mere taaze hai jhakham mene bataya nhi pyaar bhi mujhe mene jataya nhi , zindagi k ek hissa to tu bhi meri jaan jabse tujhe khoya iss janam kuch paaya hi nhi nikal pade hai safar ab dhundne tujhe mere jhakam mere haal ye koi na puche iss safar me yun tadap gya hu firte meri jaan mere jazbaat ko khanzar jo maar diye tune mere seene me base tu , tere kadwe jawab, jhut bola , dil tola , gunah ya sawab jab pyaar hi nhi tha tum bas kehti ik baar meri haqiqat se fehle sab toot gye khwaaab zindagi meri kabse sceene bn gyi.. jabse tu kisi ger ki queen ban gyi.. me jaana tujhe , tere kale raaz ik taraf tere dil todna bhi to scheme bn gyi
Tera apna tha jaanam koi ghair to nahi Pitaa hun sharaabein koi zeher to nahi Naam na chale koi aisa sheher to nahi Mere baad jo tu wo mere beghair to nahi Larkhare ke chal padhe hain khade to nahi Dagmaga gaye hain lekin dare to nahi Daaman pe hai daagh jo ke dhule hi nahi Tu bhul gayi ham bhuley se bhi bhulte nahi Mere yaar badal gaye the ya main badal gaya Main gir-gir ke gir-gir ke fir sambhal gaya Bikhar gaye sab takaaze ab insaaf ke yahan Ek taraf gaya qazi ek taraf adal gaya Ab dhundhti firegi apne aur tu shikaar Ek soch maar deti, ek tu jo deti maar Idher yaar bhi vo kar gaye jo dushmamn na kar saka Lag ke gale mere kamar pe kar gaye waar
Teri yadon ko khudme basa liya Meri zindagi ko tune kiu tabah kiya hai Mujhe pta hi nhi hum kab gair ban gye Mujhe ratein ye nhi kat ti tum dupeher ban gye Tujhe pata nhi kya mefilo me naam mera hai Kehke bewafa jo tumne ye illzaam /badnam diya hai Hum to aaj bhi khade hain tere intezaar me Tu hi bta tune dil se kbhi mere naam liya hai Aisa Anjaam hua ke ab milenge hi nhi Sare aam hua hain tujhe yaad kiu nahi Badnaam kia hai jo bhari mehfil me hume Mujhe yaad thi aisi to koi baat hi nahi Zindagi me mile mujhe dard bemisaal bayan kru marz me jab uthe koi sawal Khyaal tera mujhe q tod deta hai Sabne ilzaam hi diye naa hi pucha mera haal
Tera Apna Tha Jaanam Koi Ghair To Nahi Pitaa Hun Sharaabein Koi Zeher To Nahi Naam Na Chale Koi Aisa Sheher To Nahi Mere Baad Jo Tu Wo Mere Beghair To Nahi Larkhare Ke Chal Padhe Hain Khade To Nahi Dagmaga Gaye Hain Lekin Dare To Nahi Daaman Pe Hai Daagh Jo Ke Dhule Hi Nahi Tu Bhul Gayi Ham Bhuley Se Bhi Bhulte Nahi Mere Yaar Badal Gaye The Ya Main Badal Gaya Main Gir Gir Ke Gir Gir Ke Fir Sambhal Gaya
Bikhar Gaye Sab Takaaze Ab Insaaf Ke Yahan Ek Taraf Gaya Qazi Ek Taraf Adal Gaya Ab Dhundhti Firegi Apne Aur Tu Shikaar Ek Soch Maar Deti Ek Tu Jo Deti Maar Idher Yaar Bhi Vo Kar Gaye Jo Dushmamn Na Kar Saka Lag Ke Gale Mere Kamar Pe Kar Gaye Waar
mere taaze hai jhakham mene bataya nhi
pyaar bhi mujhe mene jataya nhi ,
zindagi k ek hissa to tu bhi meri jaan
jabse tujhe khoya iss janam kuch paaya hi nhi
nikal pade hai safar ab dhundne tujhe
mere jhakam mere haal ye koi na puche
iss safar me yun tadap gya hu firte meri jaan
mere jazbaat ko khanzar jo maar diye tune
mere seene me base tu , tere kadwe jawab,
jhut bola , dil tola , gunah ya sawab
jab pyaar hi nhi tha tum bas kehti ik baar
meri haqiqat se fehle sab toot gye khwaaab
zindagi meri kabse sceene bn gyi..
