one of the consultation told me to buy 3XO ax5 diesel please help me which one should I buy my budget is 15 lpa and I want safety and good mileage suv car please suggest 🙏🏻
3xo bro I'm using from 4 months..and ma mom have tata punch....and both are good... depends upon on ur budget and budget acha hai toh 3x0 ke sat Jao..nai pachtaoge vro❤
Chalane par depend krta hai yadi aap meter delhkar rpm 1 se 2000 tak chala par chala rhe to 20 ka de rhi aur jyada 2 ke upar jayega rpm to nahi degi average
@@karanbaliyan350 sirf arm rest se gadi decide karte bhai ya engine millage or buildup quality se mtlb aisa toh nahi feel hoga na ki kya le liya first car hai bhai job karke le rahe
@@sachinchhari1309 bhai Build quality me dono 5 star engine me on paper power nexon ki Jada but drive me Jada maja xuv 3xo me ar mileage b similar ab batao kya karoge
mat lagwana bhai karol bagh wale rb car decor jiski sabse jyada yt video hai bol rahe the air bag me dikkat aa sakti hai . TH-cam par lag jayegi bolte hai shop par ja kar pucho to asliyat bata te hai
Bus ek negative point h....MILEAGE jo reality me bohot kam hai....9-10 milta h traffic me...aur highway pr bhi 14 max hai....aur ye bolte 18 kmpl ka h jo....galat hai...!!
Driving MX1 since 2month now,1250kms done, city 12to14kmpl,highway 17to 19kmpl
Bro...kya ye sach h? Ya bus isko promote krne k liye keh diya? Coz maine suna h 9-10 ka traffic mileage h...aur highway ka 14 kmpl....
Kya bol rahe ho bhai
Wah bhai kya Gadi hai
Dekhne me to sunder hai no doubt 👌
Sahi review h...thanks
Honest Review
Bhai brezza aur mahindra 3X0 me dono me kon see gadi lena better hoga
Don't think bhai just go for 3XO
Iska milage city mey 17 se 18 hona chahiye or highway par 20 to 22 kmpl hona chahiye. Tab ye theek hy otherwise go for fronx
Hill hold h is model mai ??
one of the consultation told me to buy 3XO ax5 diesel please help me which one should I buy my budget is 15 lpa and I want safety and good mileage suv car please suggest 🙏🏻
Bro if mileage is a big point for you then you should go for diesel Variant because petrol of 3x0 is really less fuel efficient
Mx1 ya Ax 5 dono mai kon value for money hai pls replay
If your budget allows then go for AX5 otherwise MX1 is best in all lower variants
3Xo Mx1 or tata punch cng Pure me se konsa best rhega..plz suggest
3xo bro I'm using from 4 months..and ma mom have tata punch....and both are good... depends upon on ur budget and budget acha hai toh 3x0 ke sat Jao..nai pachtaoge vro❤
Chalane par depend krta hai yadi aap meter delhkar rpm 1 se 2000 tak chala par chala rhe to 20 ka de rhi aur jyada 2 ke upar jayega rpm to nahi degi average
Nice video
Lena he 3xo base model really iska milage kitna he city aur highway par
Bhao 3xo mx2 pro vs Nexon smart plus s konsi best rahegi
Bro go for xuv 3xo because nexon me to center armrest b nahi milta overall xuv k interior ka feel Jada badiya hai
@@karanbaliyan350 sirf arm rest se gadi decide karte bhai ya engine millage or buildup quality se mtlb aisa toh nahi feel hoga na ki kya le liya first car hai bhai job karke le rahe
@@sachinchhari1309 bhai Build quality me dono 5 star engine me on paper power nexon ki Jada but drive me Jada maja xuv 3xo me ar mileage b similar ab batao kya karoge
@@karanbaliyan350book kar di Bhai ab 3xo MX 2 pro petrol
Bro Mx3 lo smart +s ka comparison model h
sefty reding kitni hai
4.5 star
great
@@agrihelaiya1392 thanks
Bhayee tata punch or mahindra 3xo kon se better hb
No doubt bro, 3XO is far better
Bhai Average accha hai 3xo ka 20 ka nikal rhi highway par
❤❤❤
Bhai Gadi me start button hai ya key shroo karni padti hai
Base me
Base model me push start button nahi hai vo upper Variants me milta hai
Tata punch hai na....
