Agar aisa hai to complaint darj kijiye. Uske baad complaint check karte rahiye, job complaint closed kardega to uska ak xerox copy nikal ke rakhiye, agar fir bhi bill aa rha hai to xerox copy ke sath local electricity office me jake report kijiye.
Bhaiya maine recharge kia tha but voucher k lye message nahi aya recharge krne k baad bhi I didn't get any voucher code iske wajah se mera -6 aa rhahai meter box pe Kya karu?
Bro ek question hai mera balance -1076 dikhha raha hai aur due payment 274 dikha raha hai ab kitna payment karna padega kyuki mera electricity cut kardiya
Apka balance me ₹ -1076 ka matlab hai apne 1076 rupee ka bill use kar chuke hai aur vo amount apne abhi tak diya nhi hai. isliye apko 1076 amount pay karne ke baad bhi aur 274 rechrge karna hoga ya usse jyada ka reachrge.
Apka 1 month me kitna bijli kharch ho sakta us hisap se rechrge kijiye. Balance check karte rhiye, job khatm hojayega ya khatam hone wala hai to fir rechrge kar sakte hai. aur Bijulee app se bhi kar sakte hai
Recharge ka validity kitne din rehta hai..suppose mai recharge kya 1000 rs ka..uske bad mein 2 mahine uss ghar me raha nehi kyuki mujhe dusre jagah jane hai work related..to wo 1000 rs expire to nehi ho jayga 2 mahine me..
Fast ⏩ comments 🎉🎉🎉🎉mero
Thank you so much
Tq bhai mera recharge ho gya❤❤❤❤❤❤
thank you ... helpful video🎉
Thankyou brother for this video ❤❤❤❤
Mashallah Bhai 👏👏👏👏👍.
❤
Bhaiya Suniye to rent ka house mein prepaid sub meter ka recharge kaise kare...uska consumer ID kaise pata lagaye
Bill recept me check kijiye.
Bro ghar ka toh -300 hone se apne apne line cut ho jata hain...lekin commercial line par kitne tak limit hota hain?
Sry commercial line ka exactly kitna hai vo mujhe pata nhi hai
@@Tapanchdas ok
Hi bro Mera ghor ka bijli 3 years se kata hua hi phir bhi bill ate hai kyu
Agar aisa hai to complaint darj kijiye. Uske baad complaint check karte rahiye, job complaint closed kardega to uska ak xerox copy nikal ke rakhiye, agar fir bhi bill aa rha hai to xerox copy ke sath local electricity office me jake report kijiye.
Bhaiya agr es method se recharge karne k bad pending ho jaia to kya account se paisa cutega ya recharge hoga ya fir se karna parega
Ac se paisa katega. Pending rechrge baad me success ho jata hai lekin kabhi kbhi nhi hota. Aisa hone se turnt compalint kijiye ya report kare
Mere gar mai 1 bi current bill nahe aiya hai
Bhaiya maine recharge kia tha but voucher k lye message nahi aya recharge krne k baad bhi I didn't get any voucher code iske wajah se mera -6 aa rhahai meter box pe
Kya karu?
Log out karke login kijiye uske baad check karke dekhiye. Kabhi kabhi turant show nhi hota
@Tapanchdas mtlb logout kaha se kare maine toh kahi login nahi kia tha and sidha chrome se jaake recharge krti hu
And when I tried to download voucher code after entering the consumer bill no. No otps were shown.
Bro ek question hai mera balance -1076 dikhha raha hai aur due payment 274 dikha raha hai ab kitna payment karna padega kyuki mera electricity cut kardiya
Apka balance me ₹ -1076 ka matlab hai apne 1076 rupee ka bill use kar chuke hai aur vo amount apne abhi tak diya nhi hai. isliye apko 1076 amount pay karne ke baad bhi aur 274 rechrge karna hoga ya usse jyada ka reachrge.
Apkaa commercial line hain kya??
@@swarupchatterjee7811 no
Bhaiya consumer number ke niche koi maths nhi hai usmein kuch nahi dikh raha hei to aab kya karu
Page refresh karne se nikal jayega
Thanks bro ❤❤❤❤
Nice bro
Thanks
New consumer number kese nikale
New connection liye hai to apko jo documents diya jata hai usi me hoga
recharge sucsess ho gaya lakin light 24 hour ho gaya abhitak aya nahi que
Balance check kijiye. Agar balance + mei hai to apdcl ko call karke complaint kijiye
Usmein consumer id diya phir niche answer aaya hai waha kya likhu aab
Jo answer niklata hai vo likhiye
@@Tapanchdas bhaiya answer kya du matha hoga tabhi na answer dungi bas answer likha hai koi matha nhi hai nahi captcha hein usmein
@@DeepikaRoy2095 answer ka bagal ka refress icon me click kijiye math ajayega
@@Tapanchdas nhi hua aata he nhi hai kuch bhi refresh to kiya hai sab kuch
Thank you so much 🙏🏻
Per unit kitna Rs lagta hain bro??
Filhal 5.7rs in normal connection
Enter captcha bol raha hai captcha kya du refresh kya kuch nahi ho raha hai
Isme kiska mobile number link hai kaise pata chalega
500 rs recharge karnese kitna din milega electricity?
Apke upar dipend karega. aap jitna jyada use karenge utna hi kharch hoga.
Recharge Kiya tha my bijuli app mein .. paisa kat diya account se recharge v nahi huwa.. faltu app
Haa vii Mera vi paisa katke recharge nhi huaa
Same bhai
Koi bhi number daal sakte hai
Jo registerd mobile number hai vohi dalna padega
Thank you
Dada 1 month k liye kitna amount recharge krna hoga , aur ye recharge bijulee app se kr sakte hai na
Apka 1 month me kitna bijli kharch ho sakta us hisap se rechrge kijiye. Balance check karte rhiye, job khatm hojayega ya khatam hone wala hai to fir rechrge kar sakte hai. aur Bijulee app se bhi kar sakte hai
Minimum kitna ka recharge kr sk te ho
100
Recharge ka validity kitne din rehta hai..suppose mai recharge kya 1000 rs ka..uske bad mein 2 mahine uss ghar me raha nehi kyuki mujhe dusre jagah jane hai work related..to wo 1000 rs expire to nehi ho jayga 2 mahine me..
Expire nhi hoga. sirf electricity use karnse hi paisa komta jayga.
Aur modiko jitao or lot ne do garib ko..
Balor meter a2
Consumer id showing invalid why? I put correctly
If your meter is not smart prepaid meter thn it shows like that
Or may be ur meter is not registered
I do work for installation
Website is fake?
Nhi
Gonsa consumer number
Apka electricity bill reciept me milega
Mera Paisa cut diya lakin app par abhi bhi minus laga hua hai kyu?
Kvi kvi der me update hota hai
Dekaya Kiya bhai
Any solution same with me did everything logout and wait for 1day
Us minus ko or multiple 100 mein recharge karo