Bhaiyo arjun ek hi speed nahi, low speed tractor hai. Aur baaki tyre ki traction hi nahi hai zameen par to tractor kya karega. Last main 575 DI k tyres k round deakho kitne hai. Baaki 585 tak chahe vo 415 hai, 475 hai, 575 hai, 585 hai, ya fir purana heater wala B 275 (35 hp) 4 cylinder wala DI karwa k engine 45 ya 50 hp tak ka karwaya ho, in tractors ki ek khasiyat ye rahi hai ki ye tractor agar iske rpm khol bhi dogey, 2500 se 3000 tak kardoge, to ye engine torque nahi kum karega aur jab torque k sath backup torque bharpoor hoga tab tractor rpm drop nahi karega. Dusri iski khasiyat iske gears main hain, ek 265 DI hai jiski 1st high main chaal tez hai, asal main vo hi speed se bhi hi speed hai jiski vajeh se vo itna dum rakhta hai ki 265 DI 32hp ya power + model 35 hp, ye itna sateek gear box k sath hai ki ye 7 foota rotavator aur yaha tak ki 2 2 harrow tak kheechne ka dum rakhta hai. Aap youtube pe search karke deakh bhi sakte ho. Baki k jo models hain 265 k ilava, in sab ka 1st high gear vaise hi kaam karta hai jaise truck main 6 gear agy k aur ek R gear hota hai, magar ek truck jab khadaa hai to truck ko 2nd gear main hi lagaakar chalaate hain magar vo jo 1st gear hai vo special gear hai. Jo ki tab kaam main aata hai jab truck loaded ho aur thoda dhass jaye aur usy nikalna ho. Vaise hi mahindra ka 1st high gear ki chaal sabhi tractors se kum hai magar 4th low main mahindra ki chaal same hp k dusri company k tractor se mahindra ki 4th low main chaal jayda hogi aur isi liye kheti main ya jutaai k kaam main mahindra 4th low main sabse achi speed, dum aur mileage deta hai. Yaha tak ki jab international B 275 ko mahindra ne take over kia, 1968 tak B 275 tractor 38hp main aata thaa lekin uske baadh iski 35 hp ka kar dia pump duara setting se kyu ki bahar diesel kharch utna mayne nahi rakhta kisano k liye, lekin india main jab mahindra ne isko vohi 2334cc engine k sath iske pump se calibration karke isko 35 hp ka kar dia. Tab ye tractor khoob bika, uska kaaran ye thaa ki ye 35 hp ka hone k bavjood backup torque milakar 170nm tak ka torque nikalta tha aur normal ye 156nm ka torque nikalta tha. Tab bhi isme backup torque thaa aur tab bhi ye tractor ka dum kehne ko 35 hp tha magar ye vaha se trolley ko ukhaad kar le aata thaa us waqt jab koi dusri company ka 35 se 40 hp tak ka tractor haath khadey kar jaata thaa. Baki ye tab petrol engine main bhi aya thaa. Maine isko apne youtube channel pe bhi dia hai main us video ka youtube link bhi share kar deta hu niche aur sath hi iske diesel engine ki specifications, khaas karke iska torque 35 hp main itna jayda, jo log ye samajh rakhte hai ki 156nm ka torque yo johndeere 5045 yaha tak ki johndeere 5050D non turbo ka bhi nahi hai. Ek 45 hp ka hai aur ek 50 hp ka aur dono ka torque hai 148nm lekin aaj se 40 saal pehle mahindra ne 35 hp ka karke tractor ka torque 156nm aur backup torque milakar 170nm kaise kia. Uska bhi ek reason hai. Agar kisi ko ye jaankari leni hai ki usme itna torque kaise jab ki vo heater wala tractor jiska diesel kharch 4.5ltr to normal aur load