@@vbbehera6019 app zero balance ka account no dalo ge. To galat batayega .. normal saving passbook wali dalo fir jab call uta le tab apna account madam ko batana
Sir mujhe atm virtual card bnana h sbse best card konsa rhega sir pls reply 3 option h usme visa classic, visa platinum or rupay platinum sir muje bs online shopping krni h or upi use krna h to konsa card best rhega sir pls btao ap ?
Sir mera bank of baroda m kafi purana account h or atm card 1 mhine phle apply Kiya th jo mujhe ab mil gaya h to ky atm card Anne k bd turant charge katha h ky sir plz reply me
Sir mene January m account open karaya or fir atm ke liye apply kia atm ane ke baad bhi koi fees nhi lgi but ab september m mere account se 354 rupe cut gaye 😢😢 plz btao kuch kisliye hua
sir balance kab kat taa h? mene bank se apply kiya h visa platinum ke liye, unhone udhar koi charge nhi liya, charges kab lagenge? debit card ghar aane ke baad?
@@tariquewadood6577 yaar mera ek mahine se jyada ho gyya, 15 din se delivered btaa rha h par abhi tak ghar par nhi aaya, ptaa nhi kya lagaa rakha h, par paise nhi kate abhi tak mere
Sir ye kaise pata kre ki mera account zero balance account and as student type acc.(isme chages kam ya nhi lagte khi suna tha) h ya nhi. Agr m debit card order krta hu to apni marzi ke address p order k sakta hu ??
Pata karna ho to aap customer care ko call karke pata kar sakte hain aur aapke passbook par bhi hota hai. Mobile Banking aur Netbanking mein bhi dikhta hai. BSBDA account mein charge kam hota hai. Aur Debit Card usi address pe aayega jo Bank mein communication address registered hoga aapka.
हमने जून माह में बैंक ऑफ बड़ौदा में ऑनलाइन खाता खोला था,हमको डेबिट कार्ड उस समय नही मिला किंतु फिर हमने डेबिट कार्ड के लिए ऑनलाइन ऐप के द्वारा आवेदन किया था रुपे प्लेटिनम कार्ड मिला जिसका 28/09/2024 को 354 रुपे कटा है क्या यह सही है या नही इसका सबसे कम चार्जेस वाला कार्ड बताए
Bhai receive hone ke baad vo unable to fetch card details jayenge na bhai. Aur iska issuance charge kaise Dena hai. Aur merko virtual debit card Mai cvv nahi dika Raha hai CVV Mai click karne ke time ( invalid response from HSM ) dik Raha hai uska kya karu bhai plz replay
@@Midhun_077 bhai aapko bataya ki aap wait kar lijiye aapko physical card mil jaye aur aap PIN banalo tab aapka Card kaam karega virtual wala nahi to kaam nahi karega.
Bhai maine physical debit card keliye apply kia hai aur merko recieve nahi hoya par bhai maine physical debit card mai transaction amount sab set karne ke liye click karne time unable to fetch card details dika raha hai . Bhai atm activate karne baad tike ho jayenge kya bhai
@@TechieFin. Bhai receive hone ke baad vo unable to fetch card details jayenge na bhai. Aur iska issuance charge kaise Dena hai. Aur merko virtual debit card Mai cvv nahi dika Raha hai CVV Mai click karne ke time ( invalid response from HSM ) dik Raha hai uska kya karu bhai plz replay
Bank of baroda ke debit card se Bob ke atm machine me unlimited cash withdrawal kar sakte hai aur dusre bank ke atm machine se 3 baar hi cash withdrawal kar sakte h
Sir meine do baar visa platinum card apply kiya tha but activate nahi karwaya phir kyon kata issue charge reply me do baar 354 rupee kat gye bina card activate karaye refund mil sakta hai kya
Comprehensive Video. Complete information. Very well explained .
Very nice information hope you keep growing explained beautifully ❤
So nice of you
Namste sir
Sir mere papa k visa platinum card hai kya isme accident insurance hota hai kya
Sir reply dena plz or hota h to kitna
Nahi hota
Mera 354 November me Katega, October me Bob app se block kardu to , Katega ya nahi ??
Nahi katega
Sir fraud hone baad new atm card apply krna pdega plz reply
Yes
Bhai virtual debit card se UPI use kar sakte hai kya???
Yes
Yes bilkul freee
Agar physical block kra de to amc nhi lgega n , only virtual use kar sakte h ?@@TechieFin.
