Bhindi Mirch Ki Sabji Recipe | Quick and simple Recipe | bhindi Mirch Ki Sabji | cook by Rehana

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 20 ส.ค. 2024
  • Bhindi Mirch Ki Sabji.
    #BhindiMirchKiSabji #bhindifry #Rehana'skitchenjaipur #food #tranding #viral #cooking #delicious #recipe #yummyfood
    ingredients
    1.bhindi - 500g
    2.Hari mirch - 5-6
    3.oil - 150g
    4.tamatar - 1
    5.Lal mirch powder 1tsp
    6.haldi powder - 1tbsp
    7.Dhaniya powder - 1tbsp
    8.namak - as per taste
    9.jeera - 1tbsp
    making
    kadhai me oil ko garam karke isme jeera Dalkar jeere ko crackle kar lena hai ab isme Hari mirch ko dalkar ise fry kar lenge Hari mirch ke fry ho Jane ke baad isme bhindi ko dalkar ise 1-2 min fry karenge ab isme aabhi powder masale, namak or 1 katori Pani ki dalkar ise dhakkan se cover karke kam aanch par 5 min pakne denge 5 min baad dhakkan kholkar bhindi ko check kar lenge fir se dhakkan se cover karke kam aan par 4-5 min or paka lenge ab dhakkan ko fir se kholkar check karenge bhindi Mirch Ki Sabji bankar tayyar hai aap ise garma garam roti ya parathe ke sath sarv kar sakte hai

ความคิดเห็น • 7