राजा जैसा जीवन भी दे सकता है नीचभंग राजयोग

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 11 ม.ค. 2025

ความคิดเห็น • 140

  • @Arp716
    @Arp716 หลายเดือนก่อน

    🙏🙏🙏🙏

  • @vikrantzilpe8571
    @vikrantzilpe8571 ปีที่แล้ว

    Good information about nichbhag rajyog

  • @jack_arti
    @jack_arti ปีที่แล้ว +2

    first🎉

  • @vistaarastro
    @vistaarastro ปีที่แล้ว +4

    Bahut badiya mera singh lagan mein chandrma neech rashi mein hai or guru or mangal saptam bhav mein neech bhang hua apka bahut abhaar bahut dino se soch rha tha is baare confirm hua bahut bhaut dhanyawaad g

  • @jayashreekhatri6158
    @jayashreekhatri6158 ปีที่แล้ว

    Bahut satic

  • @niteshkumarpandey5145
    @niteshkumarpandey5145 ปีที่แล้ว +1

    हर हर महादेव

  • @Kdsinghr1153
    @Kdsinghr1153 ปีที่แล้ว +1

    Jai guru dev

  • @yogeshpandit5268
    @yogeshpandit5268 ปีที่แล้ว

    आनुभव गुरु जी बहोत बहोत धन्यवाद आपक 💯🌺❤🙏🏻🙏🏻🙏🏻योगेश पंडित

  • @rahuldubey3851
    @rahuldubey3851 ปีที่แล้ว

    Fantastic explanation

  • @mukulkumarshrivastava7560
    @mukulkumarshrivastava7560 ปีที่แล้ว

    🙏 Bahut clear concept hai 🙏

  • @exam_busters8976
    @exam_busters8976 ปีที่แล้ว +1

    very nice

  • @VineetBapu-nv4xm
    @VineetBapu-nv4xm ปีที่แล้ว

  • @ashirwad999
    @ashirwad999 ปีที่แล้ว +2

    💐💐💐💐💐💐💐💐💐💐💐💐💐💐💐💐💐💐💐💐💐💐💐💐💐💐💐💐💐💐💐💐💐💐💐💐💐💐💐💐💐💐💐💐💐💐💐💐

  • @LeninDataniya
    @LeninDataniya ปีที่แล้ว +1

    Thank you so much 💞

  • @SonuNainwani-m8e
    @SonuNainwani-m8e 7 หลายเดือนก่อน

    Ha sir mere kundli neech bhang ho raha h. Pranam❤❤

  • @anikaparmar727
    @anikaparmar727 ปีที่แล้ว +2

    Very well explained...👌👌💐💐

  • @devendrasuman2729
    @devendrasuman2729 ปีที่แล้ว +2

    Shabar mantra ke Barre mai bhi bataye 🙏🙏🙏

  • @SanjayGupta-lk3ur
    @SanjayGupta-lk3ur ปีที่แล้ว

    🙏🏻🙏🏻

  • @UdayRathore-15
    @UdayRathore-15 หลายเดือนก่อน

    Sir shukraguru kanya rashi mai h 3rd house mai kya neech bhang h ??

  • @dipankardey4553
    @dipankardey4553 ปีที่แล้ว +1

    Sir Scorpio lagna k kundli mai. Guru 3rd house makar rashi mai hone se kya yea nich vang hoga. Or Jupiter k upar shani ka drishti hai.

