Sir main Hyundai main 2 mahine main new join kiya hai aur har roj apka ek ek video dekh raha hun 15 20 din se toh aur apka video dekh k bahut kuch sikhne ke liye mil raha hai.. Thank you so much sir 🙏🙏🙏
Abhijieet bhai me apki video se hamesha kuch naya janta hu or apki video sabse alag or information se bari rahti hai thank you so much abhijeet bhai ham sab ko kuch naya sikhane ke liye ❤❤❤❤ LOVE FROM RAJASTHAN ❤❤❤❤
Good morning abhijeet bhai Aapke videos bahut helpful or informative rahte he, Thank you so much iske liye... Or Manny Sir Jo Australia me rahte he unke channel pe videos nahi aa rahe abhi bahut time ho gya he kuz information he to hataye koi contact b nahi ho raha he
Hi sir... Thanx for sharing ur experience Hyundai i10 grand sportz 2015 model k left side front and mirror indicator, left side fog lamp not working with indicator stick and hazard switch. But rear left indicator is working.. Inside cabin light is also working normal.. please guide.. Fuse box me ki indicator fuse mentioned bhi ni h
Actually Hyundai should educate their technicians about the new features implemented on their cars...if technicians are unaware of the features how are they going to diagnose issues related to any of these new features...😊...how are they going to conclude whether it is a new feature or a new issue...most people still blindly trust authorised service center for all vehicle related issues
traning hota hai sir ...dont worry sir ,technical team back support k liya hota hai ....authorised service center just like first step for customer support.
Bhai creta base model mein agar windshield washer use karte hai to kya approx 10 se 20 secs ke liye ac plus recirculation mode auto mein on ho jata hai kya...kuch bhi use karne se pehle ac ko off kar lein
Me bi check karunga muje bi pata nahi tha, esa hidden features bale video dete rahe longer video samajne Mai acha rahega, me bi kia showroom par master technician hu Abhijit sir, me apka video 3 4 saal se dekraha hu.
Mostly pardesh me har gadi me ye feature hai, bharat me kuch gadiye me hai ye feature sab se pahile Hyundai santa-fe me aaya tha tab kisiko pata nahi tha muze bhe accidentally ye feature mumbai-pune express highway pe pata chala tha.
Creta 2021 mai bhi hai kya ye feature?? Kal try karunga morning mai , thanks bhai ye new cheez bataney ke liye mujhe maloom nahi tha na aaj tak is barey mai kisi se suna tha
Sir kya vetec website par sir jo video dalte the ab o video nahi batate kya kya jo app banane ki baat karte the kya app bana liye agar banaya hai to app ka kya naam hai
Hello sar humko bhi bahut achcha Laga humko bhi yah jankari nahin thi aur main technician hun aur aapse bahut kuchh sikhane Ko milta hai to aapko thank u bolna chahunga thank❤❤❤ sar ek chij humko doubt rahata hai ki aap log jo banate Ho video usmein aap log diagram kaise nikaalte Ho Jaise ki yahan per fault hai
Namste 🙏 main Gawade Poona Maharashtra se hoon. Meri I20 car 2012 ka model hai 2 .1/2 saal pahle cng kit bithaya tha engine light symbol cluster par 1 1/2 saal se dikha raha tha maine usi samay mistri ko bataya tha April 2023unhonhe ek wire ki baat ki kuch khas problem nahi hai , wire agli baar badal denge aisa kaha gadi mein bhi koi dikkat nahi thi (10000km gadi chalaya)lekin ab (0ctober 2024)gadi ka pickup ,milege kam huaa gadi speed breaker,signal par band hone lagi acccelator function kam hua gadi anya mistri ko dikhane ke baad scanner par O2 sensor problem dikhaya, wo change karne ke baad check engine light symbol chala gaya . Lekin gadi ghat region mein leker gaye to lagbhag 18 to 20 km ke baad gadi ka acceletor function kam nahi kar pata hai aur gadi band ho jati hai. Turant gadi to start ho jati hai, lekin aage nahi ja pati hai. 1/2 ghanta rukne ke baad gadi vapis aise chalti hai jaise kuch hua hi nahi hai Krupaya kuch margdarshan kare 🙏
Aap se bhot kuch sikhne milta hai sir hame really
Very nice informative video sir
A wala features nahi pata tha niya sikhna ko mila thank you sir aisa he sikate raho ham sob ko sir .....
