Ek microtek 700 sw ka inverter hai uska problem y hai ki meter pe overcharge to nahi dikha raha hai but battery watter jaldi khatam hota hai dusara inverter lagaya to thik chal raha hai aisa problem kya hai
Sir ye bat to koi bhi kr sakta h lekin overload problam mosfet or drive ic dono hi sahi hai phir bhi overload aa raha hai to aage kya chek kare aage kha se overload khatam hoga ye bataye ye overload ki adhuri jankari h puri samjao
Sir ji mere pass ek microtek jumbo UPS 2.6 kva aaya tha jisme MOSFET burn tha ek positive channel ka but mosfet and driver ic change karne ke baad on karne per drain side ki drive aati hai but turant hi buzur sound karke off ho jata hai
Sar hamare pass same it repairing ke liye Aaya Hua Hai problem Yeh hai ki a inverter on Karte se low battery or overload Ek sath mein signal der Aaye Hai kya problem ho sakta
Bhai mere pass Microtek pure sine wave 825sw E2+ new inverter hai over charging hokar battery overheating hoti hai battery ka pani kam hota hai..... Please solution bataiye..
Sir Microtek ke Is model mein100 watt lord okay chal raha hai, jaise hi 100 watt aur jalate hai to overload aa jata hai, is problem ko kaise solve karen, drive ok aa rhi hai, plz help
Microtek shine wave inverter mein drive voltage 1 channel per 4.38 2 channel per4.38 3 chanel per13.07 4 channel per 13.07 ye sabhi DC voltage hai kya ye drive ok hai or nahi
Sir changeover ke liye jo track use hota hay kabhe uspe video banao Track jo luminous ke 2 kva ke inverter may aata hay wo track ka equivalent kise lagaye wo jarasa idea dena sir Thanks for video sir 😇😇😇
Sir ji MOSFET dalne per drive ok hai per load dalne per 200 watt ka load chalata hai per is se jyada load chalate nahi chalta hai too kya problem hai sir ji
Sar mere pass v5 ka board hai inverter mod per Sahi chalta hai charging mod per overload battery lo dikhata hai kripya video ke madhyam se bataen Keval charging per karta hai
Sir driver IC 83202 ki jagah per kaun si lagana hai 4083ic market mein available hai ya FIR online available kahan se purchase kar na sir please bataiye
Aapka video say bahut madat hota hay vai.......thankyou
बहुत ही बेहतर समझाते है
bahoot badhiya guru g
Thanqs sar bahut achha
Good tiching karte hai 👍👌👍👍👌👌👍👍👌
Very good video sir
Great video 👍👍👍
Thanks sir 😊
Good job sir
Very good
OK sir
Nice sir
Sir genius ho best video
Sir bhut sare channel hai lekin apke jaisa diagram se koi nahi samjhata hai... Thnx sir
बहुत बढिया जानकारी श्रीमान जी
👍👍❤️💯🙏
Sir,
Microtek EB 900 square wave ke Overload ke sabhi section par ek video banaye please.
Super video sir u r really ginus
बहुत बहुत धन्यवाद भाई जी
आपका समझने का तरीका बहुत अच्छा है
Sir ek video
Main charging🔋⚡ problem per video banao
Livfast inverter me charging mod per transform magnet banata hai is per bhi ek video
Baar baar charging par mosphet udna is par video bnaio
Very helpful video thank you sir
Sir is pcb ke main problem per video banaye
Ok
V8 sinewave ka video do repair aur overall video
U have a good knowledge skills 👍
Very very nice video thank you sir.ji👍💐🌹💕💕👏
Sir is video me jo board per video banay hai us baord ka pura wiring diagram par video बनाए
Ok
Is kit me or dusre kit ke liye bhi batai ye sir
Ok
Sir mere microtake invoter meshin current jalejage ta invoter over load Agea Saluson
Sir mera pin no. 5 me 3.4v mil raha hai to kya kare kaise tik kare
7545mosfet available kra sakte 200pcs
Aapko nahi mil raha hai kya
Nhi mil rha prise jyada bol rha hai
Kitna bol raha hai
Bihar se yaha rate jyada leta aur bhi Spair Parts chahiye
Jo bhi chahiy mai available kra sakta hoon
Very nice 👌👌👌👌
Sir app ek website kholo jisme ap ea sare ic ki pdf file dalo please pure details ka satha🙏
