KHUDA, TAQDEER, KARMA: Yahan aisay log bhi hain, jin ka sab kuch chin chuka hay. Hamain unhain dekh ker afsos hota hay kay, un ki tamam qabliatain aur mehnatain Khuda nay chashm-e-zadan main zaya ker din. Aisa zulm! Un ki tamam duain aur azkar la-hasil rahay, jaisay sada-ba-sehra, yani sal-ha-sal per muheet tapassiayn Khuda kay han na-maqbool raheen. Ba-zahir jin logon nay un per zulm kia, wo dashkaray aj bhi usy terhan phel-phool rahay hain, unhain kuch naheen huwa. Akhir Khuda ko in zalimon ko isy dunya main saza denay main kia herj hay? Kia yea zalim log Khuda kay mehboob hain? Aisa legta hay, in logon ko shayed peda hi apnay kisi pichlay janam kay buray Karma ki saza katnay kay liay kia gaya tha. Akhir kitni dahayon tek koi Khuda ki rehmat ka muntazir reh sekta hay? Koi insani rooh kitni zillatain aur zayadtian bardasht ker sekti hay? Kabhi to wo keh uthay ga, kay Koi Khuda naheen hay.
There is no God but Allah and Mohammad Saw is The Messenger Of Allah❤️ There is No Power or Might Except By Allah Almighty❤️ Peace,Happiness and Unlimited Blessings Be Upon You Oh Messenger Of Allah Almighty❤️. Rest in Peace.May All Of Your Dua’s Be Granted❤️. Shukr Alhamdulillah in Advance❤️
Assalamualaikum warahmatullah wabarakatohu my respectful honourable teacher. Allah always bless you your whole family, with all of us, with daemi khero afiat forever Ameen sum Ameen.
Creator can’t claim being creator of he doesn’t create , he is Samad all creation are his reflection, action , inaction , selection , perfection……….human top pride of him including you sir .
I would like to give a suggestion that whatever verses and Hadiths or other things that the learned Prof. Sahib, alamaat's team should provide its references, like verse and surah numbers etc. it will immensely enhance the discourse Jazak Allah khair
MAQSAD-E-TAKHLEEQ? Agar Khuda ko sirf apna taruf hi kerwana tha, to is kay liay is jeewan ko Dukha bananay ki kia zarooret thi? Kia Khuda ko yaqeen tha, kay Wo insan ka dil apnay ap ko ashkar kiay baghair jeet nahi sekta, yani insan say mehaz apni takhleeqi salahyaton aur taqeton ki karishma-sazi ki bunyad per mohabbet hasil nahin ker sekta - o Us ki nafsiati zarooret hay - aur insan say apni hamd-o-sana kerwanay ka wahid tareeqa us ko dushman kay ghalbay aur Rizq ki kami kay khof main mubtila kerna hay. Yea Khuda ki shikest hay, kay Wo insan say bay-los aur bay-gharz tasbeehat hasil nahin ker saka. Khuda say zarooret say ziada makhlooq peda ho gai hay, aur resources scarce hoti ja rahi hain, yani afra-tafri ka dor dora hay, aur Khuda say insanon kay darmayan insaf bhi nahin ho pa raha, yani ik ghadar ki si kaifyet hay. The experiment should be aborted without any further delay! Laikin, sawal peda hota hay, kay Khuda say itna bara constructional error huwa kaisay?
KHUDA KAY BARGUZEEDA AUR RANDA-E-DARGAH BANDAY: Khuda akhir in razeelon ko itna bay-hal ho ker paal hi kion raha hay? Khuda ko in khabeeson say itni mohabbet kion hay? In dunya kay harison main aisi kia khas bat hay, kay Khuda sab kam chor-char kay in per nichawar huwa ja raha hay? Baqi sari makhlooq ka to Khuda na mar-mar kay bhurkes nikal dia hay. Log zillaton ki daldal main giray huway hain, laikin Khuda ko un ki pukar sunai nahin deti. Aisa legta hay, baqi saray koi ghatya aur ghair-matloob makhlooq hain, jin ka maqsad in kanjaron ki sewa kerna hay. Kia Khuda nay in kanjaron ka koi qarza dena hay? Aur baqi sab say Us ka Khuda-wastay ka bair hay? Aur agar hay, jaisa kay insani zindagi kay mushahiday ki bunyad per qareen-e-qayas hay, to kion hay? In logon nay Khuda ka kia bigara hay? Aur in dolet-o-iqtadar kay sanghasan per bara-jaman khabees-ul-batin jonkon nay Khuda ko kia faeda pohenchaya hay, kay Wo in jonkon per farifta huwa ja raha hay? Khuda agar seb kay sath bhalai ka mamla nahin ker sekta, to kia Wo insani mamlat say la-taluq ho ker gosha-nasheeni ikhtayar nahin ker sekta, takay insan apnay mamlat khud hi tay ker lain, zaroori hay insani mamlat main Tang arana? Is waqt Khuda wazeh tor per kuch khabeeson ki pusht-panahi ker raha hay, yani am log bazahir apnay hi jaison say ler rahay hotay hain (muqabla/competition), laikin unhain yea maloom nahin hota, kay jin say wo ler rahay hain, un khabeeson kay peechay Khuda ka Hath hay, yani jeet her sooret main in hi Khudai dashkaron ki hay, jo zameen per huzn-o-malal say mukammal azad dandanatay phir rahay hain. Yea kaisi zaleel, balkay evil, zindagi hay, jahan kuch logon kay pas sab kuch chala gaya, aur doosray hairet-o-huzn ki kaifyet main yas-e-kulli ki tasweer banay jars-e-karwan sun-nay per majboor hain? Deboya mujh ko honay nay, na hota main to kia hota...
