bhai ji light 350 se upr aajati h uske liye konsa bdiya rhega jo 240 ya 270 se upr cut lga deta ho kyunki kyi steblizer jyada light aane pr cut nhi lgate bypas krdete h
Bhai ye batao ki steplizer light kaise badha deta hai. Ager 130 volt aata hai ,likin hum 90 volt wala le le to kya uska koi fayada ya nuksaan hai bataye
Sir muje apna ev scooter charge karna hai mere ghar me kewl 150se170 volt hi rahta hai aur mere scooter ka 230 volt chiye muje kaun sa steblizer lena chahiye
Sir please 1.5ton window ac, 4 selling fan, 1 3star single doorrefrigerator, 5 led bulb or ek cooler ke liye kitne kvo ka stabilizer sahi hoga...Jo ki sb ka load carry kr ske?
Pehele ye thoda batao stabilizer low voltage ko high karta hai ya nahi. Electricity up-down par Ac to cool hi nahi ho raha hai toh stabilizer kis baat ke liye hai.
Mere ghar me voltage ki kami hoti h garmi mai fan speed nhi chalta aache speed se uske liye stabilizer lena shi hoga kya aur konsa stabilizer lena chiye mai main line me connect krna chahta hu ???
Sir hamne 1.5 ton ka ac lagwaya hai aur Stabilizer 130v ka hai ....lekin electricity fluctuations hote hain .... aur compressor band ho jata 16....17 pe chalane pe... kya 90v lagane pe shi ho jayega ye?
Sar mere yahan 70 se 80 voltage aata hai parantu mere yahan ek washing machine hai pankha hai do bulb hai ek cooler hai ola gadi charging Hoti hai ab mujhe bataen sar ki main Kaun Sa stabilizer Lun jisse fridge bhi chal sake aur yah sare upkaran chal sake
Ak cullar ak frij do fan pani ki moter nl se pani khichne k liye kitne vol ka stabilizer le घर घर का गेहूं पिस्ते h hpte me 20 kg chki chlate vkt ye sb उपकरण बंद कर दे ते h main light k liye btna Bhai light k vol ye h ki rat ko cullar ki motar pani b nhi chkti
sir hamra yaha 80 70 volt aata hain sam main 6 baje raat 10 baje tak tab 110 volt minimum 130 tak rahta jyada tar aur mera ghar ka load hain 4 selling fan ek mini freez, 200 waat ka machin. ek motor pani bharna wala aur 5 watt ka 10 bulb 2 table fan ek stan fan ek cooler ek inverter hain konsa wala thik rahega brab bhi batna sir ❤
Thankyou for your information but sir I have doubt Maine 1.5 ton ka AC liya hai uske liye koi cheap with copper good brand stabilizer suggest kr do sir
Sir mere ghar mein 6 fan ,2 inverter battery,1 refrigerator,2000watt ka induction,2 cooler,1kv water motor,1mixer h.mujhe kitna kv ka steblazer lena chahiye aur kaun si company sahi rahega plz help me sir🙏🙏🙏
Siir 3 ac chalane he 2 cooler or 2 frize 2 washing machine or 4 fan chalane he or 1 mixi machine or light bagera to 15 kw ka stabilizer kaam karega ya ni plzz bataye ?
WhatsApp university ke gyani. Stabilizer budget ke हिसाब से nhi load ke hisab se kharida jayega.
Ha bhai .. jeb me Aapke 200 rupees honge or load aapka 2kw hoga to 200 rupees me le lena 5kva stabilizer
Sir mere area me sbse kum voltage 100- 120 v tak jata hai ..koun sa stabilizer le.. bajat ka tension nahi hai...plzz guide kare 🙏
Digivolt 5kva 12,000rs best hai❤
Sir 0.5 hp water pump single phase me konsa stabilizer use kre ???
Mainline Water Pump Stabilizer aate hai aap 2kva ka le sakte hai
One cooler ke liye kitne watt ka lagaye stabilizer 1400 rpm ka fan hai cooler ka
500w or 0.5kva
Mainline stabilizer aur ac stabilizer me kya fark hai, dono 5kva ke hi hote hai na? Aur best mainline stabilizer bhi batao
Dono ka ek hi kaam hota hai .. Sirf capacity ka Antar hota hai
Sir, 43inch 4k led tv lia konsa satbilizer lena chihe
Sir Daikin 2.2 ton Ac ke liye konsa stabilizer lu?? Please reply
5 time blink ho raha hai ifb washing machine me to kya problem hai
Sir mujhe 2000w induction ke liye lena hai to kon sa luu or mere yaha lights 280 voltage aa raha hai to 230/240 chahiye to kon sa lu
5kva 90~300v wala stabiilizer
bhai ji light 350 se upr aajati h uske liye konsa bdiya rhega jo 240 ya 270 se upr cut lga deta ho kyunki kyi steblizer jyada light aane pr cut nhi lgate bypas krdete h
350v se upar light aati hai to aapko 520v tak ki supply support karne wala stabilizer chahiye
Thanks dude 😎
My doubts solved 😉
Happy to help
hamare yaha 80v current aata hain, toh hume kaun sa range ka stabilizer lgana chahiye?