microteck 24 -7, HB725 OVER LOAD Problem
Hi
Sir ji is card me D11 diode kun SA h aur iski jagh dusra kun SA diode LGA sakte h
4007 dal dijiy
@@KanhaElectronicsGenius thnkx
Sir ji us ka code M7 nhi h uska code 4R70 h
sir smd components multimeter se kaise check kare
Ek video dal dunga
@@KanhaElectronicsGenius k sir
Ek microtek 700 sw ka inverter hai uska problem y hai ki meter pe overcharge to nahi dikha raha hai but battery watter jaldi khatam hota hai dusara inverter lagaya to thik chal raha hai aisa problem kya hai
@@jayshreekohinkar5932 lm 358 change kijiy
@@KanhaElectronicsGenius k
Bhai mains on charging on battery low overload cb trip sbh ek sth on hai kya krna prega
Kon ka mod par
Sir ye bat to koi bhi kr sakta h lekin overload problam mosfet or drive ic dono hi sahi hai phir bhi overload aa raha hai to aage kya chek kare aage kha se overload khatam hoga ye bataye ye overload ki adhuri jankari h puri samjao
Sir ji mere pass ek microtek jumbo UPS 2.6 kva aaya tha jisme MOSFET burn tha ek positive channel ka but mosfet and driver ic change karne ke baad on karne per drain side ki drive aati hai but turant hi buzur sound karke off ho jata hai
Sir ye bataye ic or mosfet naya dalne
Per bhi over load aata hai ye kaise dur hogi
Sir, microtek sine wave hybrid 1650va 24v inverter ki no load main battery low indicate karke bandh ho jati hai. New pcb hai
Very nice
Sir jab bhi kit repering karte rasisten ka maan bataye
Components label par itna koi nahi batate hai . Nice
Sir 126 kit ke bare me total jaankari do
Bhai unka diagram chahie pura all
Good
Please sir marriage comment ko jarur padhiyega
Bhai eska resistance kha se laye
Sir ji kyi bar on of ki glat pin mil jane se board khrab ho jata hai main ic operet nhi hoti aur hmara bord kam nhi krta es per video bnaye
sir 83202 ic market me mil nahi rahi kya kare
4082 dal dijiy
Sar hamare pass same it repairing ke liye Aaya Hua Hai problem Yeh hai ki a inverter on Karte se low battery or overload Ek sath mein signal der Aaye Hai kya problem ho sakta
Sir mera name Mahendra saha cg se
Mera pass microtek marline modals 1250 h ghar ka lood 350waat h
Invaitr mai over lood and battery low dilatation h
Hello sir
V4 inverter main MOSFET kharab hai jab MOSFET change kar diye or votage chek kiye to filter fat gaye tar lagate hi
Aapke drive volt sahi nahi ban pa raha hoga
Sir mosfet change kar diye or 832021 ic bhi Chang kar di lakin 15v ki nahi arahe 8v arahe hain.sir kuch batao plzzz
Diagram book melega sir kai rate sir
Microtek ke card legend 650 pr mense kaise aaegi
Micro ke pin no 2 par volt check kijiy kitne ban rahe hain
Very good...
Sir isee sarkit m 5number pin pr 3.7volt mil rha h fir bhi low bettry so ho rha h plz help me
Is ka perseser mil jayega
Kra sakta hoon
Sir agar up all diode ka ek list digia to acha hai
Next video me kosish karunga
Microtek eb 700 me 300 w see jada load dalne par low battery problem h battery bhi change kardi or battery bbale tar bhi same problem
Sir v4 kit me main on ke samay overload aata hai.plz.solve my problem
Hello sir mera inveter battery 🔋 low and overload aaka sath batata hh kay battery damage h ya inveter please help
Dc current hai kyu batata he plzz bhai bta do
Sir meray paas ye pcb hai v4
Battery se connect karte he driver ic heat ho Rahi hai
सर मेरी मोबाईल रिपेयरिंग की दुकान है जल्दी में हमने microtek 925e2+ lgaya जब सुबह दुकान खोलो आके तो बेट्री लो आता लाइट से आते ही फिर चलने लगता ।
LM 324 IC KA KYA KAM HOTA HE
Aap wait kijiy apko ek video bna dunga
Bhai mere pass Microtek pure sine wave 825sw E2+ new inverter hai over charging hokar battery overheating hoti hai battery ka pani kam hota hai.....
Please solution bataiye..