Milege nhi hai eski
Can we fit seat adjustment seat on mx1 aftermarket..
Height adjustment seat
Yes you can fit both driver and rear seat
mat lagwana bhai karol bagh wale rb car decor jiski sabse jyada yt video hai bol rahe the air bag me dikkat aa sakti hai . TH-cam par lag jayegi bolte hai shop par ja kar pucho to asliyat bata te hai
Bus ek negative point h....MILEAGE jo reality me bohot kam hai....9-10 milta h traffic me...aur highway pr bhi 14 max hai....aur ye bolte 18 kmpl ka h jo....galat hai...!!
Mileage bahut kam hai iska sahi hai ya galat
Right
Mera ax5, model hai abhi tk gadi 241 km chala hai lekin mileage 17 la nikal rha hai but diesel variant se
Service k baad improve ho jayega
Isse key me laga sakte haa remote central locking buttons in 3000 rs only
Yes bro is problem ka b solution ho gaya
Bhai Mahindra h isme v tractor engine lga hoga .
Nexon k base se kafi achha base model he or vfm variant nexon ka creative+ he xuv 3xo se
Right
Avrage kya ata he petrol ka such such btao
Bhai reviews k according to Kam hi hai 10 to 15
Remote lock bhi lag jata hai
Ha bhai iska b solution aa gaya hai market me
Kitne ka lagta hai
iske uper ek luggage carrier lagaya jaye Q ki diggi me to space hai nahi 🇮🇳
Right
Bhai gaddi kha kha available hai?
Bro description me Dealership ka contact number hai aap call Kar k pata kar sakte ho
On road kitni ke hai
Bhai mene video k description me Dealership ka number diya hai aap ek bar call Kar k pucho ho sakta hai kuch discount offer kar de
25 variants 😂
Toh ajjao fr....
Breeza ya 3xo
Vote kro ab
Video aane vali hai bro
Bro please update kua sonet hte o base model full details
Ok bro soon
Bhai mileage bhi ek negative h iskiye maine cancel krdi mx1 9-10 kmpl ki mileage h
Maine MX1 ki delivery li hai 15 days Pehle.. Muze city mai 15 kmpl ka milage mil raha hai 😊😊
@@satishkhadse6595Konsi city h bhai
@@satishkhadse6595konsi city h bhai ? Delhi h toh btao ek baar m bhi dekhu fir mx1 hi lelunga
@@gautamdouglas185 Jalgaon, Maharashtra bhai..
Cancel karne per kitne paise aapke Kate Gaye main bhi book kara tha mujhe bola gaya hai ki paise aapke cut ke aaenge
4 lack batt
Isko mahindra CNG mey launch kar dey Nexon se pehle barna Nexon isko kha jaegi.
म्यूजिक सिस्टम नही है।
नहीं
Front look bahut bura
Bhai brezza le ya xuv 3xo
Don't think just go for 3xo
Milage to bilkul kam hai iska
@@skyadav.sv1995 service k baad thoda thik hone ki possibility hai
ऊपर के मॉडल मैं ह सेंटर लॉकिंग
Yes
5000 me lagavalo
Buy Maruti Suzuki ignis delta model 4 cylinder engine hai 700000 on road price
4 Cylinder but still 81 bhp but in this car mahindra offer 110 bhp in Base Model
With 0 star safety rating 😂😂
@@satishkhadse6595 right 😂
Power torque suna hai maruti ki gadi sirf cab walo ke lia achi hoti hai jinge mileage chaiye hoti or gadi chalane ka fun nahi chaiye hota
Bhai ignis ki resale value nhi h
Are bhai 4lakh me top banane se achcha hai 12.50lakh me ax5 le lenge
Bhai 4 to mene bhot Jada bol diye logo ne 2 lack m b Gadi tayyar Karva li hai
Bhai central locking ki remote ki activate kra Skte hai Mahindra se computer se connect kr ke kr dete hai
But operator lagvana padta hai because isme manual center locking hai
Bhai obd se ho jata hai activate
Aap Scorpio n z2 ki video dekho youtube pe hai aise hi is mein ho jayega maine ye hi model liya hai agency walo ne bataya hai
Bas abhi software nhi aaya kuch din mein ajayega
I agree bro but aapko kuch electronics lagvane padege or remote key b buy karni padegi