K.d pathak ko follow kar na chahiye adalat serial main, satta mabo jayate, main to unko follow karke law and aib pass out hoke advocate bana, I am impressed by following kd pathak, (ronit roy.)
Ye to 8wa ajooba ho gaya court ko kaise pata chala😂. Judge k upar guidelines banao na wife case karti hai DV ka bina kisi evedence ke court accept kar leti hai aur 8-10 saal case chalati hai. Aur patni kitna bhi jhuut bole court m 99% time wife ko koi saza ni hoti even pati ne perjury petition lagai ho phir bhi nahi. Indian law sirf kehne ko hi gender-nutral hai reality desh ko pata h.
Isiliye to dono party se sath hath karke case ko date par date lekar 10/20 sal tak more day more money ke sidhyant par case ladte hai or court me case ka no.lagwaye rahte hai jaise main table spot enquiry ka objection Jan.2024 ko court me diya lekin pratiwadi ke wakil Nov.2024 tak bhi re-joinderi dakhil nahi kiye 10 mahina tak re-joinderi dakhil karne ke jagah date par date lekar case ko tante rahe ab kanoon ke jankari log khud samajh sakte hai ki wadi pratiwadi ke wakil mil kar kaisye case lad kar kanoon or nyay Dene Wale ko kaisa badnam kar rahe hai
Advocate can't do advertisement or any other business or many restrictive provision already in advocate act and court and judges or other only put extra restriction on advocacy... then what will advocate do
Court council Mera case me spot enquiry ka aadesh March.2023 ko hua jo Nov.2024 tak bhi dono party ke samne nahi hua is bich pratiwadi ek 23/9/23 ko table spot enquiry wadi ke file me lagwa diya gaya jiska information wadi ke wakil 8 Dec.2023 ko apne muwakil ko diye pratiwadi nahi chah raha hai ki dono party ke samne spot enquiry ho isliye o apna dhan ka upyog karke dono party ke samne spot enquiry rokne ka bharpur kosis kar raha hai
Vakeelo par kaise action denge kaha se kaise posible hai aaj kal to paise ke upar sab bikte hain usme kanoon nahi dikhta fir😢😢 isko. Kaise kare bataiye
Vakil, Doctor seva pradan karne key liye.. khud ka seva lene nehi... yeh kasmakas magar kavi bhi practically jaada samajh ne ka samai kisi ko nehi mila..agey vhi sayed aisa hi...
Guiede form by supreme court is against of construction of india.court can make law ,court only interpret the law, supreme guide line banakar legislation kaise bana sakta hai, supreme court desh ki janta ko guide line banakar moorkh bana rha hai , supreme court e unprofessional judge members of parliament ban gaye hai
Court ko bahut der baad pta chala
Speedy disposal of matrimonial cases is required, long time will automatically separate two soils.
K.d pathak ko follow kar na chahiye adalat serial main, satta mabo jayate, main to unko follow karke law and aib pass out hoke advocate bana, I am impressed by following kd pathak, (ronit roy.)
झूठा केस करने पर पत्नी और पत्नी के परिवार को भी सजा दिलाई जाए...
Ye to 8wa ajooba ho gaya court ko kaise pata chala😂. Judge k upar guidelines banao na wife case karti hai DV ka bina kisi evedence ke court accept kar leti hai aur 8-10 saal case chalati hai. Aur patni kitna bhi jhuut bole court m 99% time wife ko koi saza ni hoti even pati ne perjury petition lagai ho phir bhi nahi. Indian law sirf kehne ko hi gender-nutral hai reality desh ko pata h.
