Humara do bhai ka naam pe ek partnership business tha. Uske naam pe ek pan card tha. Abhi woh business bandh ho gaya hain. Toh pan card deactivate karna hain. Kaise karein? Ya phir pan card agar deactivate na karein, toh kya peoblem hoga?
Sir mere paas Surrender karne wala pancard ka original ya photocopy nai hai, sirf number hai. Aur kya cibil report b lagega? Uspe koi loan nai chal raha tha. Isliye koi cibil details nai dika raha hai. Please help.
Mere v 2 pan card bn gye but pura pan card sbhi jagah p Diya hua h.new pan card bn gya h and mere mere adhar se link ho gya h.m assessing officer ko offline request jama Kiya hu and usne new pan ko inactive kr diya h.mujhe puchna hai k kya wo new pan inactive hone p adhar se v delink ho gya hoga ya nhi.
Sir ITR-1 filling staps me ITR filling ka reason select karne ke baad continue per click karne per bottam right side me popup aa raha hai *User type cannot be null for the given pan* offline utility se jeson teyar karke upload kar ITR-1 fill kar sakte hai kya ?
Sir mere papa ka purana pancard jab mai adhar se link karane gaya to pancard not exist bata raha tha fir maine dusara instant epancard banava liya aur ab epancard ko phisical pancard ke liye application kiya to puarana pancard Surender karane bol rahe hai ab mujhe kya karna hoga
Sir mai income tax office m gya tha waha se unhone mujhe ek advocate ke pass bheja advocate ne sab papers bana diye unhone bhej bhi diya 1k fees li or wo bol rahe hai 40-45 days m apka pan card ban jayega par 4 month ho chuke ab kya krna chahiye
👉 Pan Surrender All Format with Affidavit - bit.ly/pansurrenderletter
Maine apne minor pancard ko major pancard m convert
Humara do bhai ka naam pe ek partnership business tha. Uske naam pe ek pan card tha. Abhi woh business bandh ho gaya hain. Toh pan card deactivate karna hain. Kaise karein? Ya phir pan card agar deactivate na karein, toh kya peoblem hoga?
Jinhe pan card surrender krana ho ya pan me name change Krna ho please contact kre
Sir mere paas Surrender karne wala pancard ka original ya photocopy nai hai, sirf number hai. Aur kya cibil report b lagega? Uspe koi loan nai chal raha tha. Isliye koi cibil details nai dika raha hai. Please help.
Mere v 2 pan card bn gye but pura pan card sbhi jagah p Diya hua h.new pan card bn gya h and mere mere adhar se link ho gya h.m assessing officer ko offline request jama Kiya hu and usne new pan ko inactive kr diya h.mujhe puchna hai k kya wo new pan inactive hone p adhar se v delink ho gya hoga ya nhi.
Offline kaise jama kiya.
Kya kya document lga kitna paisa lia😊
Kiya to mughe last step pr surrender pancard value 1 de rha h m kya karu
Sir ITR-1 filling staps me ITR filling ka reason select karne ke baad continue per click karne per bottam right side me popup aa raha hai *User type cannot be null for the given pan* offline utility se jeson teyar karke upload kar ITR-1 fill kar sakte hai kya ?
Sir mere papa ka purana pancard jab mai adhar se link karane gaya to pancard not exist bata raha tha fir maine dusara instant epancard banava liya aur ab epancard ko phisical pancard ke liye application kiya to puarana pancard Surender karane bol rahe hai ab mujhe kya karna hoga
Do AO officer charge penalty for surrendering pan card ??
Kitana fees leta hai Ao officer
Hi, what if i don't have original pan card that needs to be surrender?
Deceased person ka pan card surrender kaise hota hai?
Sir mai income tax office m gya tha waha se unhone mujhe ek advocate ke pass bheja advocate ne sab papers bana diye unhone bhej bhi diya 1k fees li or wo bol rahe hai 40-45 days m apka pan card ban jayega par 4 month ho chuke ab kya krna chahiye
fir ap grievance dale jo mene video ke last me bataya