TAQDEER KA ZULM, NIJAT KAISAY? Hum to dekhtay hain, kay chareay-champoo log qismet kay dhani hain, aur qabil aur mehnti logon ka, jo Khuda kay (ba-zahir zalimana) faislay kay tehat pasti ka shikar hain, khulay-am mazaq uratay hain, aur apnay ap ko bertar samajhtay hain, halankay koi bhi reasonable shakhs unhain merit kay tehat is qabil naheen samjhay ga kay un ko mashray main yea muqam milay. Hairet hay, Khuda ko kabhi in low intelligence kay hamil mutakabbir logon kay hathon qabil insanon ki bay-izzeti per ghairet naheen ai, kay in khabeeson ko koi sabaq sikha day. Aisa kernay main kia amar maney hay? Kia Khuda ko kisi ka khof hay? Suntay thay, kabhi kay din baray, kabhi ki ratain. Laikin ab to sab kuch ulat-pulat ho gaya hay. Jo jaisa hay, waisa hi rehta hay. Logon ki zindagian kia, naslain khatem ho rahi hain, koi tabdeeli naheen. Legta hay, Khuda auto-pilot per is Kaenat ko chor ker kaheen chala gaya hay, yan yea ghumsan ka ren khud Us ki apni mansha hay. Kia yea pasti main ghiray logon kay pichlay janmon ka Karma, yani saza hay, jo unhain katni hay? Kia Akhret sazaon kay liay kafi naheen hay? Aur aisi dunyawi sazain tamam afrad ko kion naheen milteen? Agar aisa ho jay, to yea dunya aik bohet behtar jaga ben jay. Wo Taqdeer hi kia, jo dua say tabdeel ho jay, yea kia tiflana khayal hay. Aj tek kisi ki taqdeer yoon tabdeel huwi hay? Zameen-o-asman ka jaeza lo, tumhari nigahain thek kay lot ain gi, is bat kay amr-e-waqea honay main koi shuba talash na ker pao gay.
Slip of tongue but hadith he used is fabricated .. means it is not said by prophet muhammad and he used it as a reference .. It is not even zaeef but mowzu means fabricated , or man gharat we say in urdu
hadith professor saab used is fabricated .. means it is not said by rasool allah peace be upon him , and he used it as a reference .. It is not even zaeef but mowzu means fabricated , or man gharat we say in urdu. And based upon this hadees he saying allah got bored ( nauzubillah ) ( Kindly don't delete the comment have patience to hear truth and give argument , proof , if one's right ) I don't hate professor saab i watch him and appreciate many of his things but when comes to islam follow only quran and rasool allah (sallallahu alayhi wasalam) . Jazakallahu khayran!
سبحان اللہ الحمدللہ اللہ اکبر استغفر اللہ جزاک اللہ خیرا کثیرا۔ امین امین امین
Masha Allah
Oh my Dear Allah❤I love you so much
❤❤❤❤❤
Very nice ماشاء اللہ و جزاک اللہ خیرا
Pyaray Ustad-E-Muhtaram Rab-Ul-Izat app ko lambi umer sehat ka sath ata farmay Ameen, Jazak Allahu Khairan, Duon ka talibgar
Subhan Allah. I haertly love Pro. Ahmed rafique sb. Allah pak bless him.