Mere ghar 245v aata hai use 220 karna chahta hoo kaise kare sir ?
Aapke husab se best steblizer konsa company hoga
Xerox macine ke liye kon sa steblizer kharidna he
Total power consumption kitna hai ..jaise. Ki 1kw 2kw kitna load leti h machine
@@EngineerBharat Power Consumption (Standard configuration)Copy/Print Mode385W or lessStand-by Mode75W or lessEnergy Saver1.54W or less
Sir double phase pure copper winding me stabilizer model name bataye
Sir 1.7 ton AC ke liye suitable stabilizer kaun sa hai 1850 watts 230 va cooling capacity 5700 watts
Sir mere yaha voltage ka bhut problem h 100 se bhi kam voltage supply hota h
Bhai ye batao ki steplizer light kaise badha deta hai. Ager 130 volt aata hai ,likin hum 90 volt wala le le to kya uska koi fayada ya nuksaan hai bataye
90v ka fayda ye haii ki aaj 130 v aaraha hai lekin kabhi bhi 90v aaya to vanha 90v wala stabilizer kaam karega
@@EngineerBharat okay
Vgad 500 plus kaisa hai sar coppar hai ya almunium
Al
Sir muje apna ev scooter charge karna hai mere ghar me kewl 150se170 volt hi rahta hai aur mere scooter ka 230 volt chiye muje kaun sa steblizer lena chahiye
EV charger kitne Volt or Amp ka hai Jaise ki (48v @60a)
Sir ji 230volt 6 ampere @@EngineerBharat
Kon si company ka le best hota hai, company ka bna le ya manual bna kr le.
company ka le .. agar koi dikkat hogi to service me dikkat nahi hoti
Sir please
1.5ton window ac, 4 selling fan, 1 3star single doorrefrigerator, 5 led bulb or ek cooler ke liye kitne kvo ka stabilizer sahi hoga...Jo ki sb ka load carry kr ske?
5 Kva ka Stabilizer ye load Carry kar sakte hai (Copper based)
@@EngineerBharat thanks sir
Pehele ye thoda batao stabilizer low voltage ko high karta hai ya nahi. Electricity up-down par Ac to cool hi nahi ho raha hai toh stabilizer kis baat ke liye hai.
Stabilizer ..Voltage ko Step-up and step-Down....dono kaam karta hai
@@EngineerBharat Toh voltage down hone par mera Ac ka compressor band kyun ho jata hai . Phir voltage jyada hone ke baad compressor chalu hota hai.
Sir 5 kilowatt ka copper stabilizer 8500 me de Rahe hai kya ye price sahi h ya nhi please give me answer
Mere ghar me voltage ki kami hoti h garmi mai fan speed nhi chalta aache speed se uske liye stabilizer lena shi hoga kya aur konsa stabilizer lena chiye mai main line me connect krna chahta hu ???
main line ke liye mainline stabilizer kharide ghar ke load ke anusar kharide...
50v -300v ke range ka koi stablizer hai kya??
50-280 ka milega
@@EngineerBharat 50-300 kyu nahi hota hai??
1.5 ton ac ke liye konsa stabilizer Sahi rahega
INverter AC - 4kva
Non Inverter - 5kva
@@EngineerBharat kaun si company best hai
Bhaiya ek stablizer mera kharab pada hai jo ki 350 v dera hai uske age agr mai 0.85 kva ka stablizer laga dun to si chl jai ga, ac chalana hai
Please bata do bhaiya g
2 pis Toto e- rickshaw charge karne ke liye Kitna KB stabilizer Lena chahie
Computer desktop purpose UPS se pahle use karna hai which stabilizer recommended
Sir hamne 1.5 ton ka ac lagwaya hai aur Stabilizer 130v ka hai ....lekin electricity fluctuations hote hain .... aur compressor band ho jata 16....17 pe chalane pe... kya 90v lagane pe shi ho jayega ye?
