Bro, please create li-fe car battery, replacement of traditional car battery and also please create video for replacement of inverter battery. If you agree i will be your sponsor.
@@DhanjoyGarai nhi bhai agr transformer 12 0 12 mein 10 ampr ka hai tb wo 120 watt ka hoga or is video mein 5ampr ka use kiya hai to wo 60 watt ka hai bs
Bahi sab suno 1mosfit gives about 100w then he use 3 mosfit =250or 300w output too kya hua ki unhu anai 5 ah transformer liya hai load uss sai jaida utha sakti hay
Bhai jo aapne 500 watt ka inverter banaya hai kya vo such me sahi work kar raha hai...... quantity badhane pr 2000 watt work karega..... Plzzzzz reply.....
Sir apne konsa course kia ha munhe bhi apki tarha sub cheezen banane ka shouk bhoot ha.. Magar mujhe nh ata apko sub ata ha apne konsa course koa ha plzz reply zaroor krna ap
Bhaiya Solar Mosquito killer light banao high capacity battery wala jo pura raat chale 8 ghanta and wo bhi strong electric shock wala jismein mosquito ek baar mein jal jaye. Aur automatic on ho jaye raat mein aur off ho jaye din mein. Blue🔵 light aur yellow 🟡 light ka option bhi ho jisse agriculture pest bhi mar jaye.
Hello sir.. Kya hum pleasure ya aur kisi bhi scooty me alag se lithium ion battery laga ke use usi me lage bridge rectifier charger se charge kar sakte hai.. Aur us lithium battery se fog lights chala sakte hai hai.. Please reply karen sir.. 🙏
@@TechnicalSokil sir ye sirf mera ek vichar matra hai.. Main electronics me itna nipun nhi hun jitna Aap hai.. To main Aap se ye nivedan karta hun ke Aap mere vichar ko amal me laye aur mera marg darshan kare ke main kis prakar se apne vichaar ko amal me laun.. Shukriya Sir..
@@TechnicalSokil Sir isse bahut logo ki samasya ka samadhan ho jayega ke wo Scooty me connection change karte hai Ac Se Dc aur phir self star me problem aati hai kiyu ke battery low jati hai aur self nhi le Pati to isse unhe koi connection change karne ki jarurat nhi padegi aur na hi battery par load padega aur self me problem ayegi.. 🤞
Mukesh Bhai Mene Ek Flipkart Se 12v 200 watt Inverter Buy Kiya Tha Lekin Mai Ek Din woos Inverter Se Ek Home Theater Ko Bajaya To Inverter overload Show Kiya Fhir Mene 4 Diode Ko Chek Kiya Toh Shooting Dikha Raha Tha Uss Diode Ka Value BY 299 Likha Tha Fhir Mai Maker Bajar, Flipkart, Quartz Components Shop Mai Check Kiya Toh Kahin Nehi Mil Raha hai Uske Jagah Konsa Diode Use Kar Sakte Hai Batao😭😭😞😞🥺🥺🥺🥺 Please Reply Karo Mukesh Bhai 😢😢😢😢😢❤❤❤❤❤ I am From Odisha District Keonjhar
Sir mere paas 12 volt 4 ampere ka adaptor hai ma isay 4 ampere se 8 ya 10 ampere karna chahta hon kya aisa mumkin hai agar to ye kese ho ga please sir reply
Bhai kuch kam ke nhi hote permanent solution nhi h yh mene sab try kiya h waste off money h mera comment like karle rakhna use karne ke baat pta chal jayega 🙂
@@Eprotube haa bhai kya kru mene maxium 50k loss kiya h sab kuch try Kiya h bluthpoth amplifier inverter solar controller. Bhai litium battry bhi purchase Kari bahut 40 amp ki vo load Jada hone pe cut mar jati h usko mini converter m bhi merko hi lgana padta tha raat ko agar light jati to uth ke fir vo charge nhi hoti kabhi m bhul jata charge karna to cut mar jati h bhai please youtuber ka to Kam h video bnana apna paisa waste mat kro inverter purchase kro 16k m solution best h village m rehte ho to solar bhi lelo koi bhi company ka acha sa
Is inverter KO automatic on off banaen light ay to battery charge inverter off ho jay aur load gahr ky bijli sy chaly aur light jay to inverter on ho jay. Please video banaen
Sahi bole bhai ye sab experiment parpuss keliye he projects banane ke liye use me laane ke liye nahi phaltu money west hota he jo nahi jaanta wo pura visvas kar leta he me khud ek electronic mistri hun
Mosphet, heat sink, capacitor, pre set... इतना saman lene से अच्छा, Inverter kit lelo, sasta भी हो जाएगा.
