Full plantation guide for rose plants from ARUNABH Sir... .1- fungiside, humic acid aur npk 12:61:00 manga lijiye agar na ho to 2- plant milte hi sabse pahle open karke jo jo black ya kharab ,tuti hui branches aur jitne bhi patte hai sab cut karke saaf cutter se saf pani me dal dijiyega 3- uske baad 1 bucket water me 10 grm fungiside + 1 kg ice cubes+ humic acid 5 grm dal ke aache se mila lijiye ...aur plant ko saaf pabi se nikl ke is ghol me 5-6 hour k liye bhigo dijiye ga 4- jab tk ye root treatment hoga 6 hour tk tb tk ap apna media ready kar lijiye 5- 50% sand+30% soil+20% compost aache se hath se masal masal ke mix kar lijiye and dhup me rakh dijiye taki solarize ho jaye mitti 6- plant dip kiye 6 hour jab ho jaye to use direct nikal ke grafted area se thoda neeche tk media me laga dena hai 7- jab sabhi plant lag jaye to jis ice cube aur fungiside vala water me plant dip kiya tha usi water ko sabhi plant me pura pura dal dena hai fekna nahi hai 8- uske bad plant ko full shed area me jaha nami na ho vaha pe 7 din ke liye rakh denge and pani nahi denge till 7 days( agar mitti ekdam dry ho jaye to shower dena hai soil me pani ni dena) 9- in 7 days me every 2nd day fungiside ka sprey karna hai 2gm per ltr ka 10- 7 din k baad plant ko full dhup me rakh dena hai aur 8th day se npk 12:61:00 2 gm per ltr me ghol ke 250 ml per plant de dena hai 11- npk ko every week 2 baar dena hai like monday and thursday 12- npk ko 8th day se 30 days tk dena hai 13- week me ek baar fungiside sprey jarur den hai 14 - baki koi khaad, extra water nahi dena 15-jb mitti ekdam dry ho tb halka s pani dena hai........shower daily dena hai 2 baar 16- plant ko 6 inch pot me hi 3 mahine tk rakhna hai
Thanks for this detailed video ...... had got a few rose plants from Puspanjali nursery ...... aaj laggayi hoon mai, following your instructions in this video ..... abhi waiting with fingers crossed :-) . Lagaane ke baad mai wahi fungicide water se watering kii hoon . Aapne kaha hai, next 7 days no watering . But do we still do the fungicide spray during this period ?
Very helpful sir. Yeh tarika kis mausam mein kar sakte hain. Aapne January mein potting kiya hain. Agar mein abhi July/August mein lagaaon toh yeh method use kar sakte hain?
Jab mujhe rose plants milley maine unko soil media 1:1:1 soul:vermi: river sand m laga Diya abhi plants 2days k hai then sheded area m rak Diya hai. Abhi s kya fungicide treatment spray ke de? Plant pushpanjali s aaye hai they says 15-20 days tak feed nahi dena hai
Sir 6 months ho gae new rose plant lagae hai, par abhi tak koi growth nahi hai. Sare patte v khatam ho gae. Kya karu. Give some tips for growth. Plz reply sir.kya fir se soil hatalar repot karu.
Sir good morning , main aapke sare video follow karti hun . Sir paudhe lagane ke kuch din bad usme new leaves aaye phir dhire - sulh kar gir gaye .kya karun , aur ek problem hai mitti mein ek chhiti jaise urne wali kire ho gaye .kya karun please batayen
Kya 4-5 mahina purana plant ko aise repot Kar sakti hoon? Kyunki Mera 7 plant kharab hone laga hain. Please kuchh solution bataien. Ho sake to FB pe photo share Kar sakti hoon. Sabdhani se rahien.
thanks for this video, i have ordered roses from pranabir , will report this way . just tell me can i use tricoderma and pseudomonas as i have both and they are beneficial fungus or you can say organic fungicide.
Sir, ham ne nursery se gulab ke plants laa kar laga diye hain, kya mai nikal kar dobara aap ke bataye tareeke se dobara repot kar sakte hain kya? Plant marega to nahi?
