सिर्फ चन्द्रमा से ही निच भँग होता है और भी दुसरा तरीका भी होता होगा जिस राशि मे वह निच का होता है ऊस राशि का स्वामी ऊसको देखे तब भी निच भँग होता होगा इसलिए आपसे रिक्वैस्ट है अगर ऐसा होता है तो निच भँग राजयोग के और भी विस्तृत व्याख्या हो सकती है मे आपके सभी विडीयो देखता हुँ आपकी व्याख्या बहुत अच्छी और सटीक होती है
Thankyou soo much... Meri kundli me surya 2nd house me neech ke h... To usko shurkr ne 1 house me hoke bhang kr liya kyu ki moon 4th house me hai... And mera venus bhi neech h but usko bhi budhh ne 1st house with kanya rashi bhang kr diya.... Mere 2 main grah ka neech bhang ho gya.... Thank you so much for this information... Bahot dino se dhundh rahi thi mai.. Aapne bahot ache se smjhaya ❤
Mere bhi shukra nich rashime ashtam bhav me hai tatha budh devata Chandra devata ke sath navam bhav me patidev ki kundali me uccha ke shukra barahve bhav me atyant garib paristhiti me shadi hone ke bavjud ek sukhi sampanna jivan bitaya hai shadi ke 45 sal bit chuke hai video dekhne me anand aya
Sir I'm 17 I'm bit confused what do in life in which line or carrier I should go . Plz sir just tell will I'll be able to acheive success or be failure :- 2 sep, 2005 , 7:24 am
Sir Jupiter neech ka aur vakri he 6bhav me aur shani 8bhav me betha he meen rashi me dono ek dusre ke bhav me bethe he to kya ye neech bang rajyog hua kya?moon 10th house me he exalted he shani se 3bhav me.
Guru ji Tula Rashi me Shani,shukar,and Surya grah hain,lagan Mithun hai,shukar and Shani Surya ki digri ka bahut difrent hai ji,kya neech bhang rajyog bangega ji
Mera too Shukra 24° neech bhang raj yog hai... But bachpan se Bhuut financial crises jheli h.😢.. shadi bhi mushkil se huii... Age 37 ho chuki... Ram jaane ab Raj yog kab active hoga ?? !! May be results nhi mile kyuki Shukra 24°,, Surya11° ,,Ketu 8° ,, Mangal 1° ye sab ek sath kanya rashi 4th house me hai .... Reason sir aap bta digiye too achha h 🙏🏻 but Rajyog too abhi tkk nhi bana.
sir meri kanya lagan ki kundali hai aur sukra aur guru lagan me hain guru 00* ke hain aur sukra 21* ke aur budh 24* surya 26*ke sath 12th house main hain aur chandrma 7* 7th house mein hain kya mere sukra ka nich bhang hoga aur agar nahi hoga to uupay kya karun??
Neech grah , jis rashi me baitha ho , usi rashi ka lord bhi , yadi vahi baitha ho to neech bhang hota hai. Jaise , makar rashi me , ju neech ka hota hai, lekin yadi Shani bhi vahi baitha ho to neech bhang ho gaya.
Mere dhanu lagn me guru nich ke he makar rashi me or satha me sukar bhi he or sani dev bhethe he sukar ki rashi me to chandar dev se kendra me sukar dev he to nich bhang hoga ya nahi
Agar Tula lagan me dasve Ghar me Mangal chander ki rashi me ho aur chanderma saptam Ghar me hi to kya Mangal ka nich bhang ho gya ya nhi please batlaye
sir agar nich bhang agr lagnesh k sath bne par rahu uske sath ho to rahu uska bura parinam dega kya lekin uski placement achi ho jaise ki rahu or lagnesh 10th house m ho
Thank Guruji aapka Tarika sabse Hatkar hai Aaj Maine jana hai ki mera shukr neech ka Nahin Hai aur Mera shukr Lagan Mein Hai aur Chandrama 11 Bhav mein hai aur Budh dusre Bhav mein hai kis Prakar Mera neech Bhang ho Gaya thank you so much sir🎉🎉😊
Jai bhole nath.acharya g.Thank you acharya g mai to ye janti thi ki koi grha nichta tab bhang hoti h jab us grha sawami apne he ghar ko dekhe. Kya ye sutra sahi h ya गलत. Plzz batiyga jarur achary g.