pe 8 ltr tak thaa fir bhi itna torque. Baki aap niche link khol kar deakh sakte hain. Ye wala link to hai B 275 k petrol jisko UK main gasoline kaha jata hai, uska aur B 275 k diesel engine k torque ki jaankari hai. www.tractordata.com/farm-tractors/000/3/1/316-international-harvester-b-275-engine.html Bhaiyo ye jo niche wala link hai ye hai petrol se chalne wala international B 275. Iski jankari to upar wale link main mil gai hogi magar ye dikhta kaisa aur iski awaaz kaisi, ye niche link hai isko kholkar aap deakh sakte hain. Ye video mere channel pe hai aur vahi se apko niche link bhej raha hoon. m.th-cam.com/video/GBvoxsPhPGc/w-d-xo.html
Arjun 555 koi normal engine wala tractor nahi hai. Jab iski race kholi jaati hai to ye torque kum kar deta hai magar isme backup torque bharpur hai. Agar arjun k pump ko advance karke rpm sirf 300 aur diesel ki dedh chudi khol di jaye to is tractor ka 26% backup torque hai jo isko itni takat generate karta hai ki ye slip nikaalega magar band to ye bilkul nahi hoga. Iska ek example deakhna ho to arjun 555 vs JCB (85 hp) tochan search karke video deakhna nahi to arjun 555 ultra 1 300 quantal vajan kheechta search karna, ek nahi bahut sari videos nikal ayengi. 585 tak jo engine hai, inki race kholne se inko fayda hota hai kyu ki engine hi speed hai. Par ek diesel engine ya to jayda rpm karne se dum lagata hai, jaise new holland 3630 ko to 4000 rpm tak pump advance karke cam shaft badalni hogi tab jaakar 60 hp jitna dum lagayega. Lekin mahindra 585 tak 3000 rpm tak hi dum lagaate hain aur kai engine aise hote hain jo apna maximum torque kum rated rpm par nikalte hain jaise 555 lekin 555 main jo quality hai vo ye hai ki iska 27% backup torque isko har kaam main kargar bnata hai. Agar tractor dumdaar hai isi liye iski itni bikri hai ki isko jab company ne band kia to iski demand ko deakh kar 4 mahine k andar isko dubara se manufacture karna shuru karke bechna shuru kia aur us waqt ye booking pe bika thaa pehle 3 hafte to. Times of india main bakayda is baat ka pura zikar hua hai. Mahindra 555 ultra 1 jo 2021 main aya hai, iska torque pehle wale se jayda hai aur iska fark youtube pe bahut c videos main deakha bhi ja sakta hai.
Bhai wah Arjun ki baat hi alag hai
😘😘😘
Mahindra Best No 1 Tractor
👍🏻😘
Wah bhai maja agya video deaker
👍🏻👍🏻😘😘😘
यो तो सांग तगड़ा जुड गया भाई 😂😂
हमारे सहारनपुर का तगड़ा डायलॉग है😂😂
Hahaha 😘👍🏻😂
क
585 di 💪💪💪💪🏇🏇🏇🏇
थ
Bhai Kubota trctor kabe bnao loding
Ka vidio
भाई किसी टैक्टर वाले का नंबर दे या वीडियो में बुलवाओ फायदा होगा जिसको मॉल भेजना है मंडी
Fatte chak te❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️👍👍👍👍👍👍👍
Last ch ki jo gya c 😆 sirra y
😂😂😂😂
Yar troly me rediyal tayr laga rakhe tabi ni nikli rahi thi
12:37 Mahindra 575 💪 ke round check kro 😎
Ara ✈ hai yu to
Bahut ache se observe kia hai bhai. 👌👌.... Daat deni to banti hai bhai tumhari.
@@mysussyisnotbaka झटपशथपोअोओ ओढढब
Konsi jagah ki video hai yeh ??
UP
Pamla
Gajab ho gaya bhai
😘😘👍🏻
Bhai kal to tractor ko nagin bana diya tha 😀😀
😂😂👍🏻👍🏻👍🏻
Bhai balwan tractor ke chakar Arjun se Ni mil rhe
ITU.
