राशन कार्ड का ई-केवाईसी करते समय ऐप पर राशन कार्ड नंबर से लॉगिन करें। आधार नंबर से लॉगिन केवल उन्हीं व्यक्तियों का होगा, जिनका आधार राशन कार्ड से लिंक है।
@@a-gmusuc9123 landscape mei hi hota hei open ...and black colour mei likha hota hei esme ...option aane chahiye ek ration card ka ek aadhar ka...but agr aa ni re to aap dubara open karo and device problem bhi ho sakti hei
Sir please btaye mera nam do bar hai rasan card pe jisme se ek me galt adhar number hai or dusra shi hai jime e kyc verify hai galat adhar vale no or nam ko kaise delete kre
Bhai mjhe ye btaye pls ke manrega k kam ke liye kyc kaise hogi Ghar mai kam lagwana h manrega job card h uski kyc krwani h kaise hogi ??? Bank mai jake hogi kya ???bank mai kyc hogyi h mgar job card manrega ki kyc nhi hui h Iske bare mai jankari ho toh pls btaye
@@harshthakur9300 aapka aadhar linked ni hoga ration card se. Ration card no proper fill karen because aap pr dhyan se dekhen usme pura starting ka already hota hei
Jo bnda india ke bahr rehta hai bo kaise kre bro kuki india ka server jab counting shuru hoti 1 se 5 baali tabi stuck ho jata.. Please do reply on tha.. Urgent bro nam kat gya hai 😮😅
Ess app se ni hoga bhai aapko, eska solution to office jakr ho pta lagega kuch application etc deni pd sakti he, india mei aapke family valon ko office bhej do
@@RekhaRani-i6i9d mam 2-3 times try karo proper light honi chahiye and camera clarity. Agr aadhar pr pic kaffi pehle ki hei to syd match na kare phir pehle aadhar ki photo update krvani padegi
Jab bacche ki e kyc khud karne ki koshish karte hein to uski aadhar pr pic bahut purani hotti hei. Esliye e kyc nahi ho pa rha bacchon ka app se. Aap try kr lo kga pta ho jaye . Agr nahin ho rha to aap office jakke bhi kra sakte hein. Bakki aadhar pr pic update karna to option hei hi
@@Akshay0075a bhai esme error aata rehta hei face proper light mein hona chahiye and baar baar try karo.. ek reason ye bhi ho sakta hei ki aapki aadhar ki pic bahut purani ho
@@deepikachoudhari4275 bro bachon k ye photo identify ni kr patti rha match ni hora face aadhar se eske liye jaldi short video banaunga..vese panchayat se jankari mil jayegi
@@rajanjaswal2204 brother bar bar try karna padta hei or face pr light honi chahiye jessi aadhar card mei pic hei ..agr aapki aadhar ki photo bahut saal pehle ki hei or shkl change hui hei tb rare chance hota hei ki ho jaye
Bhai maine bhi kiya uske upar ekyc match 70% aa rha hai pr jab mai go to home pr ja rha hu to ekyc not verified dikha rha hai iska kya issue ho skta hai bhai😢
@@Avi9952 baar baar koshish karo agr phir v ni ho rha to shyd aapki aadhar ki pic bahut purani hogi means kaffi saal pehle ki to recognize ni kr rha hoga eske liye pehle aapko aadhar pr photo update karvani padegi
@@JIYAA__12 kisi dusre ke mobile se try karo or process fast karna hei late hone pr bhi error ata hei. And ess pr error ata hi hei mene video mein bhi bataya hei.