Sir main Hyundai main 2 mahine main new join kiya hai aur har roj apka ek ek video dekh raha hun 15 20 din se toh aur apka video dekh k bahut kuch sikhne ke liye mil raha hai.. Thank you so much sir 🙏🙏🙏
Very nice and very useful
Thanks
Sir dikhate to sab hain. Lekin aap reality dikhate ho or real shikhate ho. Aap great ho..... Thank you
good information
बहोत अच्छी जानकारी
धन्यवाद
Goodjob❤
Good job sir
G sir ye first time Aapse sikhne ko mila 😊 good information 😊
First time sikha hai dada very good information 💞
Very good information dada
Good information brother❤
Great hidden feature...... Thank you! ........For sharing as usual.🙏
Nahi pata thaa sir ji nice info...👍👍
Bohat achcha bataya bhai apne mujhe to nahi malum tha good job bhai
Nice sir jee it was just new for me
❤ Nice video ❤
Video bhauti achaa video tha sir ❤
Good information 👍 👌 😊
sir aap se bahut sikhne ko milta hai
Good job hame bhi aaj hi pata chala
Good information Hamen Pahle Se pata nahin tha👍👍
New Information 👍❤
Thank you for sharing knowledge
jivan ye sikhne ke liye hi, thank you aap ne ek nai jankari di hi, 🙏
Good information brother
Good 👍
New experience. Thanks for sharing bro.
Hidden feature....thank you....for sharing
Thank you sir 👍
Video bohut accha laga sir
Thanks for sharing learnt something new 🎉
New information 4 me .....thanks bappa
Thank you so much… apni k?
nice information bhai
Tq sir
Abhijieet bhai me apki video se hamesha kuch naya janta hu or apki video sabse alag or information se bari rahti hai thank you so much abhijeet bhai ham sab ko kuch naya sikhane ke liye
❤❤❤❤ LOVE FROM RAJASTHAN ❤❤❤❤
Good morning abhijeet bhai Aapke videos bahut helpful or informative rahte he, Thank you so much iske liye...
Or Manny Sir Jo Australia me rahte he unke channel pe videos nahi aa rahe abhi bahut time ho gya he kuz information he to hataye koi contact b nahi ho raha he
Bhai ham ko nahi pata ta bohot badeya dost🎉❤
Mast information ❤
Muje pata nahi tha thank you sir
Thank you
Yes Know About, Have Santa Fe Automatic, But Doesn't Know Like Deep,, Thanks,,
New thing to know 💯💯
Thanks for sharing
Very good sir
very good information.....kya ye other brand cars me bhi kaam karta h kya?? jaise vw polo petrol?
no idea sir
mujhe nahi maalum tha thanks for sharing this with us
Hi sir...
Thanx for sharing ur experience Hyundai i10 grand sportz 2015 model k left side front and mirror indicator, left side fog lamp not working with indicator stick and hazard switch.
But rear left indicator is working..
Inside cabin light is also working normal.. please guide..
Fuse box me ki indicator fuse mentioned bhi ni h
Good information sir 💐
অনেক ভালো হয়েছে আরো ভিডিও চাই গিয়ার বক্সের ভিডিও দিয়েন
Ha BHA apse humne Naya hi sikhne ko milta hai
thanks sir ji
Thanks sir good Information I m also A Car mechanic 🎉🎉🎉
❤️❤️👌👌👌
Nice kipt uo
I have those features in my car but never try it, cos I don't have ideas about it. Now it will be interesting to try it.
sir sab model me nehi hota hai...
Nice 🇮🇳
👍👍🙌
Actually Hyundai should educate their technicians about the new features implemented on their cars...if technicians are unaware of the features how are they going to diagnose issues related to any of these new features...😊...how are they going to conclude whether it is a new feature or a new issue...most people still blindly trust authorised service center for all vehicle related issues
traning hota hai sir ...dont worry sir ,technical team back support k liya hota hai ....authorised service center just like first step for customer support.
@@a2zcarservicesame feature also kia cars?
Sir ji meri car verna petrol 2011 h usme fix code P0733 gear3 Incorrect Ratio h esko kese thik karwye
Hyundai i10 grund ke smart key unit bsk3 ka price kya he
👍👍
Good 💕dear
Wow mast feature hai🤓
❤❤❤❤❤🎉
Mujhe pata nahi tha 😮😮
Which hyundai service center you work. Please let me know. I have to visit.