Desh me 8wa kya or kitna ajooba desh ki janta dekhegi or bhog rahi or jub tak date par date chalegi tub tak aise ghatiha kanoon ko bhogti rahegi
बात तो सही है
Good evening mam
Koi bhi case Settle ho jayega to kamai kahan se hogi?😂😂😂
Isiliye to dono party se sath hath karke case ko date par date lekar 10/20 sal tak more day more money ke sidhyant par case ladte hai or court me case ka no.lagwaye rahte hai jaise main table spot enquiry ka objection Jan.2024 ko court me diya lekin pratiwadi ke wakil Nov.2024 tak bhi re-joinderi dakhil nahi kiye 10 mahina tak re-joinderi dakhil karne ke jagah date par date lekar case ko tante rahe ab kanoon ke jankari log khud samajh sakte hai ki wadi pratiwadi ke wakil mil kar kaisye case lad kar kanoon or nyay Dene Wale ko kaisa badnam kar rahe hai
Avi pata chala kitna slow hai hamara court issi se pata chala
Ma’am kindly make videos on Delhi local laws
Advocate can't do advertisement or any other business or many restrictive provision already in advocate act and court and judges or other only put extra restriction on advocacy... then what will advocate do
Everything all right Respected advocate mam but where is judgement copy
Court - Counciling करवाये पहल - रिपोर्ट कोर्ट में जाए तब फैसला हो
Court council Mera case me spot enquiry ka aadesh March.2023 ko hua jo Nov.2024 tak bhi dono party ke samne nahi hua is bich pratiwadi ek 23/9/23 ko table spot enquiry wadi ke file me lagwa diya gaya jiska information wadi ke wakil 8 Dec.2023 ko apne muwakil ko diye pratiwadi nahi chah raha hai ki dono party ke samne spot enquiry ho isliye o apna dhan ka upyog karke dono party ke samne spot enquiry rokne ka bharpur kosis kar raha hai
Sahi kaha Supreme court ne,, vakilon ko 50000/mah salary deti he bar council,, sahi judgments
True
Vakil ka fees dikhai deta h judges ke samne peskar jabardasti paisa leta h to espe koi kanoon nahi banate h
Ye sub ghatiha kanoon ke wajah se ho raha hai jisko koi dekhnewala nahi hai sirf desh ke garib janta nyay pane ke liye janta dekh or bhog rahi hai
Great 👍
Thanks 👍
Law ki padhai chhod de fir😂😂😂
Vakeelo par kaise action denge kaha se kaise posible hai aaj kal to paise ke upar sab bikte hain usme kanoon nahi dikhta fir😢😢 isko. Kaise kare bataiye
Jaise Mera case me sahi spot enquiry rokne ke liye pratiwadi dono wakil ko kharid kar rakhe huye hai
File a complaint to bci for professional misconduct, they have a disciplinary committed for thatvery purpose sec 35 of advocates act
File it with your respective state bar council
mam case name kya hain
Tu 33 baar haay naaa..... boli.... haai na.... 🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣
धंधा है और गंदा भी है
Mind your language
Dhandha to bhaiya hai lekin kuchh tathakathit imandar log usko Ganda banakar rakhe huye hai
@@Neeraj-yadav9198wakil sahab mind your profession
Vakil, Doctor seva pradan karne key liye.. khud ka seva lene nehi... yeh kasmakas magar kavi bhi practically jaada samajh ne ka samai kisi ko nehi mila..agey vhi sayed aisa hi...
Aap bhi bahut lamba khich rahi ho...🤪
Desh me kanun ghatya bana hua hai
Ghatiha kanoon ke wajah se aaj caroro carore case sabhi court me date par date lekar tana ja raha hai
They are vultures of the society
जज वकील सब मिलकर लूटते हैं समाज में गरीबों को
Chacha bhatija judges banana kb band hoga,jab rebolt hoga tb.
Akal avhi aaya..
.. Chor, corrupted ki dalal only for money 😂😂😂
Guiede form by supreme court is against of construction of india.court can make law ,court only interpret the law, supreme guide line banakar legislation kaise bana sakta hai, supreme court desh ki janta ko guide line banakar moorkh bana rha hai , supreme court e unprofessional judge members of parliament ban gaye hai
Thank you so much mam