Bai je balwan wale ne tractor da jor he nahi lagwaya
👍🏻👍🏻
BALWAN tractor full review
की वीडियो जरूर बनाना
Bhai ye Video kis Jile ka hai
Muzaffarnagar
Thanks Sir
Fan of BABBU MAN
Bhai trolla sale me hai kya koi aisa he
Balwan tractor thoda week hai, ishke RPM nhi milte mahindra se
Balwan mahindra s weak kya majak h bhai
Bhai mai apne Eicher se 100se120 kuintal khicha hu 224
Bhai tum pto trolla ka use karo
3630 trala king
Shai kah ra
Bhai ji kaha sa ho aap
Last ch bachge tusi bai
Thoda dhyan naal 😄
Hahaha hnji veer 😂😂😂
855 ki kidney fail ho jati yaha😂😂
😂😂 Majak mat kar
Siirra 855 🤘
855 torck 220 NM
555 torck 172 NM
555 debta h
@@itsaaloklahoria241 lohe ka peepa 855🤣🤣
@@mysussyisnotbaka or jel meja aa reha h 855 se Jalne balo 555 dhakkan 😂😂😂
Bhai konse mobile se video shoot kerte ho
GT master edition with DJI gimble
Bhot badiya bhai
Gjjb vedio bhai g
😘😘😘😘
Bhaiyo arjun ek hi speed nahi, low speed tractor hai. Aur baaki tyre ki traction hi nahi hai zameen par to tractor kya karega. Last main 575 DI k tyres k round deakho kitne hai. Baaki 585 tak chahe vo 415 hai, 475 hai, 575 hai, 585 hai, ya fir purana heater wala B 275 (35 hp) 4 cylinder wala DI karwa k engine 45 ya 50 hp tak ka karwaya ho, in tractors ki ek khasiyat ye rahi hai ki ye tractor agar iske rpm khol bhi dogey, 2500 se 3000 tak kardoge, to ye engine torque nahi kum karega aur jab torque k sath backup torque bharpoor hoga tab tractor rpm drop nahi karega. Dusri iski khasiyat iske gears main hain, ek 265 DI hai jiski 1st high main chaal tez hai, asal main vo hi speed se bhi hi speed hai jiski vajeh se vo itna dum rakhta hai ki 265 DI 32hp ya power + model 35 hp, ye itna sateek gear box k sath hai ki ye 7 foota rotavator aur yaha tak ki 2 2 harrow tak kheechne ka dum rakhta hai. Aap youtube pe search karke deakh bhi sakte ho. Baki k jo models hain 265 k ilava, in sab ka 1st high gear vaise hi kaam karta hai jaise truck main 6 gear agy k aur ek R gear hota hai, magar ek truck jab khadaa hai to truck ko 2nd gear main hi lagaakar chalaate hain magar vo jo 1st gear hai vo special gear hai. Jo ki tab kaam main aata hai jab truck loaded ho aur thoda dhass jaye aur usy nikalna ho. Vaise hi mahindra ka 1st high gear ki chaal sabhi tractors se kum hai magar 4th low main mahindra ki chaal same hp k dusri company k tractor se mahindra ki 4th low main chaal jayda hogi aur isi liye kheti main ya jutaai k kaam main mahindra 4th low main sabse achi speed, dum aur mileage deta hai. Yaha tak ki jab international B 275 ko mahindra ne take over kia, 1968 tak B 275 tractor 38hp main aata thaa lekin uske baadh iski 35 hp ka kar dia pump duara setting se kyu ki bahar diesel kharch utna mayne nahi rakhta kisano k liye, lekin india main jab mahindra ne isko vohi 2334cc engine k sath iske pump se calibration karke isko 35 hp ka kar dia. Tab ye tractor khoob bika, uska kaaran ye thaa ki ye 35 hp ka hone k bavjood backup torque milakar 170nm tak ka torque nikalta tha aur normal ye 156nm ka torque nikalta tha. Tab bhi isme backup torque thaa aur tab bhi ye tractor ka dum kehne ko 35 hp tha magar ye vaha se trolley ko ukhaad kar le aata thaa us waqt jab koi dusri company ka 35 se 40 hp tak ka tractor haath khadey kar jaata thaa. Baki ye tab petrol engine main bhi aya thaa. Maine isko apne youtube channel pe bhi dia hai main us video ka youtube link bhi share kar deta hu niche aur sath hi iske diesel engine ki specifications, khaas karke iska torque 35 hp main itna jayda, jo log ye samajh rakhte hai ki 156nm ka torque yo johndeere 5045 yaha tak ki johndeere 5050D non turbo ka bhi nahi hai. Ek 45 hp ka hai aur ek 50 hp ka aur dono ka torque hai 148nm lekin aaj se 40 saal pehle mahindra ne 35 hp ka karke tractor ka torque 156nm aur backup torque milakar 170nm kaise kia. Uska bhi ek reason hai. Agar kisi ko ye jaankari leni hai ki usme itna torque kaise jab ki vo heater wala tractor jiska diesel kharch 4.5ltr to normal aur load pe 8 ltr tak thaa fir bhi itna torque. Baki aap niche link khol kar deakh sakte hain.
Ye wala link to hai B 275 k petrol jisko UK main gasoline kaha jata hai, uska aur B 275 k diesel engine k torque ki jaankari hai.
www.tractordata.com/farm-tractors/000/3/1/316-international-harvester-b-275-engine.html
Bhaiyo ye jo niche wala link hai ye hai petrol se chalne wala international B 275. Iski jankari to upar wale link main mil gai hogi magar ye dikhta kaisa aur iski awaaz kaisi, ye niche link hai isko kholkar aap deakh sakte hain. Ye video mere channel pe hai aur vahi se apko niche link bhej raha hoon.
m.th-cam.com/video/GBvoxsPhPGc/w-d-xo.html
Swaraj is best for trolley
Ehna nu pto wali trali chahidi aa .oh vadhia kamm kru
Very nice video
😘😘😘
Popular kya rate chal raha hai dar
800 se 1100 tak
Mahindra 💪🏻🔥
Thekedar ji Bijnor sideAao
????
