Ha bhai telescopic suspension wali bike par bhi dual disc lag sakta hai.. but kuchh hi bikes par achhi fitting aaygi jinke suspension compatible honge dual caliper k liye
Bhai mene bhi dubble disc lagaya he rs me sala ek disc work karta he dusra disc ko chalu karne keliye vo vayar ka name kya he bhai muje nhi pata plz aap bata do
bahut mehanat kee hai aap na isake oopar aur kaafhee achchhee video banaee hai. aapane aur bahut he achchha work kiya hai dabal disk ke oopar
@@alili3021 that you bro 😊
Bahut mast video he bahut kucha sikhane ko mila
Thanks bro 🙂
Dirt Bike build series bhi dekho bhai bohot information hai usme 👍🏻
Good bhai 👌🏼
Vai lajawab 👌👌👌👌,
Me bhi karna chahta hu,
Mere pas pulsar 220 hai,
Dual disc karne me kitna khrcha hoga?
Kya shocker v change karna parega??
Shocker or wheel change karna padega..
@@bplbiker khorcha kitna hoga
@@RaazBengali agar new parts lagaoge to bohot kharcha ho jayega,
@@bplbiker are vai bata do kitna kharcha hoga
200000
Bhaiii dusre caliper ko conect krne k lia jo jo caliper me bolt lagaua hai benjo bolt dual line ka wo kaha se mila or kitne ka pada ?
#Kya Bina usd fork ke Bina bhi Dual Disk kaam kar sakta hai bro, 🙏 Plz Bata do Ek Bike Pe Bhi Bana sakte ho to bana do, N160
Ha bhai telescopic suspension wali bike par bhi dual disc lag sakta hai.. but kuchh hi bikes par achhi fitting aaygi jinke suspension compatible honge dual caliper k liye
Bhai mene bhi dubble disc lagaya he rs me sala ek disc work karta he dusra disc ko chalu karne keliye vo vayar ka name kya he bhai muje nhi pata plz aap bata do
@@vlog_4590 bhai wo wire nahi brake pipe hoti hai dusre caliper ki pipe pehle caliper me laga do dual banjo bolt ke sath, wo bhi chali ho jayga
Braking test kro brother
Uska bhi video ayga bhai
@@bplbiker ok sir