mere pass glass hob hai. av nya liya he. cook karne k time , jb kadhai ki lead open kare tb thoda vapor water glass par gir jata h. usse koi pareshani to nahi he ? Aaj subah ek do boond gir gya glass stove par. aur wo drop ka mark halka sa dikh rha he ,even ache se saaf karne k baad. koi prob to nahi he
Vapor water say koe problem nahi qki wo garam hota hay..aur hob ka top glass b garam hoga use karnayk time..bas apko ya dhyan dayna hay ki use karnay k time ya turant use karnay k baad thanda pani nahi dalna hay,,after 1hour aap koe v cleaning liquid dal jar saf Kar saktay hain
Burner ko servicing ki jarurat hay...bhup bhup sound tab karta hay jab gas aur air ki ratio thik nahi hota mixing tube may...agar Har waqt bhup bhup sound karta hay to apnay gas stove ka service karwalijiya...
Very informative , 👏 thanks bro, keep uploading such videos . Very helpful 👌
Very informative
Very beautiful video.
Well explained!!
Nice explained!!
Kudos!
Idli cooker use kar sakte hai kya is par plz reply
yes
Can we use pressure cooker on this type pf gas?
yes
Can we use normal pressure cookers on this stove??
Yes you can use
Thanks for clearing the doubt
mere pass glass hob hai. av nya liya he. cook karne k time , jb kadhai ki lead open kare tb thoda vapor water glass par gir jata h. usse koi pareshani to nahi he ?
Aaj subah ek do boond gir gya glass stove par. aur wo drop ka mark halka sa dikh rha he ,even ache se saaf karne k baad. koi prob to nahi he
Vapor water say koe problem nahi qki wo garam hota hay..aur hob ka top glass b garam hoga use karnayk time..bas apko ya dhyan dayna hay ki use karnay k time ya turant use karnay k baad thanda pani nahi dalna hay,,after 1hour aap koe v cleaning liquid dal jar saf Kar saktay hain
Heavy utensils use kar sakte hai????
Ji Han kar saktay hain, par ya sirf domestic use k liya hay...to jyada bada heavy commercial use walay utensils use nahi karna chahiya..
👍👍👍👍
Sir wo jo nozzle hota hai break hogya toh market mey dusra lag jata hai na
Ji bilkul market may mil jata Jay...
Es pr mtan bhi nhi bna skte kya pls btaye
Bilkul bana saktay hain
Burner bhup bhup kyo karta hai
Burner ko servicing ki jarurat hay...bhup bhup sound tab karta hay jab gas aur air ki ratio thik nahi hota mixing tube may...agar Har waqt bhup bhup sound karta hay to apnay gas stove ka service karwalijiya...
✊✊✊✊✊✊✌✌✌✌✌✌✌✌✌✌✌✌✌✌✌✌