Construction sand plant pe kiu nehi use nehi kor sakti, app please cause bataiye. Because mere pass to construction sand available hai, or mere gulab... Fantastic. Appko pic. Kaha veg sakti hu,
Silver sand red n other sand k comparison me jyada light hota n root propgation k liye sahi hota..red sand isliye n use karte kyuki most of the time roots propgate n kar pati .....n plant me moisture jyada ho jata...silver sand me ph k problm bahot kam y na k barabr hoti...red sand me ph k problm aati hai....red sand costly bhi hai ..silver sand cheap hai.....red sand ka weight kafi jyada hota n terrace farming me suitable ni hai ..silver sand light weight hai ...
Mein nursery se 200 Rs each ke 2 roses laaya tha. Dono hi die back ho gaye. Ab samajh aa tha he ese kyo hua.. Mene usse 50% Garden Soil, 25% Vermicompost and 25% Coco Peat wale mixure me pot kiya tha. Mixure mein 20 gram neem Khali bhi daala tha, but neem Khali me fungus tha. Jiski wajah se plant ke saare leaves jhad gaye or flowers bhi sookh gaye. I have used NPK 19-19-19 today. 2 din ke baad se fungicide ka treatment start karunga. Let's see ke shyad bach jaye.
Fungiside fungus ko khatam.karne k liye use karte hai...ye market me apko powder and liquid form m mil jayega...issse rose plant me diback and fungus nahi lagta
Patanjali se kiran pudhe aaye the usame kisi ko bhi white root nahi the.aur steam bahot hi patala tha.sare mar gaye die back se.plant karane ke turant 2 din me
Wah sir ji maja aa gaya very nice information
Best for beginners. And this channel is the best channel to learn how to grow rose in pot or ground.I learn more about rose from this channel
Thankyou sir😊
Very nice video....sir aap bahut achhe se samjhate hai 👍👍
BAHUT ACHCHA SIR JI.IS SE ACHCHA DETAILS KOI NAHI DETA.
MAIN INTEZAR KARUNGA PART-2 KE LIYE.
Very good information
If I don't treat bare root I have done earlier but lost 2 plants in experiment
Extreamly information,sir🙏
Anurabh ji i tried so many ither people media as well but belv me ur soil mix formula is d best thanks onces again. I am ur fan now. Thnk you.
Verry good information sir
Nice information sir. Many many thanks
Full plantation guide for rose plants from ARUNABH Sir...
.1- fungiside, humic acid aur npk 12:61:00 manga lijiye agar na ho to
2- plant milte hi sabse pahle open karke jo jo black ya kharab ,tuti hui branches aur jitne bhi patte hai sab cut karke saaf cutter se saf pani me dal dijiyega
3- uske baad 1 bucket water me 10 grm fungiside + 1 kg ice cubes+ humic acid 5 grm dal ke aache se mila lijiye ...aur plant ko saaf pabi se nikl ke is ghol me 5-6 hour k liye bhigo dijiye ga
4- jab tk ye root treatment hoga 6 hour tk tb tk ap apna media ready kar lijiye
5- 50% sand+30% soil+20% compost aache se hath se masal masal ke mix kar lijiye and dhup me rakh dijiye taki solarize ho jaye mitti
6- plant dip kiye 6 hour jab ho jaye to use direct nikal ke grafted area se thoda neeche tk media me laga dena hai
7- jab sabhi plant lag jaye to jis ice cube aur fungiside vala water me plant dip kiya tha usi water ko sabhi plant me pura pura dal dena hai fekna nahi hai
8- uske bad plant ko full shed area me jaha nami na ho vaha pe 7 din ke liye rakh denge and pani nahi denge till 7 days( agar mitti ekdam dry ho jaye to shower dena hai soil me pani ni dena)
9- in 7 days me every 2nd day fungiside ka sprey karna hai 2gm per ltr ka
10- 7 din k baad plant ko full dhup me rakh dena hai aur 8th day se npk 12:61:00 2 gm per ltr me ghol ke 250 ml per plant de dena hai
11- npk ko every week 2 baar dena hai like monday and thursday
12- npk ko 8th day se 30 days tk dena hai
13- week me ek baar fungiside sprey jarur den hai
14 - baki koi khaad, extra water nahi dena
15-jb mitti ekdam dry ho tb halka s pani dena hai........shower daily dena hai 2 baar
16- plant ko 6 inch pot me hi 3 mahine tk rakhna hai
.TV
Thanks for this detailed video ...... had got a few rose plants from Puspanjali nursery ...... aaj laggayi hoon mai, following your instructions in this video ..... abhi waiting with fingers crossed :-) . Lagaane ke baad mai wahi fungicide water se watering kii hoon . Aapne kaha hai, next 7 days no watering . But do we still do the fungicide spray during this period ?
