Washing Machine Mein Kapre Paak karne ka Tariqa | Najis kapra Paak Karne Ka Tariqa|Practical Ahkam

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 6 ม.ค. 2025

ความคิดเห็น • 83

  • @haidergaming9951
    @haidergaming9951 ปีที่แล้ว +3

    Shukriya sabeel ahkaam aap ny aysi video Dali shukriya sabeel media ❤

  • @Sajjad_hussain_30
    @Sajjad_hussain_30 10 หลายเดือนก่อน +2

    Allah sabeel media ko bahut tarakki ata kare aur best idea de taqi aur behtreen tarike se social media par dushmano ko nabud kar den ❤❤❤

  • @manzoorhussain7377
    @manzoorhussain7377 ปีที่แล้ว +4

    Mashallah 🎉

  • @SiddiqaBatool-yx5pi
    @SiddiqaBatool-yx5pi 2 หลายเดือนก่อน +1

    Allah aap logun ko mazid tarkki de

  • @irshadmomin7124
    @irshadmomin7124 ปีที่แล้ว +1

    MashaAllah.. JazakAllah.. Nice vdo..Allah sabeel media team ko aur bi tarkki ataa kre. InshaAllah..

  • @haidergaming9951
    @haidergaming9951 ปีที่แล้ว +2

    Mashallah aagha❤

  • @BushraKazman-sb3px
    @BushraKazman-sb3px ปีที่แล้ว +1

    Shkriya
    Bahut achi video h

  • @worldfoodplatform7851
    @worldfoodplatform7851 2 หลายเดือนก่อน +1

    jazsk Allah. aapki video se kapray pak kernay k hawale se har sawal ka jawab mil gaya

  • @farhatzehra7752
    @farhatzehra7752 ปีที่แล้ว +2

    jazakallah khair

  • @voiceofimamhussaina.s6541
    @voiceofimamhussaina.s6541 ปีที่แล้ว

    Hats off to your efforts maulana sahab... And the whole sabeel media team.... May jnabe fatema zahra s.a protect you all and sabeel media from every evil🤲😇❤ and imame zamana a.s blesss with his zyarat and kalaam❤

  • @kazimabbas153
    @kazimabbas153 ปีที่แล้ว +1

    Mashaallah ⭐🥰

  • @l7khan363
    @l7khan363 ปีที่แล้ว

    (Mashallah)Very useful,these are the common problems of teenagers like me.thanks Aagha sahab.

  • @CalcuttaAzadari
    @CalcuttaAzadari ปีที่แล้ว +1

    Shukran....
    Jazak'Allah Agha....

  • @MohammdAli-e9n
    @MohammdAli-e9n ปีที่แล้ว

    Shukriya sabeel midia aap sab ka bho bhot shukriya channel wapas aagaye
    Allah Mola ka aap sab pe karam rahe🤲

  • @FatimaShabih_21
    @FatimaShabih_21 5 หลายเดือนก่อน

    Very much needed ❤ jazakallah!

  • @sahrashmujtaba3366
    @sahrashmujtaba3366 11 หลายเดือนก่อน

    Commendable work done by Sabeel Ahkam. JazakAllah! Maulana sahab guided us in such great detail, super helpful.

  • @iramfatima7491
    @iramfatima7491 ปีที่แล้ว

    Very informative

  • @drsyedakazmi404
    @drsyedakazmi404 หลายเดือนก่อน

    Shukriya... jazakallah

  • @imrannathwani4687
    @imrannathwani4687 ปีที่แล้ว

    Jazakllah shukriya sabil aehkam

  • @mohammadali-ly3ik
    @mohammadali-ly3ik 10 หลายเดือนก่อน

    Shukurya sabeel ahkam.
    Jazakallah

  • @anamtanaqvi8177
    @anamtanaqvi8177 ปีที่แล้ว

    Bohot Shukriya 🤍

  • @batoolali8687
    @batoolali8687 3 หลายเดือนก่อน

    سلام علیکم
    ماشاءاللہ ماشاءاللہ بہترین کام کر رہے ہیں خدا سبیل میڈیا ٹیم کی توفیقات خیرا میں اضافہ فرمائے اور ان کی زحمات کو اپنی بارگاہ میں قبول فرمائیں 🤲🏻
    بہت سے مومنین اور مومنات جو نہیں جانتے آپ کے طریقے کو دیکھ کر عمل کرینگے اور آپ جب ویڈیو بنا رہے ہیں تو یقیناً محمد بھائی جس کپڑے کو پاک کر رہے ہیں وہ نجس تو نہیں ہوگا مگر کچھ نہ جاننے والے اسی طرح جیسے اس ویڈیو کے 4:53 میں محمد بھائی نے نجاست والے ہاتھ سے جگ کو اٹھایا وہ بھی کر سکتے ہیں اس طرح کی باریکی کو بھی مد نظر رکھیں تو بہتر ہو جائے ❤

