Clatch systems, cooling systems, gear systems, brake system, ke bare me vistar me alag alag video banaiye. sir aap explain karneka tarika bahut achha hai. computer video ke saat saat rial video dikake bahut achha karahe ho sir
Dekhiye, Diesel engine weight main jyada bhari hota hai aur size main bhi bulky hota hai. ek bike main utna jyada jagah nehi rehta hai engine ko fit karnekeliye. man lijiye ki humne kaise karke b diesel engine ko fit karliya,to bike ka overall weight badh jayega. saath hi, diesel engine jyada noise karta hai.to bike me hume ko jyada noise dekh ne ko milega.aise bahat sare problem samne aayega...isiliye diesel engine ka istamaal motorcycles me nhi hota hai.
Nyc video sir
Aise he knowledgeable video upload krte rahiye
video dekhne keliye apko bahat bahat dhnyabaad🙏
Clatch systems, cooling systems, gear systems, brake system, ke bare me vistar me alag alag video banaiye. sir aap explain karneka tarika bahut achha hai. computer video ke saat saat rial video dikake bahut achha karahe ho sir
okay..
Very nice video bro. Mujhe pata hi nahi tha ke Diesel engines main fuel end mein inject hota hai. Compression ratio ke sath ye bhi sekh liya.
thanks for watching🤝
Bohot khub bhai ❤❤❤
thankyou brother🙏🙏
Good sir Aap bout Acyay Padte hain
Thankyou🙏
best explanation.
Nice video sir
Please sir
Fip fuel injection pump par video kare
Bhahut badiya sir ji
Very nice video
Very nice
thankyou ji🙏
Intak suction storke main jo air ati hai usme Sirf Oxygen hi hota hai ya nitrogen bhe hota hai?
hai👍
@@AutomotiveEngineHindi mafi chauga Kripya asn saf deejiye
Good video
Thanks
Very ❤️
Are you from odisha bro?
han Ji
Mu bi odisha ru
Nice
Hp Cc v torque ki jankari de
bilkul bhai♥️
❤❤❤
Jay Jagannath
jay jagannath
Chandrayan compression ratio kya hai
Agar disel engine ka compression ratio zyada ha toh bike main disel engine kyun nhi dete ??? Output acha ayega right !!
Dekhiye, Diesel engine weight main jyada bhari hota hai aur size main bhi bulky hota hai. ek bike main utna jyada jagah nehi rehta hai engine ko fit karnekeliye. man lijiye ki humne kaise karke b diesel engine ko fit karliya,to bike ka overall weight badh jayega. saath hi, diesel engine jyada noise karta hai.to bike me hume ko jyada noise dekh ne ko milega.aise bahat sare problem samne aayega...isiliye diesel engine ka istamaal motorcycles me nhi hota hai.
Sir diesel engine mein to spark plug raheta hai
nehi
10:1:1 ka kya matlab h
Maan lo 2 company ke 2 bike with same CC engine. Dono bike ka Compression Ratio same hai 9.5:1kya dono bike ka overall milage same rahega.
Yes
Nhi
Hii
Vs+vc/vc
Nice video