V nicely explained bhai.
👌👌👌
Nice video once again sir ,waiting for next update !!!!!!
Hi sir ye fungi side kya hota hai is ke bare me thida detail me batay
Agar bare root nahin karenge toh leaf nikalnaa zaroori nahin?
Sir maine abara ka dabara rose plant kharida h to uski full pruning karu ya hulki pruning karu..plz..help...
Avi no pruning..pruning ka time avi nahi hai...avi plant ko laga dijiye....and grow kijiye
Sir hamare pas black cotton soil hai vo bohot hi chip chipie hoti hai us ko use kar sakte hai
Awesome brother.... You are really great at rose growing... I wish I could see you roof top some time.
Very soon i wll upload sir
Very nice video
Aapne konsa fangiside use kiya hai
Amazing sir
Thanks alot
Sir hey root treatment purana rose ka bhi karna hai
Red soil ki mixture kaise tayar ki jati hi. Mere area mi red soil milti hi. Red soil media k ratio bataye.please
Sir , vermicompost ki jagah kitchen waste compost use kar sakte hai pls reply
Very helpful sir. Yeh tarika kis mausam mein kar sakte hain. Aapne January mein potting kiya hain. Agar mein abhi July/August mein lagaaon toh yeh method use kar sakte hain?
Yes jab bhi new rose laye to yehi process karna hai...aur jo fungiside liquid hai usme 1 grm ya 1 ml humic acid bhi add kar lena hai
@@ArunabhsBaagvani thank you sir
Sir maine transplant to kar diya plant.but humare yaha rose plant red pune ki soil me aate h..to maine thodi mitti huta kar transplant kar diya
Koi issue nahi hai sab mitti wash kr dijiye n apne yaha k mitti me plant lagayea....fungiside treatment karke
Old topic but good
अब इससे ज्यादा डिटेल हो ही नही सकती 👍
Very informative ji 💖
Nice video
Jab mujhe rose plants milley maine unko soil media 1:1:1 soul:vermi: river sand m laga Diya abhi plants 2days k hai then sheded area m rak Diya hai. Abhi s kya fungicide treatment spray ke de? Plant pushpanjali s aaye hai they says 15-20 days tak feed nahi dena hai
Sprey fungiside every 2nd day...and start giving feed after 5-6th day
Gulab ki cutting video share kare
Apne soil media main jese gulab lagana bataya tha maine vese hi same process se gulab lagya pr abb wo murjha gya hai kya kre uska please reply
Sir micronutrients mein sea weeds de sakti hun
Namaste sir.
Apse ek question tha agar apko kisi ek media ko choose karne ke liye kaha jaye rose ke liye toh aap kis media mein lagana pasand karenge?
Cinder
Ye fungicide top secret hai kya??
Sir 6 months ho gae new rose plant lagae hai, par abhi tak koi growth nahi hai. Sare patte v khatam ho gae. Kya karu. Give some tips for growth. Plz reply sir.kya fir se soil hatalar repot karu.
Hum jab mitti me lagate hai tab usme kankar na ho esi koshish karate hai,to cinder me kaise ugate hai ,kya phark padta hai?Cinder to hard hota hai na?