  • @ashrafkazmi4043
    @ashrafkazmi4043 ปีที่แล้ว

    Huda inneyn hifazatmairakhe. Qoumkasarmaya

  • @shaneyzehra8566
    @shaneyzehra8566 ปีที่แล้ว

    Mashallah

  • @syedsyed2409
    @syedsyed2409 3 หลายเดือนก่อน

    Nagas kabda panie auper gar ahra hay wo kabda pak hoga

  • @raheimam5899
    @raheimam5899 11 หลายเดือนก่อน

    best work

  • @AjAj-o3o
    @AjAj-o3o 2 หลายเดือนก่อน

    Have asked mufti have to wash and after wash rinse 3 times.

  • @TaheraPunjani
    @TaheraPunjani 7 หลายเดือนก่อน

    Jazakallah

  • @mohibshah4312
    @mohibshah4312 9 หลายเดือนก่อน

    Menual machine ka kya pani niche se jari karde zaya wala

  • @hadihasanfawani6638
    @hadihasanfawani6638 ปีที่แล้ว +2

    Agar ayne najasat hataye bagair automatic washing machine me daal diya jaye to paak hoga ya nahi?

    • @QweKhan-tb7qo
      @QweKhan-tb7qo 7 หลายเดือนก่อน

      کپڑا پاک نہیں ہوگا

    • @zakiaimran8836
      @zakiaimran8836 7 หลายเดือนก่อน +1

      Agr ain nijasat zail ho jaye to pak hujyga

  • @MAkhan-k3r
    @MAkhan-k3r หลายเดือนก่อน

    Bohat shukriya JazakAllah
    Mera aik masla he ki me kapde jis tarha Apne dikhaya pak karleti hu lekin kapde pak hone ke bad me usme se maila sa Pani nikalta rehta he or phir Mera Dil mutmain nahi hota he lekin kyunki yaha Pani ki qillat he to istarha Pani bohat zaya hota he AP mujhe batain mujhe Kya karna chahiye plz mujhe jawab zaroor me is masle ki wajah se pareshan hu

  • @Fatima_313_14
    @Fatima_313_14 5 หลายเดือนก่อน

    Bht informative video, bht shukria,
    Mera swal hy k Kya automatic machine me bgher nijasat zael kiye najis or paak kpry akathay dhoey ja skty hen?

  • @rustumali730
    @rustumali730 6 หลายเดือนก่อน

    Jakallha

  • @Nazia..1116
    @Nazia..1116 11 หลายเดือนก่อน

    Shukriya

  • @alirazakhan1969
    @alirazakhan1969 หลายเดือนก่อน

    مولانا صاحب اگر اگر نجس کپڑا مشین میں ڈالیں گے تو مشین نجس نہیں ہوگی اور کیا اگر نینس کپڑا ڈرائیور مشین میں ڈالا جائے اور وہ سوکھ جائے تو کیا ڈرائر نجس جائے گی

  • @erumfatima1262
    @erumfatima1262 8 หลายเดือนก่อน

    Agar atomatic. Machin n ak dafa pani lya or spin kar deya to kapre bak ho jate h. Machin m satig ase k hy k ak dafa pani ly

    • @SabeelAhkamofficial
      @SabeelAhkamofficial  8 หลายเดือนก่อน

      agar asl nijasat khatm ho jaye to jee pak kar de gi is mein bataya gaya hai plz puri video ghaur se dekhen taki sawal ka jawab wazeh ho jaye jazakalllah

  • @jarrarhaider9268
    @jarrarhaider9268 หลายเดือนก่อน

    Salaam maulana. Mera sawal ye hai ky agr hamary pass automatic washing machine hai jo 3 baar paani leeti hai ussy nikal bhi deeti hai. Lekin end mein kapry ko sahi sy Dry Ni kar paati to kia abh bhi kapra paak hojayega? Kiunky wo 3 baar paani ly ky nikal chuki hai

    • @SabeelAhkamofficial
      @SabeelAhkamofficial  หลายเดือนก่อน

      w.s agar asl nejasat ko nahi nikalti to phir pak nahi hoga ...asl nijasat hat jaye chahe ganda hi rah jaye kapda to pak kar de gi (sab se baehtr ye hai ki asl nijasat ko hata kar dale )

  • @jarrarhaider9268
    @jarrarhaider9268 หลายเดือนก่อน

    Salaam maulana. Agr hum semi automatic machine mein najis kapry daal dein bagair najasat ko pehly saaf kiye. Uss mein pehly sarf wala paani daalein aour ussy drain krdein. Usky baad saaf paani dalein aour phr ussy drain kardein to kapry paak hojayeingy??