@@rohitthakur4419 sir muskil hei bec. Aadhar mei pic kafffi pehle ki hogi face identify ni hoga...agr aapne bacche ki pic aadhar mein update ki hei to ho jayega
Ration card se login krne baad Sare process kr rhi hu fr photo k baad error aa hai... Or mera nam aadhar me khushboo hai or ration me khushbu.. And error k time last k 4 digit me se 1 1 digit glt bta rha
Contact the PDS HP authorities*: Reach out to the concerned authorities in Himachal Pradesh to inquire about the possibility of accessing or updating your KYC details remotely. Tell anyone of your family member in india to check online about your e kyc if it's not done before
Sir jab website par check kar rahe hai ekyc status toh sirf ek hi member show ho raha hai jinhone ration shop mein kyc karvaya tha baaki jinhone online kiya hai unka ration card mein name nahi aa rahai hai jabki ekyc compliant ho gya hai
Website par hi show nahi ho raha @DevoteeHitesh sir, kitna time baad hota hai ye update Ya phir ration shop jaa kar biometric thumb impression ka use krna pdhta hai ?
Process same hei but aadhar card ki photo se match karna muskil ho jayega pehle aadhar ki photo update karva lo bacche ki ya Phir office jakar hi e kyc karvayen
ekyc pds hp error 200 solution👇th-cam.com/video/JWGqNsJTwzo/w-d-xo.html
10x a lot man itz very helpful I've done e-KYC js8..
🇮🇳🚩🙏
Thanku so much application process are very easy.
@@rajdeepbhakal967 🙏
Nice video
thank you sir
🚩
Very helpful video.
Very useful video 👍👍👍👍👍👍
@@bhawnachandel9953 🚩🙏
Thank you very helpful information and I did it very easily 👍
@@KaranRetro 🚩🙏
Main apni Mother in law ka kr rhi hun nhi ho paa rha ....
@@ishathakur4385 esme error ata hi hein app pr. Dusre device se try karna, ya Phir ho sakta hei ki aapki aadhar ki pic identify ni kr paa rha ho
@@DevoteeHitesh thanks... Lt me try
Thanks bro for the information! 😊
@@rakshitchoudhary9179 🙏🚩
Thanku really helpful
🙏
Thanku sir very helpful
Very helpful contant
राशन कार्ड का ई-केवाईसी करते समय ऐप पर राशन कार्ड नंबर से लॉगिन करें। आधार नंबर से लॉगिन केवल उन्हीं व्यक्तियों का होगा, जिनका आधार राशन कार्ड से लिंक है।
Thanku so much sir very helpful
🚩🙏
Very nice video
Thanku so much
🙏
Thanks
🚩🙏
Jiska ekyc nhi hua h uska hi face hona chaye ki ghr ka koi bhi mambar ho
@@gudiya118 jiskae hua ni hei unka
Nice 👍
Thank u so much
minimum kitne members ki kyc karni hai ? ya phir sabki karne padegi tabhi ration milega
@@aashishrana1853 sabhi ki karni padegi. Jinki nahi karoge syd unka ration nahi milega
@DevoteeHitesh ok
Yai open e nhi ho raa addhar card ya rashan card no daalne k baad ? What should i do
Proper no. Fill v kr re aap. Kisi dusre device se try karo
Bhai app landscape me open ho rhi hai koi option nhi dikhayi de rhe hai
@@a-gmusuc9123 landscape mei hi hota hei open ...and black colour mei likha hota hei esme ...option aane chahiye ek ration card ka ek aadhar ka...but agr aa ni re to aap dubara open karo and device problem bhi ho sakti hei
Bhai setting me jakar fond minimum kar lo
Thanks brother
How Much Time to taken update in Ration Card after completing the eKYC
Sometimes it takes few minutes and sometimes upto 24 hrs
@DevoteeHitesh thanku brother
Sir please btaye mera nam do bar hai rasan card pe jisme se ek me galt adhar number hai or dusra shi hai jime e kyc verify hai galat adhar vale no or nam ko kaise delete kre
Aadhar update kr lo uidai official website se
Bhai mjhe ye btaye pls ke manrega k kam ke liye kyc kaise hogi
Ghar mai kam lagwana h manrega job card h uski kyc krwani h kaise hogi ??? Bank mai jake hogi kya ???bank mai kyc hogyi h mgar job card manrega ki kyc nhi hui h
Iske bare mai jankari ho toh pls btaye
Eske barre mein panchayat se pta karen aap
Bhai g isme ekyc complaint se aage ekyc non compliant kaise karwaye
Phir to aadhar se unlink karna padega
Sir ekyc non compliant krna hai , kisi reason se agar , then apne concerned food inspector se sampark kare
@@DevoteeHitesh kindly enter valid aadhar no or your ration card is not active
Please reply sir
@@harshthakur9300 aapka aadhar linked ni hoga ration card se. Ration card no proper fill karen because aap pr dhyan se dekhen usme pura starting ka already hota hei
Sir nhi ho raha aadhar authentication failed error aata hai photo capture ke baad I try many times
Try from another device...but ek reason ye v ho sakta hei ki aapke aadhar ki pic and current face match ni kr pa rahi ho app
Bhi fetching data pe atak ja rah hai kya kren ?