Please reply sir rupay select debit card m airport lounge access hai kya
Yes
Wah badiya,
kya badiya info diya aapne.
Thanks
Sir platinum physical card ka annual charges kitna hota hai
Video mein bataya gya hai
@@TechieFin. Muh se bol nahi Sakte
354 rupees
Sir virtual rupay debit card me koi fee lagti h kya
Nahi
BOB me aabhi debit card free nahi hai.... Issuance fees leta hai aur AMC bhi leta hai 🥺😭🥺😭🥰🥰🥰🥰🥰🥰🥰🥰🥰
Sahi kaha
Customer care ko call Karo toh account number wrong hai Aisa bola jata hai 😡😡😠😠
@@vbbehera6019toh tumhara acc galat hoga naa😅
@@vbbehera6019 app zero balance ka account no dalo ge. To galat batayega .. normal saving passbook wali dalo fir jab call uta le tab apna account madam ko batana
Bhai kitna charge lagta
Mere pass bob rupay platinum card hai
Mujhe kse pta chlega ki mere atm ka annual charges kis date ko katyga
Bank account statement se
Kitna charge lagta h sir
6:20
Baroda bank OTHER ATM chrges after free limit exceeded:-
1) financial transactions= 23.60rs.
2) non financial =12.98rs.
(GST ke sath)
Ye ATM transaction charges hain
It may vary from Account to Account.
Upi se len - den kar ne se bhi cut te hain yearly atm charges
Wo to annual charge katna hi hai
Bhai meri age 16 yaer he Orr me student hu to muje bank of baroda ka atm card mangva na he (order ] ker na he too kya me ker sekta hu
Han
Free limit for ATM withdrawal for VISA Vyapaar DI Debit Card?
5 monthly free limit in non metro locations
3 monthly free limit in metro locations
Bhai agar me 8 mahine use kar k badme block kiya to AMC katega?
Nahi
Thank informotion😊😊
Sir mujhe atm virtual card bnana h sbse best card konsa rhega sir pls reply 3 option h usme visa classic, visa platinum or rupay platinum sir muje bs online shopping krni h or upi use krna h to konsa card best rhega sir pls btao ap ?
RuPay platinum
Student ac hai to kya charge lete hai kya
Han
Sir maine kuch dino pehle account open karwaya hai to delivery man ko charges dene padenge kya
@@Manish93545. A gya debit card tumhra gar pe?
Nahi
@@TechieFin. Thanks Bhai bohot jaldi reply kar diya
Nice video 👍❤
Thanks
Sir mera bank of baroda m kafi purana account h or atm card 1 mhine phle apply Kiya th jo mujhe ab mil gaya h to ky atm card Anne k bd turant charge katha h ky sir plz reply me
Yes
Classic Master Debit card ka eligibility criteria kya hai ? And kaise apply kare ?
Normal Savings Account
Apply hoga branch se bhi online Mobile Banking aur Netbanking se bhi..
Sir mene January m account open karaya or fir atm ke liye apply kia atm ane ke baad bhi koi fees nhi lgi but ab september m mere account se 354 rupe cut gaye 😢😢 plz btao kuch kisliye hua
Salana charge hai
Same mere sath bhi yahi hua lekin mene account July me hi open karaya tha aur October me itne charges kat gaye
Bhai mene bhi 30 September ko account open karaya tha aur 4 October ko 362 rupaye kat Gaye😥
Bhai isme master card available hai kya abhi bhi
Yess
@TechieFin. Online apply kar saktha hai kya
New account khol ne ke baad card milega na bob main ya aalag se request karni padegi office jaa kar😅 tell me
Milega debit card
@@TechieFin. 🙃 Main Punjab se ho kitna time lag jayega 2 din ho gaye account open kiya
Sir agar physical debit card block karo do to virtual debit re apply karna padega ya block wala virtual chalega
Re apply karna hoga
@@TechieFin. Thanks bhai
Agar physical card block kra de only virtual use kre to kya amc lgega ya nhi @@Vikas-wq3ow
Sar Mera international debit Card hai iska salana Kitna kata jaega
Konsa hai International mein?
