Sir,,,2.11xps30 me updet Karne se xp60 ki tone xps30 keyboard me install karke xp60 ki tone xps30 keyboard me pley kar sakte he kya???,,,,,,,, please respond sir.
XPS 30 ke Menu me Jana fir system dikhega usko open karna uske Baad Midi Section dikhega 12 number 👉 usi Midi Section me Sabse niche Usb Driver hoga Usme Vendor ki jagah Generic karna Fir off on karna keyboard automatically connect Ho jayega
Maine kar liya aapki video dekh kar. Thanks sir
Super
🙏👍🔥
Sir abhi or naya version aaya kya kya xps 30 ka
Sir Kuch shortcut or fast bank change tarika hai ky ?
Good job
🙏🎹
Main aapki video dekh kar apna keyboard 2.11 update kar liya
Great Job Aman ji
Bahiya mera xps 30 ka 1.6 versions h new update me 2.00 chaiye ki direct 2.11 krna hoga plz help me bahiya
Sar XPS 30 Me Sd Card Se Utility Kebad Backup Restore Nahi Ata He Sistem Atahe
XPS 10 ka bhi banaao na sir jii
Sir ji ager allready 2.11 version hai to or update kar sakte hai kya
Abhi new update nahi aaya hai
❤
Thanks ji thanks
welcome 😊
Thank you Bhaiya 🙏
welcome
Mobile mein hoga keya
XPS 10 ki tone XPS 30 me dalna chata hu samjh nhi arha bata de kripa hogi
Xps 30 update chahiye to hoga back up pendrive me dalo menu me jao restore karo usme back up ayega jo back up chaihye wo click karke ajyega
Sir ton banane ke liye video banaiye na
Thank you
🙏💐🎹
Sir kehte hai ki xps 30 mein after 1 year problem ati hai ...sach hai kya??...because i also want to buy it
Sir,,,2.11xps30 me updet Karne se xp60 ki tone xps30 keyboard me install karke xp60 ki tone xps30 keyboard me pley kar sakte he kya???,,,,,,,, please respond sir.
Nahi esa nahi ho sakta
Or yadi esa karoge to keyboard me problem ho sakta hai
Xps 10 ko kaise karna hai
Mere keyboard me porana bala version he to 2.00 ko abdet na karke ke 2.11 me ja saktey
Yes, same process
Namaskar
Namaskar
Sar isase karne se fayda kya hoga
Version 2.11 update Karne se keyboard ki purani tone me problem ayegi ya nahi XPS 30,sir,,,,,, please respond
Nahi
Pura keyboard reset ho jaega kya
Nhi
Tnq
mera keyboard 1.6vesion hai 2.00 version karne ke liye help sir please
2.11 hi karo na
Pandrive ko format karna padega sir
Yadi folder sahi se banao to format ki jarurat nahi
Bhai Mera keeborde hang ho Raha hai
Help Please sir
XPS 30 Ko Cubase 5 Ke Saath Kaise Connect Kare?
XPS 30 ke Menu me Jana fir system dikhega usko open karna uske Baad Midi Section dikhega 12 number 👉 usi Midi Section me Sabse niche Usb Driver hoga Usme Vendor ki jagah Generic karna
Fir off on karna keyboard automatically connect Ho jayega
@@dsrdeva Ye Kiya Mene But Connection Nahi Huwa.... Aur Cubase Me Kohi Configuratin Karna Nahi Chhiye?
8602174762 ye mera WhatsApp or call number he
Thank you