Same problem
@@gauravjasrotia Esa to pehle ni hua aapki aadhar biometric check karo locked to ni hei
Jo bnda india ke bahr rehta hai bo kaise kre bro kuki india ka server jab counting shuru hoti 1 se 5 baali tabi stuck ho jata.. Please do reply on tha.. Urgent bro nam kat gya hai 😮😅
Ess app se ni hoga bhai aapko, eska solution to office jakr ho pta lagega kuch application etc deni pd sakti he, india mei aapke family valon ko office bhej do
Aapka huaa kuch solution
Jo bi yaha office mai locals hai they be like ki update krna chahiye tha adhaar card
Electricity bill ki bhi khud kr skte h ya nhi
Jma kr sakte hei khud
Photo click krne ke baad match nai ho rha please jldi reply kijiye
@@RekhaRani-i6i9d mam 2-3 times try karo proper light honi chahiye and camera clarity. Agr aadhar pr pic kaffi pehle ki hei to syd match na kare phir pehle aadhar ki photo update krvani padegi
Bhai g dubai se nhi ho raha hai online please help
Out of india se ni hoga
Mein delhi mein hoo lekin ho nahi raha hai kindly help
Sir esme kaffi error aa rha hei because sabhi log try kr rahe hein. But ess app se kaffi e kyc kr rahe hein
Please wait we are fetching data problem aa rhi h koi solution iska
Kisi dusre device se try karo
Meri beti ki kyc nhi ho rhi error 200 aa rha hai .
Or rashn card me uski dob bhi glt aa rhi hai usko kaise thik kre
@@shaluthakur3476 panchayat office jana padega aapko error 200 ke liye video bnaya hei but dob thik ni hogi app pr
mera 200 error aa raha tha...check kiya aadhar biometrics lock tha aadhar site se.... unlock kiya ho gaya verify.
Tq for informatory🇮🇳
Adhar card ka bhi karwana krna pde ga phle agr bcha 5 saal se chota hai toh
Pehle try karo agr photo identify ni kr paya phir office jake karva lena
@@DevoteeHiteshokay ji thank you
sir ekyc score 100% match ho gya but members list mein not verified aa raha hai, please batao ab kya karna hai, office visit krna padhega kya ???
@@TwiniK-n1s agar abhi kiya hei to thode time baad status check karen
Sir mera open hi nhi ho rha. H n aadhar card se n ration card se
Ration card no jese HP etc usme pehle likha hua he dekh kr try karo dusre device se
aadhaar auth application is not allowed to run on this device due to low resources problem aa rahi h 😭
Try from another device
5 year wale bache ka aadhaar card pehle update karwana hoga?
