Sir main apse request karuga ki aapka product abhi warrenty me ao please havells ke customer care me call kariye wo akar problem solve kar dege 18001031313
Sar maine BPL ka 25 litre geyser install karaya hun lekin kabhi kabhi geyser mein awaaz aane lagta hai jab usmein line Diya jata hai garm hone ke liye. Please.... सुझाव दें।।
Bade bhai tank me pressure jyada hone se steam nahin garam pani NRV se niklega, steam to pani ke upar hogi jab pressure banega to pani par padega vo neeche valve ko kholega to pahle garam pani niklega ant me steam tank me hogi to niklegi
Nice video bhai❤
Very excellent knowledge imparted.. God bless you...❤
Thanku for your feedback,
please subscribe my channal
Bhai hamara bajaj ka new geyser he
Uska nrv ki chhota chhed hota hena usse thoda pani tapkta he to kya kare reply
Bhai hamara new geyser he usse garam pani nal se aneka pressar kam kio hota he reply
Sir hal hi mai Havells Ka fabia 25 litter ka geyser lagaya hai uska pani ka pressure kam hai kya karna hai
Sir main apse request karuga ki aapka product abhi warrenty me ao please havells ke customer care me call kariye wo akar problem solve kar dege
18001031313
Bhai kitne temperature ya pressure par safety valve khuljata hai
Valve natt wala hai es ki siting kese karen
8318945138b send me ur valve photo
Kya ye new geyser mai fitting karte waqt lagana padta h, new havlles adonia 25 liter mai lagana thori padega kya usme inbilt aata h
Please suggest me how to solve that problem
Keep camera focused on the component.
❤❤❤Thanks🙏❤❤❤ Bhai❤
Thanks for watching
Please subscribe my channal bro
@@AhmadElectricals787 subscribe kar Diye hai Bhai❤👈
Bhai Safti valve cool water ki tarf lagta hai na
Ji ha
Bhai ye same monobilolic pump ke checkvalve ke tarah hai
Ha bhai same wahi kaam hai iska
Agar iska spring nikal de pressure badhane ke liye to kya koi risk hai ?
Ye karna kafi harmfull ho sakta hai apke liye or geyser ke liye bhi
Bhai water input to badhiya hai is nrb ki switch ko uthakar dekha to badhiya pani ja raha hai lekin toti se bahut kam pani aa raha any solution please
Geyser ke output wale pipe me pani check karaiye geyser ka pani nikal raha hai pressur se ya nahi
@@AhmadElectricals787 usme output me bhi slow hi aa rah h bhaiya aur ha geyser bhi naya hi lagaya h
@itzvishal1 sir geyser ke andar output line me scalling jam gayi hai waise kitne saal ho gaye lagye huye
@@AhmadElectricals787 abhi naya hi liya h Crompton 25 liter
कहां से हो आप कहां रहते हो
Sir isko 3 liter gyser me bhe lagana jruri h ky
Nahi usme already design kiya hua rahta hai
Ya lagnay k bad pani ka puress kam ho jata hai
G ha thoda sa pani pressure me kami aati hai
Yeh vala valve kis company ka accha hai aur kitne ka hai.
Sir ye aap market se koi sa bhi le sakte ye sabhi ek jaise hote hai
@@AhmadElectricals787sir is valve se pani ata h kbhi kbhi kyu
@mamtapundir1495 kabhi kabhi ata hai to koi problem nhi agar Roz gir aata hai to valve kharab hai
👍
सेफ्टी वाल्व में एक स्क्रू होता है क्या उसे खोलना है। कृपया राय दें।👌
Wo screw jab kholna jab aap waha se paani discharge karna hota warna koi jarurat nahi hai
Sar maine BPL ka 25 litre geyser install karaya hun lekin kabhi kabhi geyser mein awaaz aane lagta hai jab usmein line Diya jata hai garm hone ke liye. Please.... सुझाव दें।।
Geyser m awaj scalling ki hoti hai ya fir anod rod ki baki koi awaj nahi hoti hai
Sir havells ka geyser hai usme thanda paani add hota rehta hai aur jaldi thanda ho jata iska koi solution?
Madam ye chiz normal hai isme agar koi expirement hoga to nuksanday hoga
❤
Thanks sir comment ke liye subscribe my channal please
400 🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉
Guru ji NRV ka matlab
N - NON
R- RETURN
V - VALVE
jabki water W letter se likha jata hai to non return water nahin bol sakte
Bilkul sahi baat hai
Bade bhai tank me pressure jyada hone se steam nahin garam pani NRV se niklega, steam to pani ke upar hogi jab pressure banega to pani par padega vo neeche valve ko kholega to pahle garam pani niklega ant me steam tank me hogi to niklegi
Mujay too mani boohat kam nikalta hai
Ap kya bol rahe hai
😂