Yes ...kyunki load chalane par gharka voltage or bhi drop ho jata hai ..130v aaya hai to ac chalane ke baad vo 120v pe aa jayega
Kon si company ka le best hota hai
Microtek ,AULTEN , Vgaurd
Sar mere yahan 70 se 80 voltage aata hai parantu mere yahan ek washing machine hai pankha hai do bulb hai ek cooler hai ola gadi charging Hoti hai ab mujhe bataen sar ki main Kaun Sa stabilizer Lun jisse fridge bhi chal sake aur yah sare upkaran chal sake
440 volt aata hai mere yaha sir,,,to hum ac k liye kaun sa steblizr lagaye
90v-520V Range wala Stabilizer
@@EngineerBharates range me koi best btaiye sir🙏
5 kva best stabilizer suggest kijiyega....
AULTEN COPPER Mainline Voltage Stabilizer 5Kva (90V-300V)
Sir mere Ghar ka total load under 500 watt hai to kitne KVA ka mainline stabilizer lagaye??
Vaise 1kva se kaam chal jayega ..lekin 2kva ka lagaye jyada Safe rahega
1samsebul pump
7 fan 3 cooler fan
Invetar hai
3 tv hai
1 फ्रिज
2200 w induction
12LED bulb
Wasing मशीन
Kitna kv ka lena hoga
Sir
8kva mainline stabilizer
Company kun sa shi rhe ga
Sir
Ak cullar ak frij do fan pani ki moter nl se pani khichne k liye kitne vol ka stabilizer le घर घर का गेहूं पिस्ते h hpte me 20 kg chki chlate vkt ye sb उपकरण बंद कर दे ते h main light k liye btna Bhai light k vol ye h ki rat ko cullar ki motar pani b nhi chkti
Mera 5kw ka he , light jyada aane ke karan pcb jal gai or freez ki motar bi kharab ho gai esa kyo huaa
voltage fluctuation ke Karan ... koi achi quality ka stabilizer lagaye ...90-300v range ka .. or ghar ke Total load se jyada capacity ka ho
Kon company accha hoga?
Kon company accha hoga?
1.5 ton ac, water pump, fridge, tv hai
Musclegrid kaisa brand hai?????
accha But Copper wale stabilizer bhut kam hai inke
sir hamra yaha 80 70 volt aata hain sam main 6 baje raat 10 baje tak tab 110 volt minimum 130 tak rahta jyada tar aur mera ghar ka load hain 4 selling fan ek mini freez, 200 waat ka machin. ek motor pani bharna wala aur 5 watt ka 10 bulb 2 table fan ek stan fan ek cooler ek inverter hain konsa wala thik rahega brab bhi batna sir ❤
50 to 300 volt 5 kilowatt kA
Thankyou for your information but sir I have doubt Maine 1.5 ton ka AC liya hai uske liye koi cheap with copper good brand stabilizer suggest kr do sir
copper good brand aapko " Cheap " nahi mil Sakta
Pixel company ka kesa aata h bhai kl hi laya hu
Sir company ka stabilizer kaha se milega
Sir mere ghar mein 6 fan ,2 inverter battery,1 refrigerator,2000watt ka induction,2 cooler,1kv water motor,1mixer h.mujhe kitna kv ka steblazer lena chahiye aur kaun si company sahi rahega plz help me sir🙏🙏🙏
Aulten 5 KVA
MuscleGrid India 5KVA
Pv power tek solar kitne appere nikalti hai es par vedio banae
Siir 3 ac chalane he 2 cooler or 2 frize 2 washing machine or 4 fan chalane he or 1 mixi machine or light bagera to 15 kw ka stabilizer kaam karega ya ni plzz bataye ?
Bhai ghar pe transformer lagwa lo😂
@@mohitkumarshukla2188😂😂😂
😂😂😂
7.5 kva
15 kva
Sir business purpose se baat krni thi.... Kesi hogi??
Sir ! instagram par message karen
Hamara area mein voltage 40 se kom hai.iskeliye kon sa stabilizer kharide😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢
(40V-280V) Range wala Stabilizer Le...
Solar pv power tek par video banaen
Bohot badiya video tha g
Sen@ Pandit kaisa hai
1 hp water pump, 1.5 ton ac, single door fridge, 32 inch led tv, 3 fan, 3 tube, kitna kva stabilizer lena thik hoga? Konsa company best? Please reply
5 Kva Mainline Stabilizer
Kon si company ki best hogi
100 Volt to 500 Volt working stabilizer
Please solve my problem 😢