Shani ke sath guru makar rashi me hai to neech bhang hota hai kya guruji ya neech guru ko neech Mangal dekhata hai satptamse to neech bhang hota hai kya guruji
Namaste🙏, guru ji, apki baat achchhe se samajh aa gayi he agar 9th house me budh he 12th meen rashi ka ,or lagan me chander he to jupiter 7th me he neech bhang raj yog he,ans jarur dijiyega apki bhasha me bolu to kya me sahi seekh rahi hi yu nahi
Sir my jupiter in navamsa is in 10house in capricon but unpr saturn ki 3rd drishti pdri hai....so ye b neech bhang mein count hoga na.??....Aisa maine pda tha.....Aslo jupiter was exalted in lagna chart yet debilated in navamsa 🙂🙂🙂....Thanku so much for ur beautiful video ❤
सारांश यह कि नीच ग्रह के भाव का स्वामी चंद्र से केंद्र में हो तो नीच भंग। आप ने बहुत समय लगाया,खैर। अब प्रश्न यह है कि क्या नीच ग्रह लग्न से केन्द्र में होने पर भी यही सिद्धांत लागू होगा ?
सर मेरा मिथुन लग्न कुंडली हे प्रथम मिथुन राशी मे चंद्र से चतुर्थ स्थान कन्या राशी मे सूर्य बुध शुक्र हे क्या यह निच राजभंग योग केहेलता हे क्या? सूर्य अंश 23, बुध अंश15, शुक्र अंश17, हे सूर्य का अंश ज्यादा हे, ऐसा कहा जाता हे की सूर्य की डिग्री ज्यादा होनी पास के ग्रह अस्त होतो जाते हे तो बुध अच्छा फल दे पायेगा? बुध शुक्र का नीच राज भंग कहलायेगा व फल अच्छे दे पायेगा?
Meen Lagan ki kundali hai Gurudev. 5 House mein Guru Chandra hai.. 8th house mein Shukra aur mangal saath mein.. Neez Bhag Banega Sir.. by Chandra with Shukra or Mangal by calculating 4 as per your speech..Please advise
सिर्फ चन्द्रमा से ही निच भँग होता है
और भी दुसरा तरीका भी होता होगा
जिस राशि मे वह निच का होता है ऊस राशि का स्वामी ऊसको देखे तब भी निच भँग होता होगा
इसलिए आपसे रिक्वैस्ट है
अगर ऐसा होता है तो
निच भँग राजयोग के और भी विस्तृत व्याख्या हो सकती है
मे आपके सभी विडीयो देखता हुँ
आपकी व्याख्या बहुत अच्छी और सटीक होती है
Sahi kah rahe h
You are simply genius.…no match
काफी बाते आप की सही है 10 वे भाव में बुद्ध सनी के साथ कन्या राशी में है
Complicated topic ko bahut hi simple way se samjhaya Shastri ji 🙏
Thankyou soo much... Meri kundli me surya 2nd house me neech ke h... To usko shurkr ne 1 house me hoke bhang kr liya kyu ki moon 4th house me hai... And mera venus bhi neech h but usko bhi budhh ne 1st house with kanya rashi bhang kr diya.... Mere 2 main grah ka neech bhang ho gya.... Thank you so much for this information... Bahot dino se dhundh rahi thi mai.. Aapne bahot ache se smjhaya ❤
अध्यापनका सरल तरीका। धन्यवाद
Thanks shailesh ji,bilkul nai janakari
Mere bhi shukra nich rashime ashtam bhav me hai tatha budh devata Chandra devata ke sath navam bhav me patidev ki kundali me uccha ke shukra barahve bhav me atyant garib paristhiti me shadi hone ke bavjud ek sukhi sampanna jivan bitaya hai shadi ke 45 sal bit chuke hai video dekhne me anand aya
Thank you so much.. bht hi achche se or bht hi asani se smjh a gya
Om name shivaye Jai mata di
Bahut achha samjhaya apne
I didn't knew that I have neech bhang in my kundali. Wow that's some explanation sirji.