कौन कौन सिर्फ वीडियो देखता है बनाता कोई नही है मेरे जैसा?😂😂
❤❤❤ bohut bodiya.... tecnical sokli 😊
Bro, please create li-fe car battery, replacement of traditional car battery and also please create video for replacement of inverter battery. If you agree i will be your sponsor.
500watt ❌ 200 watt ✅
150 watt maximum
Tum kasai Bata sakti Hai ke kitna watt ka hai
@@Avatargaming3 bhai 12 0 12 transformer 5 ampr mtlb 60 watt hota hai
@@DhanjoyGarai nhi bhai agr transformer 12 0 12 mein 10 ampr ka hai tb wo 120 watt ka hoga or is video mein 5ampr ka use kiya hai to wo 60 watt ka hai bs
Bahi sab suno 1mosfit gives about 100w then he use 3 mosfit =250or 300w output too kya hua ki unhu anai 5 ah transformer liya hai load uss sai jaida utha sakti hay
Bhai jo aapne 500 watt ka inverter banaya hai kya vo such me sahi work kar raha hai......
quantity badhane pr 2000 watt work karega.....
Plzzzzz reply.....
No
Hi bhiya next project ek sasta fishing inerter banao plz🙏🏻🙏🏻
Mukesh bhai heater banana sikhaiye
1 LED ke liye 1 resistant lagega to fir 50 led kitne resistant chahie ?
Sir apne konsa course kia ha munhe bhi apki tarha sub cheezen banane ka shouk bhoot ha.. Magar mujhe nh ata apko sub ata ha apne konsa course koa ha plzz reply zaroor krna ap
मुकेश भाई 2 या 3 एम्पीयर का ट्रांसफार्मर चलेगा इसमें
Sir kya isse current lagega
मुकेश भाई एक एमसीबी बना कर दिखाओ
Zabardast ye fan aur Light kitne der tak chalega
nice video. plz make a 3s bms battery level indicator. love from Odisha 😊
Load hone per voltage dikhaya karo please❤❤❤
0:27 irfz44n 49 Ampere aur irf3205 110 Ampere ka hota he to z44n jyada powerful kese hua 😂
Good idea sir kithene gunte chelega
15 mint bhi nahi ayega
ਬਾਈ ਬੈਟਰੀ ਕਿਵੇਂ ਚਾਰਜ ਹੋਵੇਗੀ ਫਿਰ ?
sir irf 3205 110A ke mosfet he
or irf z44n 49A ke he
isliye irf 3205 doguna powerfull he
Bhaiya Solar Mosquito killer light banao high capacity battery wala jo pura raat chale 8 ghanta and wo bhi strong electric shock wala jismein mosquito ek baar mein jal jaye. Aur automatic on ho jaye raat mein aur off ho jaye din mein. Blue🔵 light aur yellow 🟡 light ka option bhi ho jisse agriculture pest bhi mar jaye.
Sokil bhai preset use karne ki wajah kya hai is circuit mai
This is a good job well done. Please, let me see the circuit diagram. Thanks and God bless you.
BHAi isme pcp lgake dekhao jisse ham isse ghar ke inverter ki line m jod sake 😊
24 watt solar penal se direct chale aesa koi inverter banao ❤
Bhai iski battry charge kaise hogi or or ye kitne me taiyar ho jaega btana zaroor
Mukeshbhai kya UPS 10Amp.
Transformer se inverter bana sakte hai. Please reply early as possible.
