Aaj tou chemistry ki class lga di aapny izhaar bhai. Just kidding 😊 apka knowledge awesome hy mashaaAllah. Mujhy apko dekh k hi gardening ka shoq hua tha ap ustad hain meray
اظہار بھائ، Bordex spray کی تیاری اور پودوں پر اس کے استعمال پر ایک ویڈیو بنائیں، اور fruit fly پر بھی، کیونکہ fruit fly کسی spray سے مکمل طور پر قابو نہیں آتی
Mein gardening ki abc se bhi waqif nahin. Lekin want to learn about it. Aap ka andaz pasand aane wala hai. Humare yahan mali every alternate day aata hai paodon ko pani deta hai. Lekin koyi fayeda nahin paodon ko chhoren ghaas bhi sehat mand nahi. Once in months he puts cow dung for fertiliser.
اظہار بھائی۔۔۔! اسلام علیکم۔ ماشاءاللہ آپ کی ویڈیو اور knowledge بہت informative ھے۔ کیا یہ fertilizer ہم RO water میں بھی تیار کر سکتے ہیں۔ چونکہ میں کراچی میں رہتا ہوں یہاں پر صاف اور میٹھے پانی کا فقدان ھے۔
Kya hum is khaad ko banane Kai liye gur Kai ilawa sugar water use karsakte hain ? And agar hum bacteria kai through banaye gai tou usme bhi humein gur add karna hoga???
gur na ho to ap sugar bi use kar skte hain because bacteria ko carbohydrates ki zaroorat hoti hai , wo ap sugar se dain ya gur se dain no issue , but gur main other nutrients bi mil jate hain and sugar main only sweetness hi hoti hai , so best to gur hi hai , and fertilizer bacteria se banain gay free wale method se banain , gur ( carbohydrates ) to dena hi ho ga because yehi to bacteria ka food hai
Bhae meny tomato plants lgaye hn. Un per flowering to ho rahe hy lekin 4,5 flowers my sy fruit aik he lag raha.baqi flower gir jaty hn dry ho kr. Uski kya wjah hy?
Akser model town ki nurseries par jao to koi b house plant lana ho to wo kehtay k thailand ki variety hy to mera khyal hy k app thailand ki humidity par b koi special video banaye/ kya waha 12 mahinay cutting kamyab hoti hy
Thailand ik humid area hai. But wohi plants aj kal Pakistan main bi propagate ho rahe hain. But nursery wale yehi keh kar sale krte hain k ye Thailand ki variety hai. Is se un ko rate up krne ka moka mil jata hai. And ye Thailand main 12 months cuttings grow hoti hain
Salam Izhar bhai Mene ap ke bataye hue tareeqe se money plant ki cuttings lagae thi mini poly house bana kr... Alhamdulillah un me new leaves nikalna shuru hogae hn... Ab mujhe kiya poly house hata dena chahiye ya kb hatana hoga??????
G han wo bi kar skte hain. Bit miti main nahi dalna. Us pani ka spray kar skte hain jab plant par pest ka attack ho to 1 liter pani main ye half cup chalwal wala pani dal kar sham k time spray kya krain. But not daily. And over use nahi krna nahi to leaves burn ho jain gay
Sajjad sahib, you cannot bring down pH of complete soil however nature has cure for everything. Plants roots exude certain enzymes which chelate the cells of fertilizer so that they can absorb/uptake them. They also bring down pH of root zones / surrounding area and bring Ph to the appropriate level of 6.4. However, if you add fully decomposed cattle dung to soil then within 3 months any soil will become very rich in carbon matter besides lowering of pH. Bioactivity is usually carried out in top 2 feet of the soil surface where various healthy bacteria and friendly fungus like microhyzel fungus is found. So if you add enough cattle dung around 1 foot and mix it thoroughly with soil you will see results within 3 months. If you catch hold of Waste Decomposing Bacteria (WDC) then multiply it by simply adding water and Gurh (Rab) in 200 liter plastic container within 1 week in shade. Leave some behind to re-multiply and give rest to the soil will enhance the soil quality even better. Regards
1. Add organic matter (compost or well-rotten cattle manure). 2. Irrigate once a month for four months with a combination of liquid humic acid of any good company (Swat Agro or FMC) and sulphur. 3. Prepare the bio-fertilizer in this video and uee it with every irrigation.