Lakdi ka kiya karte hai bhai
Balwaan trecter khatm hai
Arjun Mahindra 🔥🔥🤩
Holland is best
Balban500 ka daraibar halka h sardar ji
Kay draeir hay yo lakd wala bakar 😃😃😃😃😃😃😃😃😃😃😃😃😃😃😃😃😃
Bhai next video dalo
Soon
in per texe kho nahai ha
Mahindra ta mahinda siraaa
😘😘👍🏻
Hello
Nice
Good
Ye to kai fit andar bad gaya
Balwan😉
Ladki ni y lakdi hundi a ladki hi likhi firda yrr🤣🤣🤣
😂
Sabse aage wala tracter yo balwan gaanta yo kho ra Sara kaam driver bhi essa hi jor hi ni lagwa ra balwan p
Hamare pass popular ke ped Ha 114
Excellent
New holland 3630+
Lakdi ka kaam to uttrakhand side jyada hota hai
Aadeshkumar
Or 585 ki bhi
Yes balvan less Kam ka nhen
Use pto trolley
👍👍
Update video
👍🏻👍🏻
Maja aa gya
😘😘😘😘
Hamare popular ke ped ka size hai 39,36,35,45,29,25,22 inch
Sale krne h ???
Isse to 2 855 aaram se nikal lete bro arjun ek dam se rpm tod raha tha
Aisa kujh nhi h 855 se bhi nhi nikalti yaha se , uski bhi video aane waali hai 744xt ki
Bhai ji balwan wala driver thik nhi tha
😘😘👍🏻
Panjabi bol yar
✌️😘
Hasil karne hai
555 605 gjjjb
585 gjjjb
585 att tractor 🚜 aa
👍🏻👍🏻😘😘😘
Hiii
Oh
Haati tractor hai 585 or 555
😘😘😘
Hamare yahan to 520 rupaye counter lagate
Size ke uper depend krta h bro
Incompetent clowns.
M
130 कुंतल ह ये खोपड़ी के झुटे
Tractoro me dam nahi hai Arjun rpm jayda drop karta
Arjun 555 koi normal engine wala tractor nahi hai. Jab iski race kholi jaati hai to ye torque kum kar deta hai magar isme backup torque bharpur hai. Agar arjun k pump ko advance karke rpm sirf 300 aur diesel ki dedh chudi khol di jaye to is tractor ka 26% backup torque hai jo isko itni takat generate karta hai ki ye slip nikaalega magar band to ye bilkul nahi hoga. Iska ek example deakhna ho to arjun 555 vs JCB (85 hp) tochan search karke video deakhna nahi to arjun 555 ultra 1 300 quantal vajan kheechta search karna, ek nahi bahut sari videos nikal ayengi. 585 tak jo engine hai, inki race kholne se inko fayda hota hai kyu ki engine hi speed hai. Par ek diesel engine ya to jayda rpm karne se dum lagata hai, jaise new holland 3630 ko to 4000 rpm tak pump advance karke cam shaft badalni hogi tab jaakar 60 hp jitna dum lagayega. Lekin mahindra 585 tak 3000 rpm tak hi dum lagaate hain aur kai engine aise hote hain jo apna maximum torque kum rated rpm par nikalte hain jaise 555 lekin 555 main jo quality hai vo ye hai ki iska 27% backup torque isko har kaam main kargar bnata hai. Agar tractor dumdaar hai isi liye iski itni bikri hai ki isko jab company ne band kia to iski demand ko deakh kar 4 mahine k andar isko dubara se manufacture karna shuru karke bechna shuru kia aur us waqt ye booking pe bika thaa pehle 3 hafte to. Times of india main bakayda is baat ka pura zikar hua hai. Mahindra 555 ultra 1 jo 2021 main aya hai, iska torque pehle wale se jayda hai aur iska fark youtube pe bahut c videos main deakha bhi ja sakta hai.
585 gjjjb
Sab beyaku log hi
Tractar he fudu aa
Tu leyan apna sonalika
@@mysussyisnotbaka putt boond band kar dau
Arjun trecter folad h