1) Airport pe kaise use hota ha aur Loungess kaise milte ha free me aur kya kya milta ha 2) Out of India ye debit card kaise use hota ha Indian currency milta ha ya Country currency 3) Tap & Pay activate kaise kare By using Barodaa ATM
mere paas bhi aisa hi dikhne wala bob visa platinum card hai par app me jake international payment allow karne ke baad bhi international payment nahi kar paa rha hoon kisi bhi shopping site par....😢paypal par add bhi ho gaya card par nahi ho rha....bewkoof banate hain.... international transactions ke liye alag se visa international card issue karne ko bola in logo ne jab bank gaya....fir is domestic card pe international transactions ka enable/disable option kyun de rkha hai jab ye international transaction kar hi nahi sakta tau..aur isko platinum sirf isliye bulate hain kyunki isse bada domestic transaction kar sakte hain, iski limit thodi zyada hoti hai bas 1 lakh..... agar is platinum card se international payment ho sakti hai tau please let me know kaise... otherwise bank walo ne tau mana kar diya
@@Aniket-kx8lmsame mana rupay platinum manga tha visa platinum da diya ya sab us uncle ki galti hai galat card select kiye kyoki unko target pura karna hoga 😡😡😡
1) Airport pe kaise use hota ha aur Loungess kaise milte ha free me aur kya kya milta ha
2) Out of India ye debit card kaise use hota ha Indian currency milta ha ya Country currency
3) Tap & Pay activate kaise kare By using Barodaa ATM
are bhai agr iss card se online international transaction kre to kya charges lagenge ??
Bahut kam h
OTHER BANKS KE ATM ME USE KARE TO KITNA CHARGES LAGTA HAI
Bhai Domestic or international domestic mai se kon sa choice kare.... reply 🙏🙏🙏
Domestic
mere paas bhi aisa hi dikhne wala bob visa platinum card hai par app me jake international payment allow karne ke baad bhi international payment nahi kar paa rha hoon kisi bhi shopping site par....😢paypal par add bhi ho gaya card par nahi ho rha....bewkoof banate hain.... international transactions ke liye alag se visa international card issue karne ko bola in logo ne jab bank gaya....fir is domestic card pe international transactions ka enable/disable option kyun de rkha hai jab ye international transaction kar hi nahi sakta tau..aur isko platinum sirf isliye bulate hain kyunki isse bada domestic transaction kar sakte hain, iski limit thodi zyada hoti hai bas 1 lakh.....
agar is platinum card se international payment ho sakti hai tau please let me know kaise... otherwise bank walo ne tau mana kar diya
bhai BOB ki internet banking website pe jaa or wha login krke debit card limit ke options mein jaake check kr skta hai
@@am.n00 nhi hota hai... Kiya check international payment nhi hota
by default they restrict international and ecommerce transactions, you have to enable them manually.
Student account me hoga?
Sir agar hum isse jada istemal naa kre to bhi katenge kya paise
Card issu hone k baad istemal kro ya n karo charge kaatega hi
maine visa ka card apply kiya tha toh do card aaye hai ek visa or dusra visa platinum toh kya kru?
Bhai is card se emi kar sakte he kya product
Tap to pay me kitna charge lagta hay?
Bank of Baroda mein bolane se mere ko visa platinum card chahie to de dega rupya platinum dete Hain pahle
Mere sath ulta hua maine rupai Debi card manga tha aur dyea visa platinum 😢
@@Aniket-kx8lmMere saath bhi yahi Kiya hai meine rupay classic maga tha ye platinum pakada diya hai
Issme CVV number kha hota hai
@@Radhesyam4110 card ke piche 16 digit ke niche date likhi hogi usi e niche dekhna
@@Aniket-kx8lmsame mana rupay platinum manga tha visa platinum da diya ya sab us uncle ki galti hai galat card select kiye kyoki unko target pura karna hoga 😡😡😡
Bhai mere pass bob ka platinum rupay card he kiya me visa me upgrade karsakta hu
ha kr sakte ho
@@itzDeepak1 kaise hoga bhai ? Process bta do
Bhai bank ki taraf se ek kavar aaya hai lekin usme card nahi hai bob me
@Jaydwarkadhish0.2 complaint kr do bank mm
Ya bob care m
hello mera is tarah ka naya card aya hai lekin flipkart par emi par support nahi kar raha is problem ka solution bataye sir
Kiya इससे फ्लिप कार्ट से समान ले सकते ह
@@KabirKhan-p2y yes
Lounge access is not available in visa platinum it is available in rupay platinum
Is card ko block krna hai bhai kaise block kre reply do
I will make video soon
Plz wait some movement
NAI BRO airport lounge access nahi hay
No lounge access for this card, it's for rupay platinum only right?
No, it also available in VISA SIGNATURE DEBIT CARD
Bhai mera pasia nhi kata abi tak 10 din ho gye devit ka kya
AT ADC TID KYA HAI SIR JI
Minimum chargeable bob debit card I want
Anual fee 354 hai aaj hee kata hai mera jul24 to june25
How to apply for this card?
You can apply through branch or bob world
Bhai cvv hota h ya nhi
Hai Bhai 😂
Bhai mere paas bhi ashahi shem VISA dabid card mila hai bank of baroda
1 mahine me kitni bar atm use kar sakte hai
chahe jitni baar krro platinum hai bss at last 50000 limit hain... kitni baar nikaalte ho isse matlab ni
Saving account mein visa platinum card chahie to mil jaega.
Ha mil jyga
Haan
Kitne din me kat te h
bank of baroda platinum debit card se
phone pe chalta hai kya bhai please reply 😢.
Mere pass yahi card hai bilkul beekar hai bank account hi close kar dunga me
Ha chalate hu
Bhai isme cvv nhi h kaha likha h plz btao
Bhai debit card back mai he lekha hota hai 16digit card number k baad👍
Bhai mera atm card abhi aaya bhi nahi par 354 rupees cut gye😢
Same bhai mera bhi
Mera bhi😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢
Issue Charge kata hoga
Mera nhi kata😂
@@SiddharthaSingh-gi5cp 👍
mujhe to 2 bhej deye BC me rupay magwaya tha
Bhai is card se loan mil sakti hai kya