bahi jaan main narsarey se dap le aya hoon mere plant gamlo main hai tamato green cheli benggan or lady finger ka plant many dap 7 se 10 dane diye thy likin abi tak koi faraq nazar nH Aya ap batay mojhy main kiay istmal karo plz
koi bi khaad itni jaldi result show nahi krti , result to tab nazar ata hai jab plant par fruiting hoti hai and minimum 7 din lgte hain plant ko wo khaad milne main, 1 ya 2 din main result nahi milta
@@kitchengardening786 jee bahi tamato ky planat per fruth hai or green challi per b likin charry tamato per tamato small size ky hai or leaf pelay or khasta hai
Fruits k chhilkay to juice wali shops say 20 kgs bhe mil saktay hain lekin kya is combination main, juice nikalnay k baad reh janay wala phhok bhe dalun ya sirf chhilkay he use krnay hain jaisay anar, apple, banana, orange, kharab strawberry waghaira???? Kya cow dung bhe daala ja sakta hae ya nahi? Agar aap apna cdll number day dain to kisi huk ke surat main fori contact ho sakta hae.
Fertilizer bacteria culture 120 ml say barri packing hae? aur 10 ltr pani + main kitchen waste main kitni use karni hae? Main nay liquid mangwaya tha aik aur sahib say lekin bottle ka cover itna lose that k mujh tak TCS say pohanchtay huay 120 ml main say 30 ml he baqi reh gya tha. Aap ke bottle ke lid kaisi hae?
Mere pass 120ml packing hi hoti. Ap multi units add kar lain to jtni marzi bottles mangwa skte hain. And hamari packing bohat achi hoti hai airtight. Leak hona ka koi chance nahi ho ga. 10 liter pani main kitch waste dal kar 120ml bacteria culture dal dain. 1 bottle ho ya 10 bottles hon kam same hi hota bacteria ka. But ager ap zyada bottles add krain gay to bacteria jaldi multiple hon gay and jtne zyada bacteria utna zyada effective
@@kitchengardening786 Aap nay jo Hamza wala address quote kya hae, us per main booking nahi krwa p RH, agar main aap ko esypisa say payent send kr doo to kya aap mujhay 120 ml ke 2 bottles post kr dain gay??????
Main 94 se commercial composting kar raha hoon; liquid phase main to bacteria achhe flourish ho jate hain par solid phase main bacteria se kaam laina asaan nahi. Doosra 100-200 kilo gram compost to har koi bana laita hai laiken 400-500 ton per batch compost banane k liye mehez material logistic, mixing aur bio process shuru karwna bahut barra kam hai . . . Apse poochne ki bat ye hai keh iss tariqa se bacteria bana kar solid phase main composting ki ja sakti hai ?
bacteria and fungi ko multiple krne ka sab se asaan tareeka yehi hai k phle un ka mother culture carbohydrate wale pani main ready kya jay matlab gur wale pani main , 2 to 2.5 months bad is liquid main billions main bacteria and fungi develop ho chuky hon gay pher is liquid ko ap solid phase main jese bi use krna chahain ap kar skte hain , but remember that k bacteria 15 to 20% moisture main hi movement kar skte hain , ager solid phase main moisture maintain kar skte hain to pher best hai ,
@@kitchengardening786 thanks, commercial composting main operational moisture 50 se 60 percent tak rakhni parti hai; 20-30 percent moisture par to compost ban chukne k baad packing stage par hoti hain. Note main aerobic decomposition ki bat kar raha hoon anaerobic ya fermentation ki nahi. Hum composting material ko baqaidgi se turn karte hain takeh bacterial material main har jagha puhnch jain, bacteria ko oxygen, moisture evaporation aur material main majood billions of bacteria ki extra metabolic heat kam ki ja sake qiyunkeh 65 degree centigrade se zeyada temperature par bacteria marna shuru ho jae hain
keray tab hote hain jab us liquid par koi makhi ya insect eggs deta hai , ap is ko ksi kapry se cover kar k rakho to kabi keray nahi hon gay but ager keray a gay hain to bi kuch nahi hota ap ksi jali se un ko nikal do , and liquid use kro , keron ki waja se liquid kharab nahi hota
No. Ye kharab nahi hota. Kese hain to un ko nikal dain ya rehne dain. Ye bi fertilizer ka hi hissa hai. Main ne video main bi bataya hai in white keron k bare main
ap ne wo pani use krna hai jab chana ya chawal ko first time wash kya jata hai , boil rice water ya soda wala pani use nahi krna , wese soda se bi kuch nahi ho ga , soda water ph ko control rekhta hai , but acha yehi hai k ap first time jo wash krte hain wohi pani use krain
سر یہ جو ایک ہی دفعہ بنایا ہے فرٹیلائزر اپ اس میں بار بار یہ ویسٹ ڈالتے ہیں یا ایک ہی دفعہ اس میں ڈال دیں ایک ہی دفعہ ڈال دیں اور اسی میں ہی پانی وغیرہ بھی ڈال رہے ہیں اور
Yr mere Ghar ki roof ki Dewar choti hai or sath Ghar waly uper hi rhty hen muje bara ajeeb lagta uper jaty huye 😭😑😑😑 ma ab Ghar walo ko Roz kehta hon Dewar kr k dyn 😂🤧
Janab protein sugar nahi hoti, na protein carbohydrate hoti hai...sulphur me nitrogen kaisay aa gai janab? 😂...science ka Allah hafiz hai is channel pe.