  • @rbverma8657
    @rbverma8657 ปีที่แล้ว +1

    🙏🙏🌹🙏🙏

  • @taraknathsingh4592
    @taraknathsingh4592 6 หลายเดือนก่อน

    Kya nichbhang wale planet ka ratan dal sakte h

  • @gopeshlohani5409
    @gopeshlohani5409 3 หลายเดือนก่อน

    Makar rashi
    Meen me budh 3 no. Pe guru bhi meen me kark 7 house chandrma in 1 house

  • @RohitSingh-ku8hl
    @RohitSingh-ku8hl หลายเดือนก่อน

    Kya aap meri kundali dekh kar bata sakte hai usme bhi aisa yog hai

  • @alokmishra8192
    @alokmishra8192 3 หลายเดือนก่อน

    My saturn is retrograde at 26 degree in mesh rashi and mangal is aspecting from 8th aspects.shani never gave me pain but pancham gochar destroyed everything

  • @vandanadangar2733
    @vandanadangar2733 2 หลายเดือนก่อน

    naam kon si sign mai rakhna chahiye lagn rashi ya chandr rashi kya sabse achha hota hai

  • @gupt55
    @gupt55 ปีที่แล้ว +1

    Guru ji Karka lagna, Moon in Vrischika 5th house(neech) and Mangal in Karka 1st House (neech), this Rashi exchange will make Neech Bhang? Moon Dasha will give good or bad results?

  • @abhishek28able
    @abhishek28able ปีที่แล้ว

    Janampatri kese dikhwa skte hn aapko.

  • @189DSRANA
    @189DSRANA ปีที่แล้ว

    Tula lagan mein shukra nich ke hai or unn par mangal 4th drishti hai toh shukra ka kya nich bhang mana jayega...

  • @jovialakashpattanaik5558
    @jovialakashpattanaik5558 ปีที่แล้ว +1

    🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏❤

  • @sukhdeepsharma6805
    @sukhdeepsharma6805 ปีที่แล้ว

    Sir yadi neech ka ketu (18 ansh ) neech k Surya (28) ko dekhe to kya neech bhang h upar se Shani ki 10th drishti bhi h ji

  • @simantabharadwajssb8173
    @simantabharadwajssb8173 ปีที่แล้ว +1

    Guru ji Dhanu lagna main 8 t house main Mangal Shukra ke sath Yuti kar raha hai🙏 kuch upay batayiye na🙏🙏

  • @TarunSharma-hl5kv
    @TarunSharma-hl5kv ปีที่แล้ว

    Thanx anubhav mere chote bete ke kundli me lagna me neech ka budh aur 7th guru hai aur bade bete ki kundli me budh 10th me meen rashi aur guru 8th me makar rashi ka uska Lord 10th house me hai ....which meens?

  • @balkrishan4140
    @balkrishan4140 ปีที่แล้ว +1

    JAI MATA KI 🙏Sir Mere Horoscopes Mai Virshbh Lagn Aur Virshbh Rashi Hai Surya Dev Tula Rashi Mai Hai 6 House Mai 7 Ansh Ke Aur Sukr Dev 4 House Mai Hai Kendra Bhav Mai Singh Rashi Mai 21Ansh Ke Surya Dev Aur Sukr Dev Ka Rashi Parivatn Hai Fir Ye Nichbhag Raj Yog Baneg Sir Aap Jankari De Aap Ka Dhanyvad Guru ji

  • @KuldeepSingh-qr3rn
    @KuldeepSingh-qr3rn ปีที่แล้ว

    Sir ji ak video vipreet rajyog per bhi banao kripya karke

  • @neerajshah5000
    @neerajshah5000 ปีที่แล้ว

    Sir cancer lagna me mangal lagna me aur chandra brischik me nich ka Kya hoga fal????

  • @AvignaJV
    @AvignaJV ปีที่แล้ว

    Neech bhang raj yog kis age se main falit hota hey?