    • @SabeelAhkamofficial
      @SabeelAhkamofficial  หลายเดือนก่อน

      w.s agar asl nijasat door ho gaei hai pahle srf ke pani se to jee jo tariqa bataya gaya hai utni bar pani ....se pak ho jaye ga

  • @Medline..ever4
    @Medline..ever4 11 วันที่ผ่านมา

    Moulana sahab ..kya boht sarai najis kpdu ko aik saath paak krsktai h ..jaisa ki balteen mai rakh k aabe qaleel sai aik aik krkai nichoodai phr utnu hi martaba jaisa ki aap ney bataya h ...please ye msla hmai clear krein...may Allah's blessings and protection be upon u .

  • @Ali-Haiyder
    @Ali-Haiyder 7 หลายเดือนก่อน

    Wah 👏 Molvi Saab Kia Acting Kartay Ho 😂 😂

  • @alishazaidi4024
    @alishazaidi4024 ปีที่แล้ว

    Peshaab se najis kpde ko directly fully automatic machine mein dhul skte h Bina us hisse ko dhule hue jaha peshaab laga hua h?

  • @jarrarhaider9268
    @jarrarhaider9268 หลายเดือนก่อน

    Salaam maulana
    Mera swal bahut zroori hai aapny pehly bhi btaaya hai Aapka bht bht shukriya. Aik baar aour bta dein, mein bht pershan hoon maulana. Allah aapko khair dy. Jap napaki saaf kr rhy hoty hn hathon sy aour napaaki khtm hojaye aour kanghalny ky liye jab tooti kholein, hathon py koi najasat nazar nhi AA rhii Hoti just paani hota to tooti paak rahegi ya napaaki hojayegi?? Please bta dein aik baar maualan sahb. Allah aapko Khair Dy

    • @SabeelAhkamofficial
      @SabeelAhkamofficial  หลายเดือนก่อน

      jab nijasat saaf kart rahe hain aur pani ki toti khuli nahi hai to hath Najis ho jaye ga , use jahan jahan le jaye ge wo cheez najis hogi , magar ye ki nijast ko toti khol kar saf karen ki jaise hi nijast saaf hui fauran kapda aur haath dono pak ho jaye ga

    • @jarrarhaider9268
      @jarrarhaider9268 หลายเดือนก่อน

      @SabeelAhkamofficial jab washing machine sy kapry nikalty hn unhein tooti KY neechay khangalny KY liye to washing machine sy kapry nikalty waqt paani hathon KO Lagta hai. Phir tooti jab kholeingy to tooti napaak hogi ya nii? Mein ny suna hai KY jab washing machine mein paani najis kapron KO Lagta hai to najasat dilute ho jaati hai abh WO paani Kisi cheez KO napaak ni karta jab tak uss mein najasat nazar na Aaye? Kia ye baat theek hai? Please maulana zroor btain

  • @JafarHusain-l3k
    @JafarHusain-l3k 11 หลายเดือนก่อน

    Assalamualaikum maulana ... washing machine ..najis kapdhe dalne se machine pak rahegi???

  • @sanabaqir51214
    @sanabaqir51214 7 หลายเดือนก่อน

    kapry kangalte time Jo chente ati hai kapro pe wo najis hogi ya Paak.?
    Agar hum is tarah kangalte hai k tub Mai bhi Pani ho or nalka musalsal khola ho Pani araha ho tub Mai
    To Jo chente ayigi nichorte time ya os se Pehle wo Paak hogi ya najis?

