bola hai
Yaha tak ki system PC and Jo ap paise pay karte ho FEE wo bhi TATA ko jati hai Govt ko nahi ap sochte ho ki ye sab Govt kar rahi hai lekin aisa nahi hai pura management TATA ke hath mai dena hai toh Tata ko gaali doo
Govt also Responsible because tata jaise logo ko contract diya hai
Well .. Maine bhi iss baar exam diya tha... N mere admit card me school name ke saath.. sub centre.. gate no. Likha hua tha
Aap ko 1din phle jana chiye tha aap B pure time pe jate ho😢😢 😢😢
Bhai centre par to 40 min phle pahuch gye the, gate 3 the or unke bich m jaane ka time hi 40 min tha
this is not solution bro
baat hai systm ke
management ki
@@radhika.shivam aap ki bt B shi hai lekin kya kr skte hai di
@@cinemeticwala852 Hm ye B shi hai
@@vishalturaka7769 vahi question hai ki kyu nahi kar sakte. Khud SDM vha thi, uske bavjood management ki galti par parda daal diya gya
Bhai aapne coaching kha se ki hai?
SGRR k centres p hi kyu hota h ye humesa inko jb exam conduct krwana ata hi nhi h toh krwate kyu h
Right bro
बहुत ग़लत हो रहा है बच्चों के साथ सरकार कहां सो रही है
Humesha exam se pahle ek baar exam centre pata kar Lena chahiye madam rone se kuch nahi hone wala time per pahuch ke exam dogi Babu Sona ko saath leke ghumo 😂
Exam Centre 2 din Pehale Hi Chake Kar Lena chahiye
Bro on admit card it always writing in writing that you should check the centre before one day that is not UPSCs that is your fault
Sala m 2hr pahle centre par baitha tha. Glti candidates ki hoti. Ek din pahle centre dekh lena chahiye
Paper start hone k 5mint phle bhi entry milni chahiye
Bhai apke channel pr jis typ ki vdo h or jis trh aap exam dene aay ho sidha uth k .....usse bilkul bhi nhi lgta ki aap serious aspirant ho
Aesa kuch nhi h upsc ne notice likha pdhna chahiye tha ki ek din phele jakr confirm krna chiye center agr issue h to contact kro
Guys pay attention
Exams jo wo TATA karata hai Govt ka pura Tata Sambhalti hai Management
Ye tata ne kiya hai agar last hote hai then lena nahi hai ye sab tata ne bola hai
Yaha tak ki system PC and Jo ap paise pay karte ho FEE wo bhi TATA ko jati hai Govt ko nahi ap sochte ho ki ye sab Govt kar rahi hai lekin aisa nahi hai pura management TATA ke hath mai dena hai toh Tata ko gaali doo
Govt also Responsible because tata jaise logo ko contract diya hai
Gawar ho? UPSC ka exam tata conduct karwata hain? Wo SSC k exams conduct karwate hain.
Sab exam me esa hi hora hai . Indian exam system failed 😢😢😢😢
Guys pay attention
Exams jo wo TATA karata hai Govt ka pura Tata Sambhalti hai Management
Ye tata ne kiya hai agar last hote hai then lena nahi hai ye sab tata ne bola hai
Yaha tak ki system PC and Jo ap paise pay karte ho FEE wo bhi TATA ko jati hai Govt ko nahi ap sochte ho ki ye sab Govt kar rahi hai lekin aisa nahi hai pura management TATA ke hath mai dena hai toh Tata ko gaali doo
Govt also Responsible because tata jaise logo ko contract diya hai
Are gawar tu time se na pohchega to tujhe kaun exam Dene dega?
Hmmm ye panga to bhuto ke sath hota h, islie inlogo par bhrosa na krte hue 1 din phle visit kr lena chahiye, and exam se 1 hour phle phunch jaite, vrna 1 attempt logo ka brwad ho jata h
Itna bade exam mai late hotey ho to khakh IAS banoge tum 😂 sakl se peon bhi na banene ka tu
Didi plz aap pahle hi chale jate plz
Bhai sahi baat hai ye exam center wale side sadhe bachon par jyada rules legate hain, sleeves kaat dete hain suit ki sari jewellery hatwate hain, bas nanga nahi karte humko exam me jaane se pehle, jabki paper to 2-3 pehle hi leak ho jata hai 😂😂😂😂😂😂😂
samjh ni aara chl kya raha h india me. upsc jaise exam ko bhi khel bna rkkha systm ne. students bechare kre to kre kya.
yes, school management ne UPSC ko bhi mjak bna rkha hai.
Upsc ki pariksha saal m do baar honi chahiye
😵💫 shi khe rhe ho bhai sara system ameero ke liye nhi hai wo to apni VIP entry kr lete hai mandiro ka hi dekha lo ap
har jnagh yahi haal, paise ho to crime bhi crime nahi rhta
Yah glthi sudents ki hi school ke kitne bhi Gate ho entry hmesha ek hi gate se hoti h....yha approximately 40-50%bacche exam de rhe honge...jb centre dur h tho jaldi niklna chiye tha....9 bje tak last entry hoti h...uske baad nhi ho skthi entry kl ko apko bhi ye system smbhalna h...🎉..best wishes for next year.... Vo ladki sharanpur seDehradun jana h centre pr morning 6 o clock nikli h late tho apne aap hi hogi....yah delhi m hi centre tha 30 km dur hu tab 6 bje nikle...jaam sbko miltha h.. esliye pls time pr nikle..