  • @thesanto009
    @thesanto009 ปีที่แล้ว

    Rahu ketu.... Ke bareme nahi bataya

  • @BalkishanSirkaniya
    @BalkishanSirkaniya 6 หลายเดือนก่อน

    Nice Information sir Dhanyawad Mere Horoscope Me Virshbh Lagn Virshbh Rashi Hai Shukr Dev 21 Ansh Par 4 Bhav Me Hai Aur Surya Dev 6 Bhav Me 7 Ansh Par Hai Aur Surya Dev Aur Shukr Dev ka ka Rashi Parivartan Hai Sir Please Meri kafi Time Se Bahut Problem Me Hu Problem ke Baad Fir Se Problem Aati Rahti Hai Please Message Ya Comments Se kuch Help Kare Dhanyawad Sir

  • @hariom-pv8ut
    @hariom-pv8ut ปีที่แล้ว

    6th house mai shani mesh rashi mai neechbhang rajyog.... But shani ki purna drishti chandrma par hai to kya vish yog bhee banega ya bhang ho jaiga aur chandrama ke aage peeche koi planet bhee nahi hai to kya kemdrum dosh bhee bhang ho jaiga? Shani ki purn drishti se?

  • @ganeshpaudel1210
    @ganeshpaudel1210 ปีที่แล้ว

    गुरुजी मिथुन लग्न की कुंडली में देवगुरु गुरु अष्टम भाव में नीच के बैठे है,साथ बक्री है क्या इसे निचभंग माना जाएगा की नही, नीचका ग्रह बक्री होने पर नीचभंग माना जाएगा की नही

  • @saurabhpanhalkar9664
    @saurabhpanhalkar9664 2 หลายเดือนก่อน

    Mere kundali me shani 3 ( nich , vakri ) house me hai mesh rashi Mai or Mangal ( uch ) 12 house me hai jo ki apni 4 drushti Shani dev par dal rahe hai

  • @ajaysingh-er5mb
    @ajaysingh-er5mb 8 หลายเดือนก่อน

    Anubhav sir mere lagan me shukra neech ka ha aur 7th Ghar me Mangal ha meen rashi mein ...9th me guru ha ...to kya Mangal ki drishti ya guru ki drishti se neech Raj bhang yoga hoga kya

  • @mohitpandey4478
    @mohitpandey4478 ปีที่แล้ว

    Kya lagna mein neech aur navmansh mein ucch ya Pushkar navmansh mein hone par bhi neech bhang hota hai ??

  • @aakashbhardwaj8886
    @aakashbhardwaj8886 6 หลายเดือนก่อน

    Ji guruji meri kundli me neech bhanga ho rha h aur aapke btaye 2 sutra bhi lagu ho rhe h🙏♥️
    Jai gurudev🙏🙏

  • @mohitpandey4478
    @mohitpandey4478 ปีที่แล้ว

    Kya ye sambhav hai k neech bhang rajyoga aur parivartan yoga ek saath ho jaaye ?? Makar lagna ki kundali mein Mangal 7th house yani kark mein aur Chandra 4th house mein Mesh mein hai to ye kaun sa yoga hua ??
    Aur kya aisi sthiti mein Moti dharan kiya ja sakta hai ?? Chandra aur Mangal mein tatkalik maitri hai aur Mangal vakri bhi hai, Chandra ki tatkalik maitri Lagnesh Shani aur shukra k saath bhi hai aur ye dono hi lagna mein baithe hain

  • @ramakanttiwari3800
    @ramakanttiwari3800 ปีที่แล้ว

    Sir mangal chandra kii rashi kark me neech ka hai and chandrama mangal kii rashi vrischik me neech ka baitha hai, kya neech bhang falit hai

  • @ravibajaj9534
    @ravibajaj9534 ปีที่แล้ว

    Dhanu Lagan me Chandra 12 house me kya nichtva bhang hoga? Aur shukra dasham bhavme aur bhudh navam bhav me surya k saath kya nichatva bhang hoga?

  • @VikasSharma-xj4su
    @VikasSharma-xj4su 7 หลายเดือนก่อน

    Meri kundli main chandrama 12th house main neech ka hoke baitha hain aur aapke bataye huye 4 sutro main se 3 meri kundli main lagoo hote Hain aur July'24 se meri chandrama ki dasha bhi shuru hone wali hain, so kya main iska prabhav is period main dekh sakta hoon kya??