Jab bacche ki e kyc khud karne ki koshish karte hein to uski aadhar pr pic bahut purani hotti hei. Esliye e kyc nahi ho pa rha bacchon ka app se. Aap try kr lo kga pta ho jaye . Agr nahin ho rha to aap office jakke bhi kra sakte hein. Bakki aadhar pr pic update karna to option hei hi
Ekyc mai status verified mai kitna samay lagta hai 100 percent complete aane ke bad
@@user-yh6ye4ql2x dubara ration card no. Fill karke check krlo click karne pr verified ana chahiye
Out of cantry bhi kaam Karega
Out of country muskil he
Bro sabhi members me complaint aa rha ha
@@AmitRana-v4x e kyc ho gya hei cngrts
Bhai in case of iphone app store mei nhi show ho rhi ye app
@@AdityaSharma-ww2xn kisi other device se kr lo kisi ke v phone se family member or friend
Bhai adhaar card ,ration card se nhi khul rha..😇😇😇🫣
Ration card se try karo khul jayga ya thode time baad try karna kyonki kaffi jyada use Kr re abhi log esliye
Bhai 200 error aa rha photo lene k baad bar bar
Ya to dusre device se koshish karo ya Phir aapki photo kaffi purani ho sakti ho match ni kr ri ho
check karna aadhar lock to nahi aadhar site se mere bhi tha ab ho gaya.
ekyc complete ho gayi par abhi bhi ration card me status inactive show kar raha
24 hrs baad check karna
@DevoteeHitesh still showing inactive
Sir 5 year se km bchoo ki KYC kaise kre
@@VishalAruna uske liye aapko office jana padega ya pehle aadhar ki pic update kra lo. Kyonki bacche ka face ye identify ni kr patti app
Bhai E kyc aadhar authentication failed. Ho rha hai. Please help.
@@Akshay0075a bhai esme error aata rehta hei face proper light mein hona chahiye and baar baar try karo.. ek reason ye bhi ho sakta hei ki aapki aadhar ki pic bahut purani ho
Sir app mai log in nahi ho pa raha hai kya kare
@@dilverram8991 ration card no. Se karo HP- ko jhor ke uske baad ke number fill karo ration card se same jessa ration card mei he
Bro mene bache ka try but wo again & again failed ho raha hai
@@deepikachoudhari4275 bro bachon k ye photo identify ni kr patti rha match ni hora face aadhar se eske liye jaldi short video banaunga..vese panchayat se jankari mil jayegi
मोबाइल का फ्रंट कैमरा कितने मेगापिक्सल का होना चाहिए
Clarity honi chahiye bs
Agar kisi member ki death ho gyi ho toh use kaise remove kre ration card se.
Kindly check consent aa rha hai
@@thanksyou6031 terms and conditions accept karne ke liye to ni ara hei kuch?
aa rha hai pr accept krne ka option show nhi ho rha hai
@@thanksyou6031 kisi dusre device se karke dekho
Bhai ji aadhar authenticatoon failed aata hai 100 baar try kr liya
Espr ese hi aati hei error but kisi dusre device se koshish karo, and ho sakta he aapki aadhar ki photo se match karne mein problem aari ho
Bhai photo authenticate nahi kar raha
@@rajanjaswal2204 brother bar bar try karna padta hei or face pr light honi chahiye jessi aadhar card mei pic hei ..agr aapki aadhar ki photo bahut saal pehle ki hei or shkl change hui hei tb rare chance hota hei ki ho jaye
Bhai meri photo 2013 ki hai 11 saal purani but 70% face match ho gya aur kaam ban gya....