Good inverter Sir
But Not pure sine wave inverter
Please make to pure sine wave inverter
Hello sir.. Kya hum pleasure ya aur kisi bhi scooty me alag se lithium ion battery laga ke use usi me lage bridge rectifier charger se charge kar sakte hai.. Aur us lithium battery se fog lights chala sakte hai hai.. Please reply karen sir.. 🙏
Ha bilkul ho jayega
@@TechnicalSokil sir ye sirf mera ek vichar matra hai.. Main electronics me itna nipun nhi hun jitna Aap hai.. To main Aap se ye nivedan karta hun ke Aap mere vichar ko amal me laye aur mera marg darshan kare ke main kis prakar se apne vichaar ko amal me laun.. Shukriya Sir..
@@TechnicalSokil Sir isse bahut logo ki samasya ka samadhan ho jayega ke wo Scooty me connection change karte hai Ac Se Dc aur phir self star me problem aati hai kiyu ke battery low jati hai aur self nhi le Pati to isse unhe koi connection change karne ki jarurat nhi padegi aur na hi battery par load padega aur self me problem ayegi.. 🤞
😅@@deen-e-haq1602
How many hours it will last ?
Bhai aap batao ki aap koi idea kahan se chhutti aur kahan se diagram milati hai banane ke liye please
Bhai transfarmar step up hai ky
Drill machine chal sakti hai kya is pe
can I use two 100 watt bulb pls reply
Please explain
inverter full board type best or transformer type best
Bhai ek request hai 3.7volt automatic on off solar light banado plz
Sir can i use IRFP 064N mosfet instead of IRF 3205
Vaiya backup kitna dega
Sir pc ke liye UPS banaiye
Kya ham steplaizer ka transformer laga sakte hai
Mukesh Bhai Iske Saath Bettary Charge Ka Bhi Koi Upay Bataiye
Mere pas 3 amp ka transformer hai uska use kar sakte hai esme
Sir Ac voltage dega
Kaya hum 10 amp ka transformer laga sakte hai please sir cament
Can we run hair dryer , iron box on it
Nice 👍
Bhaiya 48volt 20amp&30amp&40amp SMPS se power supply ki video bana do bhaiya please
1000 वाट का बनाकर हमें भी दे दीजिए इसका बैलेंस ले लेना
You can increase the power by increasing the number of the MOSFETs and use bigger transformer
Mukesh Bhai Thakys Bhai
क्या इस की जगह हम 4017 इस को जोड़ सकते हैं
Good job sir
Mukesh Bhai Mene Ek Flipkart Se 12v 200 watt Inverter Buy Kiya Tha Lekin Mai Ek Din woos Inverter Se Ek Home Theater Ko Bajaya To Inverter overload Show Kiya Fhir Mene 4 Diode Ko Chek Kiya Toh Shooting Dikha Raha Tha Uss Diode Ka Value BY 299 Likha Tha Fhir Mai Maker Bajar, Flipkart, Quartz Components Shop Mai Check Kiya Toh Kahin Nehi Mil Raha hai Uske Jagah Konsa Diode Use Kar Sakte Hai Batao😭😭😞😞🥺🥺🥺🥺
Please Reply Karo Mukesh Bhai 😢😢😢😢😢❤❤❤❤❤
I am From Odisha District Keonjhar
Tama ghara pakha loka mu I will repair ur inverter
@@acharyachandan395 Mu Jogimath Ru Apana Kauthu plz Reply Me
@@acharyachandan395Bhai Tumara Village Name❤❤❤😢😢😢🎉🎉 please Reply me
Kya Es se battery charging kar sakte he ydi ha to kause
Sir es circuit ko pcb board pr bnake dikhao or uska video dalo please sir
Sir battery 12*7.2=86.4 watt maximum.
h. But load 200watt ?
