Old Area = πr^2 New Area = π(2r)^2 = 4πr^2 Increase = New Area - Old Area = 4πr^2 - πr^2 = 3πr^2 So, Area increases by 300% when Diameter doubles. Diameter ek circle ki boundary hai. Radius uske andar ka distance hai. Area uske andar ki jagah hai. Jab diameter badhti hai: Radius bhi badhta hai. Area bhi badhti hai. Lekin area badhti hai radius ke square ke hisab se. Isliye Diameter 2 guna ho, radius 2 guna ho. Area 4 guna ho Area 4 guna barta hai lkn hum Increase ko calculate kar rahe hain, Area ka total value nahin. Old Area = πr^2 New Area = 4πr^2 Area ka total increase = New Area / Old Area = 4 Yaani, Area 4 guna badhta hai. Increase = New Area - Old Area = 4πr^2 - πr^2 = 3πr^2 Increase 3πr^2 hai kyunki hum Old Area ko subtract kar rahe hain. Minus 1 karna isliye zaroori hai kyunki hum Increase ko calculate kar rahe hain, aur Increase = New Area - Old Area. Bs ya yaad rakhy formula: •Increase =New Area - Old Area= 3πr^2 •Area total increase =New Area/ Old Area =4 Bs jab bh Increase ka bola ap 3 se multiply karna ans mil jayega ya method bara hai lkn ab ya method bh clear hogya hoga apka
👍🏻
👍
Helpful
Thank you so much
Diameter Wala elaborate kry please
Old Area = πr^2
New Area = π(2r)^2 = 4πr^2
Increase = New Area - Old Area
= 4πr^2 - πr^2
= 3πr^2
So, Area increases by 300% when Diameter doubles.
Diameter ek circle ki boundary hai.
Radius uske andar ka distance hai.
Area uske andar ki jagah hai.
Jab diameter badhti hai:
Radius bhi badhta hai.
Area bhi badhti hai.
Lekin area badhti hai radius ke square ke hisab se.
Isliye
Diameter 2 guna ho, radius 2 guna ho.
Area 4 guna ho
Area 4 guna barta hai lkn hum Increase ko calculate kar rahe hain, Area ka total value nahin.
Old Area = πr^2
New Area = 4πr^2
Area ka total increase = New Area / Old Area = 4
Yaani, Area 4 guna badhta hai.
Increase = New Area - Old Area
= 4πr^2 - πr^2
= 3πr^2
Increase 3πr^2 hai kyunki hum Old Area ko subtract kar rahe hain.
Minus 1 karna isliye zaroori hai kyunki hum Increase ko calculate kar rahe hain, aur Increase = New Area - Old Area.
Bs ya yaad rakhy formula:
•Increase =New Area - Old Area= 3πr^2
•Area total increase =New Area/ Old Area =4
Bs jab bh Increase ka bola ap 3 se multiply karna ans mil jayega ya method bara hai lkn ab ya method bh clear hogya hoga apka