Hello sir I m also from gorakhpur ap kaha se h gorakhpur mai
Bilandpur se
Sir good morning , main aapke sare video follow karti hun . Sir paudhe lagane ke kuch din bad usme new leaves aaye phir dhire - sulh kar gir gaye .kya karun , aur ek problem hai mitti mein ek chhiti jaise urne wali kire ho gaye .kya karun please batayen
Kya 4-5 mahina purana plant ko aise repot Kar sakti hoon? Kyunki Mera 7 plant kharab hone laga hain. Please kuchh solution bataien. Ho sake to FB pe photo share Kar sakti hoon. Sabdhani se rahien.
Hello sir ,I purchased roses from pushpanjali ashoka.and planted as u teach in this video.want to share pics of plantation. Where to post.
On my facebook page...Arunabh's Baagvani
How was the results plz reply
Sir nxt video ka link pls bataye
Vh best
Sir khet ki mitti le skate hai na
Kon sa fangiside hai
Sir aager silver sand na ho toh lal rate le sakte hain
No its harmfull for rose ..only silver sand
Nice 👌👌👌👍👍
Agar plant ke root puri mitti nahi nikali hai, or plant repot kar diya to its not safe? Plant ki 50% Matti hi nikali thi :(
How to make black soil yellowish..... We don't have yellow soil here..... I use 60-70% sand to make it light
Kya new plants s sari leaves n bud cut kr de ?
Jab planting kare to us time htan ahai baki n
Sir barre roots plants ko kon se mausam main lagana hota hai
Kisi bhi mausam me laga sakte...bas temp 35 se upar n ho
thanks for this video, i have ordered roses from pranabir , will report this way . just tell me can i use tricoderma and pseudomonas as i have both and they are beneficial fungus or you can say organic fungicide.
Kuan sa water hai sir
Please make a series month wise... In one plant....one in cinder and one in soil...
Yes it is start...please be in touch i wll upload each n every step video of cinder, soil n sand media rose
@@ArunabhsBaagvani aa
Sir, ham ne nursery se gulab ke plants laa kar laga diye hain, kya mai nikal kar dobara aap ke bataye tareeke se dobara repot kar sakte hain kya? Plant marega to nahi?
No need this tym whtsapp the image on my no
Please provide your number
dada apka facebook page ka link mukhe dijia please mera ak gulab ki podha gro nehi ho raha hai. uska photo mai dena chata hu
Hello sir Rose plant k jar m net lage hoti hai usy htana hai y nhi pls reply
Hatana hai sab kuch nahi to plant mar jayega
Nice video sir yey kaun sa fungacide h.
Bavestin
@@ArunabhsBaagvani thanks sir
@@ArunabhsBaagvani sir please reply me
Kya mai root tritment ke liye copper oxychloride use kr skta hu
Agar ha to kitne quantity me kitni water hogi
Ye sand milta kaha hai?iske badle me kya add krna hai.Nursery me milta nahi
Construction sand plant pe kiu nehi use nehi kor sakti, app please cause bataiye. Because mere pass to construction sand available hai, or mere gulab... Fantastic. Appko pic. Kaha veg sakti hu,
Sand 2 type m aate hai ek red and ek silver ..to plants me silver vale use karne hai ...
@@ArunabhsBaagvani yea batt to mujhe pata hai ki there are 2 types of sand, but my question was why should..... Use white sand
Silver sand red n other sand k comparison me jyada light hota n root propgation k liye sahi hota..red sand isliye n use karte kyuki most of the time roots propgate n kar pati .....n plant me moisture jyada ho jata...silver sand me ph k problm bahot kam y na k barabr hoti...red sand me ph k problm aati hai....red sand costly bhi hai ..silver sand cheap hai.....red sand ka weight kafi jyada hota n terrace farming me suitable ni hai ..silver sand light weight hai ...
Send the image on 7696302617
@@ArunabhsBaagvani thanks🙏🙇 ok sending... My flowers
Very informative sir 👍👍👍
Thanks
kya samundar ki ret mix kr sakte he
Vo thodi sahi ni hai
Sir fungicide name please
Mein nursery se 200 Rs each ke 2 roses laaya tha. Dono hi die back ho gaye. Ab samajh aa tha he ese kyo hua..