  • @shreegrahacharya5097
    @shreegrahacharya5097 หลายเดือนก่อน

    Meri kark lagn aur lagn me hi guru aur Mangal hai

  • @aaditi5139
    @aaditi5139 ปีที่แล้ว

    Sir plzzzz btaye ki agr rahu mithun lagan mein saptam mein ho vrish navmansh mein dwadash bhaw mein ho toh apne dasha mein acche phal denge ya nahi🙏🙏🙏🙏🙏

  • @jitendradhebe5386
    @jitendradhebe5386 ปีที่แล้ว

    Sirji dhanu lagn mai 8th house mai mangal neech ka hai aur rahu ke sath hai aur Chandra ketu 2nd house mai hai....yaha neech bhang aur viprit raj yog hai Grahan dosh to yeh combination kya achha fal dega.....

  • @joradesai5153
    @joradesai5153 ปีที่แล้ว

    🙏 पंडितजी अगर कन्या राशि में बुध और शुक्र एकसाथ बैठे हो तो निचभंगराज योग कहलायेगा।

  • @pankajbiswas4638
    @pankajbiswas4638 6 หลายเดือนก่อน

    Sar Hamara Singh lagn hai Mangaldeep Hamara Bhagya se bhagyashow kar dadas Mein Hai kark Rashi mein hai uske sath Guru bhi hai to kya Hamara news Ho Gaya

  • @arzooparihar4898
    @arzooparihar4898 ปีที่แล้ว +1

    Buddh is in the 6th house in min Rashi, and all the formulas are present in my horoscope.

  • @diwakarchoudhary8521
    @diwakarchoudhary8521 2 หลายเดือนก่อน

    राहू का नीचता भंग होता है क्या?

  • @ruchika6295
    @ruchika6295 ปีที่แล้ว

    Guru ji neech n uchh kaise dekhte hai kripya is topic per bhi ek video banaye, , , aapke diag se jyada acha samajh mein aata hai 🙏

  • @chiragpatel-df6wx
    @chiragpatel-df6wx ปีที่แล้ว

    Sing lagan me bhudh nich ka he or guru bhagya sthan me he to nich bhang huaa?

  • @ayodhayametal1043
    @ayodhayametal1043 ปีที่แล้ว

    एक और सूत्र
    मेष मे शनिदेव नीच के हे और साथ मे सूर्यदेव उच्च के बैठे हो तो नीच भंग होता है ( मेष मे शनी सूर्य की युती )

  • @shubhanshuraj4256
    @shubhanshuraj4256 ปีที่แล้ว

    Sir Mangal lagna me hai
    Aur neech bhang ho raha hai

  • @shilpi9407
    @shilpi9407 ปีที่แล้ว

    Navansh kundli mein neech ka ho to?

  • @Saibeti
    @Saibeti 9 หลายเดือนก่อน

    neech ka grah kaise pata chalta hai Guru ji'

  • @amoltandon7751
    @amoltandon7751 ปีที่แล้ว +1

    Meri kundli kaneya lagan ki hai mangal 11th house main main chander ki rashi main neach k hai or chander 8th house main mangal ki rashi main hai to sathiti mainkya hoga sorry add karna bhool geya mangal k sath 11th house main rahu b hai

  • @vijaypatel6157
    @vijaypatel6157 หลายเดือนก่อน

    Meri sinh lagna ki kundli me 6th house me Makar raashi me Shani guru hai
    Kya shani bhi nichbhang karte hai guru ka ??