Mohtram agar aap ko sulphur or sulfates ke fertilizer jaisay amonium sulphate or amonium thiosulfate ke darmiyan faraq nahi pata to aap kahiye ke sulfur me nitrogen hota hai. Aap ko koi nahi rokay ga.😆
Mere bhai sab summer season vegetables par alag alag videos ban rahi hai. Ap 3 to 4 months wait krain. Seedling se le kar harvesting tak ki videos ap ko mil jain gi. Pher us k bad ap mujy follow krna chaho to kar lena
Very informative video BHT shukriya JazkAllah Khush rehein
بھائی آپ کا بات کر نے کا طریقہ بہت زبردست ہے بھائی ہمیشہ خوش رہیں 😊
I often watch ur gardening videos
You are the best example for people of roof top garden.
Keep it up.
Shahid from USA NJ
Regards
Dusre TH-camr jitne bhi koshish karlen aapke level tak Nahin pahunch sakte bhai Salam hai aapko
Inki aawaj hi itni achchhi hai , bolte hai to lagata hai hamara karibi bol rahaho
@@kokilapatel5553 right
😶
Nice sharing 👍😊 इज़हार भाई जी God Bless you 💕🙏 Very Informative video ❤
Aaj tou chemistry ki class lga di aapny izhaar bhai. Just kidding 😊 apka knowledge awesome hy mashaaAllah. Mujhy apko dekh k hi gardening ka shoq hua tha ap ustad hain meray
Malomat ka khzana khoob soorat andaz jity raho
Masha Allah very good and informative knowledge about kitchen waste fertilizer. Keep it up.
Masha Allah very good 👍🏻. So helpful video 👍🏻👍🏻👍🏻 keep it up
Awesome video❤❤
Very informative video.thank you
Good information
Very nice information ❤
You make everything so simple. Thank you
ماشاء اللّٰہ عزوجل
جزاک اللّٰہ خیرا
اظہار بھائ، Bordex spray کی تیاری اور پودوں پر اس کے استعمال پر ایک ویڈیو بنائیں، اور fruit fly پر بھی، کیونکہ fruit fly کسی spray سے مکمل طور پر قابو نہیں آتی
JazzakAllah Khair bhai
Zabardast
Informative ❤
Very good information Thank you for sharing ❤❤❤❤
Zbrdst❤
Nice video
wandarfull infarmation
Thnkkkkk u so much
Superb
Mein gardening ki abc se bhi waqif nahin. Lekin want to learn about it. Aap ka andaz pasand aane wala hai. Humare yahan mali every alternate day aata hai paodon ko pani deta hai. Lekin koyi fayeda nahin paodon ko chhoren ghaas bhi sehat mand nahi. Once in months he puts cow dung for fertiliser.