Awesome explanation
सादर प्रणाम गुरु देव 🙏🙏❤, कोटिश: धन्यवाद इतने आसान तरीके से explain करने के लिए 🙏🥀💐🌷🌺🌸, मै आपके videos regularly dektha hu🙏❤
Sir I'm 17 I'm bit confused what do in life in which line or carrier I should go . Plz sir just tell will I'll be able to acheive success or be failure :- 2 sep, 2005 , 7:24 am
@@anujdimple ludhiana, punjab
Pashchim bengal 😂😂😂😂
Ha meri kundali mai sukar grah 6 mai hai aur chandrma se fourth hai aur aapa rule apply ho raha hai
Agar uch or neech greh saath baithe ho
U r best guru. Easy to learn love u guru❤❤❤❤
Guruji mera bhi Surya neech rashi me yuti hai Surya,sukra,budh k chandrama mesh rashi me
Meri kundli meh .. chandrama v neech ka Hai aur mangal v neech ka Hai.. kya hoga ysse plzzz reply sir ?
Mangal jab neech ke hon toh kaise dekhenge
Aseme Chandra se Mangal ka sthan dekhna hota h
@@nabajyotipaul7635Chandra dekh rha ho to
Sir Jupiter neech ka aur vakri he 6bhav me aur shani 8bhav me betha he meen rashi me dono ek dusre ke bhav me bethe he to kya ye neech bang rajyog hua kya?moon 10th house me he exalted he shani se 3bhav me.
Sir Ji, mujhy lagta hain aapka bhi neech bhang raaj yog hain, tabhi aap itna acha padha rahy
Guru ji Tula Rashi me Shani,shukar,and Surya grah hain,lagan Mithun hai,shukar and Shani Surya ki digri ka bahut difrent hai ji,kya neech bhang rajyog bangega ji
Sir Surya ki digri 16 hai and shukar ki digri 18 hai,and Shani ki digri 29 hai ji
बहुत सुंदर 🙏🙏 यह स्थिति चंद्र लग्न से भी तो देख सकते गुरु जी!
Mera too Shukra 24° neech bhang raj yog hai... But bachpan se Bhuut financial crises jheli h.😢.. shadi bhi mushkil se huii... Age 37 ho chuki... Ram jaane ab Raj yog kab active hoga ?? !!
May be results nhi mile kyuki Shukra 24°,, Surya11° ,,Ketu 8° ,, Mangal 1° ye sab ek sath kanya rashi 4th house me hai ....
Reason sir aap bta digiye too achha h 🙏🏻 but Rajyog too abhi tkk nhi bana.
Wow ,amazing meri kundli m h sukra neechbhangraj yog de rha h mahadasha CHL rhi h lekin kya kru pareshan hu bimar hu🙏🙏
Mangal nich ka ho to??????????
Neech bhang agar chlit chart me ho to...?
Sir Mangal to chandra ki rashi me hi neech ke hote hai unke liye kya rul hai
sir meri kanya lagan ki kundali hai aur sukra aur guru lagan me hain guru 00* ke hain aur sukra 21* ke aur budh 24* surya 26*ke sath 12th house main hain aur chandrma 7* 7th house mein hain kya mere sukra ka nich bhang hoga aur agar nahi hoga to uupay kya karun??
mangal chandrma ki rashi me hi neeech hota hai to neech bhang kaise hoga
Very nice explanation Veer Ji.. God Bless You🙏🙏🙏🙏🙏
राधे राधे
Neech grah , jis rashi me baitha ho , usi rashi ka lord bhi , yadi vahi baitha ho to neech bhang hota hai.
Jaise , makar rashi me , ju neech ka hota hai, lekin yadi Shani bhi vahi baitha ho to neech bhang ho gaya.
Mere dhanu lagn me guru nich ke he makar rashi me or satha me sukar bhi he or sani dev bhethe he sukar ki rashi me to chandar dev se kendra me sukar dev he to nich bhang hoga ya nahi
Hi
Sir, toh phir main ruby dharan nahi karun? Kyunki mera toh surya ka neech bhang ho gaya hai.