    • @batoolali8687
      @batoolali8687 3 หลายเดือนก่อน

      ویڈیو کا 11:57 دیکھیں

  • @RoseSely-ms6ke
    @RoseSely-ms6ke หลายเดือนก่อน

    😢 assalam walekum Hamare ghar mein Hamare Biwi Ka bahut Julum Hai Uska boliye aap

    • @SabeelAhkamofficial
      @SabeelAhkamofficial  หลายเดือนก่อน

      w.s baith kar baat karen ...agar koi apni aam halat se ghalat tariqa apnata hai to us ko smajh kar baith ka solve kiya jaye

  • @kounainbaqri7926
    @kounainbaqri7926 7 หลายเดือนก่อน

    Salamunalaikum.. Hamara sawal hai ke agay washing machine mai ain e najasat k sath dosre kapde b dala jaye or wo ek baar surf se or 2 baar pani se dhoya jaye to kya saaf shumar honge please rehnumayi farmaen..

    • @batoolali8687
      @batoolali8687 3 หลายเดือนก่อน

      اس میں صرف کا پانی اچھے طرح نکل جائے اور عین نجاست بھی زائیل ہو جائے اسکے بعد قلیل پانی ایک بار گزار کر نچوڑیں نجاست اگر پشاب ہے تو دو بار پانی سے گزار کر ہر بار نچوڑیں اگر کُر پانی سے پاک کر رہی ہیں تو پشاب کے علاوہ ایک بار اور پشاب والے کو دو بار پانی سے گزاریں۔( اگر پاک کپڑے اور نجس کپڑے کو ملا کر دھویں گی تو پاک کپڑے بھی نجس کپڑوں کی وجہ سے نجس ہو جائے گا)

  • @tajjetha362
    @tajjetha362 3 หลายเดือนก่อน

    Salaam
    Mutlaq ki taarif Kya hei?

    • @SabeelAhkamofficial
      @SabeelAhkamofficial  3 หลายเดือนก่อน

      ws
      yani jo muzaf na ho (yani jise khalis pani kaha jaye ..)muzaf pani us pani ko kahte hain jise kisi cheez ka pani kaha jaye jaise joos waegra

    • @tajjetha362
      @tajjetha362 3 หลายเดือนก่อน

      @@SabeelAhkamofficial taarif nahi ye explanation he
      Definition chahiye mère hisaab se
      Jo Paak ho aur muzaaf na ho kyunke agar najasat miljaaye gi kurr se kam mutlaq ya muzaaf me to najis kehlaaye ga
      Muzaaf bhi hamesha Paak hota he aur mutlaq bhi kyunke najis paani ki koi hesiyat nahi fiqh me
      Kya mene durust kaha he?

    • @tajjetha362
      @tajjetha362 3 หลายเดือนก่อน

      Haa, mutlaq ki kisme he Jo 5 Hoti he aur akhri kism qalil he Jo kurr se kam ho
      Ye baat sahi he?

    • @batoolali8687
      @batoolali8687 3 หลายเดือนก่อน

      ​@@tajjetha362مطلق اور مضاف پانی
      مسئلہ (۱۳)پانی یامطلق ہوتاہے یامضاف۔ مضاف وہ پانی ہے جوکسی چیز سے حاصل کیاجائے مثلاً تربوز کاپانی گلاب کاعرق (وغیرہ)۔ اس پانی کو بھی مضاف کہتے ہیں جوکسی دوسری چیز سے آلودہ ہومثلاً گدلاپانی جواس حد تک مٹیالا ہو کہ پھراسے پانی نہ کہاجاسکے۔ ان کے علاوہ جو پانی ہو ،اسےآب مطلق کہتے ہیں اور اس کی پانچ قسمیں ہیں :
      (اول:) کرپانی
      (دوم:)قلیل پانی
      (سوم:) جاری پانی
      (چہارم:) بارش کاپانی
      (پنجم:) کنویں کاپانی

  • @jarrarhaider9268
    @jarrarhaider9268 หลายเดือนก่อน

    Salaam maulana. Mera sawal ye hai ky mein ny kapry washing machine mein paak kiye 3 dafa paani dala aour phir saara paani nikal diya. Lekin har dafa paani washing machine ky dhakan ko lag ky wapis paani mein mix ho rha tha to jab akhri dafa mein ny saara paani nikala to nijasat bhi nikal jayegi?? Please zroor reply karin aour koi bhi ni btata. Allah aapko lambi umar dy. Please

  • @razahaider7283
    @razahaider7283 ปีที่แล้ว

    Mere kapde ek non Muslim dhota hai , kya mujhko is ko paak karne ki zarurat hai Huzoor

  • @northmining6430
    @northmining6430 11 หลายเดือนก่อน

    Aslam-O-alikum
    کیا ہم نجس کپڑوں کو بغیر نجاست صاف کیے automatic washing machine میں ڈالنگے گے توکیا کپڑے پاک ہونگے؟

  • @salmanrizvi44
    @salmanrizvi44 9 หลายเดือนก่อน

    Kya bina nijasat hataye kapro ko washing machine me daal diya jaye to kya kapra paak ho jayega? Please answer as soon as possible because mai kapre hath se dhota hu aur kafi pani barbaad ho jata hai.