I am also your fan or mery channel ma apki hi jhalk ha ..sahi khun tu sb ap sy sekha h ❤
Make videos on vertical farming ❤❤❤
Thank you
Assalam u alaikum. Sir egg shell ka b bataen... Bhot beneficial hain ye b plants k liyya
اظہار بھائی۔۔۔! اسلام علیکم۔
ماشاءاللہ آپ کی ویڈیو اور knowledge بہت informative ھے۔
کیا یہ fertilizer ہم RO water میں بھی تیار کر سکتے ہیں۔
چونکہ میں کراچی میں رہتا ہوں یہاں پر صاف اور میٹھے پانی کا فقدان ھے۔
Yis liquid ki jirbe reshyo me dailyut karni hai
AOA kea is mai bhat zeada smell nhe hotti .agr hy to kysy khatm kryn please bta dyn
Hello aap se Kaise order Karen
Sir jo app ne is drum mn pehle pani dala tha kia
Salam sar m ny ak bar banai to us m white sy Kerry phr gay to agr Kerry phr jay to kia kary please answer m
کوئلہ کاربن پودوں کے لئے نقصان دہ ہے آپ نے اس کا الٹ بتایا ہے ؟؟راکھ پودوں کے لیئے اچھی ہے
Assalamo alikom AP MUJAY Backteria ki bottle baijdain our price batayain
Kiyaa hum ,Lussee k ooper ka Pani apnay plants ko dy saktay hain
Is khad ko dhoop wali jgha per tyar kerna ky chaon mein please zroor btaein
Dhoop main nahi rekhna. Chaon main rekhna hai
Salam.thanks for sharing.can rose cuttings/qalams be planted now?
W salam. Ab time nahi hai rose cutting ka
Bhai banana beh btaein or itni sare cheazein kese miljani
Mother culture ka treka aur multy pl ka triqa b bta dain plz❤
www.daraz.pk/products/-i468525823.html
Bari auchi chez batai hay
Not gold but only men can make a people great and strong. I am also growing some vegetable plants in pots.
Sir ji aap ne pake hue rice ka pani use kia hai ya rice wash ka pni
Rice wash .
@@kitchengardening786 sir ji thanks,or merry dosre sawal Ka jawab Nahi dia
Kya hum is khaad ko banane Kai liye gur Kai ilawa sugar water use karsakte hain ? And agar hum bacteria kai through banaye gai tou usme bhi humein gur add karna hoga???
gur na ho to ap sugar bi use kar skte hain because bacteria ko carbohydrates ki zaroorat hoti hai , wo ap sugar se dain ya gur se dain no issue , but gur main other nutrients bi mil jate hain and sugar main only sweetness hi hoti hai , so best to gur hi hai , and fertilizer bacteria se banain gay free wale method se banain , gur ( carbohydrates ) to dena hi ho ga because yehi to bacteria ka food hai
kya iss liquid fertilizer jo ap ne banaya hai iski smell b hoti hai?
Ager zyada porana ho jay to pher bad smell ati hai. And ager is main kere peda ho jain tab bi smell any lgti hai.
APNEY CONTACT NUMBER NAHI DI. MUJAY BACTERIA CHAHRYAI, KAISAY MELAY GA ?
Aek baat bta dayn k humari multivitamin ya calcium koi bhi taqat wali madican Jo k expired hu gae hu to wo plants may daal sakti haen?
Same my question ❓
New method of organic fertilizer
Hum ny ya liquid bnaya h pr kuch din bad black tahh a jatii h kia hum isssy use kr skty hain
Bhae meny tomato plants lgaye hn. Un per flowering to ho rahe hy lekin 4,5 flowers my sy fruit aik he lag raha.baqi flower gir jaty hn dry ho kr. Uski kya wjah hy?
Akser model town ki nurseries par jao to koi b house plant lana ho to wo kehtay k thailand ki variety hy to mera khyal hy k app thailand ki humidity par b koi special video banaye/ kya waha 12 mahinay cutting kamyab hoti hy
Thailand ik humid area hai. But wohi plants aj kal Pakistan main bi propagate ho rahe hain. But nursery wale yehi keh kar sale krte hain k ye Thailand ki variety hai. Is se un ko rate up krne ka moka mil jata hai. And ye Thailand main 12 months cuttings grow hoti hain
Salam Izhar bhai
Mene ap ke bataye hue tareeqe se money plant ki cuttings lagae thi mini poly house bana kr... Alhamdulillah un me new leaves nikalna shuru hogae hn... Ab mujhe kiya poly house hata dena chahiye ya kb hatana hoga??????
w salam g han ab hata dain kyon k ab garmi start ho chuki hai but plants ko dhoop main nahi rekhna
Jazakallah
Izhar bhai pesticide ke upar video bana den please
pesticide par meri kafi videos hain ap ye video dekho th-cam.com/video/nFqeD5EE16w/w-d-xo.html
@@kitchengardening786 kia hum isma aleo vera dal sakte hain
yes
Izhar bhai is leftover material ka kya karain at the end ?
is material ko ap mitti k neche daba skte hain compost ka kam kry gi , very good soil compost
Is ki waja sy smell bot ho jaiy gi us ka kia kren
Daily is ko mix krne ka isi lye kaha hai. Jahan oxygen ho gi wahan bad smell nahi ati
@@kitchengardening786 okay thanku
Itny smelly water ko gher k ander rakhna possible nhe, open garden na ho tou fertilizer kasy banaen
Smell ka level kia ho ga?