Sir u teach very well.. make more videos🙏
Agar Tula lagan me dasve Ghar me Mangal chander ki rashi me ho aur chanderma saptam Ghar me hi to kya Mangal ka nich bhang ho gya ya nhi please batlaye
ek sutra or hain agar debilitated planet ki yukti neech planet kay saath ho
rahu aur ketu nich ke he to.plz bataye sir nich bhang kaise hoga
shani dev ka q nahi kiya appna
sir agar nich bhang agr lagnesh k sath bne par rahu uske sath ho to rahu uska bura parinam dega kya lekin uski placement achi ho jaise ki rahu or lagnesh 10th house m ho
Jo khali bhaw ho uska kya hota hai jise 12 house mei saturn ho aur 11 house khali ho to kya hoga
Thank Guruji aapka Tarika sabse Hatkar hai Aaj Maine jana hai ki mera shukr neech ka Nahin Hai aur Mera shukr Lagan Mein Hai aur Chandrama 11 Bhav mein hai aur Budh dusre Bhav mein hai kis Prakar Mera neech Bhang ho Gaya thank you so much sir🎉🎉😊
Your explanation is amazing
शुक्र के लिए, सूर्य भी नींच के ही होने जा रहे है वैसे to
Chandramaa yadi neech ke honbto kyaa yah yog banegaa?
Jai bhole nath.acharya g.Thank you acharya g mai to ye janti thi ki koi grha nichta tab bhang hoti h jab us grha sawami apne he ghar ko dekhe. Kya ye sutra sahi h ya गलत. Plzz batiyga jarur achary g.
Total 08 formala hai.
Total bataye please.
Mangal to kark rashi ma neech hota ha. Uska falit kaise hoga guru dev.
sir agar sani mesh rashi me retrogred ho or mesh rasi ka swami cancer me nich ko hokar baitha ho kya sahi ka nich vang hoga batain please
क्या नीचे के शनि पर मंगल की अष्टम दृष्टि से नीचे भंग हो सकता है या नहीं
Mangal neech h to kya hoga plzz reply as soon as possible
Sir Ji - इसका मतलब हैं की मंगल ग्रहका हमेशा नीचभंग होता हैं …. हैं ना ? याने की मंगल ग्रह कभीभी नीच नहीं होता … हैं ना ?
neechbhang ki sirf ek hi condition h ya or bhi sambhav hai?
Shani ke sath guru makar rashi me hai to neech bhang hota hai kya guruji ya neech guru ko neech Mangal dekhata hai satptamse to neech bhang hota hai kya guruji
Moon In 5th House In Kark Lagan And Swami Grah is also Moon
CAN ANYBODY TELL HOW TO CHECK NEECHBHANG??
Agar apka mangal 5, 8,11 ya 2nd bhaav me hoga toh aapke chandrama ka neech bhang ho jayega
@@Holkar_Pargniha Nhi usme nhi Hai Moon in 3rd house ha Lekin SHUKRA (VENUS) Moon ke saath hai
यदि चंद्रमा ही नीच के हो तब क्या होगा
By this explanation, if Mars is considered debilitated in Cancer, then placement of Moon has to be checked. How is this supposed to be analysed.
Iska matlab mangal neech ka hamesha neech bhang hota h ?
Jb koi grah neech rashi mai ho or uss rashi ka swami usko dekhe to ise kya kahenge Jyotshi ji
Sir If mangal nich ka ho to fir kese ginti karna hai.
What about debilitated Mars ? Lord is moon then how to calculate?
Isme Chandra se Mangal ka sthan dekhe
@@nabajyotipaul7635 chandra in 10th house with ketu in Leo sign and mars in 9th house in cancer sign
@@hellooamerica671 ye neech bhang to h kyuki Chandra lagna se Kendra me h
But Mangal ketu ki yuti kharab h
@@nabajyotipaul7635 Mangal ketu sath nhi hen....ketu candra sath hen 10th house me...Mangal to 9th me he alone
Namaste🙏, guru ji, apki baat achchhe se samajh aa gayi he agar 9th house me budh he 12th meen rashi ka ,or lagan me chander he to jupiter 7th me he neech bhang raj yog he,ans jarur dijiyega apki bhasha me bolu to kya me sahi seekh rahi hi yu nahi
Sir aapka koi bhi rule Mars pe kaise lagega?? Woh bataiye... Ki agar Mars neech ka ho toh kya karenge??
Chandra kundali ka baat kar rahe ho bolo na guru ji
Guruji yedi mangel hi neech rashi me ho teb kese samje
Sir my jupiter in navamsa is in 10house in capricon but unpr saturn ki 3rd drishti pdri hai....so ye b neech bhang mein count hoga na.??....Aisa maine pda tha.....Aslo jupiter was exalted in lagna chart yet debilated in navamsa
🙂🙂🙂....Thanku so much for ur beautiful video ❤
Please make a video on ucch bhang yog ... what happens if chart has 5 planets n rabu ketu exalted....