सर मेरे पास proview smps inververter है लेकिन ठीक नहीं हुवा
Sir iss kit ka transformer data share kre plz
Ok
Sir Microtek ke Is model mein100 watt lord okay chal raha hai, jaise hi 100 watt aur jalate hai to overload aa jata hai, is problem ko kaise solve karen, drive ok aa rhi hai, plz help
Sir isi pcb m 4 diode ek saath lge h vo kaun se diode h or inki jgah hm kaun kaun se diode lgaa skte h
O aapka bridge rectifier hai uske jagah per aap 4007 diode lga sakte ho
Bhai is bord me kuch der bad overload hota
sir microcattolar ka number kitna hai
16f 72
51k oms nahi milraha hai uske jagah pe keya laga hai
Aapke pass kon kon h
Sir apko manna padega !! apki is board par sare video ko dekhkar bahut nolej mil gya hai thanks sir
U welcome sir
Pin no. 12 or 13 pein 1.9 volt mil rhe hai main ic pein kya kren ism main ic khrab h ?
Microtek shine wave mein 83202 ic change karne ke Baad overload dikha Raha hai jabki purani ic mein overload nahi hota kya new ic foulty hai
Nahi aapka 4 chanel me koi dikat h
Microtek shine wave inverter mein drive voltage 1 channel per 4.38
2 channel per4.38
3 chanel per13.07
4 channel per 13.07 ye sabhi DC voltage hai kya ye drive ok hai or nahi
Sir changeover ke liye jo track use hota hay kabhe uspe video banao
Track jo luminous ke 2 kva ke inverter may aata hay wo track ka equivalent kise lagaye wo jarasa idea dena sir
Thanks for video sir 😇😇😇
Sir ji MOSFET dalne per drive ok hai per load dalne per 200 watt ka load chalata hai per is se jyada load chalate nahi chalta hai too kya problem hai sir ji
Kon sa bord h
Sar mere pass v5 ka board hai inverter mod per Sahi chalta hai charging mod per overload battery lo dikhata hai kripya video ke madhyam se bataen Keval charging per karta hai
Kit may diagram bataiye l
pencil samajh nahin aaya
Sir please ... Ic 5no pin me allah se 3.7 v kase deya shakti hu
Aap alag se kyun dena chahte hain
@@KanhaElectronicsGenius 3.7v nehi ban raha hea
@@siladityasi5566 aapko usi board se hi karna hoga
@@KanhaElectronicsGenius sir ic 5 no pin por 3.7v nehi ho raha he... 51k 1k resistance okay he or 51k ki phele 12v he me kea karu ......
Sir is bord ke upar change over problem par video banayenge.
Next video me kosish karunga
sir 3.7 volt ok hai phir bhi battery low ke sath start hota hai or 2ya3 bar kut hokar band ho jata hai
क्या यह किट मिल सकता है.
Company wale se khareed sakte ho market mein nahin mil raha hai
@@KanhaElectronicsGenius इसकी जगहा पर कोई दुसरी किट लगा सकते हैं.
@@sunilhingankar532 lga sakte ho but connection chenge karna hoga
Misfit new lgane pr bhi overload aa raha hai
Drive volt check kijiy
Is board me other by sine wave dusri kit laga skte he is k bare me bataiye plzzz sir
Lga sakte ho but connection chenge karna hoga
@@KanhaElectronicsGenius is topic pr video upload kijiye
Charging problem ki video chaiye
Ok
Hlo sir aap luminous Shakti charge +1150 beeping problem pe video banaye
Ok mere pass set ayega to bna dunga
Microtek inverter Sine mein man nahin hat rahi hai eb700 sar
Man nahi hat rahi hai ya man nahi aa rahi hai
393/324 आई सी सर्किट की भी जानकारी शेयर करे
Next video me kosish karunga
Sar mere inverter ke andar aur load ki problem hai jo ki Jara nahin rahi
Sir sabhi rasisten ka maan bataye rahe jab bhi kit ka service kar rahe hai to
Sir overload AA Raha hai battery mode me lekin cooler chal jata hai aur crt TV me overload AA Raha hai aur kabhi to koi load nhi hai fir bhi overload
IC 83202 change krne k BD bhi overload aaa Raha hai
Aapka drive ban rahe hain
Sir driver IC 83202 ki jagah per kaun si lagana hai 4083ic market mein available hai ya FIR online available kahan se purchase kar na sir please bataiye
83202 ke jagah per 4082 Laga sakte
Ye ic market mein uplabdh hai
aapke yahan available nahin hai to main Kara sakta hun
Sir 83202 ko check kaise kare ki sahi ki khrab
Microtek eb 1000 ka output rele bar bar que jal jata hai
Aap bda size wale rily lga do