Thanks prabhuji, plz also make video on how to save Tulsi from insecticides.. as we can't use chemicals on her. Usually there are black insects which occur behind the Tulsi leaf and are very sticky so can't remove those. So any remedy ?
hare krsna, hard boil neem leaves with crushed black pepper. Strain and store the liquid. Mix this liquid with water in the ratio 3:1. Spray it all over the leaves. Repeat thrice in a week, the black insects will go away.
लेकिन प्रभु जी , किसी अन्य प्रभु जी ने बताया था कि आप द्वादशी को तुलसी दल ना तोडे क्यों कि वह दिन माता तुलसी का प्राकट्य दिवस होता है । ये तो दो बात हो गई। मैं एकादशी का व्रत करता हूँ ।कृपया मार्गदर्शन करें ।
Hare Krishna Prabhu ISKCON Namhatta Pustak me likha hain ki sirf Dwadashi tithi ko hi Tulsi patta chayan nahi karna chahiye......Ekadashi ke bishay me nahi likha hain......please is point ko zara clear kar dijiye Prabhu......
Me sunahun ki Ekadasi ko Tulsi patta tod sakte hen lekin Dwadashi ko nahi. Kyunki Dwadasi ko Brundabati Devi ki janm huithi. Pls clarify if i am wrong. Hare Krishna
Hare Krishna Aap apni city ke ISKCON TEMPLE mein bhi ja sakte hain. Google pe search karne par mil jayega, city mein na ho to nearest city mein check kar sakte ho. TEMPLE ja k kisi bhi bhakat se sampark kar sakte ho.
My Ashraya I’m living in delhi. can i still live in iskon with bhaktas and get lessons on geeta i want to learn shlokas and do everything like other bhakts do and i want to follow HG among prabhu i loved his lessons And thankyou for the reply Hare krishan
Hare krishna sir ji ... sir hum to apne ghar pe roj jo puja krte h usme ..radha krishna, laxmi narayan aur kali mata sabhi ko tulsi k patta arpit krte h unke bhog me v aur unke hridoy me v ....to kya hum asa na kre ?? Plz sir reply kijiyega
Hare krsna, Tulasi patta keval bhagvan krishna, narayan athwa unke avatar ko hi chadhaya jata hai. Srimati Radharani aur Laxmi mata ke haathon par tulasi ka patta rakhna chahiye.
Prabhuji I have two questions. 1. Krishna ji ko Tulsi priye kyu hai? Kya tulsi, paudhe ke roop me koi devi/ Durga ka roop hai? Maine Amarendra prabhuji ka Melbourne ka discussion completely suna hai but usme is question ka specific answer nahi mila. 2. Tulsi ke paudhe ko sardio me kaise conserve kar sakte hain?
hare krsna, 1. Tulasi devi bhagvan krsna ki ardhangini hain. Paudhe ke roop mein ek alag katha hai, jahan tulasi devi shaap ke karan prithvi par janm leti hain. Apna sharir tyagte samay unka kesh paudhe ke roop mein prakat ho gaya. 2. Tulasi ke kam se kam 3-4 paudhe alag alag gamlon mein lagana chahiye aur in sab ko pas mein rakhna chahiye. Jab paudhe ek dusre ke sameep hote hain to unka sanrakshan hota hai. Dusra, aap ya to ek shed ka nirman karke paudhon ko usme rakhein , ya fir ek jaalidar kapde se raat mein dhak dein. Agar ek hi paudha ho, to ghar ke andar sandhya ke samay rakh sakte hain.
hare krsna, Tulasi patra keval bhagvan ko chadhana chahiye. Anya devi devata ki murti/photo yadi bhagvan ke sameep rakhi ho to unke haath mein tulasi patra ko rakh sakte hain, is bhaav se ki wah devi/devta yah patra bhagvan krsna/visnu ko arpit karenge.
Kehte h Sunday ko bhi tulsi nhi todni chachiye
Wrong concept, just spread by Karm Kandis
@@myashraya HG ka mtlb bta do please?
Thank you
Meri mum ne btaya tha ki Sunday ko nhi todte jo ki galat tha
Hare Krishan Hare Ram Dawant Pranaam Prabhuji🙏🙏
Radhe Radhe
Very nice information 👍😊👌.. om namah shivay ❤️ hare Krishna..om namo bhagwate vaasudevaay namah...