Sir kia is main thoree c cowdung compost daal saktay hain?
Yes ktni marzi dalain
کیا چاول کو پکانے کے بعد چھانے ہوے پانی یعنی پچ بھی استعمال کر سکتے ہیں ؟
G han wo bi kar skte hain. Bit miti main nahi dalna. Us pani ka spray kar skte hain jab plant par pest ka attack ho to 1 liter pani main ye half cup chalwal wala pani dal kar sham k time spray kya krain. But not daily. And over use nahi krna nahi to leaves burn ho jain gay
Dear Izhar sb. My garden soil has ph value of 8.5 how can I bring it to the lower value. JazakAllah
Sajjad sahib, you cannot bring down pH of complete soil however nature has cure for everything. Plants roots exude certain enzymes which chelate the cells of fertilizer so that they can absorb/uptake them. They also bring down pH of root zones / surrounding area and bring Ph to the appropriate level of 6.4. However, if you add fully decomposed cattle dung to soil then within 3 months any soil will become very rich in carbon matter besides lowering of pH. Bioactivity is usually carried out in top 2 feet of the soil surface where various healthy bacteria and friendly fungus like microhyzel fungus is found. So if you add enough cattle dung around 1 foot and mix it thoroughly with soil you will see results within 3 months. If you catch hold of Waste Decomposing Bacteria (WDC) then multiply it by simply adding water and Gurh (Rab) in 200 liter plastic container within 1 week in shade. Leave some behind to re-multiply and give rest to the soil will enhance the soil quality even better. Regards
1. Add organic matter (compost or well-rotten cattle manure).
2. Irrigate once a month for four months with a combination of liquid humic acid of any good company (Swat Agro or FMC) and sulphur.
3. Prepare the bio-fertilizer in this video and uee it with every irrigation.
Banany ka tareeka 7.20 minutes k bad aye ga pehle sirf taqreer e ha
😂😂😂
😂😂😂
Thanks bro
bahi jaan main narsarey se dap le aya hoon mere plant gamlo main hai tamato green cheli benggan or lady finger ka plant many dap 7 se 10 dane diye thy likin abi tak koi faraq nazar nH Aya ap batay mojhy main kiay istmal karo plz
koi bi khaad itni jaldi result show nahi krti , result to tab nazar ata hai jab plant par fruiting hoti hai and minimum 7 din lgte hain plant ko wo khaad milne main, 1 ya 2 din main result nahi milta
@@kitchengardening786 jee bahi tamato ky planat per fruth hai or green challi per b likin charry tamato per tamato small size ky hai or leaf pelay or khasta hai
Iss liquid sa smell ati ho gi ?
Ye fertilizer kitnay ersay tak use kar saktain hai
1 saal tak to aram se use kar skte hain , but is ko kabi airtight bottle main band nahi krna , nahi to bas smell start ho jay gi ,
Fruits k chhilkay to juice wali shops say 20 kgs bhe mil saktay hain lekin kya is combination main, juice nikalnay k baad reh janay wala phhok bhe dalun ya sirf chhilkay he use krnay hain jaisay anar, apple, banana, orange, kharab strawberry waghaira???? Kya cow dung bhe daala ja sakta hae ya nahi? Agar aap apna cdll number day dain to kisi huk ke surat main fori contact ho sakta hae.
Only chilkay use krain to best hai. Phhok ap compost banane k lye use kar skte hain.
@@kitchengardening786 thanks
Sir enzyme jo 3 months me ban ke bad ban jata hai.usko kitne months tak use kar sakte hai?
1 saal to aram se use kar skte hain
Fertilizer bacteria culture 120 ml say barri packing hae? aur 10 ltr pani + main kitchen waste main kitni use karni hae? Main nay liquid mangwaya tha aik aur sahib say lekin bottle ka cover itna lose that k mujh tak TCS say pohanchtay huay 120 ml main say 30 ml he baqi reh gya tha. Aap ke bottle ke lid kaisi hae?