jabse tu kisi ger ki queen ban gyi..
me jaana tujhe , tere kale raaz ik taraf
tere dil todna bhi to scheme bn gyi
Tera apna tha jaanam koi ghair to nahi
Pitaa hun sharaabein koi zeher to nahi
Naam na chale koi aisa sheher to nahi
Mere baad jo tu wo mere beghair to nahi
Larkhare ke chal padhe hain khade to nahi
Dagmaga gaye hain lekin dare to nahi
Daaman pe hai daagh jo ke dhule hi nahi
Tu bhul gayi ham bhuley se bhi bhulte nahi
Mere yaar badal gaye the ya main badal gaya
Main gir-gir ke gir-gir ke fir sambhal gaya
Bikhar gaye sab takaaze ab insaaf ke yahan
Ek taraf gaya qazi ek taraf adal gaya
Ab dhundhti firegi apne aur tu shikaar
Ek soch maar deti, ek tu jo deti maar
Idher yaar bhi vo kar gaye jo dushmamn na kar saka
Lag ke gale mere kamar pe kar gaye waar
@@heykevinhere kya likh te ho bhai bahot Fire 🔥🔥🔥
Teri yadon ko khudme basa liya
Meri zindagi ko tune kiu tabah kiya hai
Mujhe pta hi nhi hum kab gair ban gye
Mujhe ratein ye nhi kat ti tum dupeher ban gye
Tujhe pata nhi kya mefilo me naam mera hai
Kehke bewafa jo tumne ye illzaam /badnam diya hai
Hum to aaj bhi khade hain tere intezaar me
Tu hi bta tune dil se kbhi mere naam liya hai
Aisa Anjaam hua ke ab milenge hi nhi
Sare aam hua hain tujhe yaad kiu nahi
Badnaam kia hai jo bhari mehfil me hume
Mujhe yaad thi aisi to koi baat hi nahi
Zindagi me mile mujhe dard bemisaal
bayan kru marz me jab uthe koi sawal
Khyaal tera mujhe q tod deta hai
Sabne ilzaam hi diye naa hi pucha mera haal
Tera Apna Tha Jaanam Koi Ghair To Nahi
Pitaa Hun Sharaabein Koi Zeher To Nahi
Naam Na Chale Koi Aisa Sheher To Nahi
Mere Baad Jo Tu Wo Mere Beghair To Nahi
Larkhare Ke Chal Padhe Hain Khade To Nahi
Dagmaga Gaye Hain Lekin Dare To Nahi
Daaman Pe Hai Daagh Jo Ke Dhule Hi Nahi
Tu Bhul Gayi Ham Bhuley Se Bhi Bhulte Nahi
Mere Yaar Badal Gaye The Ya Main Badal Gaya
Main Gir Gir Ke Gir Gir Ke Fir Sambhal Gaya
2:12
Bikhar Gaye Sab Takaaze Ab Insaaf Ke Yahan
Ek Taraf Gaya Qazi Ek Taraf Adal Gaya
Ab Dhundhti Firegi Apne Aur Tu Shikaar
Ek Soch Maar Deti Ek Tu Jo Deti Maar
Idher Yaar Bhi Vo Kar Gaye Jo
Dushmamn Na Kar Saka
Lag Ke Gale Mere Kamar Pe Kar Gaye Waar
❤
Thank you ❤
❤❤