Kolkata mukesh Hyundai vip
Ye system skoda laura 2011 or 2012 me car chakane se pehle set karne ka option aata hai
Jo mere pass thi
Pehle
Ist 👁
Yes i know it
Maine be nya sikha
Ji mujhe pata nahin tha dekh kar achcha Laga
Bhai creta base model mein agar windshield washer use karte hai to kya approx 10 se 20 secs ke liye ac plus recirculation mode auto mein on ho jata hai kya...kuch bhi use karne se pehle ac ko off kar lein
Yes sir
Sir ji, please bataaiyeh Mukesh Chandra Gond ji aaj kal kahaan hain...
noida
Me bi check karunga muje bi pata nahi tha, esa hidden features bale video dete rahe longer video samajne Mai acha rahega, me bi kia showroom par master technician hu Abhijit sir, me apka video 3 4 saal se dekraha hu.
Mostly pardesh me har gadi me ye feature hai, bharat me kuch gadiye me hai ye feature sab se pahile Hyundai santa-fe me aaya tha tab kisiko pata nahi tha muze bhe accidentally ye feature mumbai-pune express highway pe pata chala tha.
Pehle mujhe nhi pata tha fir maine apni gaadi ka manual padha usse pata chala
❤❤❤
Creta 2021 mai bhi hai kya ye feature?? Kal try karunga morning mai , thanks bhai ye new cheez bataney ke liye mujhe maloom nahi tha na aaj tak is barey mai kisi se suna tha
Nahi hai
Tata Manza (petrol)me speed limit kaise set Kiya jata hai
Sir kya vetec website par sir jo video dalte the ab o video nahi batate kya kya jo app banane ki baat karte the kya app bana liye agar banaya hai to app ka kya naam hai
sir thora busy hai 1 mahine.
@a2zcarservice okay sir thanks
Ford cars have this fetures from long back my be from 2017 and setting cruise or limit is more easy in them
Sir aapka service center kaha h
Mere i20 me ac ka problem hai kabhi cooling karti hai kabhi nhi sir plz batao
Kolkata
Ha sir new chij shikhe hai
Hello sar humko bhi bahut achcha Laga humko bhi yah jankari nahin thi aur main technician hun aur aapse bahut kuchh sikhane Ko milta hai to aapko thank u bolna chahunga thank❤❤❤ sar ek chij humko doubt rahata hai ki aap log jo banate Ho video usmein aap log diagram kaise nikaalte Ho Jaise ki yahan per fault hai
Avijit da malum nahi tha ,up ka no
Bhai Mai nai TH-cam par hi dekha tha muje pata tha
Mene recently hi dekha ye.. mujhe bhi pata nai tha
👍
I was not aware thx but wgTs the use?? Did not understand
अभिजीत भाई यह तो बहुत दिन हो गया यह क्रूज सिस्टम
दादा...क्या नया क्या पुराना ये सवाल नही हे , सवाल ये हे की अभिजीत सर का वीडियोज आया...
बाकी तो ....हरेक गाडी मे नया नया फीचर आते ही रहेगा...
Sir mai aapke paas kaam ker sakta hu
Kya ye exter me hota hai
No
@a2zcarservice ECM ko upgrade karne se honga ya nhi
Hello sir
This feature is a very old feature of Hyundai started from Hyundai Sonata Gold V6
Old model m nahi h yeh sestem
Namste 🙏 main Gawade Poona Maharashtra se hoon.
Meri I20 car 2012 ka model hai 2 .1/2 saal pahle cng kit bithaya tha engine light symbol cluster par 1 1/2 saal se dikha raha tha maine usi samay mistri ko bataya tha April 2023unhonhe ek wire ki baat ki kuch khas problem nahi hai , wire agli baar badal denge aisa kaha gadi mein bhi koi dikkat nahi thi (10000km gadi chalaya)lekin ab (0ctober 2024)gadi ka pickup ,milege kam huaa gadi speed breaker,signal par band hone lagi acccelator function kam hua gadi anya mistri ko dikhane ke baad scanner par O2 sensor problem dikhaya, wo change karne ke baad check engine light symbol chala gaya . Lekin gadi ghat region mein leker gaye to lagbhag 18 to 20 km ke baad gadi ka acceletor function kam nahi kar pata hai aur gadi band ho jati hai. Turant gadi to start ho jati hai, lekin aage nahi ja pati hai. 1/2 ghanta rukne ke baad gadi vapis aise chalti hai jaise kuch hua hi nahi hai
Krupaya kuch margdarshan kare 🙏
This feature is available in high end brands bro
Leki ye pakka hai ki ye Tucson ya Verna ka feature nahi hai sabka hai? Demo ke liye ye gaadi kyu chuni bhai, i10 nios me dikha dete😅
nehi hai sir nios,i20 me ...even old venue and creta me v nehi hoga.