Mere pass 120ml packing hi hoti. Ap multi units add kar lain to jtni marzi bottles mangwa skte hain. And hamari packing bohat achi hoti hai airtight. Leak hona ka koi chance nahi ho ga. 10 liter pani main kitch waste dal kar 120ml bacteria culture dal dain. 1 bottle ho ya 10 bottles hon kam same hi hota bacteria ka. But ager ap zyada bottles add krain gay to bacteria jaldi multiple hon gay and jtne zyada bacteria utna zyada effective
@@kitchengardening786 Aap nay jo Hamza wala address quote kya hae, us per main booking nahi krwa p RH, agar main aap ko esypisa say payent send kr doo to kya aap mujhay 120 ml ke 2 bottles post kr dain gay??????
Kitny din bad Daly ye
Zaroori hy k ye pani mein mula kar he diya jaey
❤❤❤
سویوں کا پانی ڈال سکتے ہیں؟؟؟
Main 94 se commercial composting kar raha hoon; liquid phase main to bacteria achhe flourish ho jate hain par solid phase main bacteria se kaam laina asaan nahi.
Doosra 100-200 kilo gram compost to har koi bana laita hai laiken 400-500 ton per batch compost banane k liye mehez material logistic, mixing aur bio process shuru karwna bahut barra kam hai . . . Apse poochne ki bat ye hai keh iss tariqa se bacteria bana kar solid phase main composting ki ja sakti hai ?
bacteria and fungi ko multiple krne ka sab se asaan tareeka yehi hai k phle un ka mother culture carbohydrate wale pani main ready kya jay matlab gur wale pani main , 2 to 2.5 months bad is liquid main billions main bacteria and fungi develop ho chuky hon gay pher is liquid ko ap solid phase main jese bi use krna chahain ap kar skte hain , but remember that k bacteria 15 to 20% moisture main hi movement kar skte hain , ager solid phase main moisture maintain kar skte hain to pher best hai ,
@@kitchengardening786 thanks, commercial composting main operational moisture 50 se 60 percent tak rakhni parti hai; 20-30 percent moisture par to compost ban chukne k baad packing stage par hoti hain.
Note main aerobic decomposition ki bat kar raha hoon anaerobic ya fermentation ki nahi.
Hum composting material ko baqaidgi se turn karte hain takeh bacterial material main har jagha puhnch jain, bacteria ko oxygen, moisture evaporation aur material main majood billions of bacteria ki extra metabolic heat kam ki ja sake qiyunkeh 65 degree centigrade se zeyada temperature par bacteria marna shuru ho jae hain
@@mianmaqboolhussain7094 mashAllah ap khud expert hain . Muj jese insan se 100% experience hai ap ka .
I don't know the commercial composting method
Seed germination ke bad jb plants ban jaye to on ko bright light me rkhe ya dhoop me
ager vegetable plant hai to pher full dhoop main hi rekhna ho ga because vegetable plants ko full dhoop ki zaroorat hoti hai
@@kitchengardening786 😊
Botal price?
Yeah sale nai krtay
اس لیکوئیڈ کو براہ راست پودوں میں ڈالنا ھے یا کچھ مقداد کو پانی میں ملا کر نیا ھے ،
Is main keray tu nai hongay bohat din tak rakhnysay?
keray tab hote hain jab us liquid par koi makhi ya insect eggs deta hai , ap is ko ksi kapry se cover kar k rakho to kabi keray nahi hon gay
❤
سر اس میں ابلے چاولوں کا پانی ہے اور اس پانی میں نمک بھی شامل ہے
سر یہ بے شک چاول نو کا جو پانی ہے وہ نمک والا ہو یا جو بغیر نمک میں بوائل کیے جاتے ہیں چاول وہ بناؤ
Ye boil rice water nahi hai. Ye wo pani hai jab rice ko wash krte hain . Boil wala pani nahi dalna
@@kitchengardening786 uffff thankyou so much 🫡🫡🫡🫡🫡
bhai maine ye bnya hai par us main kire par gye hen kuch btyen is bare main plz
keray tab hote hain jab us liquid par koi makhi ya insect eggs deta hai , ap is ko ksi kapry se cover kar k rakho to kabi keray nahi hon gay
but ager keray a gay hain to bi kuch nahi hota ap ksi jali se un ko nikal do , and liquid use kro , keron ki waja se liquid kharab nahi hota
@@kitchengardening786 thanks bhai
سرالسلام عليكم ورحمة الله وبركاته یہ بیکٹیڑیا باٹل کہاں سے ملے گا
www.daraz.pk/products/-i468525823.html
لکڑی کی راکھ کو ویسے پودے میں ڈال سکتے ہیں ؟
G han dal skte hain. But kabi kabi.. 2 months bad thori si dal dia krain.
