Class 11 Urdu Ghazal Mirza Ghalib | Dayam pada hua tere dar par دائم پڑا ہوا ترے در پر نہیں ہوں میں
ฝัง
- เผยแพร่เมื่อ 7 ก.พ. 2025
- Class 11 Urdu Ghazal Mirza Ghalib | Dayam pada hua tere dar par دائم پڑا ہوا ترے در پر نہیں ہوں میں
Other Ghazals of Class 11
Link of Ghazal 1 : Faqeerana Aaye Sada kar chalay, Faqeerana aaye sada kar chale
• Class 11 Urdu Ghazal M...
Link of Ghazal 2 : Peeri men kya jawani k mosam ko roeay, Peeri Mein Kia Jawani K Mausam Ko
• Class 11 Urdu Ghazal M...
Link of Ghazal 3 : Qatl e Ashiq kisi Mashooq say kuch door na thaa
• Class 11 Urdu Ghazal K...
Link of Ghazal 4 : Nagah chaman mein jab wo Gul andam agaya
• Class 11 Ghazal Ghulam...
مرزا اسد اللہ خان غالب
مرزا غالب
Mirza Ghalib
Mirza Asadullah Khan Ghalib
Mirza Asadullah Ghalib
मिर्ज़ा ग़ालिब - विकिपीडिया
Rekhta
Mirza ghalib ghazal tashreeh 1st year
Mirza Ghalib poetry
Mirza Ghalib ki shayari
Mirza Ghalib ki shairi
Mirza Ghalib ki ghazal
Mirza Ghalib class 11th
Mirza Ghalib class 11th
Mirza Ghalib ghazal class 11
Mirza Ghalib ghazal
Mirza Ghalib ki ghazal goi
Mirza Ghalib ghazal tashreeh 1st year
Mirza Ghalib ghazal in urdu
Mirza Ghalib ghazals tashreeh in urdu
Mirza ghalib shayari
Bahadur Shah Zafar
Dayam para hua tere dar par
Dayem pada hua tere dar par nahin hoon mein
Dayem para hua
Daem para hoa try dar par nahi hon men
Dayem para hua tere dar par ghalib
Daim para hua terey dar pr
Dayam para hua tere dar par
Dayam para huwa
Daim para hua terey dar par nhi hoon main
Ghazal
دائم پڑا ہوا ترے در پر نہیں ہوں میں
خاک ایسی زندگی پہ کہ پتھر نہیں ہوں میں
کیوں گردشِ مدام سے گھبرا نہ جائے دل
انسان ہوں ،پیالہ و ساغر نہیں ہوں میں
یا رب ! زمانہ مجھ کومٹاتا ہے کس لیے
لوحِ جہاں پہ حرفِ مُکَرَّر نہیں ہوں میں
حد چاہیے سزامیں، عُقُوبت کےواسطے
آخر گنہگار ہوں ، کافر نہیں ہوں میں
کس واسطے عزیز نہیں جانتے مُجھے
لعل و زمُرّد و زر و گوہر نہیں ہوں میں
رکھتے ہو تم قدم میری آنکھوں سے کیوں دریغ
رتبے میں مِہروماہ سے کمتر نہیں ہوں میں
کرتے ہو مجھ کو منعِ قدم بوس کس لیے
کیا آسمان کے بھی برابر نہیں ہوں میں
غالبؔ وظیفہ خوار ہو دو شاہ کو دُعا
وہ دِن گئے ، جو کہتے تھے نوکر نہیں ہوں میں
Daim para hua teray dar par nahen hoon mein
Khak aisi zindagi pe ke patthar nahin hun main
kiyon gardish e mudam say ghabra na jae dil
Insan hoon, piyalah o saghir naheen hoon mein
Ya Rab! Zamana mujh ko mitata hay kis liey
Loh e jihan peh harf e muqarrar naheen hoon mein
Had chaiay saza mein uqoobat kay waastay
Aakhir gunahgar hoon , kafir naheen hoon mein
Kis wastay Aziz naheen jaantay mujhay
Laal o Zamurd o Zar o Gohar naheen hoon mein
Rakhtay ho tum qadam meri aankhon say kiyon daraigh
Rutbay mein mehr o maah say kamtar naheen hoon mein
Kartay ho mujh ko manae Qadam bos kis liey
Kia Aasman kay bhee barabar naheen hoon mein
Ghalib wazeefa khwar ho , doo shah ko dua
Who din gae, jo kehtay thay, naukar naheen hoon mein
daim paDa hua tere dar par nahin hun main
KHak aisi zindagi pe ki patthar nahin hun main
kyun gardish-e-mudam se ghabra na jae dil
insan hun piyala o saghar nahin hun main
ya-rab zamana mujh ko miTata hai kis liye
lauh-e-jahan pe harf-e-mukarrar nahin hun main
had chahiye saza mein uqubat ke waste
aaKHir gunahgar hun kafar nahin hun main
kis waste aziz nahin jaante mujhe
lal o zamurrad o zar o gauhar nahin hun main
rakhte ho tum qadam meri aankhon se kyun daregh
rutbe mein mahr-o-mah se kam-tar nahin hun main
karte ho mujh ko mana-e-qadam-bos kis liye
kya aasman ke bhi barabar nahin hun main
'ghaalib' wazifa-KHwar ho do shah ko dua
wo din gae ki kahte the naukar nahin hun main
#Daimpadahua #Daimparahua #MirzaGhalib #Tashreeh #Tashreh #Tashrih #Class11 #1stYear #Ghazal #UrduGhazal #Urdu_Poetry #Ghazal5 # مرزاغالب#غزل #دائم پڑاہوا
Note: This Channel is for Education Purpose Only.
