[Chorus] Kyun? Kahan? Yeh kaisa faisla hai Mein tujh se door raha Yeh milon faasla hai Aur ab mein hu kahan Ke tum sa koi ab milta nahi Aur tum sa jo, jo khilta sahi Par hum kya karein? [Verse 1: JANI] Tu pyaar ya khayal hai mera Tu pehla malaal hai mera Mein jadugar hun qalam ke saath Tu pehla kamal hai mera Ab mujhe teri yaad aaye boht Mein karun tujhe ek text aur But you don't give a fuck about me Batade jaana ghar kab aayegi Pohanch jayen ge paigham ki tarah Dhal jayen kisi shaam ki tarah Tu dhoondti phirrey humein sheher bhar may Apne qeemti samaan ki tarah Hum tere maizban naa sahi Shab-e-gham koi aasan naa rahi Mein seekh kar betha hun dil behlanay ka hunar Tere aane ke asaar naa kahin Ab jou muskura de Mere har zakham ko marham dastiyab ho Tu jou gunguna de Koyalo ki dhun sa lagay izhar ho Tu jou galay laga le Jaise har kali ki mehak bekaar ho Tum kya ho? Tum khud nahi jaanti Yeh sub mere saath har bar ho [Chorus] Kyun? Kahan? Yeh kaisa faisla hai Mein tujh se door raha Yeh milon faasla hai Aur ab mein hu kahan Ke tum sa koi ab milta nahi Aur tum sa jo, jo khilta sahi Par hum kya karein? [Verse 2: Talha Anjum & JANI] Tum se milay tou theek, naa milay tou dil yeh Khanjaron se chaak hogya, aur sarr pe Bojh pareshaniyon ka, but I'm clocked in Studio may laga rehta ladka raat din Bottom of the bottom jani, you know I've been Now I'm at the top jaise mein koi hakim Sangaton ne rang ub badle, they've been talking Naa aaye motbar, naa aayi maut bhi Janam meri zindagi ek ghazal bangyi Insaaf na kry, tu adal bangyi Tujhse lakhon meel jaise tu ho chaand Teri roshni ab kashish-e-saqal si bangyi Na tootnay se tootay woh qasam si bangyi Mein likhun shayari, tu adab si bangyi Jo chhor di adhoori woh nazam si bangyi Mein yaad karun tujhko, tu sabaq si bangyi Phir umeed kyun jagati ho? Tum kahan ho? Kya siyahi mein samati ho? Hamesha dair kar deta hun mein pata hai na Tou meri jaan tum bhi waqt par kyun aati ho? Hum khudse baaghi hain ya bekhabar Naa maut aati hai, na he sabar Tu he na mila mujhe agar Tou mein faaslay badhaun tum se bus [Verse 3: Talha Anjum] Tu kheenche apni or Naa chalta khud pe zor Tu daalay aisi dor I'm hoping, you don't let it go, let it go Chhoro yeh bahane aur kahaniyan Badhao na tum dil ki pareshaniyan Hum pehle aashiq tou nahi hain jaaneman Yeh ishq khaa gya badi jawaniyan Mein iss farash se jurr ke boht khush Kya karein teri hawayen hain sawariyan Hum khogye hain khud mein Mil ke nahi de rahe Ab kya Eid kya Diwaliyan, hmm [Verse 4: JANI] Bus ek jhalak jou dikh jaye mujhe teri Tou shuru karein hum eid ki tayariyan Mein iss farash se jurr ke boht khush Baadalon se hain lagayi tu ne yaariyan Tere samaan se bhari meri almariyan Matt karo tum aur mazeed meharbaniyan Mein bus dil ki baat kehne wala tha tumhe Par kisi ne mujhko neend se jaga diya Maahir hogya hun mein bhi ab tadapne mein Tou kyun darenge hum bhi dil ko rakhne mein Badal gye ho tum bhi ya pata nahi Tum aise tou nahi the mere sapne mein [Chorus] Kyun? Kahan? Yeh kaisa faisla hai Mein tujh se door raha Yeh milon faasla hai Aur ab mein hu kahan Ke tum sa koi ab milta nahi Aur tum sa jo, jo khilta sahi Par hum kya karein?