Ek ganta phale kyo nhi aate Ji
Student ka time important nahi hai kya jo 60-70 km dur se aate hai,
2 min late huye student ki entry band, vo bhi school admin ki galti se, to dikkt kya thi entry dene m
Phle pura case samjho
@@radhika.shivamkaunsi galti Kia school ne? Gates band rkhe? Hamesha ek hi gate khula rehta hain. Aur 1 min late bhi late hain. Officer banna hain to itna responsibility hona chaiye.
Majak bana k rakha hain Students ke future ka.
1 minute ke liye baccho ki 3-4 saal ki mehnat pe paani fer dete hai inhe kya pata ek ek attempt kitna keemti hota hai ..... Or banao anpadho ko neta
Koi baat nahi Jai Shri Raam🙏
Govt ki marketing ka full impact hai janta par
@@radhika.shivam In logo ne hi to modi modi karke vote diye hai.......ab bhukto....pahle state ke exams leak ho rhe the ab NEET & NET jaise exam bhi leak ho rhe hai.....modi ne hi NTA ko banaya......ab kyu nahi vo CBI investigation kar rha.......
Guys pay attention
Exams jo wo TATA karata hai Govt ka pura Tata Sambhalti hai Management
Ye tata ne kiya hai agar last hote hai then lena nahi hai ye sab tata ne bola hai
Yaha tak ki system PC and Jo ap paise pay karte ho FEE wo bhi TATA ko jati hai Govt ko nahi ap sochte ho ki ye sab Govt kar rahi hai lekin aisa nahi hai pura management TATA ke hath mai dena hai toh Tata ko gaali doo
Govt also Responsible because tata jaise logo ko contract diya hai
Upsc ka soch kr family ko convince krna h kisi exam ki trh hota h, bola jata h ki upsc se acha koi or job dekh lo, ghr kaise chlega, fr v log apne sapno k liye ldte h, ek aspirant bnte h, koi result na milne pr society k taane sahte h,
Result day pr bhuto ko rota dekha h, exam se phle upsc aspirant ko rota dekh lgta h ki es sbko lekr kiski accountability h, #all aspirants are fighters they prepare themselves for next battle, but es journey k starting m hi aisa result, unhe system ko dekhne ka njriya hi badal dega,
Esme dukh h unka jinhone yeh bol k permission li hogi ki papa bss ek aakhiri chance de do, fr shadi krani hogi kra dena, jo kahoge vo krenge bss ek last attempt, unka lyf or system ko lekr jo mindset build up hoga vo unke contact m aane vale hr ek ko affect krega, or bss centre management k poor arrangements, or es baat k liye kisi ki jvabdehi na hone k karan.... Hard to swallow such kind of disappointment and failure as a student as a guardians as a fighter. 😓😓#upsc #aspirants
yes sahi baat bole ho bhai. jyada tar ladki or poor family vale bache hi the jinka exam chutt gya
Bahut galat hua 😢😢😢
Bhai time gap lekar chalna chahiye tha na bilkul end time par hi kulyu nikalte hoo tum sab...
Inme koi bhi perfectly paper clar nhi hoga
Ladke ke muuh se nahi lagta usne padhai ki hogee 😂😂😂
In india 90% population judge book by its cover. 😂
@@radhika.shivamIn India, Serious aspirants aren't burn their own admit card in front of college, only 1% people can do this and that boy is in that category 😄😂👍
Hey government aapko job Dene wali nahin hai sirf job ke naam per aapko Brahman ki sthiti mein dalkar vah sirf vote Lena chahti hai bus aur kuchh nahin aap log kuchh nahin Ho government ke najar mein sirf Adani Ambani ka shasan chalega bus
Yahi chal rha hai
Uttrakhand ke log vote be toh bjp ko dete hai 😂
Ravish kumar ko bhej do video
Bhej di bhai ravish ji not replying
Reexam foe them
Bhai koi bhi exam sahi se nahi ho pa rhe hai
Or na hi koi question karta in chizo par
@@radhika.shivamsame for neet
Ek din phale santar ko dekh na chahiye
Har koi aap jitna amir nahi hoga na sir, poor family or ladkiyo ke liye esa possible nahi hai, is se acha hai ki admit card par sahi location ho
sir vo center hota hai santar nahi 😂😂😂😂😂😂
😂😂😂😂😂
Ye russian bol rhe hai😂
@@surajupadhyay8847 😂
Corrupted system. Or ye hamesha rahega wait karo 😅. BJP govt m or bad gaya hai. Andhbkhat royenge jese unka ghar BJP chalate hai. Berojgar hai par BJP ko support karna hai
Bhai