@@ELECTRICALEXAMSTUDYSOLAR thanks mera bhai batane ke liye Mai UTL ka gamma plus le raha hu Aur waree ka 1 panel 575 watt kya kam chal jayega ? Mere pass 200 ah amaron ka battery hai kitna der me full charge karega 1 panel 575 watt aur backup kesa hoga
Bhai maine 3075 ki jagah 3250 mppt model liya ek hafte pahale lekin ishka fan kam nahi kar raha aur system overheat show karta hai aur shutdown ho jata hai. Back side se dekhe to right wala fan. Yah fan mppt charge contrller ka hai kya.
Apka previous video pe dikhaya ki is inverter ka PV voltage 104 se zayaada hoga to high PV volt dikhayega. But yaha ap ne bola 110v support karta hai. Im confused. And watsapp group pe aad nahi kia aapne
@@ELECTRICALEXAMSTUDYSOLAR Thank you bhaiya. Mujhe ek thoda confusing detail bata dijia na. Mai waree ka topcon 575 w lene wala hu 4 piece. 2 piece ka series + 2 piece series kaar ke parallel karunga to high PV to nahi dikhayega ? Aur agar sahi hoga to kaunsa accha rahega ? 2 piece ka series + 2 piece series kaar ke parallel or All 4 in parallel ?
हमने अभी 3075 लिया है कल इंस्टाल करेंगे अभी 2 पैनल लगा रहे है एक और दो तीन दिन बाद लगाएंगे
पैनल 575 वाट टॉपकोंन हैं
Lithium battery support hai
Nhi
What app join group expire dekha raha ha
chat.whatsapp.com/GRbXZ11hOAp2AxSGI5qL6d
1 kw ka sabse best batao Solar
Utl Gamma plus 1kva 12v ye sabse popular he but load normal hi chlega
@@ELECTRICALEXAMSTUDYSOLAR thanks mera bhai batane ke liye
Mai UTL ka gamma plus le raha hu
Aur waree ka 1 panel 575 watt kya kam chal jayega ? Mere pass 200 ah amaron ka battery hai kitna der me full charge karega 1 panel 575 watt aur backup kesa hoga
Can I use lithium battery?
Nhi bhai lithium battery lgani he to utl Gamma plus 3350 ya rover 3024 dekh skte ho
Utl gama +1kva ma waaree ka topcon 575wt ka 2panel laga sakte hai kya sir
Haa kaam krege
Vha mil jayega
Koi dhikat nahi hoga na sir
WT jeyada nahi hoga na sir
Nhi hoga
Bihar me smartern ka service hai kya
Load testing ka vedio banaye
Try krta hu ek subscriber ke paas he agr vo video bhejta he to video jarur aayega
Maine buy Kiya hai superb+ 3250 kalh hi! Aapko video chaiye to bolna@@ELECTRICALEXAMSTUDYSOLAR
Lithium battery support karega ye inverter ya nahi
Nhi
After sale service nahi deta hai
दिलखुश जी मेरे घर मे 1.5 hp समर्सियल मोटर है उस को चलाने के लिए कौनसा इनर्वटर लेना चाहिए और मेरे पास 335 वाट के 9 पेनल है
Eapro 3200 ke video dekho koi 1.5 hp ka water pump ka mil jaye to
Kis purpose ke liye chlana he
Aap jyada se jyada load testing video dekho
Bhai maine 3075 ki jagah 3250 mppt model liya ek hafte pahale lekin ishka fan kam nahi kar raha aur system overheat show karta hai aur shutdown ho jata hai.
Back side se dekhe to right wala fan.
Yah fan mppt charge contrller ka hai kya.
@@neelam8093 स्मार्टन की टीम से सम्पर्क करें
Bilkul
Sir i am from Mumbai smarten ka service h kya yah p
Apka previous video pe dikhaya ki is inverter ka PV voltage 104 se zayaada hoga to high PV volt dikhayega. But yaha ap ne bola 110v support karta hai. Im confused. And watsapp group pe aad nahi kia aapne
102 volt voc he
104 volt hote hi high pv voltage dikhayega
@@ELECTRICALEXAMSTUDYSOLAR Thank you bhaiya. Mujhe ek thoda confusing detail bata dijia na.
Mai waree ka topcon 575 w lene wala hu 4 piece.
2 piece ka series + 2 piece series kaar ke parallel karunga to high PV to nahi dikhayega ?
Aur agar sahi hoga to kaunsa accha rahega ?
2 piece ka series + 2 piece series kaar ke parallel
or
All 4 in parallel ?
mode ka experiment karke dekha hai kya kisi ne ?
1 SBG
2 SGB
3 GSB
Ye new inverter he bhut kam logo ke paas he jldi hi iska video lauga but aap smjna chaho to same utl ke jesa he
Pcu
Smart
Hybrid