  • @vikramkaushalsingh4807
    @vikramkaushalsingh4807 ปีที่แล้ว

    Yes shukr neech ka hai and uska neechbhang hua hai ķyoki 12 mein hai and ukka rashipati 10 bhav mein hai
    Dob 25.8.1946 time 10.30 am Place Nahan himachal

  • @Arp716
    @Arp716 หลายเดือนก่อน

    मकर लगन की कुंडली मैं गुरु नीच के होकर शुक्र के साथ हैं। क्या नीच भंग हुआ, क्योंकी शनि तुला मैं उच्च के होते हैं और तुला का स्वामी शुक्र केंद्र मैं h

  • @ratneshchoudhary42
    @ratneshchoudhary42 ปีที่แล้ว

    मेरी कुंडली में शुक्र दुसरे भाव में नीच के हैं कन्या राशि में और शुक्र मेरी कुंडली में दशम भाव के स्वामी भी हैं और बुध केंद्र में हैं प्रथम भाव में सूर्य और चंद्रमा के साथ युति बनाकर

  • @bhavnascbsesanskritclasses4366
    @bhavnascbsesanskritclasses4366 ปีที่แล้ว

    प्रणाम गुरूजी.. क्या ये सुत्र डि-10 कुंडलीमे हो तो करीयर मे अच्छा फल देंगे?

  • @bindersingh2631
    @bindersingh2631 ปีที่แล้ว

    Neech ka grah jab koi gar me ho .
    Agar uska Malik..
    Chandra k Kendra me ho.. tho b neech bang rajyog banta hai.
    Pls add this point

  • @ninashah5250
    @ninashah5250 ปีที่แล้ว

    Sir, can these rules be applied for Navmansa chart ?

  • @abhishekgardencg
    @abhishekgardencg ปีที่แล้ว

    नीच भांग होगा तो नीच ग्रह का रतन पहन सकते है

  • @MainpalChahar-bv8uv
    @MainpalChahar-bv8uv 4 หลายเดือนก่อน

    Mera mangal 3bhav me h or chandarma 9 bhav me h meen lagan ki kundali h kya ye nich bhang h or guru 7 bhav me h sani k shath to kya guru ka nich bhang hoga

    • @worldking480
      @worldking480 4 หลายเดือนก่อน

      ye lund bhng yog hi...

  • @BhawaniSingh-xm7nl
    @BhawaniSingh-xm7nl ปีที่แล้ว +1

    इसमें बुध नीच राशि में है लेकिन मीन राशि ma स्वामी केंद्र में नीच के हो जाए तो क्या निचभनग होगा ???????????

  • @astrodavidology5148
    @astrodavidology5148 ปีที่แล้ว

    kanya lagan ki kundli hai SUKRA 21°aur GURU 0° pehle hi ghar me yuti hai aur BUDH 24°, SURYA 26°ke sath barahwe ghar me h aur MANGAL 6° daswe ghar me hai.. sawal no. 1 kya SUKRA ka nichatwa bhang ho gya?
    sawal 2. kya Guru aur Sukra ke lagan me sath hone se MAHADHANI yog banega?
    sawal 3. Kya mrit MANGAL daswe ghar me digbali hone ke karan apna aacha fal dega ya मृत hone ke wajah se fal nahi de payega? please guide 🙏

  • @sujal7442
    @sujal7442 ปีที่แล้ว

    Sir tula lagan ke kundli
    2nd house chandra rahu yuti
    5th house shani
    8th house shukar ketu yuti
    9th house sun
    10th house budh
    11th house mangal
    12th house guru

  • @gktiwari7794
    @gktiwari7794 ปีที่แล้ว

    Mesh Rashi ka Swami customer Sthan Mein baitha hai और चंद्रमा क दृष्टि है तो क्या उसका नीच भंग होगा

  • @subhamgupta6858
    @subhamgupta6858 ปีที่แล้ว

    अंश से ग्रह का नीच भंग भी क्या राजयोग देता है??