I hope students would be loving this way of teaching Ghazal.
Maine 4 jagah is ki tashreeh dekhi Mgr sabse behtar tariqe se aapne btaya. Sukriyaaaaa
Welcome beta. 👍
Pehlay misray mein Khaak Ki Tramslation Mein nay Jaldi mein ghalat likh di hay.
Khaak means Matti.
خاک مطلب مٹی
V.v. nice explanation sir
Ap kafe acha explan krty hy ❤❤❤❤❤
Agreee
Thanks Beta ❤️
Assalamualaikum sir ,Your lectures are super best kam waqt mai zyada samjha dete hai Thank u so much Jazakallqh sir
WS. JazakAllah.
اچھا ہے ماشاءاللہ
JazakAllah
Sir kal paper hai your videos helped me out. Thank you for valuable content. May allah bless you more.
Best of luck
6:06 perfect example ❤
👍
very concise and accurate. sir please do nazms i think they are not really difficult but lengthy nd these short video formats really help, i can just listen to them while doing a specific work and it really helps!!! i just subscribed
Indeed beta. Aatay jaatay car mein bacchay sun lein to InshaAllah best hojaega
I am very grateful to be your student thank u soo much sir thanks a lot
It's my pleasure beta
Nice ❤
Beta thank you.
❤❤ nice explanation 👍 sir😊
👍
Shukria ❤
Welcome 🎁
Amazing explanation sir ❤
Thanks for liking
sir i have a question plz reply sir app k channel pr urdu k chapters ki explanation mojood hy ? sir porey internet pr first year urdu lectures nahi mil rahy chapters k sir ap plz guide kr dy hmey kya karna chahye koi source ap ko maloom ho plz guide us
Beta mein nay sirf Ghazals Explain ki Hain animate kar k aur Kuch grammar.
Yeh Grammar aapkay kaam aaege.
th-cam.com/play/PLw-UVdmTDbsS8VGSHAWfV4S4S9R53zBvn.html
@@StudywithmeinPakistan sir peshawar karak charsada mei jo colleges hy in sb ko zyada tar urdu ka msla hy and usi k lectures net pr nahi hy sir ap koi mashwara dy hmey kya krna chahye ghazal k lectures mil jaty but chapters k ni hoty 😭😭😥😥
@@StudywithmeinPakistan jazakallah sir mei ye zroor dhekoungi i subscibed yesterday ap ka teaching ka tariqa bhot zabardast hy 😊😊
@@AleenaAhmad-e7o Regards and welcome bachay.
❤️❤️
Thx
@@StudywithmeinPakistan No biggie dear sir 🥰
loved it
🎁Thanks
sir plz upload urdu grammer which is important for exam point of view
thankyou
Beta abhee to time he naheen bacha. 😇
@@StudywithmeinPakistan sir you dont belive but 80 % of students like us start preparation in last month of exams so plz if you have time then we will be waiting for your that lecture :)
Thanks
Welcome
😍😍😍😍😍efffffort
Welcome beta
One question regarding this lecture I read in guide that mulana ghulam rasool muhar sharah write in divan e ghalib that the 7 , 6 and 5 sheer are taking in refrence of naat
Do sir will u plz put light on this aspect too.
😊
Beta abhee to 2nd year ki maths Karwa Raha. If I get time InshaAllah I try to do that too
Sharab ki mahfal aj kal to nai hoti yahan par😂😂😂 sir so sad
@@learnify0 nhe bs kr rha kal paper hhy haha
Allah Muaf karay hamein. Bachon shukar karo is daur mein paida huay ho k burai say bachay huay ho. Best of luck for exams.
Mashallah sir g bhot acha
JazakAllah beta ❤️
Kahan se ho sir aap?
Beta basically from KPK , living in Punjab, teaching in FBISE
Sir apne nazdeek Urdu adb be Ghalib behtar he ke Mir taqi mir ?
Mere Nazdeek ki kia value hay beta. But I think Zuban e Khalq ko Naqqara e Khuda samjho.
Ghalib is more famous.
Love it
Thanks 😊
دائم پڑا ہوا تیرے در پر نہیں ہوں میں۔یہ بات شاعر نے کس سے کہی
عشق مجازی میں اپنے محبوب سے جو کہ یوں سمجھ لیں کہ حد سے زیادہ نخرے دکھا رہا۔
Ghalib apni bohot uthata hai
🎁
Ghalib was pick me when pick me wasnt even a thing
😂😂😂👍