    • @SabeelAhkamofficial
      @SabeelAhkamofficial  9 หลายเดือนก่อน

      is video mein sari baten bataei gaei hain use last tak ghaur se dekhen

  • @Medline..ever4
    @Medline..ever4 หลายเดือนก่อน

    Salam ۔۔aap ka jiwab boht zaruri h ۔۔۔mera sawal h ki aabe kur sey najis kpda dohtai wakt uskai neechai balten mai jo paani pd rha hai ... kya wo paani pak hai?

    • @SabeelAhkamofficial
      @SabeelAhkamofficial  หลายเดือนก่อน

      W.salam jee agar us mei nijasat ke zarrat nahi hain to wo pak hai

  • @hasanfrazhusaini3310
    @hasanfrazhusaini3310 3 หลายเดือนก่อน

    Bhot pasand ayi vedio.
    Aap mian biwi ki hambistri kaise kre ispr vedio bnay hmare alime deen ispr vedio ni bnate ar hmlog kisi se puchne me sharmate h

  • @meesamabbas6993
    @meesamabbas6993 8 หลายเดือนก่อน

    Sabeel ahkam se guzarish ha mery is sawal ka jawab de dain or koi nai deta. Q. Kya nijasat ki koi limit ha ke is limit se ziada ho gi to nijis ho ga warna nai ku ke kuch log khety hain ke agr insan ke hath ke nakhun se km nijasat ho to us main namaz prhna theek ha or kapry pak hon gy, kafi momineen ke libas pr 10 muharram waly din khoon ke 1 ya 2 cheenty a jaty or wo usi main namaz ada krty?

    • @SabeelAhkamofficial
      @SabeelAhkamofficial  8 หลายเดือนก่อน +2

      sari nisat ke liye ye hukm nahi hai balki sirf khoon ke liye hai wo bhi namaz mein
      ki anguthe ki por ke barabar agar khoon hai to wo maaf hai namaz mein us se ziyda maaf nahi hai

    • @meesamabbas6993
      @meesamabbas6993 8 หลายเดือนก่อน

      @@SabeelAhkamofficial shukria, JazakAllah.

  • @aashurizvi
    @aashurizvi 9 หลายเดือนก่อน

    Salam walekum
    Najis kapde dhote waqt jo cheente badan pe aati hain ya apne kapadon pe lagti hain uska kya hukm hai? Aur kapde dhote waqt pani aas paas rakhi cheezon pe lagta hai uska kya hukm hai please jawab zarur den

    • @SabeelAhkamofficial
      @SabeelAhkamofficial  8 หลายเดือนก่อน +1

      w.s agar qaleel pani se dhul rahe hain lote balti wagera se to najih hai
      kur pani (384+ ltr pani) se hai to wo cheeten pak hai magar ye ki asl nejast bhi cheet ke saath aa jaye to najis hoga

  • @ummnaraxa3
    @ummnaraxa3 9 หลายเดือนก่อน

    Please make videos about how to Paak urine from mattress

  • @QweKhan-tb7qo
    @QweKhan-tb7qo 7 หลายเดือนก่อน

    مولانا آپ کو اور محمد بھائی کو میرا سلام ہو میرا یہ سوال ہے کہ قلیل پانی سے کپڑے دھونے کے بعد کپڑے نچوڑنا ضروری ہے اور غسالہ نجس ہے اور یہ ہاتھوں کو بھی نجس کر دیتا ہے اور ہاتھ تو مولانا کپڑون سے ملے ہوتے ہیں تو کپڑے تو پاک نہیں ہسکتے پلیز اس مسلئے میں میری رہنمائی فرمائیں آپ کا شکریہ ہوگا خدا حافظ فی امان اللہ

    • @faaras45
      @faaras45 28 วันที่ผ่านมา

      Kapre pak hote hi hath bhi khud ba khud pak ho jate.

  • @sayedzirghamhaider6817
    @sayedzirghamhaider6817 ปีที่แล้ว

    Mashallah

  • @SiddiqaBatool-yx5pi
    @SiddiqaBatool-yx5pi 2 หลายเดือนก่อน

    Mashallah