[Verse 2: Talha Anjum & JANI] 1.49 Tum se milay tou theek, naa milay tou dil yeh Khanjaron se chaak hogya, aur sarr pe Bojh pareshaniyon ka, but I'm clocked in Studio may laga rehta ladka raat din Bottom of the bottom jani, you know I've been Now I'm at the top jaise mein koi hakim Sangaton ne rang badle, they've been talking Naa aaye motbar, naa aayi maut bhi Janam meri zindagi ek ghazal bangyi Insaaf na kro, tu adal bangyi Tujhse lakhon meel jaise tu ho chaand Teri roshni ab kashish-e-saqal si bangyi Na tootnay se tootay woh qasam si bangyi Mein likhun shayari, tu adab si bangyi Jo chhor di adhoori woh nazam si bangyi Mein yaad karun tujhko, tu sabaq si bangyi Phir umeed kyun jagati ho? Tum kahan ho? Kya siyahi mein samati ho? Hamesha dair kar deta hun mein pata hai na Tou meri jaan tum bhi waqt par kyun aati ho? Hum khudse baaghi hain ya bekhabar Naa maut aati hai, na he sabar Tu he na mila mujhe agar Tou mein faaslay badhaun tum se bus [Verse 3: Talha Anjum] Tu kheenche apni or Naa chalta khud pe zor Tu daalay aisi dor I'm hoping, you don't let it go, let it go Chhoro yeh bahane aur kahaniyan Badhao na tum dil ki pareshaniyan Hum pehle aashiq tou nahi hain jaaneman Yeh ishq khaa gya badi jawaniyan Mein iss farash se jurr ke boht khush Kya karein teri hawayen hain sawariyan Hum khogye hain khud mein Mil ke nahi de rahe Ab kya Eid kya Diwaliyan, hmm
Thanks bro you are a grate help ❤
[Chorus]
Kyun? Kahan?
Yeh kaisa faisla hai
Mein tujh se door raha
Yeh milon faasla hai
Aur ab mein hu kahan
Ke tum sa koi ab milta nahi
Aur tum sa jo, jo khilta sahi
Par hum kya karein?
[Verse 1: JANI]
Tu pyaar ya khayal hai mera
Tu pehla malaal hai mera
Mein jadugar hun qalam ke saath
Tu pehla kamal hai mera
Ab mujhe teri yaad aaye boht
Mein karun tujhe ek text aur
But you don't give a fuck about me
Batade jaana ghar kab aayegi
Pohanch jayen ge paigham ki tarah
Dhal jayen kisi shaam ki tarah
Tu dhoondti phirrey humein sheher bhar may
Apne qeemti samaan ki tarah
Hum tere maizban naa sahi
Shab-e-gham koi aasan naa rahi
Mein seekh kar betha hun dil behlanay ka hunar
Tere aane ke asaar naa kahin
Ab jou muskura de
Mere har zakham ko marham dastiyab ho
Tu jou gunguna de
Koyalo ki dhun sa lagay izhar ho
Tu jou galay laga le
Jaise har kali ki mehak bekaar ho
Tum kya ho? Tum khud nahi jaanti
Yeh sub mere saath har bar ho
[Chorus]
Kyun? Kahan?
Yeh kaisa faisla hai
Mein tujh se door raha
Yeh milon faasla hai
Aur ab mein hu kahan
Ke tum sa koi ab milta nahi
Aur tum sa jo, jo khilta sahi
Par hum kya karein?
[Verse 2: Talha Anjum & JANI]
Tum se milay tou theek, naa milay tou dil yeh
Khanjaron se chaak hogya, aur sarr pe
Bojh pareshaniyon ka, but I'm clocked in
Studio may laga rehta ladka raat din
Bottom of the bottom jani, you know I've been
Now I'm at the top jaise mein koi hakim
Sangaton ne rang ub badle, they've been talking
Naa aaye motbar, naa aayi maut bhi
Janam meri zindagi ek ghazal
bangyi
Insaaf na kry, tu adal bangyi
Tujhse lakhon meel jaise tu ho chaand
Teri roshni ab kashish-e-saqal si bangyi
Na tootnay se tootay woh qasam si bangyi
Mein likhun shayari, tu adab si bangyi
Jo chhor di adhoori woh nazam si bangyi
Mein yaad karun tujhko, tu sabaq si bangyi
Phir umeed kyun jagati ho?