  • @vidyatendulkar3320
    @vidyatendulkar3320 ปีที่แล้ว

    मेरी कुंडली में मकर राशीके गुरू छठे स्थान में है, साथ ही शुक्र सप्तम में है इस प्रकार नीच भंग के दो योग बन जाने से मेरा वैवाहिक जीवन अच्छा चल रहा है. गुरू के शुभ फल मिलने में दिक्कत नहीं हुईं है

  • @mohitpandey4478
    @mohitpandey4478 ปีที่แล้ว

    Do grah agar neech k hokar ek doosre ko apni 7th aspects se dekhte ho to bhi neech bhang rajyoga hota hai aur atyant prabal hota hai par Activate wo after 42 years hota hai

  • @lalitsharma7565
    @lalitsharma7565 6 หลายเดือนก่อน

    कर्क लग्न में मंगल लग्न में बैठे हैं तथा चंद्रमा चौथे और शुक्र दसवीं घर में आमने-सामने बैठे..
    दो सूत्र लागू हो रहे हैं..
    क्या मूंगा पहन सकते हैं

  • @rajeshtaneja7102
    @rajeshtaneja7102 8 หลายเดือนก่อน

    Mera Vrishabh Lagna aur Makar Rashi hay.
    Meri kundali mein Guru makar rashi mein, Chandra dev aur Bhaghesh Shani dev ke saath hain, Tri trikon mein.
    Mangal dev bhi neech ke hain, saptam drishti se bhagya bhav ko dekh rahe hain.
    Mangal dev ka neech bhang ho raha hay doh tarah se. Mangal dev, 3 rd house mein aur Chandra dev apne ghar ko dekh rahen hain.
    Guru dev ka bhi NB ho raha hay kyonki Bhaghesh Shani ke ghar mein Shani ke saath hain. Yeh sutra aapne nahi bataya par Shani ke saath utee ke karan, guru dev ka bhi NB ho raha hay.

  • @ajaysojitra8695
    @ajaysojitra8695 ปีที่แล้ว

    Meri dob 29/08/1983..... BIRTHTIME-17 00 place AMRELI GUJARAT Mera Mangal ka nichbhang ho gaya hai???plzzz .... pandit ji....

  • @inderjeetmalakar6264
    @inderjeetmalakar6264 ปีที่แล้ว

    १२ भाव में तुला राशि में सूर्य नीच के हे और गुरु की ५ दृष्टि हे क्या रिज़ल्ट होगा इसका

  • @ankurdwivedi5951
    @ankurdwivedi5951 ปีที่แล้ว +1

    यदि केंद्र के किसी भी घर में किसी भी 2 या 3 ग्रहो की युती हो तो इसका क्या प्रभाव पड़ेगा 🙏
    कृप्या मार्गदर्शन करें.

  • @HardikSanischaraRocks
    @HardikSanischaraRocks ปีที่แล้ว

    Me Meen Lagna ka jaatak hu. Mere Surya Devta Nich ke ho ke 8th house me Tula Rashi me baithe hai. Aur Mere Shukra dev bhi Sva Grahi ho ke Tula Rashi me Surya ke sath baithe hai. Iss tarah mere Surya devta ka nichatva kuch hadd tak bhang ho raha hai. Dekha jaai to ye Raaj Yog Wali sthiti to nahi banata but ha meri Surya Dev ki mahadasha abhi khatam hui hai to mein itna jarur kahunga ke aapko barbad nahi hone dete. Aur aap jivan me aage bhi badhte ho lekin shangrash ke sath. Apko success thaali me paros ke nahi milta, aapko din raat ek karne padte hai. Aur itni mehnat karne ki shakti bhi yehi nich ke grah dete hai kyuki unki nichta bhang ho rahi hai, warna wo aapko giraa hi dete agar wo chahte. This my humble observation looking at my own life.

  • @sanjitanarvekar
    @sanjitanarvekar ปีที่แล้ว

    हमें कैसे पता चलेगा कि कौन सा ग्रह नीच का है. वृश्चिक राशि मेरी है बस चंद्रमा नीच का है

  • @STV56786
    @STV56786 ปีที่แล้ว

    हमारी kundali me शनि का nichatv 1or 3 rule दोनों से भंग हो रहा है

  • @createcreativity7
    @createcreativity7 ปีที่แล้ว +2

    Meri kundli check kijye 16/11/1994 8?05pm panipat haryana...sab yog h lekin fir bhi bekar ..