Thank you so much bro Depo nhi jana pda 2 mint k kaam k liye
Bro me Qatar me hu or me 50 se uper try kiya jo photo Wale option nhi open ho re fild de rha hai all time plz bro teach me
@@AJAYKUMAR-tl6eb ho sakta hei aapki aadhar pic ko identify ni kr pa rha ho. Kisi dusre device se try karke dekhna
@DevoteeHitesh bro error 903 or fild aa rha hai 3 saal plaa adhar card updated b kiya tha or koi device ho toh btana bro plz
Photo wala options nhi open ho rha udr error 903 or field aa rha bro
Error (903): Failed to connect with server (Timed out)
Plz teach me bro how work this aap 🙏
Sir ek saal ke bche ki n hori kya kare error aa rha
Aadhar ki photo identity ni hogi syd
Same here
@nitinchauhan4097 bacche ka face identify ni kr patti aap
@@DevoteeHitesh to lok mitra centre m hogi fir
To kaise hogi fir
Bhai maine bhi kiya uske upar ekyc match 70% aa rha hai pr jab mai go to home pr ja rha hu to ekyc not verified dikha rha hai iska kya issue ho skta hai bhai😢
Kuch hrs baad check karna, esme e kyc compliant ana chahiye
IOS APP STORE DOES NOT HAVE THIS APP
Only for android
Mane to baar baar kosis ki par hua hi nhi e kyc authentication ka messages ata hai😢😢
@@munishsharma431 status check kara aapne. Face identify ho gya tha?
Status code to batya tha usaka kya karna tha
Status code 200 btata hai
Mera bhi nhi ho rha bhot bar try krne par bhi
@khushboodogra8764 video upload hone vala hei usme kuch jankari share kari he
890 error due to low resource kaise thik hoga
@@sharvanthaQur syd aerver problem ho kuch time baad dubara try karna
@ main 24 hrs se try kr rha hu ho hi nahi rha
Addhar card authentication failed aa raha h esa kyu
@@Avi9952 baar baar koshish karo agr phir v ni ho rha to shyd aapki aadhar ki pic bahut purani hogi means kaffi saal pehle ki to recognize ni kr rha hoga eske liye pehle aapko aadhar pr photo update karvani padegi
@@DevoteeHitesh 200 error aa rha h
iPhone k liye konsi app h?
@@readmore3490 google pr check krlo aap e kyc pds hp
Sir error page aa rha h
@@kanchankapoorrssbkapoor8455 kisi dusre mobile phone se try karo
Error 890 aa rha hai kya kre
Ata hi hei error esme..try krte rehna pdta hei.. and dusre device se try karo agar aadhar pr pic purani hogi tb ni hoga
Out of country ho koi to ho jayegi bhai
@@vinaykumar-bj4urtry to kia kuch ne bt hua ni try karke dekh lo aap agar download hotti hei to
I phone k liye konsi app ae
Ek ho app hei bhai bs yahi kisi dusre ke device se try karo
Bar bar error aa rha hai kya kren
Dusre device se try karo
Bhai error solve ni ho raha hai ky kren. ?
@@JIYAA__12 aadhar pr pic kb update karvayi thi?
@DevoteeHitesh bhuut time ho gya hai 1 year pehle
@@JIYAA__12 kisi dusre ke mobile se try karo or process fast karna hei late hone pr bhi error ata hei. And ess pr error ata hi hei mene video mein bhi bataya hei.
@DevoteeHitesh dusre ke mobile se kru to ho jaye ga
@JIYAA__12 try karke dekho
My DOB on adhaar is correct but on ration card data is wrong ....
What to do
Phir to office jakke correct kra lo
5 saal se chote bacho ka bhi ho jeyega kya plz reply fast sir
@@rohitthakur4419 sir muskil hei bec. Aadhar mei pic kafffi pehle ki hogi face identify ni hoga...agr aapne bacche ki pic aadhar mein update ki hei to ho jayega
4 years ke bache ka kese krna h
@@NehaThakur-ks8uw video bnaya hei Alg se mene
Error info bta rha h kya kru
Another device se try karo. Internet speed should be good.
@DevoteeHitesh ok
Error 890 aa rha hai
Error de raha hai ye site mein
Site pr ni jana app ka use karo
Bhai 903 error aa rha h
Kisi dusre device se try karen
Sir valid nhi bta rha hai
Kya ration card no.