Greatly appreciated
Allah tala ap ko jaze khair ataa farmaye awer achi sehat de love from NWFP
Subhan Allah
❤
MashaAllah May Allah gives you and your family long life and prosperity
اللّٰہ اکبر، سبحان اللّہ ، ماشاءاللہ
اللّہ تعالیٰ ہم پر اپنا کرم کریں اور نیک عمل کی توفیق عطا فرمائیں ۔ آمین
Allah ka shukar hazar baar k uski naimatain hain bayshumar
اللہ آپکو صحت تندرستی اور عمر دراز عطاء فرمائے- آمین یا رب العالمین
Ameen
Ameen
جزاک اللہ خیر ۔۔۔۔۔۔♥️
سبحان اللہ ماشاء اللہ الحمدللہ اللہ اکبر کبیرا والحمد للہ کثیرا سبحان اللہ بارات واصیلا ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
KHUDA, TAQDEER, KARMA: Yahan aisay log bhi hain, jin ka sab kuch chin chuka hay. Hamain unhain dekh ker afsos hota hay kay, un ki tamam qabliatain aur mehnatain Khuda nay chashm-e-zadan main zaya ker din. Aisa zulm! Un ki tamam duain aur azkar la-hasil rahay, jaisay sada-ba-sehra, yani sal-ha-sal per muheet tapassiayn Khuda kay han na-maqbool raheen. Ba-zahir jin logon nay un per zulm kia, wo dashkaray aj bhi usy terhan phel-phool rahay hain, unhain kuch naheen huwa. Akhir Khuda ko in zalimon ko isy dunya main saza denay main kia herj hay? Kia yea zalim log Khuda kay mehboob hain?
Aisa legta hay, in logon ko shayed peda hi apnay kisi pichlay janam kay buray Karma ki saza katnay kay liay kia gaya tha. Akhir kitni dahayon tek koi Khuda ki rehmat ka muntazir reh sekta hay? Koi insani rooh kitni zillatain aur zayadtian bardasht ker sekti hay? Kabhi to wo keh uthay ga, kay Koi Khuda naheen hay.
Subhan Allah.. jazak Allah
اللّٰہ اکبر اللّٰہ اکبر وللہ الحمد
Subhan Allah jeety rahiye Ameen Sum Ameen
Allah does not get bored
और ये बात तुमको कहा से पता चला
ماشاءاللّٰہ ۔۔۔بہت خوبصورت 💞🇵🇰💞 اللّٰہ پاک استاد محترم کو
صحت و عافیت والی لمبی زندگی عطا فرمائے آمین 💞🇵🇰💞
Jazak Allah khair
اللہ پاک اپ کو صحت و تندرستی دے
جزاکم اللہ خیرا کثیرا فی الدارین ❤❤❤
MashAllah
Subhanallah. Bahut khubsurat andaaz e bayan baksha hai Khuda ne apko.
جزاک اللہ خیرا کثیرا
Sir, your research is very remarkable and based on reality.
سبحان اللہ۔
جزاک اللہ خیر۔
bht khoob prof sab
❤ MashaAllaH ❤ SubhanALLAH ❤ Alhamdulillah ❤
I love Allah G
That's the cream of the bitter fact whether you believe or not the omnipresence of Almighty Lord Allah swt.
Thanks, Team Alamaat ❤
There is no God but Allah and Mohammad Saw is The Messenger Of Allah❤️
There is No Power or Might Except By Allah Almighty❤️
Peace,Happiness and Unlimited Blessings Be Upon You Oh Messenger Of Allah Almighty❤️.
Rest in Peace.May All Of Your Dua’s Be Granted❤️.
Shukr Alhamdulillah in Advance❤️
MA SHA ALLAH
Mary Ustad e mukkam ka Jamal tu Mary Rab e Kareem ka Kamal Teacher hona bata raha hay
Allah Is The Greatest 😇♥️♥️🇵🇰
Subhanllah subhanllah ❤️💕❤️
Assalamualaikum warahmatullah wabarakatohu my respectful honourable teacher.
Allah always bless you your whole family, with all of us, with daemi khero afiat forever Ameen sum Ameen.
Ameen
SubhanAllah SubhanAllah AlhumdulilAh 🤲🌺💕
I love you Allah ❤
سبحان الله والحمد لله ولا اله الا الله والله اكبر
SubhanAllah MashAllah 🥺🥺🥺🥺
May we all be guided by what you say regarding Allah Almighty.
گو میں رہا رہین ستم ہائے روزگار
لیکن ترے خیال سے غافل نہیں رہا
Subhan ALLAH
ALLAH o AKBAR
سبحان اللہ
استاد جی کمال❤
Masahallah ❤
Allah o akbar.