It means mangal kabhi bhi neech ka nahi hoga? Mangal is neech in kark and kark lord is moon itself .
सारांश यह कि नीच ग्रह के भाव का स्वामी चंद्र से केंद्र में हो तो नीच भंग। आप ने बहुत समय लगाया,खैर। अब प्रश्न यह है कि क्या नीच ग्रह लग्न से केन्द्र में होने पर भी यही सिद्धांत लागू होगा ?
Chandra shukra navmasa mein 7th number ki rashi mein hai
Jotisha sunaneme dhekhaneme acha lagata hai anand milata hai jo pahale hame nahi milatata
अगर गुरु या कोई भी ग्रह नीच का होकर वक्री हो तो उसका क्या प्रभाव होता है ।
very well explainef!
Nice explanation
Sir mera shukra 6th house me he our
Budh chandrma 5th house me to kya yah neechbhang rajyog he 😑
venus moon k sath 7th house me ho
What will you consider as kendra for Mars debilitation as Moon is the lord of Cancer? Will you consider "Kendra" as the real "Kendra" :)
सर मेरा मिथुन लग्न कुंडली हे प्रथम मिथुन राशी मे चंद्र से चतुर्थ स्थान कन्या राशी मे सूर्य बुध शुक्र हे क्या यह निच राजभंग योग केहेलता हे क्या? सूर्य अंश 23, बुध अंश15, शुक्र अंश17, हे सूर्य का अंश ज्यादा हे, ऐसा कहा जाता हे की सूर्य की डिग्री ज्यादा होनी पास के ग्रह अस्त होतो जाते हे तो बुध अच्छा फल दे पायेगा? बुध शुक्र का नीच राज भंग कहलायेगा व फल अच्छे दे पायेगा?
Mera guru makar rashi me Shani Buddha ke sath he 9huose me
Ager navmansh me uch ke ho to? Ya drishti se.।। Tb b bhang nhi hota
Mera mesh lagan hai 1 Shani. 4 Chandra+mangal. 5 budh +Surya+ shukr+ rahu. 11 guru+ ketu . Koi rajyog hai kya . Upsc ki preparation kar sakta hu kya
इस नियम के अनुसार मंगल नीच का हो ही नहीं सकता।
what about Mars. you have not covered mars. Why?
Mangal neech ho to ??
sir mene pada tha ki agar ek house mein grah neech ks ho or usi house mein jo grah ucch ke ho wo bethe hai to bhi neech bhang hota hai kys pls bataye
Jha tk mujhe malum h sir
Sukra makar rasi me nich ke hote h
Confram kiniye sir kya shi hai
उच्च और नीच ग्रह - - भविष्य फल: th-cam.com/play/PL6zc-l2Rl0w2f-A1sWqRbT3wZMA5l4f3h.html
No kanya rashi me necch hote he sukra
Meen Lagan ki kundali hai Gurudev. 5 House mein Guru Chandra hai.. 8th house mein Shukra aur mangal saath mein.. Neez Bhag Banega Sir.. by Chandra with Shukra or Mangal by calculating 4 as per your speech..Please advise
यदि चंद्रमा नीच का और मंगल नीच का हो तो क्या देखना चाहिए l
Please reply
वरगोतम नीच भंग की सर्वश्रेष्ठ फल बताएं श्री श्रेष्ठ
Chandrama k sath rahu ho to kya wo b neech bhang hoga ya grehan yog banega😅
🙏🪔Om Namaha Shivay 🪔🙏
आदरणीय आचार्य श्री, मेरी वृषभ लग्न में शुक्र सब तरह से शुक निचभंग राजयोग बना रहे है। तो शुक्र किस फिल्ड में शुभ फल देंगे?🙏🏻
सर यदि त्रिक भाव मै नीच मै शनि बैठे है तो नीचे भंग होगा नवांश मै उच्च के है मंगल से दृष्ट है लग्न मै
Ve or mercury ek sath 12 no rashi me in ho to b beech bhang hoga buddh
My Mercury is in the मीन rashi
But his with Jupiter + Sun
जबकि बुद्ध राशि से 6/8 की स्थिति बना रहा hai
यदि नवमांश कुंडली में ही शुक्र, सूर्य,राहु चन्द्रमा के साथ कन्या राशि में बैठे है तो ये नींच भंग कहलाएगा या नहीं
नीच भंग के दूसरे सूत्र भी कृपया बताएं 🙏