Dcardfee har tisre mhine 354 rupye katta hai kya
Complain to bank ye salana charge hai monthly nahi katna chahiye
Sir ATM card ka charge kaatate account balance minus kar diya hai to kya paise bhar de sir ya rbi ko complaint karu😢
Debit Card ka to charge dena hi padega..
sir balance kab kat taa h? mene bank se apply kiya h visa platinum ke liye, unhone udhar koi charge nhi liya, charges kab lagenge? debit card ghar aane ke baad?
Yes activate hone par
Mera 118 rs kata aur usme likha hua hai newcardissue but abhi tak card aaya nahi hai....pahle kaise kat gaya ?
@@tariquewadood6577 yaar mera ek mahine se jyada ho gyya, 15 din se delivered btaa rha h par abhi tak ghar par nhi aaya, ptaa nhi kya lagaa rakha h, par paise nhi kate abhi tak mere
Information ke liye sukriya
Bhai saving ACCOUNT me bhi charge lagega
Han
Agar mai visa platinum debit card block kardu to annual charges katenge ?
Nahi
Sir ye kaise pata kre ki mera account zero balance account and as student type acc.(isme chages kam ya nhi lagte khi suna tha) h ya nhi. Agr m debit card order krta hu to apni marzi ke address p order k sakta hu ??
Pata karna ho to aap customer care ko call karke pata kar sakte hain aur aapke passbook par bhi hota hai. Mobile Banking aur Netbanking mein bhi dikhta hai. BSBDA account mein charge kam hota hai.
Aur Debit Card usi address pe aayega jo Bank mein communication address registered hoga aapka.
@@TechieFin. Thanks for rply :)
Thanks Brother 😃😃😃😃😃😃
Welcome
Student k bhi charges katta hai kya ATM ka
Unke liye alag account hai
Watch BoB BRO Savings account video
Virtual card hi rakhne par koi charges hai kya ?
Bina physical card ke virtual card milega hi nhi.
@@TechieFin.Agar virtual le kar physical block kra de to😂😂 hoga ya nhi.
Month ma AK bar bharni padagi ya sall ma AK bar bharni padagi
Saal me ek bar
Sir ji ATM card me fees let he Kya ??
Ha
Issuance fees per saal lgta hai ya 1 he baar
Please answer
One time
One time issue fee and after expiry date of card renewal fee lagta h approx 6 to 7 year pe
Sir poore paise nikalne hai account se
Nikaal lijiye
@TechieFin. Kaise fir
Bank wale kahte hai minimum balance rakhna pdega 1000 rs
Dusre bank ki atm se withdraw krne pe kinta charge Dena padega
Video mein bataya hai sir video poora to dekhiye
After 3 withdrawal in a month per transaction pe 21 approx
हमने जून माह में बैंक ऑफ बड़ौदा में ऑनलाइन खाता खोला था,हमको डेबिट कार्ड उस समय नही मिला किंतु फिर हमने डेबिट कार्ड के लिए ऑनलाइन ऐप के द्वारा आवेदन किया था रुपे प्लेटिनम कार्ड मिला जिसका 28/09/2024 को 354 रुपे कटा है क्या यह सही है या नही इसका सबसे कम चार्जेस वाला कार्ड बताए
Ye to sahi hai
MUJHE PLATINUM VISA DEBIT CARD LENA HAI.
konsa lu physical ya virtual ? Pls reply
Dono me features same hote hai kya ?
Cash nikalne ke liye physical ki zaroorat padti hai baaki ke liye virtual chal jayega.. features same honge..
Sir Mera age 16 years hai mere paas ATM card bhi hai me abhi miner hua kya mera ATM card ka charges katega kya😢
Han
6 din pahle 118 rs kata aur msg me likha hua hai newcardissue....but abhi tak atm card mila nahi hai mujhe....kuch gadbad to nahi hai ?
Card aa jayega
Sir mobile se debit card use kya to bhi count hoga kya
Physical debit card ki bat ho rhi bas
@@TechieFin. Par agar phone se debit card use Kia to bhi count hoga kya
@@Sgonkeys mila kya ans ?
@@palashdutta6118 no
How much GST will be charged after five uses of the card
Sorry I didn’t get you
Meine new account khola hai abhi Mera ATM card ayega to uska kitna katega 1 year mei sir
Wo depend karega ki kaunsa ATM Card hai
@@TechieFin. Paisa nikalne wala hai bs sir
Sab paisa nikalne wala hi hota hai
Usmein kai tarah ke cards aate hain sabke charges bata rakhe hain is video mein.