Thank you professor 🙏
Subhanallah Allah Hu Akbar❤
Creator can’t claim being creator of he doesn’t create , he is Samad all creation are his reflection, action , inaction , selection , perfection……….human top pride of him including you sir .
Master pice speech. & preach truth reality ALLMIGHTY ALLAH is Great
Zabar10 bat 🎉❤😢
سبحان اللہ
Salamat rhain sir ❤️
Best wishes ❤❤❤❤🎉🎉🎉🎉🎉
I would like to give a suggestion that whatever verses and Hadiths or other things that the learned Prof. Sahib, alamaat's team should provide its references, like verse and surah numbers etc. it will immensely enhance the discourse
Jazak Allah khair
easily mil jatin quran prha ho to
MAQSAD-E-TAKHLEEQ? Agar Khuda ko sirf apna taruf hi kerwana tha, to is kay liay is jeewan ko Dukha bananay ki kia zarooret thi? Kia Khuda ko yaqeen tha, kay Wo insan ka dil apnay ap ko ashkar kiay baghair jeet nahi sekta, yani insan say mehaz apni takhleeqi salahyaton aur taqeton ki karishma-sazi ki bunyad per mohabbet hasil nahin ker sekta - o Us ki nafsiati zarooret hay - aur insan say apni hamd-o-sana kerwanay ka wahid tareeqa us ko dushman kay ghalbay aur Rizq ki kami kay khof main mubtila kerna hay. Yea Khuda ki shikest hay, kay Wo insan say bay-los aur bay-gharz tasbeehat hasil nahin ker saka.
Khuda say zarooret say ziada makhlooq peda ho gai hay, aur resources scarce hoti ja rahi hain, yani afra-tafri ka dor dora hay, aur Khuda say insanon kay darmayan insaf bhi nahin ho pa raha, yani ik ghadar ki si kaifyet hay. The experiment should be aborted without any further delay!
Laikin, sawal peda hota hay, kay Khuda say itna bara constructional error huwa kaisay?
Nice
KHUDA KAY BARGUZEEDA AUR RANDA-E-DARGAH BANDAY: Khuda akhir in razeelon ko itna bay-hal ho ker paal hi kion raha hay? Khuda ko in khabeeson say itni mohabbet kion hay? In dunya kay harison main aisi kia khas bat hay, kay Khuda sab kam chor-char kay in per nichawar huwa ja raha hay? Baqi sari makhlooq ka to Khuda na mar-mar kay bhurkes nikal dia hay. Log zillaton ki daldal main giray huway hain, laikin Khuda ko un ki pukar sunai nahin deti. Aisa legta hay, baqi saray koi ghatya aur ghair-matloob makhlooq hain, jin ka maqsad in kanjaron ki sewa kerna hay. Kia Khuda nay in kanjaron ka koi qarza dena hay? Aur baqi sab say Us ka Khuda-wastay ka bair hay? Aur agar hay, jaisa kay insani zindagi kay mushahiday ki bunyad per qareen-e-qayas hay, to kion hay? In logon nay Khuda ka kia bigara hay? Aur in dolet-o-iqtadar kay sanghasan per bara-jaman khabees-ul-batin jonkon nay Khuda ko kia faeda pohenchaya hay, kay Wo in jonkon per farifta huwa ja raha hay? Khuda agar seb kay sath bhalai ka mamla nahin ker sekta, to kia Wo insani mamlat say la-taluq ho ker gosha-nasheeni ikhtayar nahin ker sekta, takay insan apnay mamlat khud hi tay ker lain, zaroori hay insani mamlat main Tang arana? Is waqt Khuda wazeh tor per kuch khabeeson ki pusht-panahi ker raha hay, yani am log bazahir apnay hi jaison say ler rahay hotay hain (muqabla/competition), laikin unhain yea maloom nahin hota, kay jin say wo ler rahay hain, un khabeeson kay peechay Khuda ka Hath hay, yani jeet her sooret main in hi Khudai dashkaron ki hay, jo zameen per huzn-o-malal say mukammal azad dandanatay phir rahay hain. Yea kaisi zaleel, balkay evil, zindagi hay, jahan kuch logon kay pas sab kuch chala gaya, aur doosray hairet-o-huzn ki kaifyet main yas-e-kulli ki tasweer banay jars-e-karwan sun-nay per majboor hain? Deboya mujh ko honay nay, na hota main to kia hota...
