Hi Sir Station master or Train Manager se Section controller kaise bn skte hai? Exam, Duty years, Experience Ache se describe krke btaiyega Ap plz ispr video bna dijiye Thanks
Job ka zone apne aap nahin change hota hai yahan tak ki aapki posting jis division me hogi usi division me kisi bhi station per transfer ho sakta hai agar dusre division ya dusre zone me transfer jana hai to on request transfer lagaye usme bahut time lagta hai and aasani se bhi nahi hota hai han spouse ground ya mutual transfer ho sakta hai mutual transfer aasani se ho jata hai lekin jis zone me jayenge us zone me aapko mutual milna chahiye department change nahin hota hai RRB ke through higher post ke liye Open exam dekar aap departmental change kar sakte hain ya GDCE ke through bhi dusre department ka exam de sakte hain |
ESM gr -3 ke liye qualification 10+2 with math ,physics hai training period 1 year hi hona chahiye lekin kuch division 3 years ki training karwa rahe hai CG ground wale ka aspke joining letter me kitne din ki training period likha hai
Very informative 🎉🎉🎉
Thank you
Sir technician grade 3 ko bhi UIG sim diya jata hai kya ?
Hi Sir
Station master or Train Manager se Section controller kaise bn skte hai?
Exam, Duty years, Experience
Ache se describe krke btaiyega
Ap plz ispr video bna dijiye
Thanks
ok jald hi isper video banaya jayega
Job ka Zone kitne years me change hota hai aur kya department bhi change ho sakta hai 🙏
Job ka zone apne aap nahin change hota hai yahan tak ki aapki posting jis division me hogi usi division me kisi bhi station per transfer ho sakta hai agar dusre division ya dusre zone me transfer jana hai to on request transfer lagaye usme bahut time lagta hai and aasani se bhi nahi hota hai han spouse ground ya mutual transfer ho sakta hai mutual transfer aasani se ho jata hai lekin jis zone me jayenge us zone me aapko mutual milna chahiye department change nahin hota hai RRB ke through higher post ke liye Open exam dekar aap departmental change kar sakte hain ya GDCE ke through bhi dusre department ka exam de sakte hain |
@dyadavvlog1341 Thanks Sir 🙏🙏
@Funfunny3.0 welcome
Group D me S&T me kitne din ki training hoti h sir
4 weeks( 24 working days ) ka induction course ki training hoti hai
@dyadavvlog1341 or home station par kitne saal tak posting rah skte h
@@monumjs4929 officer per depends karta hai Aise jaldi nahin hatate hain promotion hone per station change ho sakta hai |
Meri qualification 12 pass hai mai CGA se ESM select hua hu to meri training kitne din ki hogi ?
3, years
@dyadavvlog1341 3 saal pure training institutes me hogi ya track pe bhi
Aapka qualification fullfil hai to 1 year ki hi training hona chahiye 110 days ki training, training Institute me hoti hai baki line per hogi
@@dyadavvlog1341 (10+2) pass with pcm is it sufficient