@@TechieFin.Acha sir check book ka bi lagta hai charge ky
Bhai receive hone ke baad vo unable to fetch card details jayenge na bhai. Aur iska issuance charge kaise Dena hai. Aur merko virtual debit card Mai cvv nahi dika Raha hai CVV Mai click karne ke time ( invalid response from HSM ) dik Raha hai uska kya karu bhai plz replay
Card receive hone ke baad uska PIN aap generate kar lena phir wo activate ho iayega.
Issuance charge aapke bank account se kat jayega.
@@TechieFin. Thankyou bhai
@@TechieFin. Bhai ye virtual card ka CVV dekhne ke time Mai invalid response from hsm dik Raha hai kya karu
@@Midhun_077 bhai aapko bataya ki aap wait kar lijiye aapko physical card mil jaye aur aap PIN banalo tab aapka Card kaam karega virtual wala nahi to kaam nahi karega.
@@TechieFin. Ok ji thankyou so much
क्या bob virtual debit card बनाने के लिये Bob ka physical card रहना ज़रूरी होता है plzz reply me bro.😊
Nahi
@@TechieFin. Sir mne account khola h online hii bob lite waala toh online use kaise kru 🤔
Bhai maine physical debit card keliye apply kia hai aur merko recieve nahi hoya par bhai maine physical debit card mai transaction amount sab set karne ke liye click karne time unable to fetch card details dika raha hai . Bhai atm activate karne baad tike ho jayenge kya bhai
Pehle card recieve hoga phir aap uska PIN generate kar lena phir wo activate ho jayega.
@@TechieFin. Bhai receive hone ke baad vo unable to fetch card details jayenge na bhai. Aur iska issuance charge kaise Dena hai. Aur merko virtual debit card Mai cvv nahi dika Raha hai CVV Mai click karne ke time ( invalid response from HSM ) dik Raha hai uska kya karu bhai plz replay
Issuance charge aapko le jaakar RBI ke head ko dena hoga😁
Are bhai wo bank account se kat jayega.
Aur baaki tension na lo zyada
@@TechieFin. Ok ji rbi head ko call karunga tike hai 🤣
hello can i use 3 debit cards of bob??
Yes
mere pas 2 debit card hain, kaise ek debit card ko close karu please help
Online Mobile Banking or Netbanking se ya customer care se call karke bhi close kara sskte hain.
@@TechieFin. block kadne par , close ho jayega kya
@@invictus302haa
Zero balance wale mai annual debit card fee kya hai
Han ab sab mein hoti hai
Platinum, repuy debit card ka second year charge 354 hain bro ...
Okk to aapko yahi bataya gya hai na video mein plus GST karke..
mera rupees 354 deduct hogaya hai. mere pas bob ka rupay platinum debit card hai.
Ok
300 plus gst liya gya aap se
Annual liya gya kya
Mere bhi
Mere bhi rs354 kte h
Minimum balance maintain n karne pe kitna charges h bro
Bhai 118 new card issu q kata bhai please answer me
First year fee
Mere newcardissue ka 345 cut gya hai to kya annual charges bhi is saal 345 bhi cut ga???
Yes, are you sure 345 or it is 354?
@@TechieFin.Bhai Mera bhi visa physical debit card ka 1 years ka 354 hi katta hai
Bank of baroda ke debit card se Bob ke atm machine me unlimited cash withdrawal kar sakte hai aur dusre bank ke atm machine se 3 baar hi cash withdrawal kar sakte h
Metro locations me 3 free maheene me aur non metro me 5 free maheene me
Sir meine do baar visa platinum card apply kiya tha but activate nahi karwaya phir kyon kata issue charge reply me do baar 354 rupee kat gye bina card activate karaye refund mil sakta hai kya
Card activation charge nhi hota hai Card issuance charge hota hai. Card issue hone par charge kata jata hai.
Platinum debit card reward kaise redeem kare?
Netbanking se
platinum me rewards milte h, koi bhi transaction se ??
Aapki aawaz Sachin Tendulkar se milti hai😊😊
Achha
Bob sapphire debit card ?
Joining fee Rs. 750 plus GST
Annual fee Rs. 750 plus GST
Agr atm card atm machine me nhi use krenge bss phone pay use karenge to kya usme v annual charges dena prega please reply me sir
Han
Per transaction 11.80 cut Jata hai Bhai reply zrur de
Kis transaction ka??
