If you ever read this - You Summarised in one sentence the philosophy of Khatimun Nabiyeen, for what the Ahmadi Muslims have claimed for the past 125 years. Poetry came to an end in its status with Faraz, yet subsequent poetry is now measured by Faraz'
@@PhenomenalBeat51 So thoughtful of you that you bring The Concept of Prophethood when a person is talking about a poets. Further, Prophethood ends at Muhammad (Peace be upon him). There is no prophet of anykind after him.
Mujse pehle tuje jis shakhs ne chaha hai shayad ab bhi tera gam dil se laga rakha ho ek benam si ummid par,ab bhi shayad apne khuwab ko janjiro ko saja rakha ho ye bhi mumkin hai ki ek din wo pasheman hokar tere paas aaye zamane se kinara karle tu ke masoom bhi hai jad-faramosh bhi hai uski pema-shikani ko bhi gawara bhi karle or me jisne tuje apna masiha samjha ek jakhm or bhi pehle ki tarha seh jaun jispe pehle bhi kai aehde-wafa tute hain usi dohraye par chup chap khada reh jaun✨🎀
mujh se pahle tujhe jis shaḳhs ne chāhā us ne shāyad ab bhī tirā ġham dil se lagā rakkhā ho ek be-nām sī ummīd pe ab bhī shāyad apne ḳhvāboñ ke jazīroñ ko sajā rakkhā ho maiñ ne maanā ki vo begāna-e-paimān-e-vafā kho chukā hai jo kisī aur kī ra.anā.ī meñ shāyad ab lauT ke aa.e na tirī mahfil meñ aur koī dukh na rulā.e tujhe tanhā.ī meñ maiñ ne maanā ki shab o roz ke hañgāmoñ meñ vaqt har ġham ko bhulā detā hai rafta rafta chāhe ummīd kī sham.eñ hoñ ki yādoñ ke charāġh mustaqil bo.ad bujhā detā hai rafta rafta phir bhī maazī kā ḳhayāl aatā hai gāhe-gāhe muddateñ dard kī lau kam to nahīñ kar saktīñ zaḳhm bhar jaa.eñ magar daaġh to rah jaatā hai dūriyoñ se kabhī yādeñ to nahīñ mar saktīñ ye bhī mumkin hai ki ik din vo pashīmāñ ho kar tere paas aa.e zamāne se kinārā kar le tū ki ma.asūm bhī hai zūd-farāmosh bhī hai us kī paimāñ-shikanī ko bhī gavārā kar le aur maiñ jis ne tujhe apnā masīhā samjhā ek zaḳhm aur bhī pahle kī tarah sah jā.ūñ jis pe pahle bhī ka.ī ahd-e-vafā TuuTe haiñ isī do-rāhe pe chup-chāp khaḌā rah jā.ūñ
Bohot hi khoob
Iss poetry ko sirf woh samajh sakta hai jis par beetti hai
This legend was pride of poetry in the 21st century after legendary Faiz Ahmed Faiz , After passing away of Ahmed Faraz , poetry came to an end
If you ever read this - You Summarised in one sentence the philosophy of Khatimun Nabiyeen, for what the Ahmadi Muslims have claimed for the past 125 years.
Poetry came to an end in its status with Faraz, yet subsequent poetry is now measured by Faraz'
@@PhenomenalBeat51 So thoughtful of you that you bring The Concept of Prophethood when a person is talking about a poets.
Further, Prophethood ends at Muhammad (Peace be upon him). There is no prophet of anykind after him.
😢@@PhenomenalBeat51
Mujse pehle tuje jis shakhs ne chaha hai shayad ab bhi tera gam dil se laga rakha ho ek benam si ummid par,ab bhi shayad apne khuwab ko janjiro ko saja rakha ho ye bhi mumkin hai ki ek din wo pasheman hokar tere paas aaye zamane se kinara karle tu ke masoom bhi hai jad-faramosh bhi hai uski pema-shikani ko bhi gawara bhi karle or me jisne tuje apna masiha samjha ek jakhm or bhi pehle ki tarha seh jaun jispe pehle bhi kai aehde-wafa tute hain usi dohraye par chup chap khada reh jaun✨🎀
Or mein jisne tujhay apna maseeha samjha💔
Very rare video .... great poetry by the great poet of this millennium
Achanak se drive karte hue iss ghazal ko sunne ka man hua…Awr anakh se ansoo bilawajah girne lage😢
Ye nazm hai😊
Wah ❤
بہت خوب!
mujh se pahle tujhe jis shaḳhs ne chāhā us ne
shāyad ab bhī tirā ġham dil se lagā rakkhā ho
ek be-nām sī ummīd pe ab bhī shāyad
apne ḳhvāboñ ke jazīroñ ko sajā rakkhā ho
maiñ ne maanā ki vo begāna-e-paimān-e-vafā
kho chukā hai jo kisī aur kī ra.anā.ī meñ
shāyad ab lauT ke aa.e na tirī mahfil meñ
aur koī dukh na rulā.e tujhe tanhā.ī meñ
maiñ ne maanā ki shab o roz ke hañgāmoñ meñ
vaqt har ġham ko bhulā detā hai rafta rafta
chāhe ummīd kī sham.eñ hoñ ki yādoñ ke charāġh
mustaqil bo.ad bujhā detā hai rafta rafta
phir bhī maazī kā ḳhayāl aatā hai gāhe-gāhe
muddateñ dard kī lau kam to nahīñ kar saktīñ
zaḳhm bhar jaa.eñ magar daaġh to rah jaatā hai
dūriyoñ se kabhī yādeñ to nahīñ mar saktīñ
ye bhī mumkin hai ki ik din vo pashīmāñ ho kar
tere paas aa.e zamāne se kinārā kar le
tū ki ma.asūm bhī hai zūd-farāmosh bhī hai
us kī paimāñ-shikanī ko bhī gavārā kar le
aur maiñ jis ne tujhe apnā masīhā samjhā
ek zaḳhm aur bhī pahle kī tarah sah jā.ūñ
jis pe pahle bhī ka.ī ahd-e-vafā TuuTe haiñ
isī do-rāhe pe chup-chāp khaḌā rah jā.ūñ
بغیر اک احساس کے یہ بات نہیں ھو سکتی
He must have experienced it
اعلی
He was such a legend
After loosing 99.99% hope but I'm still standing with 00.01%, plzz come back 😢😢
Mosy fav 💔☺
Ha was such a legend
Legend.
Phir maazi ka khayaal ata ha gahey gahey 💔
Overthinking
No words sir 😢😢😢😢😢
Full video please.
Skj❤
Waaah....Legend.
Ghalib to kuchh bhi nahi tha apke samne.
😂Bhai itni b na chor abb
@@saadikram5633faraz >> ghalib
@@faiqahmed740 jab ghalib ki shayri Smjh agye phir yh ni bolyga
Yrrrrrrr💔🥺🥺🥺
Pls upload full vedio of this mushaira
I invite everyone to listen the beautiful Recitation of Holy Quran Jazak ALLAH 💓💓💓
❤️❤️❤️❤️
Background music kis name se h, any idea??
🙏
❤️
Lost love
کوئی اس کی آسان سی تشریح کردیں تو میرے لیے بہت اسان ہوگا! کوئی ہے؟
Fall in love then it asan ho jaey gi
Aise marhale bayaan karna paani pakdne jitna Mushqil kaam hai
Can anyone tell me the original source of background music.??
Koi batayega??
Dard and gahrayee..
Aaj kal k shayar inke samne kuch bhi nahi.
He was such a legend