Maine plug kis jagah moti wali keel laga di hai 2. Theek hai kya wo ? Aur current to nahi lagega na ??? Har 2 saal baad keel badalni padhti hai. Alarm ke liye kaun si wire use ki hai ? Maine bahuut patli waali wire use ki hai ....
Hamne ek alrm liya hua hain cona company ka pani ki tanki bharne par nahi bajra aur taar ko toch karne par bajra hain ........waise mei aapko bata dun mene jo wire tanki mei daali hain wo coprer ki hain joint laga laga rakha hain wire mei aaadhi taar red black hain aur usme doosri taar thodi moti hain
Kya gunda banoge na inupt supply k baare may bataye na output supply k baare i know im electrical but jo sikhna chahta hai usaay details may bataya jaata hai taaki wah apna Device accha aay laga sake
For saving water wastage n electricity consumption it's very very useful system
Usefull Hai pr human voice nahi chahiye Tha
Other alarm ate hai jo motor ko on off auto main karte human voice nahi hoti hai
Kaise kharide
Imagine Technologies Water Level Indicator with Alarm on Tank Full with 5 Sensors (White, IT74WLI) amzn.in/d/3Z7QZsH
भाई टंकी भारते वाक्त पानीं में करंट तों नहीं आयेगा।
Nahi ayega current
Kisne bola tanki bharte wakt pani me hath dalo
Koi currant nahi ata Dc current hota hai jo lagta nahi
Maine plug kis jagah moti wali keel laga di hai 2. Theek hai kya wo ?
Aur current to nahi lagega na ???
Har 2 saal baad keel badalni padhti hai.
Alarm ke liye kaun si wire use ki hai ?
Maine bahuut patli waali wire use ki hai ....
Keel jo lagayi hai na bo metal MS hai jo jaldi jank pakdega es liye jaldi badna padega
Current nahi ayega
@@nareshsaini2238 to fir kaun se metal ki keel lagaau jo rusting naa pakde jaldi se ?
SS ki metal sahi rahta hai
@@nareshsaini2238 ok..
Stainless steel ki keel aat hain ?
Koi pin type metal use kar lena
Warranty bhi hai kya
Ha ji 1 year
Ye online cheak kr raha hu to usme warranty nahi dikha raha hai,,,,
Off line to milti hai
Kitne ki hai wese
,,,offline hamare yaha dusri milti wo lagai hai our 3 baar krab ho gayi Our 3 month ki warranty dete hai,,,,,,
200 hundred
Thank you
Bhai hmne bhi alarm jab lgaya tha to usme tanki me tar ke sath plug lgaya tha lekin ab alarm tanki bharne ke pahle hi alarm bolne lagta h
2 pin top main karvan hone ke bad ye ho sakta hai top se pin bahar nikalkar alag alag karke dalna pedega fir Aisa problem nahi ayega
@@nareshsaini2238 अगर टंकी के अंदर जो दो तार गए उसमे से प्लग निकालकर कील लगा दे तो ये दिक्कत सही हो जायेगी क्या
Ji ho jayega sahi per dono wire alag alag rahni rahiye apas mein nahi milni chahiye
Hamne ek alrm liya hua hain cona company ka pani ki tanki bharne par nahi bajra aur taar ko toch karne par bajra hain ........waise mei aapko bata dun mene jo wire tanki mei daali hain wo coprer ki hain joint laga laga rakha hain wire mei aaadhi taar red black hain aur usme doosri taar thodi moti hain
Aap wir jitna ho sake patli Dale jisse ki voltage drop na ho joid bhi jyada na ho
Is Pani me current aayega jaroor
Nahi ata hai wire se kebal contivity hoti hai dc suply hoti
@@nareshsaini2238 ok ji
Isme ek wire or diya h sensor likha hua uska kya krna h?
Do wire power supply ke hai
Our jo sensor likha hai dono wire water tank main Dale jayenge
Music ki video upload kr dete bhai
Main samajh nahi aaya kis music ki bat kar rahe hai aap
Jis speaker mein tanki full ka aapne khareeda, aisa lagra hai ki aapka Lucknow se Agra ki train chhut rahi hai
yaha kaha??
Konse gauge ka wire use kar skte hain
16 ya 18 gauge ka wire use kar sakte hai
th-cam.com/video/Kad4SKUYx58/w-d-xo.html you can also use this float switch sensor for overflow
Aise kya pani m current nhi ayega kya Pani bachan ke chakkar m jaan bachna mushkil pade😢
Nahi ayega current kyonki
Sensor main 5 to 12 V voltage jata jisse current nahi lagta hai pareshan hone ki jarurat nahi hai ye safe devices hai
@@nareshsaini2238water tank mei jo current jata hai , wo AC hai ya DC?
Ji DC ( - )hai kebal continuity banata hai
Current aane ka khatrna to nhi h isme
No,Safe product
Bhai tanki bharte bakt agar koi pani use karega to current lage ga ya nehin
Nahi lagega DC supply hoti hai
Safe products hai.
Bhaiya current kaise nahi aayega I doubt ?
DC voltage jata hai bo bhi 5 volt something jisse current nahi lagta
@@nareshsaini2238 okkay thanks but hamne plug nahi lagya only wire dal diye tanki ke andar
Koi problem toh nahi hogi ya plug lagaye?
👍 👌
Water tank me dalne ke liye diya h sayad pr apne to alag se pluk diya
Wire kon sa h
Copper wire hai but 14/76 speaker wire
@nareshsaini2238 normal copper wire lgaya tha 2 yrs me जंग lg gye Sr gye....Acha kon sa rhega water tank k liye
@nareshsaini2238 14/76 speaker wire kaise meter देगा
200 ka 100 meter one rol but tank wire clen karna padta hai 6 months main
I hope you’re subscribe my channel
Kya gunda banoge na inupt supply k baare may bataye na output supply k baare i know im electrical but jo sikhna chahta hai usaay details may bataya jaata hai taaki wah apna Device accha aay laga sake
Ok boss
But Video log ho jata hai next video main kamplte batata hu
Online buy this proudit details
amzn.in/d/gjqILOn
Aisi problem kyu aari hain
alarm ka naam bada sahi rakha hai
GUNAH 🤣🤣
Guhan hai 😂😂
@@dharmendrapatel6213 abe lol ye toh aur bezzati ho gye 😂😂😂😂
Bajar band kar ne k 2 min baad tanki se pani bahta Asa kyu..ho raha h plzz bataye
Bazar ke sath motor bhi band kare
@nareshsaini2238 ..motor or Bazar eksaath hi band karte hum..1 sec..bhi Der nahi lagate h..fir bhi 2 min baad pani flow hota h..
Fir aap ne jo sensor dala hai overflow ka pipe hai uske pass hi rakha hai aap sensor ko our down kar do tank main fir ye problem nahi hoga
Ok..I will try..
hj