It is how possible. Please reply
Mast he bro....👌
Sir ji blub 60w+ 60w ke hai, sir ji 100w ke blub nhi hai, sir vaise toh inverter achha hai, thanks 🙏🙏
5 k.w ka soler inverter bana sakte hai . price kya paraga
Sir mere paas 12 volt 4 ampere ka adaptor hai ma isay 4 ampere se 8 ya 10 ampere karna chahta hon kya aisa mumkin hai agar to ye kese ho ga please sir reply
Pc ki power supply ka ampere kaise badhaye 😊
bhai 12-0-12 transformer 5amp ka hai to wo 60 watt hua
500 watt kaise ho rha hai😂😂😂😂
Right 👍
Jhut bol Raha hai
Can I use irf740 mosfet
Yes
Very good.
18-0-18 tr se ho sakta hai
Bhai kuch kam ke nhi hote permanent solution nhi h yh mene sab try kiya h waste off money h mera comment like karle rakhna use karne ke baat pta chal jayega 🙂
Bilkul sahi bola apny
@@Eprotube haa bhai kya kru mene maxium 50k loss kiya h sab kuch try Kiya h bluthpoth amplifier inverter solar controller. Bhai litium battry bhi purchase Kari bahut 40 amp ki vo load Jada hone pe cut mar jati h usko mini converter m bhi merko hi lgana padta tha raat ko agar light jati to uth ke fir vo charge nhi hoti kabhi m bhul jata charge karna to cut mar jati h bhai please youtuber ka to Kam h video bnana apna paisa waste mat kro inverter purchase kro 16k m solution best h village m rehte ho to solar bhi lelo koi bhi company ka acha sa
@@RaviSahu-gj4yl 50k loss kiya.... Uff... Bhai kya dimaag nahi th....
Yr 50k mai kya kuch aasakta th
@@Eprotube hmm dhere dhere chota chota invest se
Sahi bola mene Kai bar try Kiya thoda connection idr udhr hua to ud jata h😅
Bhaiya jo online 500watt ka inverter PCB circuit board milta hai usse banao.
Mukesh Bhai 10kva inverter me Trafomer kitrikese rewarding hata he batao
Is inverter KO automatic on off banaen light ay to battery charge inverter off ho jay aur load gahr ky bijli sy chaly aur light jay to inverter on ho jay. Please video banaen
5amp ke transformer par 500 watt nahi chal sakta bhaiya ☺️
Bhai kab Tak ye chalega
मुकेश भाई पांच बल्ब जोड़ करके दिखाओ यार।
Charge kaise kare
شکریہ جناب🇵🇰❤
Ye charge kaise hoga
Bhai yah inverter ko 2ac5200 trangister ke sath bnao please 🙏🙏🙏
Bettry ko charge kaise kore uske video ❤
Can I use p55 MOSFET ?
Yes
220v dc to 220v ac kaise banaye........?
Kon si wev hai sine ya s
12 0 12 5amp transformer kaise 500w dega. Jaadoo hai kya
Backup kitna hai bhai
Ek connection diagram de dijiye Mukeshji
hand generated video banav na plz
Mukesh Bhai ye inviter mujhe desakte ho kya without battery plic bhai
Bhai ye bulb chota kaise ho gaya😂
Battery charge kaise kare is inverter se
Sir mere solar inverter light aane per auto cut nahi ker raha uske liye kya kare
Bhai ess se pc🖥️ calaje dikhao
Bhai Isko Mujhe Dedo na please ❤❤❤❤❤❤❤
Phase , neutral kaha par milega , tester se,check kar ke dikhao
is k sath dewali kitni led strip chal jayin gi lithium batry se sari raat chala k batao phir hai sereise led kam crunt q laiti hia
nice
Dharniya ki video aa chuki h
सर ऐ इनवाटर हमको चाहिए मिल सकता है केया
Fankhe ka upar kapaip se wair liya hai😅
Sir LM 324 IC se Mic circuit banao please sir
Ups ke transformer se inverter banaye
Mujhe nahin lagta hai 500 wat ka load le sakta hai
Sahi bole bhai ye sab experiment parpuss keliye he projects banane ke liye use me laane ke liye nahi phaltu money west hota he jo nahi jaanta wo pura visvas kar leta he me khud ek electronic mistri hun
Sound Led sync banao
Wiring diagram de diya hota bhai