Mera 354 kata hain kya haar saal 354 dena prega?
Han
Itna chrg kiyun lgta hain
@@lifestyleofvaswati bank knows
Sir mera 300 kt gya or -196 me hai
❤❤❤
Sir Minimam Atm ka kitana charges hai
150 plus GST
Mane 2 month mein 3 atm manwa liye per koi charges nahi laga bob b3 silver account se 1.5 year ho gaye per amc bhi nahi laga
Kya bank of baroda ka debit card 3D secure hai ? Agar nhi toh kaise hota hai?
Okk
236 kat liya aaj 😭
Don't worry
Zero balance tha ya koi aur , classic rupey ka itna cut hota h but bsbda me amc nhi hota h
@@TechieFin.236 Mera bhi cut hua aaaj😢
Mera bhi 236 kata aaj hi
Mera HDFC card hai wo bhi 236 annual kata hai
Fee kaise li jaati h kitne baar li jaati h
Account se kat jaati hai
Salana li jaati hai
Sir mare phas 3 atm card order huha tha tho metho ek he us karyha hu per be carges 3 no ka charge cut ho raha he
Contact your bank and cancel other cards.
Bhai mera Bank of Baroda ka debit card return ja chuka hai ab mujhe kahan se milega kitne din bad milega
Contact Bank of Baroda customer care
Branch se contact kro whi pe return jata h home branch
Sir Mere Month Mein First time hi nikalta hun tb par bhi 24 rupee charge kat ta hai per transaction
Bank se shikayat kariye
Mere sir 590 cut ho gaye koi bhai reason bt do itna qu kata
Bank account statement check kariye pata chal jayega wahan se.
किया atm 354 रूपया हरेक साल कटेगा किया
Han
sir aap ne sare doubt clear kar diye bank wale bhi aasa explain nahi
karte
Thanks
😢pahele to koy charge kat nhi karte the abhi kyu kar rhe hai
Statement mein dekhiye
Mere 2bara 354 kat Gaya lekin debit card gharse aaya nai
Complain to consumer helpline
Mujhe ATM mile abhi 1 mhine hi hua hai or 116 rupay cut gye
Han to first year me hi kat te hain
Bhai abhi ek aur dikath Aya hai ki mere account mein 2 physical debit card and 1 virtual debit dik Raha hai kya karu bhai plz replay
Agar Mai ek hi debit card ki issuance fee 354 rs mere account Mai rek ke. Baki sab nikale tho. Ek debit card cancel ho jayega kya bhai
Ye kaise hue? Aap bank se contact kariye
@@TechieFin. Ok bhai
@@Midhun_077ek block kar do Jo need n ho usko
@@TechieFin.Ek query thi bro agar main apna physical card block kra du only virtual use kar sakta hu without amc ke
Me account khulbai hu debit card aa gya h pr mujhe nhi chahiye
To block karwa dijiye
16 year vale.ko mileaga please solve 🙏
RuPay Classic
Sir ji koi 50000 daily withdrawal ka debit card batlao jiska 354 se km charge ho
Aisa to nahi hai itne kam charge ke sath.
5.9 rupey kyu katde atm ke pr ट्रांजैक्शन bob
Apna Bank Account statement check kariye
354 cut gai hai aur fir 97 rupees har month cut rahe hai
354 to Debit Card annual charge hai aur 97 rupees aap check kariye statement mein ki kyun kat rahe hain
236 kat liya bank 😭😭😭
Kiska?
Kon kon katbane ke baad aaya
🤣
₹177 deduct ho raha hai per year Rupay ho ya Visa ho....🥰🥰🥰🥰🥰🥰🥰🥰🥰
Yeh classic ke liye hoga but ismein bhi ab badlaw hua hai 200 plus gst
3 transaction har mahine milti hai na free
Yes metro locations mein
Mera 236 kat liya 😢
Debit card ka charge to lagega hi
Mera bhi 354CutGaya
Ohk
354 cat Gaya mera
Konsa debit card hai?
Mera bhi kata hai bhai
354rs kate hai yar jada kat Raha hai
Mera 354 katgaya
Mera bhi 354 cat gaya
Mere bhi 236 katgaye abhi
Achha
PMJY me debit card dena band kar diya hai BOB
Achha
UPI se karne par kitna charges lagta hai
Kuch nahi
Bhai mera ek saal bhi nahi hua aur 295 cut gaya
Contact bank customer care