میں یہ کھاد 2 سال سے بنارہی ہوں سبزیوں کے لیے
اس کا رزلٹ بھی بتائے
اظہار بھائی میرے لیکوئڈ فرٹلائزر میں سفید سفید کیڑے بن گئے ھیں کیا وہ خراب ھو گیا ھے
No. Ye kharab nahi hota. Kese hain to un ko nikal dain ya rehne dain. Ye bi fertilizer ka hi hissa hai. Main ne video main bi bataya hai in white keron k bare main
@@kitchengardening786 شکریہ جزاکم اللہ خیرا
Oh my God mene to adha jug ag glass pani me shamil kr k pody ko diye.
چنے یا دالوں کے پانی میں میٹھا سوڈا ڈالا جاتا ہے۔ اس کا کوئی نقصان ؟
ap ne wo pani use krna hai jab chana ya chawal ko first time wash kya jata hai , boil rice water ya soda wala pani use nahi krna , wese soda se bi kuch nahi ho ga , soda water ph ko control rekhta hai , but acha yehi hai k ap first time jo wash krte hain wohi pani use krain
سر یہ جو ایک ہی دفعہ بنایا ہے فرٹیلائزر اپ اس میں بار بار یہ ویسٹ ڈالتے ہیں یا ایک ہی دفعہ اس میں ڈال دیں ایک ہی دفعہ ڈال دیں اور اسی میں ہی پانی وغیرہ بھی ڈال رہے ہیں اور
Vegetable waste bas ik bar hi dalna hai. Baki rice water ap bar bar add kar skte hain
@@kitchengardening786 🥰🫡🫡🫡🫡
Yr mere Ghar ki roof ki Dewar choti hai or sath Ghar waly uper hi rhty hen muje bara ajeeb lagta uper jaty huye 😭😑😑😑 ma ab Ghar walo ko Roz kehta hon Dewar kr k dyn 😂🤧
hahhahahaha
@@kitchengardening786 Bhai has rhy ho 🤧 Dua kro dewar ho jye 😂🤲
Allah ap ki madad kry ga Inshallah
@@kitchengardening786 InshAllah Ameen 🤲 zada serious b ni hona 😂
green net laga len
سرسوں کی کھلی ، گڑ ، راکھ ،اور نمک کی مقدار تو آ پ نے بتائی ہی نہیں ،
کیسے لے سکتے ہیں یہ لیکوئڈ
آپکی واپس آپ نمبر ؟
Hamare daraz store par available hain ye link hai.
www.daraz.pk/products/-i468525823.html
سویوں جاپانی ڈال سکتے ہیّ؟
Janab protein sugar nahi hoti, na protein carbohydrate hoti hai...sulphur me nitrogen kaisay aa gai janab? 😂...science ka Allah hafiz hai is channel pe.
Meri Jaan do you know what is sulphur .if you know how did you ask that سلفر میں نائٹروجن کہا سے آگیا
Mohtram agar aap ko sulphur or sulfates ke fertilizer jaisay amonium sulphate or amonium thiosulfate ke darmiyan faraq nahi pata to aap kahiye ke sulfur me nitrogen hota hai. Aap ko koi nahi rokay ga.😆
Na bhi bta ty not issue
Pest
جس دن اپ نے سیڈلنگ سے لے کر ہارویسٹنگ تک ویڈیو بنائی اس دن میں اپ کو سپورٹ کروں گا لوگوں کو بیوقوف بنایا ہوا ہے
Mere bhai sab summer season vegetables par alag alag videos ban rahi hai. Ap 3 to 4 months wait krain. Seedling se le kar harvesting tak ki videos ap ko mil jain gi. Pher us k bad ap mujy follow krna chaho to kar lena
بھائی کوئی کام کی ویڈیو بنا لیا کرو
Apka contact number chaheyai