مجھے اونچائیوں پر دیکھ کر حیران ہیں لوگ لیکن میرے پیروں پہ چھالے نہیں دیکھے
insaan be taaruf kay liyeh
Hay hay 😢😢😢
❤️❤️❤️
❤❤❤❤❤❤❤💯
Ya zahiro❤
TAQDEER KA ZULM, NIJAT KAISAY? Hum to dekhtay hain, kay chareay-champoo log qismet kay dhani hain, aur qabil aur mehnti logon ka, jo Khuda kay (ba-zahir zalimana) faislay kay tehat pasti ka shikar hain, khulay-am mazaq uratay hain, aur apnay ap ko bertar samajhtay hain, halankay koi bhi reasonable shakhs unhain merit kay tehat is qabil naheen samjhay ga kay un ko mashray main yea muqam milay. Hairet hay, Khuda ko kabhi in low intelligence kay hamil mutakabbir logon kay hathon qabil insanon ki bay-izzeti per ghairet naheen ai, kay in khabeeson ko koi sabaq sikha day. Aisa kernay main kia amar maney hay? Kia Khuda ko kisi ka khof hay?
Suntay thay, kabhi kay din baray, kabhi ki ratain. Laikin ab to sab kuch ulat-pulat ho gaya hay. Jo jaisa hay, waisa hi rehta hay. Logon ki zindagian kia, naslain khatem ho rahi hain, koi tabdeeli naheen. Legta hay, Khuda auto-pilot per is Kaenat ko chor ker kaheen chala gaya hay, yan yea ghumsan ka ren khud Us ki apni mansha hay. Kia yea pasti main ghiray logon kay pichlay janmon ka Karma, yani saza hay, jo unhain katni hay? Kia Akhret sazaon kay liay kafi naheen hay? Aur aisi dunyawi sazain tamam afrad ko kion naheen milteen? Agar aisa ho jay, to yea dunya aik bohet behtar jaga ben jay.
Wo Taqdeer hi kia, jo dua say tabdeel ho jay, yea kia tiflana khayal hay. Aj tek kisi ki taqdeer yoon tabdeel huwi hay? Zameen-o-asman ka jaeza lo, tumhari nigahain thek kay lot ain gi, is bat kay amr-e-waqea honay main koi shuba talash na ker pao gay.
DUA KAR DEN
MERE LIYE 🙏
❤❤❤
❤❤❤
❤❤❤
❤❤❤❤❤
Can somebody reference the ayats Professor Sb has read, please.
Aoa professor sahab AP mujhy rishty shadi or achy naseb k liye tasbhi ya wazifa Bata Dan plz by saiqa kanwal
Visit alamaat.com website , contact number is mentioned there to get Tasbeeh
مجھے کوئی تسبیح دیں کے۔ میری نسل صحت کے ساتھ کامیاب مثالی زندگی گزاریں پلینز سر لوگو رشتے داروں کے طعنے سے نجات پائیں
Do you think so??
Boor horha ta allah. Ye baat ghalat hain. Allah 💓 har emotions se pak hain. ❤.
Professor sahib , Allah doesn’t get bored, our aytul kursey negate your point of boring view of Allah s reason for creation .
In my humble opinion, it must be a slip of toung *in flow*. Probably he might not mean it.
Slip of tongue but hadith he used is fabricated .. means it is not said by prophet muhammad and he used it as a reference ..
It is not even zaeef but mowzu means fabricated , or man gharat we say in urdu
😂❤❤❤❤❤❤😢😮😢🎉😂❤
Sir ! iss ka kia hawala ha jo baat aap ne ibtida ma farmai ha ? k ALLAH ne chaha k ma pehchana jaon ? Kia ALLAH be.niaz nahi ?
Yes, he is.
Professor saab is quoting a fabricated hadith . Baseless lie .you can check yourself by googling there is now such sahih hadith
Boor hora tha, sir ye alfaz behtar Nahi 😢 baqi Love you ❤
Bore horha tha??
hadith professor saab used is fabricated .. means it is not said by rasool allah peace be upon him , and he used it as a reference ..
It is not even zaeef but mowzu means fabricated , or man gharat we say in urdu.
And based upon this hadees he saying allah got bored ( nauzubillah )
( Kindly don't delete the comment have patience to hear truth and give argument , proof , if one's right )
I don't hate professor saab i watch him and appreciate many of his things but when comes to islam follow only quran and rasool allah (sallallahu alayhi wasalam) .
Jazakallahu khayran!
Chalbe Tu Jhooti baat ker raha ha.
तुमको सच्चाई जानने के लिए मरना पड़ेगा
इंसानों से क्या उम्मीद रखते हो
جزاک اللہ خیرا کثیرا کثیرا ❤
Subhan Allah
سبحان اللہ
❤❤❤
SubhanAllah