Bilkul krege. Delhi govt ki e-district website pe aap jis service ke liye bhi online apply kroge uske liye mostly office se call krke he bulate hai document verification ke liye or wha pe sabhi document ke sath apke sign bhi liy jate hai jiska record show Krna padta hai.
Kuch bhi Jo apko thek lage lekin 1 lakh saal se kam honi chaiye or mai apko bta du abhi old age pension fir se band ho chuki hai or jaise he dubara start hogi to apko new video mil jaygi.
Actually abhi govt ka target 80000 pension bnana hai to har vidhansabha ke hisab se divide kia hua hai to ho skta hai apke area mei full ho gya ho lekin meri advice hai agar online na ho to MLA office jake ya fir direct social welfare office mei jake jama krdo.
@@infosuch Aaj me gya tha Office vha par mna kr rhe h , ki kisi ko yaha office aane ki jarurat nhi hai, sara kaam online hoga, aur agr koi documents me galti bhi hogi vo bhi online correct hogi.. office nhi jana
Thanks for informing because abhi tak maine jitne form fill krvaye hai usme se sirf ek he ko call krke bulya tha kuch document ke sath or sign ke liye. Ho skta hai document ko leke koi issue hoga.
Kya hum apni id se kisi aur ka form bhi apply ker sakte hai kya
Jaise me apni edistrict ID se apani mother ke liye apply ker saktha hoo
Ye site band kar rkha hai
Phone block hone ke baad kiya hota hai
Matlab phone me chor kiya kiya dekh sakta hai plzz reply ❤
Nice 🎉
Bro mere papa 2025 mehi 60 age hone wale Hai kye hum old age pension apply Kar sakte hai
No abhi nh.
@infosuch Kab kare phir bro
60 saal ki age pura hone per
Bhai jo account registration kiya hai wo kiska hona chahiye
Jiska old age pension apply krna hai. Unke aadhar se he registration hona chahiye.
Sir kya abhi apply ho jayega please reply sir
Currently abhi new application submit nh ho rhi hai sirf jisne phele form bhare hai unka he kaam chal rha hai.
Ager kisi ko private sec se pension mil rhi ho lekin salana pension sirf 40000 ho tho kya uski bhi old age pension lag sakti h kya
Capping problem aari h after final submission kya kre 😢😢😢
Bhaiya form bharane ke bad Jo document Hai Unki photocopy Jama karne bhi jana padega kya please Jarur bataen
No. Vo khud apko call krke btyge
Sir vo call kyun krenge? Sarkari office se kabhi call ata hai kya?
Physically jana padega ya nahi document verification k liye???? @@infosuch
Bilkul krege. Delhi govt ki e-district website pe aap jis service ke liye bhi online apply kroge uske liye mostly office se call krke he bulate hai document verification ke liye or wha pe sabhi document ke sath apke sign bhi liy jate hai jiska record show Krna padta hai.
Sir 5 Saal ke proof mai kon kon si ID ho sakhti h aapne tho voter I'd select Kiya Tha uske aalawa or kuch bhi upload kr sakhte h kya
Bhaiya meri dadi hai Unki koi income nhi hai to income kitni dalni hai
Kuch bhi Jo apko thek lage lekin 1 lakh saal se kam honi chaiye or mai apko bta du abhi old age pension fir se band ho chuki hai or jaise he dubara start hogi to apko new video mil jaygi.
Hi, Under applicant is drawing sanction from MCD I have selected Yes and nobody in my home works in MCD. Will they reject my form?
They will ask or raise query if any benefit taking already from MCD so rejection/approval depends upon them as per requirement.
Abhi 7 baje humne try kiya to caping limit ful bata raha tha
Delhi se he aap??
@MSV20 ha bhai
Actually abhi govt ka target 80000 pension bnana hai to har vidhansabha ke hisab se divide kia hua hai to ho skta hai apke area mei full ho gya ho lekin meri advice hai agar online na ho to MLA office jake ya fir direct social welfare office mei jake jama krdo.
Capping limit full ho gayahi
Sir ma khirki extension malviya nagar me rahta hoon.mere age 60+ hai online try Kiya tha
Kya error arha hai online ?
❤❤
Online form submit karne ke baad SDM/pension office Jana jaruri hain...
Generally vo call krke khud bulate hai ya fir aap direct bhi ja sakte ho because vo log original documents leke sign jaisi formality bhi karvate hai.
@@infosuch Aaj me gya tha Office vha par mna kr rhe h , ki kisi ko yaha office aane ki jarurat nhi hai, sara kaam online hoga, aur agr koi documents me galti bhi hogi vo bhi online correct hogi.. office nhi jana
Thanks for informing because abhi tak maine jitne form fill krvaye hai usme se sirf ek he ko call krke bulya tha kuch document ke sath or sign ke liye. Ho skta hai document ko leke koi issue hoga.
Bhaiya main woker say calti hu main office nahi aasakti Mera liya koi help ker saketa ho to by request meri help kera
Apko khi jane ki zarurat nh thi ye online process tha but abhi limit full ho chuki hai
Side band bta rhe h
Capping limit full bta rha ha
Limit already full now. So you have to wait for new opening again.
Sar ji Sarkar Ne senior citizen ki pension band kar di hai
Ji 80,000 pension bnani thi vo full ho chuki hai or jaise he dubara se iski limit badegi fir se apply kr sakte hai.
Thumbnail pagal ban Raha hai
Kaise ? Can you please explain in detail.
Ma kya karo
❤❤