  • @varietiesvideo59
    @varietiesvideo59 ปีที่แล้ว +1

    Cancer ascendant mein mercury 9th house mein apna nakshatra mein ho aur jupiter 1st house mein Saturn ki nakshatra mein ho to kya yein neech bhang hua? Aur acting,direction mein success milega? Kya result milega?

  • @upendrasingh5752
    @upendrasingh5752 ปีที่แล้ว +1

    Rashi exchange से भी नीच भंग होता है अनुभव जी। जैसे शुक्र कन्या में हो और बुध तुला में तो शुक्र का नीच भंग हो जायेगा।
    जो ग्रह आपकी लग्न कुंडली में नीच है और वो ही ग्रह नवमांश में उच्च हो जाए, जैसे लग्न कुंडली में शनि मेष में हो और नवमांश में शनि तुला में हो तो शनि का नीच भंग हो जाता है।
    आप सहमत हैं?

    • @tathastuanubhav..9999
      @tathastuanubhav..9999  ปีที่แล้ว +2

      जी बिल्कुल
      दरअसल नवमांश और जन्मचक्र से ग्रह की पूरी सही स्थिति का पता चल जाता है

    • @ganeshpaudel1210
      @ganeshpaudel1210 ปีที่แล้ว

      ​@@tathastuanubhav..9999गुरुजी अगर नीच का ग्रह बक्री हो जाए तो नीच भंग माना जाएगा कि नही

  • @satyam52
    @satyam52 ปีที่แล้ว

    Abhi tak sahi hote nahin dekha

  • @shriramsharma5981
    @shriramsharma5981 ปีที่แล้ว

    बुध मीन राशि मे है लग्न में है नीच है पर साथ मे शुक्र बैठा है साथ मे गुरु बैठा है चन्द्रमा बैठा है मतलब तीनो उसका नीचत्व भंग कर रहे है।

  • @rajeevnanajkar2468
    @rajeevnanajkar2468 ปีที่แล้ว

    Shani with 9 degree in 8 th house in Kanya Lagna in Mesh Rashi
    Is this Neech Bhang yog ???

  • @kalkiavatar15
    @kalkiavatar15 2 หลายเดือนก่อน

    Mere to tula lagn me guru or budh nich ke hai

  • @jitugajjar7953
    @jitugajjar7953 ปีที่แล้ว

    राशि -मकर ,लग्न-कुम्भ , गुरु-राहु-11 वे , शनि देव 4 थे , सूर्य-मंगल 9 वे , बुध 10 वे ,शुक्र 8 वे स्थान पर

  • @ganeshbagawade2468
    @ganeshbagawade2468 ปีที่แล้ว

    निच ग्रह और अस्त ग्रह मे फरक होता है या दोनो का मतलब एक ही है

  • @RishiKesh-ei7lp
    @RishiKesh-ei7lp 3 หลายเดือนก่อน

    Budh ki rashi me Mangal bedha he Shani ko dekhtha to Shani ka nich bhang hoga

  • @deekshamathrani4114
    @deekshamathrani4114 ปีที่แล้ว

    Shani 4th house m neech h mangal 10th me h hope it is neech bhang

  • @vishwadeepak6137
    @vishwadeepak6137 ปีที่แล้ว

    यदि लग्न में कोई ग्रह नीच का है और नवमांश में वो उच्च का हो जाय या अपनी राशि में हो जाय तो तो क्या ये भी नीच भंग राजयोग हुआ कि नही..??

  • @vikramsinghrawat6740
    @vikramsinghrawat6740 ปีที่แล้ว

    गुरुजी नीच का ग्रह अगर वक्री हो और षडबल में बलि हो, तो क्या तब भी नीचभंग होगा ?