kamles bhai ek options aur dena chiye inverter wiring me agar kisi ka inverter kharb ho jaye to bhai phase changuar mcb ya 2 way swich lga doge to kam se main line ka option bhi rahega uske paas
bhaiya yah wala Jo kam jo hai main nahin kiya hun kyunki yah kafi din Purana hai yah sab kam hamare yahan nahin chalta theek hai ham Jo karte hain pahle se inverter connection pahle se Rakhi rahte hain Khali onley inverter aur battery station karte Hain
Bhai apne inveter ka price nhi bataya baki video bahut information bdli thi tq
aapko 5000 se 6000 ke bich mein aapko mil jaega
Bahut acha bhaiya
kamles bhai ek options aur dena chiye inverter wiring me agar kisi ka inverter kharb ho jaye to bhai phase changuar mcb ya 2 way swich lga doge to kam se main line ka option bhi rahega uske paas
Bhai my bi electricity janta hoon
Aur Aap ke video's bi dekhta hoon
Very very nice work from home and building
Mashallah
Kamlesh Bhai mashallah
thank you bro
Nice video sir ❤❤
Nice and professional working
Thanks
Beautiful dada
thank you
Sir g lithium battery daalkar nahi hoga kya , ye battery se to acha hota hai na ?? Kya reason hai ise use karne kaa😊
बहुत बहुत धन्यवाद सर 🎉🎉 सर मुझे एक बैटरी लेनी है 150Ah की तो सबसे अच्छी कोनसी company की लें?
Luminous Lelo
Addo ya Eastman ki lelo
Bahut.best.bolte.ho.bhai.
thank you
Congratulations sir 160k subscriber ho gaya ❤❤
thank you so much
Aapne dono mcb off kar diya to neutral kaha se mila
neutral to ham log ka 3 pin top se mil Gaya return Karen
Aap Chhattisgarh se ho na
Sir electrician ko with material me work karate समय Kitana rate Lena चाहिए
Charges kitne liye ho sir❤❤❤
Very nice video
Sir Maine to snaider company ka 6 amp MCB lagaya tha inverter k output par par wo trip nahi toha hai
सर जी आपने प्राइस तो नहीं बताया
Customers say we have not need now and no more money .
MCB INPUT PENLAGOA INVERTER KI SAFETY RAHEGI
inverter ke input per bhi MCB laga hua hai aur MCB bhi laga hua hai output per Nahin Laga rahata
Sir ,Kisi bord main fase wire socket main hai to kaise karen
Thanku sir I love 💕 you
welcome bro
Jaisse vi ho detail dhikana hoi
Aadha dekhar kya kare😅
Kitna charge kya hai sir aapne inverter installation ka?
Bhai agar returns current ayega to hoga or kaise thank kare pulg ko
wearing check karna padega
@@kamleshelectrician thanks baro
Three pin top me 2 wire kyu lgaya ????
1.5 mm wire heat ho jayega
Isliye Kiya
3mm ho gya 😊
❤
Kamlesh bhai inverter mai nuteal bhi dalte hai pls batana
Only phase output lekar chala sakte neutral board me aapk already hai
Kitne amp ka MCB lgaye hai
ok
❤❤❤😊
🙏🙏🙏🙏🙏
Labour ko kitne rupaye Roji Dete Hain
काहा से हो सर
Odisha se
3 1.5 ton ac or gharke light and fan ke liye kitne mm ka wire use kare ?
2.5mm ka wire
@@abdulahadelectricianpagal h kya bhai tu 2.5 mm p 3AC kaise chlega 1.5 ton ka bhai 10 mm lgaa
Tumahar 1.5ton ka 3ac kitna amp load le Raha hai batao
2.5mm wire1.5ton ac ke liye bahut ho gaya 3ac 1sath chalane ke liye 6mm wire kafi hai
@@abdulahadelectrician lgg bhg 24, 25 amp lega load
🤗🤗
❤❤❤❤😊😊😃❤️❤️
इनवर्टर का रेट नहीं बताया भाई
₹6000
Mujhe lagta hai is ghar ka kaam aapne hi kiya or phir ab kar rahe ho kyuki aap ko wohi log bulate hai
bhaiya yah wala Jo kam jo hai main nahin kiya hun kyunki yah kafi din Purana hai yah sab kam hamare yahan nahin chalta theek hai ham Jo karte hain pahle se inverter connection pahle se Rakhi rahte hain Khali onley inverter aur battery station karte Hain
0 inverter ka point nikala Kitna rupya leta hai
Bhai inverter charging kese hoga
₹2500 pura kam ka
Mcb out put
Output mein
ok
Are Bhai to isme Naya tarika konsa hai
सर कितने रुपए लेते हो ये सब करने के?
Room se kaun jhank rha hai😂
Bhai is kaam me kitne paise liye
First viewer and liker
Very good video
Sir installation charge kaise le