Fuel meter not working how to solve in any Bike\scooter|How to repair fuel gauge| Fuelmeter problem
ฝัง
- เผยแพร่เมื่อ 7 ก.พ. 2025
- Nameste Dosto
Aaj ki is video me ham Fuel gauge ko repair kerna sikhaye ge..
#motogrip #fuelmeternotworking.
Instagram: / rishabh07raj
for business Inquiry: rishabhraj07072002@gmail.com.
Thanks for your time.
It's working thank you so much bro from gujarat 💙💙💙✌️
😊
Work kr rha mene Kiya thnx bhai
Nice 👍
Thanx brother good luck 👍👍👍
Nice bro 👍
agar instrument cluster wale indicator meh problem hai toh uska kya kare? kya pura instument cluster naya lena padega? ki koi switch ya cable wire aati hai uski bhi
Wo bhi repair hoti hai...agar bilkul hi karab hai to fhir New install kerna padega
@@MotoGrip kya woh wiring change hoti hai?
@@ObamacareMishra Ha wo kuch coil wagera jaisa rehta hai...ya kavi - kavi Meter ki niddle vi jam rehti hai
Brother 1 wire batery se cinect ha second wire kis se attach h
Chassis ke ground se
Hlo bhai mere pass tvs victor hai 2005 model bhai maine gauge b new lgai hai hai. Meter v sahi hai .fuel gauge jab tank se bahar hota hai toh reading deta hai uper niche krne se.pr jab tank me fit krte hai toh nhi chalta
Connection check ker liya apne (lose to nahi wiring ie cuplor to cuplor. Ek bar check kare gauge ki lose to nahi
@@MotoGrip bhai gauge new li hai fir v nhi chla.tank se bahar chalta hai jab gauge tank me fit krte hai use baad nhi chalata.solution batao bhai
@@harshsidhu6895 wiring check kare ek bar
Bhai koi wire tank k sath urth hai jab handle tank ke sath lagta hai toh meter full ho jata hai
Bai gauge information ke liye thank you aab ya apna shop address do ya upaye batao pehle parking on Karne pe jalti this aab Nahi jal rahi brack switch be new dal deya bulb be change kar Diya but jal Nahi rahi battery wagarah sab ok hai but tail lights Nahi jal rahi light be new dal li but same problems hai batao kya Regan hai
Wiring check Kare
@@MotoGrip thanks bai
Mera gauge sahi h fuel metter bhi but fuel utna show ni kr rha
Sir ji her splendor pro bike me fuel gauge mitter ke kata up and down ho ra he continues or sir kabhi kabhi nahi chalta to usko kaise sahi kiya jaye pals ans.
Wiring check Kare. Aur gauge or meter check Kare.
@@MotoGrip Thank you sir ji
@@nileshvasava7229 Ok sir😊
@@MotoGrip ok sir
Bhai tumhare platina ki tank kitne liter ki hai plz reply
11L Bro
Kitna ruppes me tank full hota hai bro
@@sumitgiri5017 petrol ka rate 100/- ho rakha to 1100 me jatii
@@MotoGrip thank you so much bro
@@sumitgiri5017 Thanks ki koi baat nahi bro 😊
Super
Guage ka wire tut gya hai kaise shi hoga jumper kru ya fir rewinding
sir meri bike ka ek do minute tk halka sa uth k ruk jatai ha phr bd ma work krta ha shi sa mujai hal bta do ap
Well done
Thank u pritam😊
Bhai isska cost kya hai karne ka……???
Nice
Bro Mera bike TVS 110cc hai to me kaise fuel gauge tik Kare ak video banaa do
BRO SAME process Apply hoga..😊
@@MotoGrip Nahin hua bro😭😭😭
@@souravdebnath6354 apne wire by pass ker ke dekha tha connecter se..meter me reading aa rahi thi.....kyu ki kavi kavi meter hi karab rehta ha
Mahindra duro mai. Meter ke ooper thpad Marne se chalu Hota hai
Start hone per meter ki sui niche Gir Jaati Hai band rahti hai gadi tab sui Upar uth Jaati Hai on Chabi per
Gauge and wiring check kare
Bhai aapki gaadi konse year model hai
Or iska part number mujhe mil sakta hai to pls provide me the same.
2007 model Rahul Bhai
@@MotoGrip bhai part number mil jata to best ho jata mere liye actually meri bike ka gauge tut gya hai or purana wala mene fek diya hai or ab market me without part number nhi mil pa rha h
@@rahulsagar6838 bhai me apko fuel gauge kol ke batau ga😊
@@MotoGrip so nice of you bhai....
Thanks bhai pls share all sides of photos.
Bhai mujhe mil gya hai ye market me pls ab aap mat kholna and thanks bhai
Mne motorcycle me new gej pii aa oh mitter wali soi chli nhi
Meter karab ho sekti hai...ek bar usse check karna ap
@@MotoGrip mitter be new lgwa hai
@@manpreet2125 wiring Apne check Kara li
Platina 110
Ct 100 2018 model ka fule kata band h tank m system nhi h
Bai same bike hai sticker chiye
मेरी मैं 1लीटर तेल हो तो आधा टैंक सो करता है
B6 splendor plus gadi hai electronic
Bajaj platina 110H gear BS4/2019 model Me same problem aa rahi h bro 4-5 liter fuel hone par bhi Digital meter me 1 line show hoti h... Koi solution ho to btao....???
Fuel gauge check kare ....same as shown in this video
Recing mitar ka betaia
Platina 100cc 2012 model me fuel geage new kitne ka milta hai price btao sir
Approximately RS 300
Bhai message ka Uttar Dena reply
Nice
मेरी मैं 1लीटर तेल हो तो आधा टैंक सो करता है
Good
Good