Mene usse 50% Garden Soil, 25% Vermicompost and 25% Coco Peat wale mixure me pot kiya tha. Mixure mein 20 gram neem Khali bhi daala tha, but neem Khali me fungus tha. Jiski wajah se plant ke saare leaves jhad gaye or flowers bhi sookh gaye. I have used NPK 19-19-19 today. 2 din ke baad se fungicide ka treatment start karunga. Let's see ke shyad bach jaye.
Then what happened to your Roses are they ok now?
Sir apne jo cinder ke liye dealer ka no. Diya hai apse ek question tha ki please kya aap bata sakte hai charges kya hota hai cinder order karne ka.
200-250rs /40kg bag unwashed cinder.....and courier charges as usual 5-6rs per kg
👍👍👍
Sir can we take 50% sand and 50% cow manure/ vermicompost
Sir mere rose plants me nayi leaves bahut jyada hi sikud, aur mudi hui aa rahin hain, pls koi solution bata dijiye.....
Usme mites n thrips hai...just sprey rogor 1ml per ltr water ....rogor always use with the mix of any plant tonic
@@ArunabhsBaagvani
Plant tonic like seaweed ??
Koi aur examples de dijiye..
Yes u can use seeweed
Bhai to uske liye fir hr roj 2 time water ka sprey kijie or fungicide ka v
Fungicide ka naam btaye
Bavistin
sir rose mixer ka video banaye aapne vo video aapke channel se delete kar diya
Very soon ...i wll upload in sequence
👍🏼
fangi said kya hita he
Fungiside fungus ko khatam.karne k liye use karte hai...ye market me apko powder and liquid form m mil jayega...issse rose plant me diback and fungus nahi lagta
@@ArunabhsBaagvani thanxx
Hame Wo Plant Chiye to Kaise Mil Sakta Hai
From puspanjali nursary u get it easily
गुलाब की मिट्टी को पौधा लगाने से कितने दिन पहले तैयार करे
Kam se kam 10 din pahle
Pushpanjoli ka phone no milega?
sir aapne jaisa kaha tha maine vaisehi keya tha par mere plant ke stem shrink ho rahe hai.
Pani aache se dijiye aur fungiside ka water bhi dijiye 2-din pe
सर ईंट भट्ठे पर जो जला हुआ कोयला मिलता है वो सही है क्या गुलाब लगाने के लिए
Vo utna sahi nahi hota
Sir Yeh Sab Rose K Plant Aaap Kaha se Buye karte hai
Kuch online puspanjali se kuch local nursary se
@@ArunabhsBaagvani Puspanjali Ashoke ya Raju se
Puspanjli only owns by two person
1-Ashok maity
2-Pranbir maity
@@ArunabhsBaagvani pranbir maity ka number mil sakta hai kya sir
8001084591
Sir Maine bhi root open kar ke lagaya lekin plant black ho raha aab kya kre
Usme di back laga hai...fungiside sprey kariye
12 inch के गमले में कितने दिन गुलाब चल जाएगा
मतलब के root bound लगभग कितने समय मे हो सकता है
3-4 saal aaram se chal jayega
सर आपके जो राजीव सेलर है उनका Contact noumber दिजीए
Kon Rajiv?
I planted in red soil + garden soil + dry cowdung
Ok
Patanjali se kiran pudhe aaye the usame kisi ko bhi white root nahi the.aur steam bahot hi patala tha.sare mar gaye die back se.plant karane ke turant 2 din me
First time pata chala ki patanjali se bhi plnt milte rose k
@@ArunabhsBaagvani 🤗😂
Mainay aap kay tarekay sai lagaya lakin plant sukh gaya
asambhav hai,kyuki 1000 log me se 1 log ye bole to correct nahi ho sakta ap ne kaha mistake ki vo dundhiye
Sir ap ka Facebook account ka naam ky hy
Jo chnl ka nam hai same vahi hai
@@ArunabhsBaagvani
Sir ap k naam se face book profile ka account nahi mil raha hy
I did the same thing with my new plants. Cross fingers for best results
Sar app ka wats up no kya hai
Very informative sir👌