हरे कृष्णा
Radhe Krishna 🙏
So nice video sir ty very much for these wonderful nd important informations
thank you very good information radhe radhe .🙏🙏🙏🙏🙏🙂🙂👍👍👌👌
Hare Krishna Prabhu Ji. Thank you so much for this valuable information
Hare Krishna ❣️🙏
Glories to Ashraya Giriraj Prabhuji.
💐💐💐Hare krsna 💐💐💐
🌿🌿🌿🌿🌿🌿🌿🌿🌿🌿
JAI SHREE RADHEKRISHNA.
Hare Krishna 🙏🙏
Hari bol🙏
Hare Krishna prabhuji
Lovely. Jai Srila Prabhupada. Hare Krsna.
Hare krushna.Jay hari vithhal.Ram krushna hari
Best jankari di
হরে কৃষ্ণ💝💝💝
Jai shir ram ji
জয় শ্রী কৃষ্ণ💝💝💝💝
हरे कृष्ण हरे कृष्ण कृष्ण कृष्ण हरे हरे हरे राम हरे राम राम राम हरे हरे
Hare Krishna pravuji dandabata pranam. Jai jagannath
Hare Krishna Hare Krishna
Hare Rama....Hare Krishna....
Thanku
Radhe Radhe Japo Chale Aye Ge BIHAHRI /
Sri radhe
Hare krishna
জয় গীতা💝💝💝
Hare krushna
Hari om vishnu
Hare krishna
Thank u prabhu ji
Right
Hare Krishna💝💝💝
हरे कृष्णा💐🙏 क्या हम हमारे आयुर्वेदिक औषधी के लिये तुलसी का उपयोग कर सकते है? और हमे तुलसी की पत्तीया शाम के समय तोडणा चाहीये?
Hare Krishna prabhuji 🙏🏻🙇🏻♀️ dandwat pranam 🙏🏻 kya hum tulsi Maharani ki leaves ko subah ke 11 baje se pehle tod sakte h 🙏🏻🙏🏻
Thanks prabhuji, plz also make video on how to save Tulsi from insecticides.. as we can't use chemicals on her. Usually there are black insects which occur behind the Tulsi leaf and are very sticky so can't remove those. So any remedy ?
hare krsna, hard boil neem leaves with crushed black pepper. Strain and store the liquid. Mix this liquid with water in the ratio 3:1. Spray it all over the leaves. Repeat thrice in a week, the black insects will go away.
Hare Krishna
Can we offer tulsi to Goddess Laxmi
लेकिन प्रभु जी , किसी अन्य प्रभु जी ने बताया था कि आप द्वादशी को तुलसी दल ना तोडे क्यों कि वह दिन माता तुलसी का प्राकट्य दिवस होता है । ये तो दो बात हो गई। मैं एकादशी का व्रत करता हूँ ।कृपया मार्गदर्शन करें ।
Please share mantra here
Prabhuji can a girl pluck Tulsi leaf?
Hare Krishna
Prabhu ISKCON Namhatta Pustak me likha hain ki sirf Dwadashi tithi ko hi Tulsi patta chayan nahi karna chahiye......Ekadashi ke bishay me nahi likha hain......please is point ko zara clear kar dijiye Prabhu......
Me sunahun ki Ekadasi ko Tulsi patta tod sakte hen lekin Dwadashi ko nahi. Kyunki Dwadasi ko Brundabati Devi ki janm huithi. Pls clarify if i am wrong. Hare Krishna
Hare krsna, yes
Jai hooo
Jai Shri Radheee
I want to join hare krishan, iskon temple Vrindavan and practice bhagwat geeta what can i do for that 😭
Hare Krishna
Aap apni city ke ISKCON TEMPLE mein bhi ja sakte hain.
Google pe search karne par mil jayega, city mein na ho to nearest city mein check kar sakte ho.
TEMPLE ja k kisi bhi bhakat se sampark kar sakte ho.
Go there and meet devotees
My Ashraya I’m living in delhi. can i still live in iskon with bhaktas and get lessons on geeta i want to learn shlokas and do everything like other bhakts do and i want to follow HG among prabhu i loved his lessons
And thankyou for the reply
Hare krishan
हरे कृष्णा।
माला करने के लिए ये ऑनलाइन मिल जाएग क्या?