@DevoteeHitesh ha
भाई मेरे बार बार एरर आ रहा है
Face proper scan ho rha hei kya, kisi dusre device se koshish karo. Or agr aapki aadhar ki photo kaffi different ho tB v problem aati he
Dikhayi kuch de nhi Raha
Ho ni rhaaa h
Dusre device se karke dekho
Bhai failed aa raha hai
@@NaveenKumar-re6ye kisi dusre device se karke dekho
Error code 200 aa Raha hai
@@vinodnaag4811 kisi dusre device se try karo
भाई मैं किसी केवाईसी करूं मेरे पिताजी अब नहीं रहे और मीटर भी उनके नाम हैं
@@bitturajput1436 sabse pehle electricity board mei Jakar kyc karva lo vanha death certificate le jana apne father ka...
Aap Meter Apne Naam pr Krwa Li Jiye !
Link bhejo
Direct search karo play store mein
Ekyc failed aa raha hai
Esme error ata hi hei try karte rehna alg alg time pr
Nhi ho rhi Or aadhar card number se login nhi ho rha hai
@@khushboodogra8764 aadhar se ni karna he login ration card no. Se karo proper
Ration card se login krne baad Sare process kr rhi hu fr photo k baad error aa hai... Or mera nam aadhar me khushboo hai or ration me khushbu.. And error k time last k 4 digit me se 1 1 digit glt bta rha
@khushboodogra8764 phir to aapko ration card sahi karvana padega aap panchayat jakr ration card sahi karvayen
Hello brother I m living outside India I can’t download the application please help me how can I apply for kyc
Contact the PDS HP authorities*: Reach out to the concerned authorities in Himachal Pradesh to inquire about the possibility of accessing or updating your KYC details remotely.
Tell anyone of your family member in india to check online about your e kyc if it's not done before
Error 737
Try from another device
App open nhi ho rhi
Kuch time baad try karna
Error code 200
Try from another device
No nothing
Delete ho gaya hai
Kya
Sir jab website par check kar rahe hai ekyc status toh sirf ek hi member show ho raha hai jinhone ration shop mein kyc karvaya tha baaki jinhone online kiya hai unka ration card mein name nahi aa rahai hai jabki ekyc compliant ho gya hai
@@TwiniK-n1s vo update ho jayega thode time baad check karna ..e kyc pds website pr v check kr lena ek baar
Website par hi show nahi ho raha @DevoteeHitesh sir, kitna time baad hota hai ye update
Ya phir ration shop jaa kar biometric thumb impression ka use krna pdhta hai ?
@@TwiniK-n1s kb kiya tha e kyc aapne
@@DevoteeHitesh Aaj hi kya hai sir aur do logon ne kuch din pehle offline karwa liya tha
@@TwiniK-n1s phir aap tension ni lo aap jb v ration lene jayenge to vanha se puch lena Unke pass show ho jata hei kiya he ya nahin
Bchoo ka face kaise rkhna seedha
@@praveenthakur7229 movement karni hotti hei jese video mein btaya he
भाई मेरे पास नहीं हो रहा जैसे ही नाम पर क्लिक करता हूं जो चेक बुक्स होता है जिसमें हरा टिक लगता है वह ठीक नहीं आ रहा है इसमें क्या करें
@@kuldeepthakur3052 kisi dure mobile se try karen
जो बच्चा 4 साल का है उसकी केवाईसी कैसे करें sir please reply
Process same hei but aadhar card ki photo se match karna muskil ho jayega pehle aadhar ki photo update karva lo bacche ki ya Phir office jakar hi e kyc karvayen
Error 200 aa rha hai
Error to ata hi hei esme.. but dusre device se try karna
Dusra device kya
Mera bi error code 200 hi ata hai kyi bar try kr lia hai mene
@@ravinderthakur6177 koi dusra mobile
check karna aadhar lock to nahi aadhar site se mere bhi tha ab ho gaya.