@@NileshBhartiAIIMSK wapas state college se nahi le skate kya ? If we put in upgradation of state college ? By the way I m from Jharkhand and taking rims but I want college in Patna
Bhaiya mai bsc kr rhi thi mere 12th ki migration waha jama hai toh mujhe 12th wali hi migration lani hogi ya jo college se bsc wali tc or migration milega ush se ho jayega.
Bhaiya mera aiims deoghar me hua hai aur waha to nodal officer bol rahe the ki reporting ke time hi admission ho jayega aur classes bhi 2 sept se chalu ho jayengi
Sir agar kisi ne neet form bharte time educational qualification CODE galat bhara ho to kya admission k time document verification me rejection k chances h ???😢
Bhaiya mene reporting kiya but us time migration and tc certificate chor kar baki sab kuch liya , Affidavit and Bank draft (aiims guwahati ke name) liya ,mereko bola tha affidavit and bank draft compulsory,to bhaiya agar 2nd round me mera seat upgrade hota he to mujhe firse new bank draft banana hoga new aiims ke name? Aur bhaiya 1october tak wo log mujhe contact karega ya mereko aiims me contact karna padega?
Mera midnapore medical college me ho gaya waha reporting ke time par hi fees aur medical certificate bond submit kardiya upgradation ke liye nahi diya waah bole abhi class shuru hone par hum bulayenge tab ajana
@@NileshBhartiAIIMSK Ek agriment type affidavit,, Jisme likha hota hai ki me 5-6 years ke liye iha par padhai agar koi aur jagah kisi aur profession me chala gaya toh fine bharna padega ,,, Isko bond paper bolta hai ,,, aur state college me a leta hai ...
Agar blood mein sugar identify ho toh??? Kuch problem hoga bhaiya-?? Medical test mein fail ho jayenge kya?
Bhai Teeth implant karwane pe medical test me koi prblm to nhi hogi? Please reply😢
Very informative!💯
Bhaiya agar document lamineted ho toh koi dikat toh nahi hogi
Bhaiya admission ke din mess mein kitna advance Dena padta hai ?
Wow...
Nice
👍
laminated documents chalege ya non laminated??? pls answer
Kya laminated marksheet ya or koi other laminated documents par koi restrictions hai kya?
Laminated lekr jao agar restriction hoga to waha cooperate krenge
Bhai meri ek eye bht weak hai surgery hui ar dusari sahi hai kya mujhe aiims mil sakta hai ..plzz reply
Yes bro , mera b yhi problem h , but meri isi saal AIIMS GKP Me admission hua h
Bhaiya state quota se 1st round me admission lekar all India 2nd round me participate kar sakte h kya ?
Participate to krloge but documents kaise arrange kroge?
@@NileshBhartiAIIMSK wapas state college se nahi le skate kya ? If we put in upgradation of state college ?
By the way I m from Jharkhand and taking rims but I want college in Patna
Haa but agar upgradation se phle all India quota ka result aagya to?
@@NileshBhartiAIIMSK bhaiya 5 sept Tak state college ki reporting ki last date h
Or aiq ka 2nd round 5 sept se start hai
To Isme koi problem hogi kya
@@NileshBhartiAIIMSK bhaiya please confusion clear kar digiye
I want college in Patna but I can’t take risk
12th 55%in pcbe but 65 all over subject can i eligible for AIIMS Mbbs give me reply sir please😢😢
0:14 Thanks for showing my comment dada❤️.... Kal apko dekha maine College canteen pe, par baat nhi ho paya
2nd round me participate krna h?
@@NileshBhartiAIIMSK Haa karna hai... Dekhte hai hota hai ki nhi
All the best
Bhaiya mai bsc kr rhi thi mere 12th ki migration waha jama hai toh mujhe 12th wali hi migration lani hogi ya jo college se bsc wali tc or migration milega ush se ho jayega.
Maine 1st year Kiya hai
Bhaiya mera aiims deoghar me hua hai aur waha to nodal officer bol rahe the ki reporting ke time hi admission ho jayega aur classes bhi 2 sept se chalu ho jayengi
To 2nd round me participate kaise kroge?
@@NileshBhartiAIIMSK wo clg waale 2nd round ke liye wait nhi krenge Aisa bol rhe the..
Bhai aapko AIIMS bhatinda chahiye kya ???
Ye to nhi malum mujhe..