Tum kahan ho? Kya siyahi mein samati ho?
Hamesha dair kar deta hun mein pata hai na
Tou meri jaan tum bhi waqt par kyun aati ho?
Hum khudse baaghi hain ya bekhabar
Naa maut aati hai, na he sabar
Tu he na mila mujhe agar
Tou mein faaslay badhaun tum se bus
[Verse 3: Talha Anjum]
Tu kheenche apni or
Naa chalta khud pe zor
Tu daalay aisi dor
I'm hoping, you don't let it go, let it go
Chhoro yeh bahane aur kahaniyan
Badhao na tum dil ki pareshaniyan
Hum pehle aashiq tou nahi hain jaaneman
Yeh ishq khaa gya badi jawaniyan
Mein iss farash se jurr ke boht khush
Kya karein teri hawayen hain sawariyan
Hum khogye hain khud mein
Mil ke nahi de rahe
Ab kya Eid kya Diwaliyan, hmm
[Verse 4: JANI]
Bus ek jhalak jou dikh jaye mujhe teri
Tou shuru karein hum eid ki tayariyan
Mein iss farash se jurr ke boht khush
Baadalon se hain lagayi tu ne yaariyan
Tere samaan se bhari meri almariyan
Matt karo tum aur mazeed meharbaniyan
Mein bus dil ki baat kehne wala tha tumhe
Par kisi ne mujhko neend se jaga diya
Maahir hogya hun mein bhi ab tadapne mein
Tou kyun darenge hum bhi dil ko rakhne mein
Badal gye ho tum bhi ya pata nahi
Tum aise tou nahi the mere sapne mein
[Chorus]
Kyun? Kahan?
Yeh kaisa faisla hai
Mein tujh se door raha
Yeh milon faasla hai
Aur ab mein hu kahan
Ke tum sa koi ab milta nahi
Aur tum sa jo, jo khilta sahi
Par hum kya karein?
nice lovely grateful good i liked this . i liked this video kasam se and i subscribed u kasam se💓💓💖💖💖🥰🥰🤩🤩
❤️❣️
Thanks Bro
[Verse 2: Talha Anjum & JANI] 1.49
Tum se milay tou theek, naa milay tou dil yeh
Khanjaron se chaak hogya, aur sarr pe
Bojh pareshaniyon ka, but I'm clocked in
Studio may laga rehta ladka raat din
Bottom of the bottom jani, you know I've been
Now I'm at the top jaise mein koi hakim
Sangaton ne rang badle, they've been talking
Naa aaye motbar, naa aayi maut bhi
Janam meri zindagi ek ghazal bangyi
Insaaf na kro, tu adal bangyi
Tujhse lakhon meel jaise tu ho chaand
Teri roshni ab kashish-e-saqal si bangyi
Na tootnay se tootay woh qasam si bangyi
Mein likhun shayari, tu adab si bangyi
Jo chhor di adhoori woh nazam si bangyi
Mein yaad karun tujhko, tu sabaq si bangyi
Phir umeed kyun jagati ho?
Tum kahan ho? Kya siyahi mein samati ho?
Hamesha dair kar deta hun mein pata hai na
Tou meri jaan tum bhi waqt par kyun aati ho?
Hum khudse baaghi hain ya bekhabar
Naa maut aati hai, na he sabar
Tu he na mila mujhe agar
Tou mein faaslay badhaun tum se bus
[Verse 3: Talha Anjum]
Tu kheenche apni or
Naa chalta khud pe zor
Tu daalay aisi dor
I'm hoping, you don't let it go, let it go
Chhoro yeh bahane aur kahaniyan
Badhao na tum dil ki pareshaniyan
Hum pehle aashiq tou nahi hain jaaneman
Yeh ishq khaa gya badi jawaniyan
Mein iss farash se jurr ke boht khush
Kya karein teri hawayen hain sawariyan
Hum khogye hain khud mein
Mil ke nahi de rahe
Ab kya Eid kya Diwaliyan, hmm
Ye to Puri beat hii since tum song ki lag rahi hai
Kyuki usi song ki ha buddy
Broo
Can i use this beat ..? I wanna rap in it !
👍🏻
Bhai mai use kar sakta hun copy right toh nahi ayega
Yes bro
Bro can iuse this for free profit??
Yes bro