Yes
It’s called bead bag
Hare krishna sir ji ... sir hum to apne ghar pe roj jo puja krte h usme ..radha krishna, laxmi narayan aur kali mata sabhi ko tulsi k patta arpit krte h unke bhog me v aur unke hridoy me v ....to kya hum asa na kre ?? Plz sir reply kijiyega
Hare krsna, Tulasi patta keval bhagvan krishna, narayan athwa unke avatar ko hi chadhaya jata hai. Srimati Radharani aur Laxmi mata ke haathon par tulasi ka patta rakhna chahiye.
Prabhuji I have two questions.
1. Krishna ji ko Tulsi priye kyu hai? Kya tulsi, paudhe ke roop me koi devi/ Durga ka roop hai? Maine Amarendra prabhuji ka Melbourne ka discussion completely suna hai but usme is question ka specific answer nahi mila.
2. Tulsi ke paudhe ko sardio me kaise conserve kar sakte hain?
hare krsna,
1. Tulasi devi bhagvan krsna ki ardhangini hain. Paudhe ke roop mein ek alag katha hai, jahan tulasi devi shaap ke karan prithvi par janm leti hain. Apna sharir tyagte samay unka kesh paudhe ke roop mein prakat ho gaya.
2. Tulasi ke kam se kam 3-4 paudhe alag alag gamlon mein lagana chahiye aur in sab ko pas mein rakhna chahiye. Jab paudhe ek dusre ke sameep hote hain to unka sanrakshan hota hai. Dusra, aap ya to ek shed ka nirman karke paudhon ko usme rakhein , ya fir ek jaalidar kapde se raat mein dhak dein. Agar ek hi paudha ho, to ghar ke andar sandhya ke samay rakh sakte hain.
It is said that on Thursday, Tuesday,Sunday also on Saturday we cannot pluck Tulsi leaf?? Is it true?
Hare krishna prabhujee
Bhog lagane ke bad manjariyon ka hame kya karna chahiye. Kripya maargdarshan kare
Prasad k roop m swikar kare
Vektsvar bagvan ko chada sakte hai /
Yes
अगर औषधी के लिए पत्ते तोड़ने हो तो क्या यही मंत्र बोलना चाहिए??
Kha jata h ki tulsi ji ka patta teeth(Dantho) ko touch nhi krna chahiye ?
Pr bhog me to lgate h aur bhog fir sabko khane ke lie dete h
To teeth me to aega hi
Maharaj ji Mei tulsi ka patta roj tod kar khati hu. Toh kya yeh sahi hai?
Please guide me.
Bhog laga k khaoo
Hare Krishna
Prabhu Jii Sunday ke din Tulsi Patra tod sakte hai kya?
No you can and water tulsi as well
Hath se tulsi ji ke patte tod sakte hai ya nhi ?
Sir din bhar hum toilet jate he to din bhar bhog kaese lagate hai??
Islye to mantra Snan ana chayie, koi ni Abhi app kariye bas
Mantra Ka Hindi Mai translate Kar dijiye.
Yhi bolna hota h ki
Tulsi mata hume Krishn bhagwan ke bhog ke lie tulsi de
Agar tulsi khanni ho to konsi tulsi toda
🙏🙏... Hanuman ji ko Tulsi patra ki mala arpit karna galat hai guruji ?
Tulsi patni kiski hai, yeh batayenge was thoda
hare krsna, Tulasi patra keval bhagvan ko chadhana chahiye. Anya devi devata ki murti/photo yadi bhagvan ke sameep rakhi ho to unke haath mein tulasi patra ko rakh sakte hain, is bhaav se ki wah devi/devta yah patra bhagvan krsna/visnu ko arpit karenge.
Hanuman ji ko tulsi offer krna anuchit h?? Pls
Yes.
Ganesh ji siva tatva h ya vishnu tatva h
Deva tatva (Manushya yoni)
Hanuman Ji k bhog lagane me bhi Tulsi Patra ka use nhi krna chahiye kya
No
Kuch devotees kehte hai, hume ekadshi ko tulsi ko jaldan nahi dena chahiye q ki vo upvas karti hai kya ye sach hai?
🤣🤣🤣 hanuman ji ko bhi tulsi patra chada sakte hai uncle padma puran pado...
Masturbation karne ka mann karta hi rehta he rok nhi pata
Kkya karu sir?
Bhakto ki sangati k Bina bhakti nahi kar paooge aur bhakti k Bina nahi roj paooge apne app ko
Thanku
हरे कृष्णा
Hare Krishna
Hare Krishna hare Krishna
Hare krishna...🙏
Hare Krishna 🌺
Hare Krishna
Hare Krishna
Hare krishna
Hare krishna
Hare Krishna
Hare Krishna