Kisi AIIMS Kalyani wale se contact kro
But bro mujhe AIIMS guwahati me bola 1 October se class start .
AIIMS KALYANI me boys ko single occupancy room Kab milta hai ???
Sir agar kisi ne neet form bharte time educational qualification CODE galat bhara ho to kya admission k time document verification me rejection k chances h ???😢
Ye to mai nhi keh skta…
Koi counsellor hi bta skta h
Bhai same doubt
Xerox Documents self attested chalega ya notary TRUE copy lawyer se attested karna hoga??
@@dr.aniltiwari9337only self attestation required
Bhaiya mene reporting kiya but us time migration and tc certificate chor kar baki sab kuch liya , Affidavit and Bank draft (aiims guwahati ke name) liya ,mereko bola tha affidavit and bank draft compulsory,to bhaiya agar 2nd round me mera seat upgrade hota he to mujhe firse new bank draft banana hoga new aiims ke name? Aur bhaiya 1october tak wo log mujhe contact karega ya mereko aiims me contact karna padega?
Maine upgradation to kiya nhi h to isiliye mai achche se nhi bta skta
@@NileshBhartiAIIMSK ok bhaiya
Bhaiya....I have perforation in my ear drum...r mai 2025 me test dene wala hu....toh medical tests me mra kya hoga ???
Test fail hoga
Bhai mere main to reporting aur admission ek hi din hua hai
Mujhe 2nd round me Mila hai AIIMS kalyani phir bhi 1 month baad admission hoga
Abhi tak classes chalu nahi hua hai kya?
Mera midnapore medical college me ho gaya waha reporting ke time par hi fees aur medical certificate bond submit kardiya upgradation ke liye nahi diya waah bole abhi class shuru hone par hum bulayenge tab ajana
Thank you for this information 🙌
Dada agar koi education loan lena chahata hai to ushe kya karna parta hai?
Bank me admission letter lekr jao…
Loan mil jayegi
@@NileshBhartiAIIMSK ok. Thank you
Bhaiya yani mujhey abhi koi affidavit leke nhi jana hai na? AIIMS kalyani
Admission k time lekr jana h,,,reporting k time nhi
Bhai kya AIIMS me gap certificate chahiye plz reply urgent hai
Mera bhi 1 year gap tha but mujhe koi gap certificate submit nhi krna pda
Bhaiya mujhe mail nhi mila lekin maine nodal officer ko contact kiya
Unhone bola mail kyu aayega jb allotment letter aya to
Sayad aisa sirf AIIMS Kalyani hi krta hoga..
Different colleges different protocols follow krte honge
I got AIIMS hydrabad
Aur reporting krke waps Jana hai bole the@@NileshBhartiAIIMSK
Haa reporting krke waapis hi jana hota h, admission k time remaining formalities hote h
Hii sir
Hello
AIIMS KALYANI, me reporting ke time BOND PAPER lagta hai kya ??
Konsa bond?
@@NileshBhartiAIIMSK Ek agriment type affidavit,, Jisme likha hota hai ki me 5-6 years ke liye iha par padhai agar koi aur jagah kisi aur profession me chala gaya toh fine bharna padega ,,,
Isko bond paper bolta hai ,,, aur state college me a leta hai ...
Achcha
@@NileshBhartiAIIMSKwo lagega kya ?
@@noyajsorif361 authorities se call krke puchlo sayad kuch changes h ki nhi, documents required me to mentioned nhi h
Hlw vaiya
Hello👋
@@NileshBhartiAIIMSK vaiya mein ne apki writing dekhi hain quora mein
Vaiya ek request hain aur bhi jyada vlog dijiye na AIIMS kalyani se related
Haa dalunga is week
😇😇😇
dada migration certificate to school se nahi diya... just school leaving diya hain... kya wo chalega?
Migration and school leaving certificate alag alag hota h
@@NileshBhartiAIIMSK aapne kaha se banwaya tha migration certificate
Mujhe school walon ne hi diya tha
Ek baar school me puch lo nhi ho toh Aap digi locker se nikal lo, hm toh aaj hi school laye h migration certificate
kya 11 ki mark sheet bhi Deni hogi
No
Does AIIMS Need 60% in pcbe ( all aiims need 60%)
Yes one of my subscriber was telling this
Migration to mere pass nehi he
School ne nhi diya?